i am not Shia but full of tears right now. you dont have to be shia to feel the pain of Aal e Rasool SAW.
@mariaabbas875 Жыл бұрын
Geo
@sameenazaidi9173 Жыл бұрын
Maula salamat rakhe
@gulshankhimji3458 Жыл бұрын
Nasir Jahan has presented these two nawhas which are too good may Almighty grant him Jannatul Firdous Ameen
@khurramshahzad4754 Жыл бұрын
you dont need to be shia or suni to feel the pain of Aal e Rasool S.A.W, you just need to be human
@hassankamani5563 Жыл бұрын
Me too
@mirzafaizanbaig84126 жыл бұрын
I am a deobandi Muslim mujhe Nasir Jahan k tamam nohay ruladeyte hain rongtey kharay kardeytay hain .. mere pyarey shiya bhai behan ap sub islam ka woh pehlu ho jiskey bagahir hum sunni musalman adhorey hain .. love u all Shiya Muslims from the core of my Heart .. Iktilaf jaiye barh mein ap sub humarey ho hum sub apkay hain .. Salam Ta Qaayamat Azeem O Shan Shodayiye Karabala .. Karabla Walon Apki Azeem Qurabani Aur Sifat Humari Haqeer Zaban Kya Bayan Karegi Ap Sub to Us Azeem Matabay Per Faez ho Jiski Dhul K Zarrat k bh haq ko bayan karne k kabil nahi humari zaban apka haq ada nahi karsakti Shodaiye Karbala...
@muhammadalamgir93673 ай бұрын
Shia Muslim Has Heroic role to remember the great sacrifice of Family of Holy Prophet Muhammad saws .
@UmeTuraab3 ай бұрын
Bhai I'm Sunni..Shia Bhaiyo KO salam.ahl e bait se apki aqeedat o muhabt KO salaam....❤❤❤
@ahmadabbasrizvi19093 ай бұрын
😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🤲🤲🤲 Ajrokum alallah 😭🤲
@Progressiveknowledge-xu5xu3 ай бұрын
Love you bro. You have great thinking.
@stormchaser2374Ай бұрын
once a lier always a lier.😮😮😮😢😂
@tahirhasantabish4722 Жыл бұрын
Bahot hi purdard salaam hai sham-e-ghareeban ka.bahot hi bachpaney se sunta aa rahana hun.jitnei bar sunta hun aansu ruktey nahi hai. Yaqinan imam Husain a.s ka ye wo karnama tha ki rahti duniya Tak log isey faramosh nahi ker saktey.Islam Zinda hota hai har kerbala key baad
@mustafaakbar548710 жыл бұрын
Always listen to this marsiyah on sham e ghariban....aaj b is k sunne k baad neend nahi aat..Mola k jalte khemo ki bebasi bibi khamosh cheekhein aur masooma ki mazlomiyat ankhon zehn mei aa jati hai...Allah jannat mei khas tareen muqam de agha sb ko...ameen
@syedfarhanhyderrazvi69995 жыл бұрын
😭
@shahrukhabbas76874 жыл бұрын
@@syedfarhanhyderrazvi6999 Iam also Jaffery Syed.
