जय राजपूताना जय मां भवानी ठाकुर साहब आप राजपूताना के इतिहास के बारे में बहुत अच्छी जानकारी दे रहे बहुत बहुत धन्यवाद
@SOHANSINGH-hr8yl10 ай бұрын
Dhanyvad bahut hi Sundar
@moolsinghrao6646 Жыл бұрын
रावला रावला बहुत देखा रावला गणेराव का सा ❤❤❤🙏🙏🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
@-is4ut7 ай бұрын
क्षत्रियों की उपाधिया है जातीय नही आजकल हर कोई राव लिखने लग गया राव,रावल,रावला,महारावल, राणा,राजराणा,महाराणा
@gajendrasinghsongara5346 ай бұрын
महारासा महाराज ठाकुर साब रावले साब भी
@marusankalp9624Күн бұрын
घाणेराव के शासक कला के पोषक थे, सभी धर्मों के हितैषी रहे हैं
@Ranjeetmali15 Жыл бұрын
स्वागतम---रणजीत माली घाणेराव पाली
@iamhimanshusinghbharai6 ай бұрын
प्रतापसिंगहोत मेड़तिया राठौंड़ो का एक ठिकाना " भराई " केकड़ी भी हैं ❤
@gyandarpan6 ай бұрын
यदि वहां फोर्ट है और ठाकुर साहब हैं तो उनका संपर्क नंबर लिखिए
@iamhimanshusinghbharai6 ай бұрын
@@gyandarpan हुक्म हम यहां घाणेराव से भोम पर आये हुए हैं इस कारण यहां ठाकुर साहब नहीं हैं सभी भाई सम्मान हैं और फोर्ट भी कच्चा होने के कारण ढह गया हैं पर आप यहां पधार कर हमें आपका आदर सम्मान करने का अवसर प्रदान कराये | यहां लगभग 60-70 घर हैं राठौड़ राजपुतों के
@SOHANSINGH-hr8yl6 ай бұрын
Bahut bahut dhanyvad
@VijendraSinghShekhawat-zu3qi6 ай бұрын
Atisunder 🙏 Jai Maa Bhawani 🙏
@UshashekhawatBaisa Жыл бұрын
Very nice hkm
@gsshekhawat3510 Жыл бұрын
❤❤❤❤
@kunikaarvindjainkaj1662 Жыл бұрын
Maro ghanerao ❤❤🙏🙏
@HarendraSingh-cp4ge6 ай бұрын
जय राजपुताना होकम जय मां भवानी
@user92252 ай бұрын
🌺🙏🌺 जय माता की हुकुम
@shaitansinghdeoradeora952 Жыл бұрын
Jai maa bhawani Jai rajputana
@VikramSingh-fo3tm Жыл бұрын
Sir please chandel rathore ke baare me bataiye ache se 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@bharatmali3382 Жыл бұрын
Jai ho godwad me gao ghanerao Bharat mali
@ajitsinghchadwas30965 ай бұрын
गोपीनाथ कोन थे उनका भी इतिहास बताए सा ❤❤
@blmaliashant420522 күн бұрын
शुद्ध शब्द 'गोडवाड़' है।
@ShyamSundar-jr4nf6 күн бұрын
Aap india aajoo ji ram ram ram ji
@jivrajsingh2978 Жыл бұрын
Me bhi Jaimalji ki pidhi su hu Rav Dudaji or Bikaji Rav Jodhaji ke putr the
@vimalmalviya7734 Жыл бұрын
मुजे गर्व है में घाणेराव का हु।।।
@The_WandererJP2 күн бұрын
AAP Malviya lohar ho ya any caste se sir
@abhayrathore6634 Жыл бұрын
🙏🙏🙏
@jeevrajsingh4668 Жыл бұрын
😂😊
@shambhusinghranawat4653 Жыл бұрын
Ganerav me ek bahut mashur set ji bhi hai jin se ek burnai ke raja bhi udar rupees liya kar te unka video jarur banaye
@gyandarpan Жыл бұрын
उनका नाम लिखें। अगली बार जाना होगा तब बना देंगे।
@bharatmali3382 Жыл бұрын
Mero pyaro gao ghanerao jai ho😂
@varundabas1036 Жыл бұрын
Medtya te doli aayi jaimal b sath aaye Fateh Singh k pass ......sage bhai se jyada hove bete Bua fufi k .....ye line jaimal Fateh Singh k kisse se hai
@nikhilkavia9613 Жыл бұрын
Raghunath Singh ji shekhawat ki pustak Shekhawati Pradesh ka rajneetik itihas pustak kaha milegi hukum?
