Allah tala har aurat ko ma ban ne ke Khushi Naseeb farma de Ameen 🤲 aur Allah tala mujhe bhi Naik sahle Aulad Naseeb farma de Ameen Summa Meen ya Rabbul Alameen 🤲🤲🤲
@rupi7644 Жыл бұрын
Ap inhe k paas Jaypee insahallah apko aulad ki khushi jrur milegi
@InfinityDesignsSingrauli Жыл бұрын
Bhale hi aap kaam acha kr rhe sir per bhoot jayda loot rhe paise.
@sandeepg1152 жыл бұрын
Thanks Sir
@aradhanasingh57662 жыл бұрын
My amh is. 92 ivf k liye dr ne suggest kiya h age 32.5 kya kren ivf k lye dr ne suggest kiya h kya chance bnega positive hone ka
@TikeramMajhi-fc7yk Жыл бұрын
Dr sir namaskar..mera prasna yeh tha ki egg nikala jata hai or tesa bhi kiya gaya hai uske bad 3 day se 5 day dekha or Dr sahab ne bole ki 1manth ke bad embrio transfer hoga ..us ka kiya karan hai....sir... please reply Dr sir....
@pabitrapradhan23342 ай бұрын
Sir me apka bada fayan
@gurudevsinghgagat14832 жыл бұрын
Meri lining bhi achi bani thi ,egg bhi 19 ,20 ke bich me the , two blastocyst bane the dono hi transfer kiye the , to kya karan ho sakta h sir , fail hone ka,
@karishmanoushad122 Жыл бұрын
Mera ve sb accha tha fir be fail ho gaya kaise h
@shabbirali1874 Жыл бұрын
Sir koi age limit bhi hai ,meri wife approx 40+ki hai kiya IVF kraya ja sakta hai
@preetisingh37582 жыл бұрын
Sir mene 3 time ivf karvaya h ek bhi cycle me egg achchhe nhi bne eska kya karn ho skta h Last cycle me egg ka amh 3.5 tha phir bhi embryo nhi bne Plz help me Mere husband ka tesa hota h
@gulabmaurya7514 Жыл бұрын
Sir ambro bana hai trasfar k liya pase nahi hai kya kare
@sangeetaverma74312 жыл бұрын
Sir mera 2nd ivf m FET hua jo ki mera fail huaa sir ap har ivf prakriya m apne sabhi paticent ka video bna k rakhte h aur check krte h ki kaha par mistake hui h mera blasto bhi achhi quality ka tha 5AA ka sir ek bar check krke mere liy bhi kuch btay ki mera fail kyo hua kya meri jameen achhi nhi thi kyoki sir meri ek tube nikal chuki thi aur dusari m blockage h isliy mai normal conceive to nhi kr sakti mere utrus m problem h to mai apke yaha treatment krakr dobara se ivf k liy prepare hona chahti hu kyonki sir 1st ivf apke yaha se mera success hua tha
@HappylifewithRenu Жыл бұрын
Apko kya problem thi dear and apne kb kraya tha IVF cost kya thi plz help me mughe bhi bhut problem h dono tube remove ho gyi h ectopic ki wjh se mughe bhi IVF krana h so help me
@NitinVerma-mq3rw2 жыл бұрын
Mere husband ke sparm me pus ki samya h vaise sari report shi h kya mujhe esse koi dikkat ho sakti h pregnancy me🙏 please bataye
@gurudevsinghgagat14832 жыл бұрын
Sir please reply me , kuch Salah dijiye sir, mujhe aaj motivation ki jaroort h,
@AjayKumarKumar-uw1yf Жыл бұрын
kabhi kabhi iui ke liye pasent normal rahata hai sab sahi rahata hai par fir bhi kuch dr bolte hai ivf kyo nahi kra lete kyo ki ivf me unko jyada fayda hota hoga
@manojmutha8091 Жыл бұрын
Frozen embroy ko kitne time tak rakh sakte hai
@kausarali58482 жыл бұрын
Sir plz gennetic disorder par vedeio banaye
@sharazpathan19162 жыл бұрын
sir mare 3 Ivf fail ho chukey hain sir muje thyroid b hai k ye thyroid ki waja se pregnancy continue nhi hoi
@dipakwarma43282 жыл бұрын
Good morning sir Mera Karyotype In version Y hai kya maibiological father ban sakta hu Recent 4AB blastosist transfer Kiya tha lekin 4 /9/22 ko nigative ayahai,kya Donar spurm hi Lena hoga PGT sr ok tha firbhi implant nahi huva histoscopi Kiya tha.please Salah de sir
@ashrathore88152 жыл бұрын
Hi sir.. Currently i am lossing waight for my ivf treatment... But my priod dont come after 10 days of meprate.
@BalajiBhaktNitu2 жыл бұрын
बहुत ज्यादा पैसा लगते हैं ..साधारण आदमी के वश की बात नहीं
@randya.s58332 жыл бұрын
Hi sir, I had unhone D and C after NT scan and screening is positive in 14 weeks, Dr told to terminate my pregnancy, will I face the same problem in my next pregnancy too pls reply sir it will be more helpful for me pls pls
@airtel8721 Жыл бұрын
Sir husband ka bhi IVF hota
@shakirkhan11032 жыл бұрын
ART biil par Video banaye
@bipinbilung38012 жыл бұрын
Total coast kitna padega?
@rashidakhatun9272 жыл бұрын
31 September ko et hoy 13th September bhsg he 5th September se pet ke nise hise me dard rehta he.eisa kiu hotahe. Please reply
@hidhusharma2 жыл бұрын
Kya ape embryo ki pic bhi dete ho pt ko
@harbhindersingh90852 жыл бұрын
sir mera AMH 2.14 he kya je shi he meri age 36 he
@anaramchoudhary966410 ай бұрын
❤
@drdipanwitabiswas41242 жыл бұрын
Kolkata me comparatively cheaper hai
@gurudevsinghgagat14832 жыл бұрын
Progesterone levels 13 .1 aaya
@deelipmishra6 Жыл бұрын
Bahut se IVF senter me jhut bola jata he pesent se mujhase 9 month frij karne ke 10 thousand liya blood test ke alag se peyse liya aaj kamane ka dhanda ban chuka he
@arundhutisingha3789 Жыл бұрын
Very true. That's why you need to choose a good clinic. This clinic is very transparent. Will make you understand the each process. have advance equipment for better success.
@gurudevsinghgagat14832 жыл бұрын
Sir aaj mera first ivf treatment failed ho gaya h beta hcg ki report 1.2 aai h,to kya mujhe aage cycles karvana chahiye, meri age 40 h, or mere blood me amh kya bolte 1.54 itna h,
@AjayKumarKumar-uw1yf Жыл бұрын
Ivf ka price sasta hona chahiye garib log ka ilaj kaise hoga jinke paas itana paisa nahi hai sarkar ko sochana chahiye aur dr logo ko bhi