@endian-disintegrator4 жыл бұрын
😭😭😭😭😭😭😭 ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
@ahmedkazi1134 жыл бұрын
Do u know it is written by a Hindu poet Dilgeer from Lucknow
@endian-disintegrator4 жыл бұрын
@@ahmedkazi113 If it's the case This shows HUSSAIN AS sab key Hain
@jafarali70335 жыл бұрын
Bahot dardnak nauha h... aansu nikal jata jb bhi sunta hu😭😭😭 i m from Muzaffarpur,Bihar,India
@Zunnuarya80475 жыл бұрын
नासिर साहब, आप , लखनऊ छोड़कर,पाकिस्तान क्या गए, मेरे दिल को ही तोड़ दिया।अल्लाह आप को जन्नत नसीब फ़रमाये।
@husainmehdi84965 ай бұрын
YA ALLAH SHAHEEDO KI FAMILY AUR QUAM KO SABRE JAMEEL ATAA KR , ZAALIM KO JALDI SE NISTO NABOOD KR DE HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN
@rezamahdi85724 жыл бұрын
Ghabraye Gi Zainab (Lyrics) Ghabraye Gi Zainab (S.A) Ghabraey Gi Zainab Bhaiya tumhain ghar ja k Kahan paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Kaisa ye bhara ghar hua barbad Ilahi Kya aai tabahi Ab iss ko na abaad Kabhi paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Ghar Ja k kisay dekhe gi Qasim (A.S.) hain na Abbas (A.S.) Akbar (A.S.) se bhi hai aas Apne Ali Asghar (A.S.)ko Kahan paey hi Zainab Ghabraey Gi Zainab Poochain ge jo sab log K bazu pe hua kya Ye neel hai kesa? Kis kis ko nishan rassi k Dikhlaey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Phhat jaey ga Bas dekh k he Ghar ko kaleja Yaad aao ge bhaiya Dil dhoonde ga tum ko To kahan paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab Bin beton k kehlai To kehlai main lekin Ye kaise ho mumkin Bin bhaiya ke kehlayi toh Marjayegi Zainab Ghabraey Gi Zainab Be parda hui Qaid bhi khaahar ne uthhai Aur maut na aai Kya jaaniye kya kya abhi Dukh paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab (S.A)
@hashimnaqvi80869 ай бұрын
😭😭😭🙏
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم ۔ان اللّٰہ اصطفی ادم و نو حا و آل ابراهيم و آل عمران علی العالمین،( سورہ ال عمران آیت نمبر 33)
@amr9798 жыл бұрын
heart touching... our childhood passed listening this every year after sham-e-ghariban
@sanjaysharma-qr4pb7 жыл бұрын
I am a sunni muslim but I like this NOHA very much kitni pursoz awaaz hay SUBHANALLAH
@xyzdf13565 жыл бұрын
Is mashhoor nauha ke shayer channu Lal dilgeer the. Allah channu Lal ki maghfirat farmaye.
@azadaristatus11182 жыл бұрын
Ye mere khandan ke hai
@deenishrehan44152 жыл бұрын
Same here
@a.h.rgamer32772 жыл бұрын
Mine too
@asadraza46975 жыл бұрын
Mjhsy nhi suna jata yaar😢 Specially aaj dil me khyaal aya ye noha sun,ny ka dil kia mera or me raat 3 bje apna mobile utha kr handfree lga kr ye noha sun rha hun aankhen bnd kr k...😓😔
@atraazmi3 ай бұрын
Kuchh cheezein legend ban jati hain. Shaam-E-Ghariban ka yah Salaam unme ek hai jo jab suna jaye taza lagta hai. Yah mojiza hai ghame Husain ka jo isse mansoob ho gaya zinda ho gaya.
@abbasagha26732 жыл бұрын
Yeh salam sunn k dil bait jata hai aur karbala ki kamoshi ka manzar aankho mai dikni lagta hai...Hai humari shezadi Zainab s.ajjh ki himmat ko crore salam...
@pubgclan35034 жыл бұрын
I can't stop crying ... Itna dard hai aapki Awaz mn.. 💔🥺 May Your Soul Rest In Eternal Peace 🙏🕊️
@MM-bz7lo2 жыл бұрын
کیا حیران کن حد تک بہترین ترجمانی کی گئی ہے، ایسا محسوس ہوتا ہے جیسے شہزادی زینب سلام اللہ علیہا نے خود یہ شاعری لکھوائی ہو، احساسات کا بہت بہترین اظہار کیا گیا ہے ۔ اللّٰہ مرثیہ نگار اور مرثیہ گو دونوں کو جوار ِ اہلبیت میں جگہ عطا فرمائے۔
@Zohaib...63 ай бұрын
The writer was non Muslim but he was accept Islam after this
@mustafajamal89096 жыл бұрын
Nasir Jaan sahab gave a new life to this Nauha, though many others have already delivered and still delivering the kalam in thier own voice, and I respect all. At this juncture I wish to add that we should not forget Chhannu Lal "Dilgeer" (c 1780 - c 1848) who composed the Nauha. He was born during the regime of Nawab Asaf-ud Daulah in Lucknow and was a was brother Raja Jhaulal, who also had a deep affection for the martyrs of Karbala and built an Imambara in Thakurganj locality of Lucknow, which is still in use. It is a simple structure but impressive in spirit of its builder. Channulal was a poet of Ghazals initially but focused on Marsiya at a later stage.