@gyandarpan Жыл бұрын
गोविंद सिंह जी के पास। उनका नंबर है +919950794617
@ajaypalsingh79168 ай бұрын
Khamagani sa
@Badhsinghotgodwar28 күн бұрын
Mada was more prominent in godwar before establishment of ghanerao. Veer gopinath Rajpurohit (mada) was one of the 12 general s of maharana pratap fought in battle of Haldighati and attained martyrdom was also from thikana (mada) .
@gyandarpan26 күн бұрын
मादा स्थित मंदिर पर भी हमारे चैनल पर वीडियो उपलब्ध है |
@Badhsinghotgodwar26 күн бұрын
@gyandarpan hukm 1st jagirdar of mada veer chandrayat ji Rajpurohit mada fought against local mer tribes establish lordship of mewar in godwar during rana lakha s time .than veer chandrayat ji became jagirdar of 26 villages which includes major town likes of sadri Ranakpur etc 🙏
@ABC-xu9qp Жыл бұрын
1947 se pahile is desh me 562 riyasten theen, jinke oopar Raja maharaja nawab, unke oopar angrez aur us se pahile Mughal, aur 500 saal tak poora bharat gulam. Musalmanon ko bharat me jamane ke liye brahmnon ka sabse bada yogdan tha.12 ve Sadi ke ant tak brahman is desh me atyadhik shaktishali ho gye the, unhone kshatryon ke bhi adhikar seemit karke baki aur sabko das ya gulam bana diya tha. Yah is baat se andaza lagaya ja sakta tha ki vedo ko padhne padhane ka haq sirf brahmnon ka hai, kshtrya keval sun sakte hain, aur doosra koi yadi sun le to uske kaan me sheesha pighal kar dal do, yadi koi vedon ko bole to jeebh kaat do. Ek brahman 21 non brahman v shudr striyon ka balatkar ka adhikari hai. Desh ki teen chauthai se bhi adhik aabadi das ya gulam thee aur samaj ki mukhya dhara se kat chuki thee. Oonch neech ki yah halat kisi bhi doosre dharm ko apni taraf khinchne ke liye bahut umda thee jiska musalman ya mulla logon ne jam kar fayda uthaya. Is desh ke mughlon ke gulam hone par bhi brahman aur rajput unse mil gaye aur janta ka pahile se bhi adhik shoshan shuru ho gaya. Prathviraj chauhan ki haar ke bad Kai jaatiyon ke logon ko lekar mughlon ne ek nai jaati banai jiska naam rajput rakha, unse roti beti ka rishta bhi kayam kiya, kuchh ko musalman bhi bana diya aur inhen Raja maharaja aur nawab bana diya, baki sab bhikhari ya banchari aur poora desh gulam. Raja bharmal (1498-1574) jo Amer Jaipur ne apni beti jodhabai ya Mariam Uj Jamani ki shadi Akbar ke sath ki thee aur unke pote Mansingh ko rajput ki upadhi dekar sabse bada mansabdar banaya gaya tha. Iske bad logon ne bahin beteon ke dole saza kar Mughlon ko bhaint karni shuru kar Deen aur rajput ki upadhi pakar mansabdar Bane the. Inki ek badi lambi line hai jo itihas me darz hai. Mughlon se pahile rajput naam ki koi jaati nahin thee. Mughlon aur rajputon se ladne ke liye Shivaji maharaj ne bhi kai jaateon ke logon ko ikatta karke Naya sangathan banaya jisko maratha kaha gaya. Dhan aur bal me Mughal aur rajput bhari the jiski vajah se maharana pratap aur shivaji jaise mahan purush haar gaye aur desh 400 saal mughlon ka gulam raha. Rajputon ne mughlon se bhi ladai ladeen lakin misal ke liye bhi kabhi ek bar bhi nahin jeet paye aur samarpan karke mughlon ki aadheenta me Raja Bane. In 1802 just before the Maratha British war of 1803 Richard Wellesley entered a secret pact with the raja's of Jaipur, Jodhpur, Mewar and other smaller ones whereby they agreed to remain neutral in the forthcoming war of the British. This was a traitorous role played by them which paved the way for the British to obtain supremacy over the whole India. Angrezon ne bhi gaddar