Freedom bike avreg nahi aa Raha hai 1 st sevices ho gayi hai pls help
@SONIVOLGSАй бұрын
Ye bike sahi hai ya honda sp 125 please reply
@vasilmansuri2615Ай бұрын
Sir meri ghadi me icl nahi aa raha he to kya kre ❤
@biketechbt6733Ай бұрын
Sir pulsar neon 125 bike fuel pump nhi chal rha na pump tk current arh h battery se rely tk current arh h rely thik h
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Wiring harness check krlo
@milindmasane3298Ай бұрын
Sir mera petrol indicator petrol full hotey houe bhi blink lar raha hai kya ye sahi hai ya galat hai. Aur agar galat hai tho wo theak kaisey karvaye? Please help
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Petrol full hai toh blink nahi karega, agar blink kar raha hai toh fuel gauge sensor ko change karna hai
@SpikeOP..Ай бұрын
Bhai meri N160 3k se 2k rpm pe halka halka apne aap accelerate kar rahi hai thodi der ruk k normal aa rhi hai rpm service centre pe saare sensors bhi check krwa chuka hu aap aur ecu update bhi krwa chuka fir bhi problem aa rahi hai aap solution batao please
@biketechnicaldanveerАй бұрын
3in1 sensor aur stepper motor ko check and change krlo thik ho jayegi
@spidypant4605Ай бұрын
Your technical knowledge on this is commendable, 🫡
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Thanks
@krishnapalkharol6913Ай бұрын
Bhai freedom bs6 chabhi on karte he stat ho tu kya kare Bina batan dabah
@biketechnicaldanveerАй бұрын
RHS control switch ko check krlo aur ISG ko check krlo thik ho jayegi
@prashantyadav3275Ай бұрын
Pulsar N160 Polar Sky Blue Color Ke Parts Online Kese Kaha Se Order Kr Sakte Hai
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Bajaj ke service centre me Jake order kara sakte hai
@Manish91110Ай бұрын
भाई जी इस बाइक की चेन नॉर्मल बाइक की तरह टाइट होगी या कुछ और है
@biketechnicaldanveerАй бұрын
नॉर्मल बाइक की तरह ही चैन टाइट हो जाएगी कोई अलग नहीं है इसमें
@CommonIssueАй бұрын
Bhai cng bike kinit speed m chalaye best for bike and milage please reply
@biketechnicaldanveerАй бұрын
50se60 ki speed me chalaye toh thik rahega mileage
@CommonIssueАй бұрын
@@biketechnicaldanveer ok 👍
@CodPlusGtaGamerАй бұрын
Bike ka cash price kitna hai Hamare yahan ek 132000 bol Raha hai Top vala
@biketechnicaldanveerАй бұрын
125000Rs hai gurgaon me top model
@milindmasane3298Ай бұрын
Mumbai Mai tho 1.36 chal raha hai bhai😢
@SAURAVPASWAN349Ай бұрын
Patna me,, 133000
@cricketworld842024 күн бұрын
Belgaum 138000
@uniqueindians18 күн бұрын
In Hyderabad I went today to purchase they gave me estimate of 1,37163rs for top model led with disc for cash and for finance told to pay 28400 for down payment and emi of 3906 rs for 42 months
@ajaybongale27Ай бұрын
Bhaiya cng mode pr kit kit ki avaj aati hai lekin petrol mode pr nahi aati .......aisa kyun
@biketechnicaldanveerАй бұрын
CNG solenoid valve aawaj karta hai esliye CNG mode me kit kit ki aawaaz aati hai
@harpharmony5596Ай бұрын
Bhai cng tank ke bajaha se dar lagta he
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Darne ki koi baat nahi hai
@prashantyadav3275Ай бұрын
Please sir Reply De Jrur Me Bhut Pareshn Hu Sir Kahi Parts Hi Ni Mil Rahe Hai Company Wale 20 Din Ka Time Ka Bol Rahe Hai Please Sir Help Me🙏🙏
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Kya part chahiye aapko
@spidypant4605Ай бұрын
Problem solve hua?