@azamagha90032 жыл бұрын
Bata jab kisi cheez k bare may ilm naa hoo kuch naa kaha karo ye karsiya kabhi khatm nahi hua tha har sham e gariba k baad aur hamare lucknow may Muharram may jagah jagah majalis say pehlay padha jata hai aaj bhe
Very meaningful nawha with heart touching voice of Marhoom NasirJahan. May Allah elevate his darajaat in Jannah and grant shifa’h of Aba Abdillah Al Husayn alahissalaam
@remyjaorawala28043 жыл бұрын
Elahi Aameen
@khuram27303 жыл бұрын
Elahi ameen
@omranhasanali93437 жыл бұрын
I am arab and I am proud to listen to urdu aza (noha)
@NaiyarJafri12 жыл бұрын
This is the original rendition of the Salaam-e-Aakhir that we have been listening to since our childhood, in this melodious and soulful voice. JazakAllah and many thanks to the person who uploaded it. And 1 humble request to all lovers of Ehlebait: please ignore the negative comments and do not debase your own thoughts and tongues for the infidels by replying to them. Our faith has the support of the Family of the Holy Prophet (PBUH); we have been created for them....Ya Hussain!!!!!
@hamnarashid13967 жыл бұрын
Naiyar Jafri dna4oct2017
@bulandparwaz273 жыл бұрын
Jo b inko sun raha hai ...yeh marhoom k liye surae fatiha pade.. maula inke darjaat ko buland kare...
@faheemraza31742 ай бұрын
کربلا کے مظلوموں کی کہانی اک ہندو شاعر نے اس طرح بیان کی ہے آنسو تھمتے ہی نہیں 😢😢😢😢😢😢😢😢
@SZVids18 жыл бұрын
remember my childhood muharram because of this noha,heart touching indeed
@shaziafarooqi18544 жыл бұрын
mine too
@aayanrizvi56944 жыл бұрын
Jeeyen bhai aap
@Eesaahmar3 жыл бұрын
@@shaziafarooqi1854 aqqqqq
@smratitikekar96386 жыл бұрын
18 sal bad es nohy KO suna Dil se psnd aaya thanks
My god Khuda ke qasam lagta bilkal nahi hai Wah ray musalmaano. Can i have its written lyrics.. If yuu can provide
@theroseking92949 жыл бұрын
Cc is not working I have done it twice
@muneebburney60445 жыл бұрын
Lekin ye to ik hindu poet ne likhi hai. Ab aap hinduon per bhi durood o Salam bhejenge
@syedmohammedalihasnain80005 жыл бұрын
Muneeb Burney dears Munshi channulal was a Hindu before he started marsiya , nauhas....After he became Muslim...His grave is in Lucknow known as tedhi kabar......he named himself dilgeer lucknowi
@baqir5605 жыл бұрын
Dis was written by channu lal...hindu writer....
@rukhsanahusain46565 жыл бұрын
Purane marsiye aur padhne wale har tarah se behtar .....labbayk YA HUSAIN
@muhammedakram58698 жыл бұрын
Panjtan Pak pe Lakhon Darood aur salam ho
@yusrahtariq27263 ай бұрын
ALLAH derjat bulend kare Nasir jahan sahb ke bohat Bohat rehm farmaye jawar e Ehlebeit a.s mein jageh de....♥️♥️ Bohat bohat khooob Assalamu Alaiki Ya Sharikatil Hussein s.a♥️♥️💜
@nawabasghar8636 Жыл бұрын
Bahut behtreen kalam aur behtree. Adayegi. Allah salamat rakhe.
@navidy14 жыл бұрын
I cried a lot after this and it also reminded me when I was little and all my family used to sit in front of TV and watch this on Ashora. This was sung from the heart by Alhaj Nasir Jahan, may Allah be pleased with him.
