Salam. Sir apki videos kafi detailed and informative hoti hyn.
@rahulpatelgujratahmedabad34973 жыл бұрын
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👍
@matinulhaq93276 жыл бұрын
Salaam Sir, thank you for the detailed and informative videos
@shakargarh-d6u6 ай бұрын
Excellent
@muhammadhassan-kh9gz4 жыл бұрын
Assalam u alaikum sir, I really appreciate your work.. Mere ups k fet phata hua nikla hy. Kiya karna chahey? Sirf fet change kardun ya diode n resistance bhi change hohi?
@irfanjalal20103 жыл бұрын
Allah Pak Shabir Bhai kay Darajaat Buland Fermayay !
@Officialrabnawaz6 жыл бұрын
nice good sir
@abdulghaffar78833 жыл бұрын
Thanks
@sajidhussain7112 Жыл бұрын
Ziyada chance kis component k hen kharab hone k
@sadqa-e-jaria4umairasghar3446 жыл бұрын
Great work
@AbdulSamad-hd1sr4 жыл бұрын
Sir apny 220 ohm k resistor chk kiye lkin mere pas 68c waly resistor short hogay hain ..kia me sirf resistor aur irf740 change kardon ya kuch aur bhi check karny ki zarorat parygi?
@sajidhussain7112 Жыл бұрын
Sir mere pass yehi pcb circuit he iska solar output ni de rha kya fault ho skta he ?
@zahidmughal59533 жыл бұрын
Assalam alikome
@videobin44293 жыл бұрын
Slam sir, invertor k input and output dono terminals phase show hota hai, just battery connected ho tab bhi. Es ka hal bten plz
@AMsolar-energy.solution5 жыл бұрын
nice video
@ikram7222 Жыл бұрын
Asalam u alaikum
@nadeemnadeem57164 жыл бұрын
v.nice
@qayyumshahzad12324 жыл бұрын
Power nahi a rahi ups ki battery par theek chalta hia
@zurairkhan3 жыл бұрын
Good
@toheedosunnatntspindigheb69275 жыл бұрын
Thanks sir
@zeeshanfarooqi39743 жыл бұрын
Salam sir same board hai no out on battery orange light blink
@shayanjaan60236 жыл бұрын
sir o falt bord ke kin kin stage se aah sakta hia us pe video banane ples
@electronicabc6 жыл бұрын
ok
@aqibrazatanwri7404 жыл бұрын
@@electronicabc sir plzz video bnae mere sath ye problem arhi h
@asajjad3126 жыл бұрын
Sir apke 0 fault wali dono videos per amal kia hai laiken ab be 0 fault show ker raha hai homage ups any more solution
@chkhalid12726 жыл бұрын
Sir yi batyn k bary side card say supply kha kha jati hi tarteeb say batyn
@shayanjaan60236 жыл бұрын
sar gi 3525 ic ko khan sy fedback volt milti hen ls par video banaen plese
@YaseenKhan-pi6wx2 жыл бұрын
Nice 👍 you too baby 😚
@asajjad3126 жыл бұрын
Good video thanks sir cyber power ups 12 volt wala battery over charge ker raha hai any solution?
@electronicabc6 жыл бұрын
Yeh video dekhen aur is video main jo resistor main ne replace kie hain aap woh replace kren kzbin.info/www/bejne/oZeXentjatCKicU
@asajjad3126 жыл бұрын
@@electronicabc thanks dear
@ranashanaz2087 жыл бұрын
Very good Boossssssssss
@electronicabc7 жыл бұрын
Thans
@ghmurtaza4044 жыл бұрын
Sip mere homage 1000 waats ka ups he 200 waats ka load ota ta he jse he 200waats se opr load jata he wo 0 folt pr band ho jata he plz us ke prblm ka btai
@pakistansolarsystems36486 жыл бұрын
Sir mery pass inverex ka 2kw meay charging kartaha lakun backup is ka kum ha. Pahly 5 gantay backup ta ab 40 mints ha. Esky bary meay kuch bataye.
