Bai ye lpg cylinder par konsa regulatre use kiye ho acytlin regulatre hai kya kripya detail, mai reply kr dena sir
@AnilFittergyan5 ай бұрын
Ye lpg regulatre hai bro ,ek es pe mai video banakar jarur dalunga ,aur nozzle ke bare me bhi
@mudassarkhan9345 Жыл бұрын
Sir ji kitne mm ki plet ko gas pressure kitna dena hoga ye to aapne bataya hi nahi
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Ye video bana diya hu,aap dekh sakte hai ,video me jakar
@mdahmad-fy9lr Жыл бұрын
Ahmad Bhai ji ye injector mixing cutting torch hai ya nozzle mixing cutting torch hai please reply
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Injector mixing cutting bro,
@mdahmad-fy9lr Жыл бұрын
@@AnilFittergyan Kya aap mujhe gas cutter chalana dikhaoge bhai ji please reply
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Bro mai us jagah pe nhi hu ,aur hamare pas o torch bhi nahi hai,sorry
@mdahmad-fy9lr Жыл бұрын
@@AnilFittergyan Bhai ji kam se kam itna to batado ki gas cutter ka set kaha milega aur gas cutter ka set lenge to total kitna kharcha aayega
@ramakantsidar1154 Жыл бұрын
Nice
@sanjayvasave5476 Жыл бұрын
Oxygen kitne time tak ek silendar tikta he
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Isaka koi simit samay nahi hota hai,ye kating ke upar hota hai,aur nozal ke upar ,dost,
@mdmasle56889 ай бұрын
Presure kitna Dena hai ye bhi bata do sahab
@AnilFittergyan8 ай бұрын
Presar ka video uploading kar chuka ho
@manishkumar4475 Жыл бұрын
Hum gas cutting karye hai to babri jyada aata hai saaf nhi cut hota kya kare
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Jab cutting kar rahe hai ,to us samay jab saf cutting nahi hota hai ,to us samay thoda da,ya lpg badana parata hai
@ArindamRay-yw7ev Жыл бұрын
1 oxygen cylinder se kitne time cutting kar sakte he
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Usame koi limit samay nahi hota hai,ye presar ke hisab se chalta jai ,for bhi ye 3 se 4 ghante chal jata hai
@SaileshKumar-ic1cgАй бұрын
1oxygen se 25mm ka plet 80 fit catega
@jiankitvishwakarma9457 Жыл бұрын
Axa o ghadi hai
@mohitvermamohitverma558 Жыл бұрын
Presar kaise banaya wo toh bataya nai
@Vikramsingh-ez5xx11 ай бұрын
अपने प्रेशर बताना बहुत जरूरी था अपने प्रेशर नहीं बताया रखने वाला कैसे सीखेगा🎉🎉
@AnilFittergyan11 ай бұрын
प्रेसर 25 तारिक को वीडिओ आप लोगो के पास पहुंच जायेगा,ओ विडिओ भी बन कर तैयार है,anil fitter gyan पे जरूर देखे ,धन्यबाद
@sohansahani4662 Жыл бұрын
Torch kaise jalaye ye to batatya hi nahi lpg aur oxygen ka pressure kitna rakhana ye kaun batayega
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Aap ka o bhi ichchha pura hoga bhai,
@aakashbilwal7371 Жыл бұрын
10q 🎉
@Ayushrajvlogs-ck9pr9 ай бұрын
Nojal kitana namer ka hai.
@rajasahani91645 ай бұрын
1/16 ka hai
@AnilFittergyan5 ай бұрын
Nozzle ke bare me video bana kar dal chuka hu, 1/16 ka nozzle lagaye hai ,bhai ,mai kam me vyast rahata hu bhai,esi liye mai turant reply nhi de pata hu
@nimaibibhar256 Жыл бұрын
Face shield nahi hai both hand gloves pehena chahiye
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Aap ka kahana sahi hai bro,jo hai hamare pas use dikhaya hai,har jgah ka ,alag alag niyam rahata hai bro
@ajayraj27658 ай бұрын
Apna nuber dalo bhai mughe shikhana hai
@shabudinkhan6859 Жыл бұрын
Aap ka helper ka jarurat hai sir
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Jo bhi samsya ho comments kar sakte hai,hamare taraf se bharpur kosis rahega aap sabhi ka help karna
@Ayushrajvlogs-ck9pr9 ай бұрын
Pareesar bahut jyada Liya hai
@AnilFittergyan9 ай бұрын
Bhai ji nozal presar ke bare me video uploading kar chuka ho ,
@SaileshKumar-ic1cgАй бұрын
Ham to aankh band kar ke isse acha cating kar denge
@jamiltallent7016 Жыл бұрын
Mask knha tumhara
@kailash4686 Жыл бұрын
Yah kahan kaam Ho Raha hai bhai ham bhi kam
@MyJay-l8u Жыл бұрын
Pahle Sikh Lo tab FIR batana
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Esame thoda hame sikhao bhai
@AnilFittergyan Жыл бұрын
Kya sikhana chahate hai
@nafikulshekh36135 ай бұрын
Apna number do bhai mujhe sikhna hain please bhai
@AnilFittergyan5 ай бұрын
Jo bhi samjhana hai comment karo bro,mai videsh me hu