Raja maharaja v nawabon se ladai ladin, kuchh jeete kuchh hare. Lekin aakhir me sab angrzon ke gulam. Angrezon ne bhi hindustanion se ladne ke liye kai jaateon se logon ko ikatta karke naye Sikh dharm ko manyata dee, jisme Bhai Bhai ko alag kar diya, hinduon ke mandir, saray, akhade, ashramon aur anya sampattiyon par jabran sikhon ka kabza kara diya. Sikh bhi gaddar Raja maharajaon me shamil hokar Raja maharaja Bane, baki sab bhikhari ya banchari aur poora desh 100 varsh tak angrezon ka gulam raha. History tells, they all fought with bravery but sooner or later surrendered to Mughals and British as traitors. It will be difficult to name a single cast or Raja out of these which did not surrender to Mughals or british. They left all other casts high and dry to be bhikharies and bancharies. Sirf in gaddar Raja maharajaaon ki vajah se yah desh 500 sal mughlon aur angrezon ka gulam raha. Jo Asli desh bhakt the unki Jamin jaydad chheen kar in gaddaron ko de di gayeen. 1857 me ek vidroh ya gadar ya mutiny hui thee, jisme Deshbhakton ne angrezon ko bahar karne ke liye bahut nuksan pahunchaya lekin vah kamyab nahin hui aur angrez is mulk par kabiz ho gaye. Jin logon ne gadar me badh chadh kar hissa liya tha unko phansi par latka diya gaya ya goli maar Dee gayee. Iski shuruat ek Shahr Kotwal Meerut ke Dhansingh gurjar se hui thee, uske baad Meerut me hi ek sipahi Mangal Pandey ne bhi hukum maan ne se inkar kar diya th. Kafi angrez maare gaye ya bandhak bana liye gaye the. Is gadar me pure Desh me logon ne bahut bade bade balidan diye lekin kamyabi nahin mili. Kuchh log ese bhi the jinhone angrezon ki madad ki aur unhen bacha kar kabja karvaya. Kabiz hone par angrezon ne vidroh karne wale gaon shahr dhundh dhundh kar goli marni shuru kar deen. Inki Jamin jaydad chheen kar apne wafadaron ko de deen aur inhen janglon me janwaron ke sath rahne ko majboor kar diya gaya. Ek gurjar jaati ko to inhone poori jaati ko hi vidrohi maan kar 16 sal se oopar jo bhi dikhai pada pedon par latka kar golian maar Dee gayee. Ye sthan uttar pradesh me kai jilon me abhi bhi is baat ke liye mashhoor hain jaise Delhi me tees hazari jahan teesh hazar aadmion ko phansi ya umar kaid dee gayee thee, bulandshahar me Kala aam, Dadri, meerut ki lal kurti, saharanpur, roorkee, bijnor, moradabad, dehradun aur na jane kitne aur. Is se bhi tasalli nahin hui to in logon ko sabhi suvidhaaon aur naukriyon se vanchit karke inhen jarayam pesha, criminal tribe ya chor ki upadhi de Dee gayee. Yah dunia ka sabse bada vanshnaash ya genocide tha jiska dansh ye jaati aaj tak bhugat rahi hain. Agar koi antar rashtriya nyayalya me mukdma jeet jaye to haanipoorti me Sara England bik jayega. Aaj nahin to kal, in sabhi rajaon ki santanon ko apni desh drohita par paschatap karna padega. Ye saare kile is cheez ki gavahi de rahe hain ki us jamane me Raja maharajaaon, nawabon ne Janta ka kitna shoshan Kiya, kitni lootmaar karke sampatti jodeen, kitni aurten vidhwa huin, aurton, beteon ko utha kar daasi naukrani bana kar ayyashi keen, jab boodhee ho gayee to hawa Mahal ki dyodhion par dhakel Dee gayeen. Aurten aur mard daan dahej me daason ki tarah diye jaate the jo baad me gola goli daroga aur na jaane kya kya banaye gaye. Inki bhi ek alag bahut badi aabadi Rawna rajputon ki ho gayee hai jo sabhi suvidhaaon se vanchit hokar garibi me jee rahe hain aur rajput inhen rajput maan ne ko tayyar nahin hain. Ek ek raja ki sekdon raaniyan. Ab