Bhai jitna maal khorak main aap ne bataya hey itna hum ghar main nahi kha saktay
@omiology5613Ай бұрын
6 سے 8 لاکھ تو اس بھائی نے شیڈ پر لگا دیا ہے، 7 بکریاں رکھی ہوئی ہیں، 3 لاکھ کی تو ہوں گی، 10 لاکھ اگر اپنے پہلے سے سیٹ بزنس میں لگاتا تو اسکو کتنا پروفٹ ہوتا.. کوئی حال نہیں
@millizamandaraАй бұрын
یوریا پا کے پے گئی پوری بھائی خدا کا خوف کیجئے جگر ختم ہو جائے گا
@WaqasCh-gq7hwАй бұрын
Uriya khad bakri ko khorak mein dena chahiye ki quantity yeh hai: *Bakri ki umar aur weight ke hisab se:* - 6-12 mahine ki bakri (20-40 kg): 10-15 grams uriya khad prati din - 1-2 saal ki bakri (40-60 kg): 20-30 grams uriya khad prati din - 2-3 saal ki bakri (60-80 kg): 30-40 grams uriya khad prati din *Khorak ki total quantity ke hisab se:* - 1-2% uriya khad khorak ki total quantity ka *Example:* - Agar bakri ki khorak ki total quantity 1 kg hai, to 10-20 grams uriya khad dena chahiye. *Important:* - Uriya khad bakri ko khorak mein dena chahiye jab bakri ki umar 6 mahine se zyada ho. - Uriya khad bakri ke liye zaroori nahi hai, aur yeh khorak mein natural protein sources se behtar nahi hai. - Uriya khad bakri ke liye istimal karne se pehle veterinarian se consult karna zaroori hai. Aapko yeh information helpful hogi.
@ShahzadAamir-zj6nwАй бұрын
@@millizamandara bhai is banda ko kuch nahe pta ap apne bkrion ko is ka khna par urea na dal dana ma na in ko bhee message kea hay ka mujha koi athentic refrence da ure ka istmal ka bara ma laken aphee tak ya bhai bus fazool batay he kar rahay ha
@maishair28 күн бұрын
کون سے شہر میں مکئی کا کترا 250 300 روپے من ملتا ہے بھائی صاحب؟؟؟؟😮
@DHOOLGOATFARM27 күн бұрын
Burewala se
@ShahzadAamir-zj6nwАй бұрын
Mubarak ho bahi mind na karna ap ko abhee bhee bkre ke khurak ka bara ma kuch nahe pta and for your kind infrmation urea pure ya urea treated bhodsa bkrion ka lea nahe hota ya big animals ka lea hota ha
@WaqasCh-gq7hwАй бұрын
Ap ka ilam naqis Hy Bhai ap phly khud uriya K mtluq study krien phir comment krien Or Han ap bi Bhai Meri bt ka mind mt krna
@ShahzadAamir-zj6nwАй бұрын
@@WaqasCh-gq7hw bat mind ke bilkul nahe ha urea goats ka lea nahe hota mujha koi autharithy ka link ya refrence btay da jis sa prove ho ka urea goats ka leA HOTA ho mujha umeed ha ka ap replay ma mujha koi refrence zroor btay ga jis sa mare knoledge ma izafa ho Thanks