Question #: jazakallah..aapne bataya sahi.. par ye corner vala bataya... But center ko kaise Pak karne ka?? Center gadda aise pisab ya ayne najasat Pak kar sakte hai.. center s nichod nahi sakte our Pani nikal nahi sakte to uska tarik bataiye?? (Jo sofa soft with hard woolens ho.. ) Jiska gaddi nikal na sakti ho...
@samyo50142 ай бұрын
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣😭😭😭😭
@hibarizvi51012 ай бұрын
Center me bhi neeche tub rakh k pipe se paak kar sakte hain..nichodne ki zarurat nahin hai agar aap ayatullah sistani sahab ke fatwe par amal karte hain, aur agar khamenei sahab ke fatwa follow karte hain to haath se harkat dete rhe pipe se paani jaari kiye hue
@Shirinmirza123Ай бұрын
Agha mera bhi yhi swal hy’ drmiyan s kis trh pak krenge jbki us jgh pani par nhi ho pata
@fayyazmustafayousafzai35292 ай бұрын
Both e umda tareeka a smjaney ka or ya both e khad deeni masahil a jin ko samajna zarori a jazak allah khir
@nazmabano25852 ай бұрын
Bahut khub, behtar jankari
@MohammdAli-e9n2 ай бұрын
Mashallah good information bahot khub
@malisopariwala93172 ай бұрын
jazak allah kher😊
@aliahmad-qc5hp2 ай бұрын
جزاک اللہ
@rehanarajani9802 ай бұрын
Ap ne sofa seat corner se pak krne ka btay ,mfr aksr drmian mai baccha brhta hota hai sur njis krdevto kaise krenge,idi tarha foam ya roi ka gadda drmian sev
@NoorFatima-ye7tq2 ай бұрын
JazakAllah
@zehrakarrar44472 ай бұрын
Jazakallahkhair
@hadirazvi15772 ай бұрын
Jazakallah
@sobiazulfiqar85932 ай бұрын
Spring mattress jo baray bachy k peshab sy najis ho jaey tu kya karien
@AbidaKhanum-q1f2 ай бұрын
Jazakallah❤
@babarali-jn6se2 ай бұрын
Subhan Allah
@sajjadhussain82272 ай бұрын
💯👍👍
@Nayab1102 ай бұрын
Shukriya
@Queenzee123452 ай бұрын
Please make videos on namaz series its importance
@Ashiq912 ай бұрын
Mashallah
@SyedaKanizZehraАй бұрын
I am a has major padhna aur Jyada Asura mein jo Sajda aata hai vah karna kaisa hai
@talatzahra81862 ай бұрын
Aoa plz mujhy ya battain keh hum Bank sa lown la kr ghr bana sakty hain aik arsa ho gaya h rent daty hoy or abhe bhe itna nahin h keh ghr khareed sakain rahnami farmain
@PHILIPSJU2 ай бұрын
Bed napak ho jae to Kese krenge pani nikal b nai saktay bed m Jazb ho jata ha.
@NidaFaizan-g3l2 ай бұрын
Aoa! Aaj kal sofa set aise arahy hain, unki gaddi nikal nahi sakti, hamary pass aesi jagah nahi hai k tab rakh k pak kar saky, tu aesi surat main humy kia karna chahiye, jab k nijasat kisi janwar ki ho.
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
w.s baghair pani ke pak nahi ho sk ata hai aap us jagah par jab wo sukh jaye to koi covar rakh den taki kabhi gila hath tuch na ho. agar na bhi rakhen to ehteyat karen ki gili haath ya cheez wahan tuch n a ho
@aneesfathima73782 ай бұрын
Salam ,jumma ka gusl kab kaza hojata hai ,sistani sahab k masle s batayen ...??
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
Juma ke din Ghurub ke waqt .us ke baad se sanichar gurub tak qaza ki niyat se hoga
@jarrarhaider926827 күн бұрын
Salaam maulana. Mera sawal ye hai ky jab ghr waly kapry paak karty hn to wo paani balti mein tub mein dal ky kapry ko paak karti hain ragar kar. Phir tooti ky neechay ussy kanghalti hn. Sawal ye hai jab wo kapry ko paak kr leeti han abh jab tooti kholeingi to tooti bhi napaak hojayegi ya nii?? Please maulana zroor btain. Allah aapko taraqi dyy. Please
@ghalibhassan14552 ай бұрын
AoA Pls, spring matteres jo peshab sy najis ho jaye, usko pak krnay k tariqa bayan kijiye With regards
@sobiazulfiqar85932 ай бұрын
Searching for same answer
@sanarizviriyaz19322 ай бұрын
S/A, agar Gadde ya Sofe ke beech ke hisse me najasat ho tou kis taraha paani daala jaye aur kaise aage ke steps anjaam diye jaaye. Plz answer karein. jazakallah.
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
w.s same tariqa hai jise beech mein bhi follow karna hai
@jarrarhaider926821 күн бұрын
Salaam maulana. Mera sawal ye hai KY jab napak Pani washroom KY farsh py gir gya ho aour phr iss par aik balti paani baha Diya Jaye Jo KY phr sath hi gutter mein jaa rha ho to farsh paak hojayega??
@SabeelAhkamofficial19 күн бұрын
w.s pipe se jo kur se attached ho ek bar pani dal den pak ho jaye ga lekin balti se hai to asl nijasat ke door hone ke bad 2 bar pani daalna hoga peshab agar hai to , us ke alawa hai to ek bar kafi hai
@salimjaved12262 ай бұрын
Salamun alykum Agha kya hum philosophy as subject padh sakte hein? Agar nhi toh kyyn?
