Adhuri jaankari dhekar kya sabit krna chaahate hai? Yah real fake view means pese se laate hai.. Or wafis ads se kamate hai.. 😮😅 bol to aishe raha ho ki koi rocket science dund ke video banna rahe ho.. Itna hi sache to tumbuble fake naa banai hoti tumhe
@BloggingQnA5 ай бұрын
Ok
@shumanchandradas27175 ай бұрын
If you know full jaankari pls make a channel n help others. If you can't, don't criticize others who are really helping ppl by making videos. Mangesh bhai has been helping bloggers for more than 5 years.
@Fliptriky5 ай бұрын
Bhai helping video kya hota pata aap ko? Or youtut pe koi free me helping video dete to apne Crouse na bachte... Sab mo maya hai..fake and misleading tumble banna kar ulti bataie bata kar kya sabit krna chahte hai yah pucha mane @@shumanchandradas2717
@BhoopG5 ай бұрын
Aise juth hari blogger bolta hai
@BloggingQnA5 ай бұрын
👍
@am03am035 ай бұрын
adx hai bhai adsense me ad limit aayega 100%
@BloggingQnA5 ай бұрын
invalid traffic pe kaam mat kro.. kuch nhi hoga.
@PremJoshiVlogs5 ай бұрын
Nic😅
@BloggingQnA5 ай бұрын
Thanks
@shumanchandradas27175 ай бұрын
Hari blogger?
@BloggingQnA5 ай бұрын
samajdaar ko ishara bhtut hai bhai.
@EHOWKNOW5 ай бұрын
very nice! but how to make these kind of videos! please do share in your next video! thanks.
@BloggingQnA5 ай бұрын
Sure I will
@yamm96015 ай бұрын
Hello bahi. Ap sa poochnaa thaa ka kiya backlinks har single post pr banaaanaa chahiyan. Agar asaa haa too kiss tarahhh itna ziyada quality backlinks har post pr banayaain. Ya bauht mushkil task ha. Kindly iss question pr bhi ap next vedio banayaain. Ka har single post pr ziyadaa number ma quality backlinks kasaa banataa han. Ya phir koi easy method bataa dain.
@nikhiladwani44125 ай бұрын
homepage par banao, usse links juice pass honge. blogging is business. Khud backlinks banaoge to kaha se hoga. Money h to invest karo aur dusro se banwao. Aur time h to banao but post ke liye jarurat nhi, kyuki abhi kuch bhi kar lo google ant me ranking down hi krega.
@SandeepKumar-sm1ld5 ай бұрын
Sabhi post ke liye backlinks banane ki jarurat nhi hai. Bas un posts ke liye backlinks banao jo competitive keywords par sab kuch karne ke baad bhi top 10 me rank nhi kar rhe.
@blackstarkennels28695 ай бұрын
कोई easy method nahi hi
@BloggingQnA5 ай бұрын
bhai ispe already video bna rkhi hai.. watch this:- kzbin.info/www/bejne/m4qXaad3bdqKmcU&pp=ygUeaG93IG1hbnkgYmFja2xpbmtzIGJsb2dnaWducW5h