in mahlon me un sab ki aatmayen kabootar, saanp,bichhu, chamgadad aadi ban kar niwas kar rahi hain. Aam janta ki Bahu betion ko uthana rajdhrm, purohit inke salahkar aur Marg darshak ban kar batate rahe ki Raja ishwar ka rup ya thakur hai aur brahman uske neeche devta hai. in logon ne milkar bhagwan aur devtaaon ki bhi gaddi chheen leen. Aaj inke vanshaj ooncha sar karke in karnamon ki taarif karke doosron ko chidhate rahte hain. Kuchh mahlon ko to inke vanshaj abhi bhi dho rahe hain aur unse sambhal nahin Rahi hain kyonke ab janta ka shashan hai. In samantwadi nishaaneon ko khatm karna to mushkil hai, Haan kuchh upyog ho jaaye to achha hai, lekin aaj ke yug me inmen ek bhi building esi nahin hai ki koi ek chhota parivaar bhi ek bade kile me aaram se rah sake. Haan in ko dekh kar rajput log jaroor sar ooncha karte rahte hain lekin khud inme koi rahne ko nahi aata. Yah kaisi jati hai jisme 13 ve Sadi se lekar AajTak baapon ka pata nahin, sab put hi put hain. baap, beta,beti, pati, patni,dada, pote, chacha, tau , Nana, Nani sab put hi rahe. Chauhan is desh ki sabse badi alag jaati hai, inko rajput kah kar apmaanit na karen. Ye log anek pranton, anek jateon aur anek deshon me maujood hain. Rajputon ki utpatti to sirf 13 ve Sadi me kuchh desh drohiyon, brahmno aur mughlon ke sanyog se hui thi. Inme kuchh chauhan bhi ho sakte hain lekin sab chauhan rajput nahin hain. Rajput na kabhi kshatri the na ab hain. Asli kshtri ve log Hain jinhone hamesha mughlo aur angrezon ke khilaf ladai ladeen, kurbaaniyan Deen, Jamin jaydad khoyeen, kabhi unse kuchh bheekh nahin maangi, garibi me rahe, janglon me jaanwaron se gujara kiya, lekin na jaati badli na dharm badla. Kuchh jaatean is desh me sadabahar theen, jo jahan palda bhari dikha unke ho gaye. Kuchh esi hain ki pichhde bhi hain, kuchh Mila bhi nahin lekin Maan samman ke liye apne ko rajput kah kar ooncha banana chahti hain aur rajput is bat se sahmat nahin hain. In se nikrasht, gaddar, chaplus aur darpok kaum aaj poore mulk me koi nahin hai. Ye log abhi bhi purane rajyon ki wapsi ka khwab dekhte rahte hain. Abhi bhi sab kuchh inhin ke paas hai, lekin Inka pet nahin bhar Raha. Ye log aaye din apne ko suryavanshi, chandra vanshi, agnivanshi aur na jane kitne anshi vanshi banshion ki baat kar ke apne aap ko kshtrya batate rahte hain. Ye apne karmon se na kabhi kshatri the na ab hain. Ye achhi tarah jante hain ki inki utpatti sirf kai aur jaateon se hi hui hai aur inke mukhya gotra to aapas me mail khate hain, phir bhi doosri sabhi jaateon se nafrat karte rahte hain. Vaise to aaj ke jamane me jaati, vansh, khap ya kisi nasl ka koi mahatva saamajik aur vegyanik drashti se nahi hai. Ram Krishna ke baad hazaaron laakhon peedhiyan gujar gayeen, kitne antarjaatiya, antardharmi vivah ho gaye, kitne jayaj ya najayaj sambandh Bane, kitne log vaishyalyon me apne kul ke bachhe paida kar aaye, aur ham abhi bhi kishi ke vanshaj hain. Ham log kab manushya banenge, kab sirf bhartiya banenge, kab visva bandhu banenge. Jai hind
@ajaypalsingh-z5u Жыл бұрын
राव दूदा राव जोधा के भाई नहीं बेटे थे।
@ShauryaGarjana Жыл бұрын
Yes
@hukamaramdewasi14129 ай бұрын
Bhul suk ho jaati hai
@royalbannasihotajodhpur49765 ай бұрын
जोधा के भाई है दूधा मेडतिया
@gajendersinghrathore7490Күн бұрын
Nahi Dudhaji Rao Jodha ke Putra the. Rao Dudhaji S/o Rao Jodha@@royalbannasihotajodhpur4976
@shaileshjain8361 Жыл бұрын
Godwal ka sadri ki bad sab se samrudh or ethiyasik gao ghanerao