@ShivkumarYadav-cf2zr20 күн бұрын
Is capital supply Kansas patrol free shalu carnies 2611
@biketechnician4997Ай бұрын
Iska air filter saf kese karte he vo nahi bataya aapne
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Next video mein batayenge
@HelloGaganАй бұрын
Kyu bhai es video me kyu nhi bataya 😂
@ऐजासअंसारीАй бұрын
Gadi ko bluetooth connect kaise karen
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Next video mein batayenge
@premmakwana9309Ай бұрын
2 din se meri vali freedom bike Jatke Khaa Rahi Hai or Baar Baar Band Ho Rahi hai CNG mode pe hi problem hi rahi hai petrol pe chalane par nahi ho raha aisa 1st service bhi kara li hai tabhi aisa kuch nahi tha SIR Ji koi Solution Bataye 🙏🙏
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Agar cng mode me bike band ho rahi hai toh, sabse pehle Hex file update karna hai aur engine compressor check karna hai 14kgf se kam nahi hona chahiye agar kam hai toh valve clearance check karna hai aur stepper motor ko check/change karna hai jo ki throttle body par hota hai ye kaam karte ho toh bike aapki 100% thik ho jayegi
@premmakwana9309Ай бұрын
@@biketechnicaldanveer meine service center mein dedi hai waha pe Inko Aap ne Bola Waisa Bataunga Waise to Monday ko thik ho jaayegi Aisa Bola Hai Kuch Sensor Problem Hai Aisa Bola Un logo ne Wo Monday Ko Aayega Tab Check kar ke Batayenge Thank you 🙏
@royalgaming058Ай бұрын
kya solution kara wo batana muje meri bike me same issue he
@premmakwana9309Ай бұрын
@@royalgaming058 Aaj Tuesday K9 Finally Bike Mere pass Aayi Meri Bike Ke Gas Tank Mein Oil Chala Gaya thha Iss ki Wajah Se dikkat ho rahi thhi Service center walo ne Issue solve kar diya Meine Unke Head office pune mein complaint ki tab Jake aaj muje meri bike mili Meine Saturday Ko di thhi or Aaj muje mili Issue Solve ho gaya 👍
@spidypant4605Ай бұрын
@@premmakwana9309 Bhai tumhari gadi thik hogyi kya??
@stephenmandal8342Ай бұрын
Bhai apka ye service centre kaha hai rrag jhillmill me karwana bekar hai bohut hai bekar behaviour hai
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Gurgaon
@bhavystudio4534Ай бұрын
Mene 2 din hua bike liye . Bike me cng pe tik tik krke bike band ho jati hai rpm pe nahi rahti . Kya krna hoga?
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Agar cng mode me bike band ho rahi hai toh, sabse pehle Hex file update karna hai aur engine compressor check karna hai 14kgf se kam nahi hona chahiye agar kam hai toh valve clearance check karna hai aur stepper motor ko check/change karna hai jo ki throttle body par hota hai ye kaam karte ho toh bike aapki 100% thik ho jayegi
@bhavystudio4534Ай бұрын
@@biketechnicaldanveer Abhi Engine check light bhi aa rahi he . Engine me problem hoga kya?
@Sharmaautopartskishni8446Ай бұрын
Air filter cleaning 😢😂
@biketechnicaldanveerАй бұрын
First service me air filter clean nahi hota hai
@Sharmaautopartskishni8446Ай бұрын
@@biketechnicaldanveer humare yaha hota vo main h air leti h gaadi chalne mja. Nhi aayega chang kr dete filter esliye nhi bdla aapne shayad tank bagera sab kholna padega 🤣
@biketechnicaldanveerАй бұрын
@Sharmaautopartskishni8446 jabardasti change kar dete kya , company ka time hai third service per check karna hota hai, first service per nhi samjhe
@Sharmaautopartskishni8446Ай бұрын
@@biketechnicaldanveer kabhi na chang kro humko kya
@biketechnicaldanveerАй бұрын
@Sharmaautopartskishni8446 kabhi nahi change karo ka kya matlab company ka time period hota hai
@pradeepkuardar8381Ай бұрын
Aap ka number mil sakta hai kya sir ji aap se kuch v problem puch sakta hu na sir