Mera scorpio n z2 8 month old car hai... Morning mai crank hota h start nahi hota... Continue self marne se nahi hoga.. agar mai 1/2 baar crank marke phir thora 3/4 minute rukke start karta hu.. tab start hota ha... Issue kya ho sakta hai ??
@Scancode9516 күн бұрын
Sir phle battery check or ekbar diesel filter or aap jis petrol pump ⛽ se diesel lete ho use change kre kise dusre pump se fuel dalva kar dekhe jdatar aise problem fuel se aate hai
@ashrafurrahman862916 күн бұрын
Sir vehicle is petrol... And battery is found okay
@ashrafurrahman862916 күн бұрын
Kindly help thora
@UmairShah-e2x3 ай бұрын
Good
@Scancode953 ай бұрын
Thanku
@bhaveshpatel44284 ай бұрын
Mere pas Swift 2012 model hai. CNG hai thode din se pahele gear me gadi vibration leti hai . Only first gear me hi baki ok ho jati hai kya problem hoga ?
@Scancode954 ай бұрын
Sir aap ek kaam kejiye spark plug, plug lead/throttle air filter agar sab theek hai tab ek bar CNG larnin karvaye ye bhi theek hai tab clutch plet engine mount check karvaye
@Gurmeetsingh-wt2po3 ай бұрын
Bhai meri verna petrol self marne ke sath race diye bina start ni hoyi kya problem hai
@Scancode953 ай бұрын
Sir aap ek Kam kro tippet clereance check kro or
@Scancode953 ай бұрын
Vacuum pipe coi kholkar intec me bahar se sir dekat dekhe or pcv Valve bhi that me check kro
@rajeshrana106325 күн бұрын
Sir meri tata tigor2018 model petrol m gaadi 20 se 30 kilometer chalne ke baad bahut lambi self le kar start hoti hai lekin morning m half key start ho jaati h matlab gaadi kuch chalne par hi dikkat aati h or chalne m koi problem nahi hai kya problem ho sakti hai please help battery or spark plug change karwa diye fir bhi.
@Scancode9524 күн бұрын
sir sabse phle ye check kre ki petrol tank me gas to nhi ban rha hai dusra Evp system ki pipe line descnect karke dekhe or Injector par belkul cood water dal kar dekhe problem solve ho rha hai ke nhi fourth Step me fuel pump tanki par bhi cood water dal kar dekhe kya pata gade 20ya30 kilometer chale ke bad fuel pump motor gram hokar kam kam karta ho pani dale ke bad Confirm ho jayengi
@Scancode9524 күн бұрын
Scan live data mi injector firing or Crank and cam sensor ko cleen karke dekhe
@Scancode9524 күн бұрын
Ye problem gade gram hone ke bad aa rha hai es pe kam karna hoga aap ko
@rajeshrana106324 күн бұрын
Bahut bahut dhanyavaad aapka solution batane ke liye.
@rajeshrana106324 күн бұрын
Aap kaha se hai agar aap se dikhana ho to please address or phone no bata dijiye.