@asadhumayoon72139 жыл бұрын
Such a heart rendering salaam written by a Hindu shayer Munshi Chunnu Lal "Dilgeer" Lakhnavi!
@sadiqueali43565 жыл бұрын
Later he embraced Shia islam changed to MD islam
@murtuzamehdi30754 жыл бұрын
Bhai yeh humare lucknow ki tehzeeb h....yaha hindu-muslim,shia-sunni nhi...sirf hussaini-yazidi hote h
@carlosmendez82903 жыл бұрын
Shukria bhai for information
@TABRAGROUP3 жыл бұрын
Mashalllah
@ashes2rose3 жыл бұрын
@@murtuzamehdi3075 Subhanallah. Salaam to Munshi Chaunnulal Dilgeer. Aapne wajib kaha.
@ashes2rose3 жыл бұрын
Subhanallah, Mashallah, kya kehne in kalam keh. Great reciter Nasir Jahan saab and writer Munshi Chunnulal Dilgeer saab.
@ahmadkfoodsecrets7863 жыл бұрын
Jis jis ny bhi es ko dislike kea ha os py Allaha ki lannat . . . Sab bolo Beshumar >>.
@Zforhelp3 жыл бұрын
Ta qayamat laanat beshumaar
@maankuntumola80243 жыл бұрын
My father was also recite this soz truly like this 😭 very long ago he had been died in my childhood,i always been miss him when ever i liston this beautiful soz.I love you Baba jan and miss you my entire life.please recite a surh Fatih for Syed Afsar Abbas Rizvi ,S/o Syed Wheed Ahmed Rizvi, Jazak Allah.
@abidtahir69842 жыл бұрын
Surah e Fatihah recited 🤲
@wardahjaffery60 Жыл бұрын
Recited
@sfhz Жыл бұрын
Recited
@AyanHader-le4eq11 ай бұрын
Ellahe aameen
@快乐的-g2b8 ай бұрын
Recited Plz recite a sure fateha for my baba and uncle jinka intekal ho gaya pardes mei marhoom moulana alihaider abrar hussain abdi Marhoom shahid mehdi mommad ibrahim rizvi
@SaleemKhanadmin9 жыл бұрын
Subhaan Allah, Ma Sha Allah. The voice is unique and perfectly suited for Mersia khawani. I am sure Allah (SWT) will shawar His blessing on Nasir Jehan due to this Mersia.
@asmasfavouritesmasood8065 жыл бұрын
Saleem Khan iohas iiij ij ohijvjijij ioimoi. Ion job to jiiniov
@asmasfavouritesmasood8065 жыл бұрын
O noo
@yunusadeeb5124 Жыл бұрын
Yaade Hussain ( Alahisslam)main ak qatra aansu v baise nijat hai..
@Shahji110vlogs Жыл бұрын
ye itna power full he sunte hi rona ajata he..😢😢😢
@mirzanajib9 жыл бұрын
Im sunny Muslim Most listen this, salam to Ahlal Baith
@mohsinshahcs17 жыл бұрын
Mirza Najiullah Ya zikr kisi Maslihaq ki qaid ni. Hussain her qoom her Zamany ka hy
@sajjadhussain93897 жыл бұрын
Mirza Najiullah this is not about sunni or shia brother. This about ZAAlim and mazloom. This about brutal murder of AAL E MUHAMMAD
@sanjaysharma-qr4pb7 жыл бұрын
yes you both are right
@alimalik53837 жыл бұрын
Bhai tum jasy suni k ma nokar sb suni tum jasy o jain ilahi amin
@alimalik53837 жыл бұрын
Bhai hum ya hi bta rhy ha k hum p ilzam ha k ya usy nae manty ahle bait k zikar ko jo payar kry hum us sy pyr krty a
@tahirabbas24489 жыл бұрын
Allah j.j un sunni bhayon ko salamat rakhe jo is nohe ko aqeedat se sunte hen yaqeenan Rasoole Khuda Hazrat Muhammad Mustafa s.a.w.w aur umki beti Hazrat Fatima s.a unko deen aur dunya dono me kamyabi se sarfraz farmayenge. Ameen.