@electronicabc6 жыл бұрын
Ho sakta hai battery weak ho gaye hon
@38saleemiqbal6 жыл бұрын
Dear mery pass homage 1kva ka ups Hy, ek ya do month k baad ups m FET aur ek card burn ho jata Hy, mery Ghar ki wiring separate Hy means k Wapda ki netral aur phase separate Hy aur UPS ki b separate Hy, output pe ek changover Hy jis se kabhi bypass krna prhy tu KR lety Hain, koi solution btain k kis waja see asy ho Raha hy
@AMsolar-energy.solution5 жыл бұрын
agr 0 ka fult ho to pankha bi khrab hota he
@samihassam67905 жыл бұрын
Salam sir.. Homage inverter hai kabi 0 fault aata hai kabi nai aata ye kia fault hoskta hai
@samihassam67905 жыл бұрын
Main bijli pr thek hai charging b krta hai.. Battery load pr kabi 0 fault aata hai or kbi nai.
@madeenaelectricalelectroni46376 жыл бұрын
Sir is divar card ma transistors kosa laga saktha bolya sir
@electronicabc6 жыл бұрын
Q18, Q19,q24,Q25 npn transistor(w1p) hain.
@electronicabc6 жыл бұрын
Q37 q38 q40. Pnp (2f) transistor hain
@aqibrazatanwri7404 жыл бұрын
Sir mene aisa hi kya pr jb load dia to phr se short hogya
@karachicinema35715 жыл бұрын
Sir mene ye tarstar check kare he sahi Bata raha he meter
@عابدحسینباغوالا5 жыл бұрын
السلام عليكم فیٹس چیک کیئے وہ تو صحیح ہیں اس کے علاوہ بھی کوئی اور فالٹ ہوتا ہے کیا؟
@rehmanelectronicsbarnalaaz8946 жыл бұрын
Sir mera masla ye ha k 24 volt ka ups ha charg nai krta aur k3877 short ha jab new lagaty ha tu wo b short ho jata ha lagaty hi
@electronicabc6 жыл бұрын
Replace uc3843 + check diodes near k3878
@rehmanelectronicsbarnalaaz8946 жыл бұрын
@@electronicabc sir ye b kr k daikha ha per masla hal nai hua kahi choper transfarmer ka masla tu nai hai
@matinulhaq93276 жыл бұрын
Sir ,Your Voice is very Low .....?
@electronicabc6 жыл бұрын
I will fix in later videos
@عابدحسینباغوالا5 жыл бұрын
السلام عليكم آپ کی شاپ کہاں ہے؟
@manshashakar59886 жыл бұрын
Homeage ups over charging folt battery volt 15 plz set earar
@mehmoodkn6 жыл бұрын
I hv Inverex but the board is same It is showng Error Code 00 ( as per manual "output short crcuited") where is the fault...Regards
@electronicabc6 жыл бұрын
Video main jo FET's dikhaye gaye hain kia aap ne un ko check kia. ?
450 volt wale capacitor par voltage bunte hain kia ? 310 volt hone chahiye
@shadabkhanafridikhan13536 жыл бұрын
Kya fayda camints ka aap jwab to dete nhi
@electronicabc6 жыл бұрын
Arey bhai jaan main har waqat youtube par tu nahin betha hota Main ne kaam bhe karna hota hai jub free hota hon tu reply dene ki koshish karta hon magar sab ko reply dene k baare main confirm nahin hai kuch comments reh bhe jaate hon ge
@abdulghaffar78833 жыл бұрын
Fronus ups repair 0 falt and charging falt
@nomanali22136 жыл бұрын
Bhai mene ye change kye hn phr b fault 0 btarha hy
@electronicabc6 жыл бұрын
Ho sakta hai drive card main masla ho 220 ohm k resistor bhe chek kro