@lifeandliving1102 ай бұрын
❤❤❤❤
@narjiskhatoon71562 ай бұрын
Salam un alaik agha apne sb kch btaya magar mattress ke mutalliq nhi btaya mattress toh kafi mota hota h uspr agar bachcha peshab kr de toh kis trh pak kiya jaye
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
w.s pak karne ka yahi ta riqa hai jo bataya gaya . agar khrab hone ka dar hai to phir use pak na karen han ye khayal rakhen ki us par koi gila hath ya gila badan tuch na hone paye .
@Ali_Kamil2 ай бұрын
Asalam u alaikum Moulana Sahib, mera ek sawal hai.. Sawal Trading ke mutaliq hai. Kya Trading (Futures and Options) in Crypto, Forex, Binary and Share Market HALAL hai ya HARAM.
@SyedZulqarnainHaider-ds8ju2 ай бұрын
Molana bad ka gadda pak kaise hoga?
@hibarizvi51012 ай бұрын
Aslamwlkm..Khoon yaa koi aisi najasat jiska daagh ( nishan ) naa saaf ho bht saaf krne ke baad bhi to kya is tarah se paak karne se paak ho jayega?
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
ws jee ho jaye ga is tarh se pak
@Ahmed_Hussain_rush2 ай бұрын
aga jan make a video pratical namaz
@KaneezJafri722 ай бұрын
Kya najasat wala gadda ya sofa dhup{sunlight} mai rakhne se paak hojata hai ?
@arzoofatemabadami5482 ай бұрын
Nahi
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
nhi pak nahi hota hai , han sukh jane ki wajh se nijasat dusri jaha us waqt jaye gi jab koi gili cheez us jagah par lage jo hissa najis tha .warna koi sukhi cheez lage(us najis hisse ke sukhne ) ke bad to koi masla nahi hai
@sk235832 ай бұрын
Maulana paak karne ke liye humlog teen martaba ghota karte hain lakin aapne do martaba bataya hai ??.inme se kya sahi hai 2 mrtaba ya 3 martaba ...plz answer me❤
@ArslanBaloch-sj7ygАй бұрын
Sir agar dog bed ya bister per bath jia to
@SabeelAhkamofficial28 күн бұрын
agar gila tha ya bed gila tha to najis ho jaye ga use pak karna hoga jo tariqa is mein bataya gaya hai us ke mutabiq
@علیمحمدفقیر2 ай бұрын
اسلام علیکم آج کل فرش نیچے سے بند ہوتا (ٹیپ وغیرہ سے) اگر وہ فرش نجس ہو جائے۔۔اسے کیسے پاک کیا جائے گا؟
@Ahmed_Hussain_rush2 ай бұрын
proper five time pray its humble request aga jan thaks you .
@jarrarhaider926819 күн бұрын
Salaam maulana. Mera sawal ye hai KY jab washing machine mein kapry dhoo KY paani drain karty hn to WO paani washroom KY farsh sy hota hua gatter mein jaa rha hota hai to Kia farsh abh paak hai ya napak, USS paani mein koi najasat nazar nii AA rhii WO paani KY sath dilute ho chuki Hoti?? Mein ny suna hai KY jab washing machine mein paani napaaki sy Lagta hai aour WO uska colour change ni Karti aour napaaki ki shape wagera change ho jaati hai to WO paani mein dilute ho jaati hai aour WO paani Kisi cheez KO napaak ni karta. Kia farsh paak hi rahega?? Kiunky paani gutter mein jaa rha hai aour Kuch paani peechay farsh py bhi reh jaata hai. Please maulana zroor btain Allah aapko iss kaam ky liye jannat mein maqam dy, ameen
@moinulhossain96382 ай бұрын
Qibla, aap qaleen pak karne ka process bata diya hy, magar qaleen ke neeche jo floor hota hy wo bhi to najees ho jata hy. Usko kaise paak karein?
@Nayab1102 ай бұрын
Qaleen hta kr dhul do 😊
@ZAZzzz12452 ай бұрын
Molana sahab ap keh rahy hain k gadda agr najis ho jaye peshab ya mani se to usko nichrona zaroori nahi ha jb k aiyot ullah sistani ki official website pe likha ha k nichorna zaroori ha.
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
plz ghaur se puri video dekhen ki kab nichodna zaroori hai aur kab nahi , jazakallah
@kanizpanjtan19532 ай бұрын
Janab s/alaikum , mujhe ye batain jo gadda sofe per attach hota hai usko kaise ghota karen ....meharbaani hogi
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
ws jo is mein tariqa bataya gaya hai wahi hai agar us tarh se mumikin nahi hai to phir use pak na karen han us par is baat ka khayal rakhen ki sukhne ke bad koi gila haath ya kapda tuch na ho ,us ke liye us par plastic wagera rakh kar tab upar se covr rakhen
@HasanRizvi-n5s2 ай бұрын
سلام علیکم ماں کے دودھ میں اور باہر کے دودھ میں فرق تو نہیں ہے ❤
@Prorobloxgamer892 ай бұрын
Bed ke gadde ka pak karne ka treeqa batayen
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
jo tariqa is mein bayan hua hai wahi hai last tak video dekhen
@faheemzehrazaidi313.2 ай бұрын
Jazak Allah
@waqarmirza25362 ай бұрын
Jazakallah
@salimjaved12262 ай бұрын
Salamun alykum Agha kya hum philosophy as subject padh sakte hein? Agar nhi toh kyyn?
@salimjaved12262 ай бұрын
Salamun alykum Agha kya hum philosophy as subject padh sakte hein? Agar nhi toh kyyn?