@sayedrizve20424 жыл бұрын
Imence respect tahir abbaas sahib plz reply me i am your fan
@kiomn13 жыл бұрын
the man's voice is genius, may Allah grant him a place in heaven!
@abbaslko1233 жыл бұрын
Andaze Bayan,Lyrics,Dhun ITNEE pursoz aur waqt ki qaid se bahar hain ki itne salon bad bhee wohi taasur paida hote hain Hai Hai Meri Bibi 😭😭😭
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم ۔اللھم صل علیٰ سیدہ زینب کبریٰ و اہل بیت سیدہ زینب کبریٰ علیہم السلام من نورِ واحد ۔اللھم العن علیٰ اعداء آل محمد علیہم السلام ۔
@naheedsehr81275 жыл бұрын
Is nohy k baghair shame ghareeban ki majlis adhuri hai..itni pakeeza awaz itna sozo gudaz allah ur panjtan ki khas atta hai.jab se ankh kholi ye kalam sunty aa rahy hain ur aj tak is ki tazgi baki hai .kych klam unki barghah main kabool ho jaty hain ye jalam b un main se ek hai. Lakhon salam shohda e karbla pe
@hassnainshah91124 жыл бұрын
ہندو شاعر چھنو دل گیر کے کلام و ناصر جہاں کی آواز نے دل چیر دیا
@SokretezSocrates7 жыл бұрын
گھبراۓ گی زینبؑ ‘ گھبراۓ گی زینبؑ بھیا تمہيں گھر جا کے کہاں پاۓ گی زینبؑ کیسا یہ بھرا گھر ہوا برباد الہی کیا آئی تباہی اب اس کو نہ آباد کبھی پاۓ گی زینبؑ گھر جا کے کسے دیکھے گی قاسمؑ ہیں نہ عباسؑ اکبرؑ سے بھی ہے آس اپنے علی اصغرؑ کو کہاں پاۓ گی زینبؑ پوچھیں گے جو سب لوگ کہ بازو پہ ہوا کیا یہ نیل ہے کیسا کس کس کو نشاں رسّی کے دکھلاۓ گی زینبؑ پھٹ جاۓ گا بس دیکھتے ہی گھر کو کلیجہ یاد آؤ گے بھیا دل ڈھونڈے گا تم کو تو کہاں پاۓ گی زینبؑ بے پردہ ہوئی قید بھی خواہر نے اٹھائی پر موت نہ آئی کیا جانیے کیا کیا ابھی دکھ پاۓ گی زینبؑ گھبراۓ گی زینبؑ ‘ گھبراۓ گی زینبؑ
@sajjadhussain93897 жыл бұрын
Sokretez Socrates کیا کہنے سر جی۔ اللّٰہ پاک صحت تندرستی دے اپکو۔ میں بہت دنوں سے ڈھونڈ رہا تھا۔۔
@aqeelahussain61087 жыл бұрын
Sokretez Socrates thankyou so much brother for writting lyrics.💐❤
@nadiamustafa4756 жыл бұрын
Sokretez Socrates Thank you for typing this out . I didn’t understand some of the words ,but now I do My entire childhood was spent listening to this nuha , after sham ghareebi
@yedil936 жыл бұрын
😭😭😪😪😪
@faridabegam43946 жыл бұрын
😢😢😢😢😢
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ علیٰ علی اکبر بن مولا حسین علیہ السلام فی العالمین،
@spidygaming40663 жыл бұрын
ناصر جہاں کچھ اور نہ بھی پڑھتے تو یہ نوحہ اور سلام آخر انہیں ژندہ رکھنے کو کافی ہیں۔ کلام اور آواز دونوں دل چیر کے رکھ دیتے ہیں
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ و صلوات اللّٰہ علیٰ محمد مصطفیٰ سید المرسلین و آل محمد علیہم السلام فی العالمین،
@ahlesadaat84685 жыл бұрын
What a great Salam!! I have no words to say anymore. I love Sir Nasir Jahan who recited this Salam..
