Mam garm suit ki sleeve ko stitch karna bata dijiye...aapki cutting dekhkar hi maine garm suit stitch Kiya h..but sleeve me confusion ho rha h
@alinakitchencorner3562Ай бұрын
मैम plajo cutting sikha dijiye asaan trike se pls
@NehaTyagi1241Ай бұрын
ओके
@neelamdevi9909Ай бұрын
Bahut achi Video banai aapne or mera comment ka reply dene k liye bahut bahut Thank you neha jii .....aapka tarika mujhe bahut sahi lagta hai meri Mummy ka blouse bhi bahut acha bna hai jo aapne bataya usi hishabh se Cutting kiya tha 😊or neha ji jo ham armhole lete hai uske 1 inch + kar k ham baju ki cutting karte hai to barabar aata hai ...suit or baju ka armhole Matlab kisi ki chest 40 ho ya 42 ho to bhi yahi rahega..Please batana ok
@NehaTyagi1241Ай бұрын
हांजी
@neelamdevi9909Ай бұрын
@@NehaTyagi1241 Thank you mai bhi es bar yahi tarike se karungi ..or neha ji aapne to sardi k suit bhi silna suru kar diya apne liye aapka suit bahut acha lag raha hai es suit ki stitching bhi jarur share karna Please ok ...collar banana hai mujhe bhi .....
@NehaTyagi1241Ай бұрын
@neelamdevi990ok9
@NehaTyagi1241Ай бұрын
Ok
@RijustitchingIdeasАй бұрын
Shoulder or teera to ek hi hota h
@NehaTyagi1241Ай бұрын
बोलते बोलते कन्फ्यूज हो जाते हैं कभी कभी 😊
@SilaikiDuniya2244Ай бұрын
@@NehaTyagi1241 sahi baat hai ✅ kabhi kabhi ho jata hai
@RijustitchingIdeasАй бұрын
Koi nhi di mere samajh me nhi aa rha tha isliye bola Maine