@apocalypse4355 Жыл бұрын
Listening this Marisa today on the eve of sham-e-Gareba .Ya Hussain A.S
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ و صلوات اللّٰہ علیٰ سیدہ زینب کبریٰ و اہل بیت سیدہ زینب کبریٰ علیہم السلام فی العالمین، یا رب محمد و آل محمد صل علیٰ محمد و آل محمد و عجل فرج آل محمد علیہم السلام ۔
Lakhon drood o Salam Hazrat Mohammad pbuh aur alay Nabi Pbuh
@mehwishfatimajaffery Жыл бұрын
Allah Qabool karey Nasir Jahan sb ka kalam aur unki maghgirat farmey
@jawadali15222 жыл бұрын
Whenever i want peace and sukoon in my life i just come here , listen to this beautifully recited Noha.
@MujahidHussain-ci3wq5 жыл бұрын
Maula ajar de Nasir Jahan ko.... har Ansoon me hessa he ap ka.. har pathar dil ko rola dene wala qaseda...
@humasadiya46598 жыл бұрын
kya zabardast kalaam hai aur behtareen rendering hai. IMAAM MADAD
@abbasjafri59484 жыл бұрын
Sirf aqeedat wala hi iss jaga soch sakta hae, behtareen.
@yasminbakht6919 Жыл бұрын
Really heart touching , every year 'sshame gariba reminds us of this noha
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ علیٰ مولا حسین علیہ السلام ابن رسول اللّٰہ خاتم النبیین علیہم صلوات والسلام فی العالمین،
@ainali23813 жыл бұрын
jb se hosh smbhala he ahane ghreban is k bger kbhi nhi guzra allah pak inki mghfrit kre ameen
@nuzhatrizvi57004 жыл бұрын
Waqai main ye noha old is gold hai. Iss nohe ka aor padhne waale ka koi doosra jawaab nahi hai.
@johnthebaptist88393 ай бұрын
A marsiya written by a Hindu poet Channu Laal Dilgeer sahib. Imam Hussain (a) unites all human beings irrespective of their religion and race. Peace and blessings be upon you, O Husain
@syedraza79323 жыл бұрын
This Salam has its everlasting recognition and heart touching grief. Parwardigaar Marhum o Maghfoor Nasir Jahan par apni rahmat nazil kare wa alame Barzakh mein asaniyan ata hon, Qayamat ke din Mohammad o Aale Mohammad a.s.ke saath mahshur farmaye wa jannatul firdaus mein aala muqam hasil ho.
@ReviaRelanzar12343 ай бұрын
Every evening of 10th Muharrum Im listening this and all my emotions soaked.
@khandwala6315 жыл бұрын
May Allah bless the person who has uploaded this clip, reminds my childhood. Ya Ali Madad (A.S)
@sayedvasimhussainqadri45823 ай бұрын
Janab e Zainab s a pr lakhon caroron salam.
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ علیٰ مولا حسین علیہ السلام ابن امیر المومنین علی ولی حجت اللّٰہ علیٰ خلقہ و ابو امام مھدی قائم آل محمد علیہم السلام ابن عمران بن شیبۃ الحمد فی العالمین،
@muhammadsaleem88786 жыл бұрын
Mein aik sunni muslim hun aur Ale Rasool ﷺ aur Ahle Bait Athaar ki muhabbat mere rago pe mein bachpan hee se sarayet pazir hai in se wabasta tamam baton ko mein haq janta aur manta hun kainat in hee k liye banai gayi hai aur in k misal koi bhi nahi. Meri umer is waqt 54 saal hai mein is kalam ko pichle 50 salon se sun raha hun is kalam ko sun kar kaleja phata jata hai. Punjtan Paak hamari is muhabbat ko qabool farmaye Ameen.
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ علیٰ قاسم ابن حسن مجتبیٰ امام المومنین علیہ السلام فی العالمین،
@gurianaqvi Жыл бұрын
uffffhhhhhhhhhh bohat dard bhara Noha hai😢
@asadabbasjafri0018 жыл бұрын
Ek hindu ne pehchaan liya haq . Afsos apne ko musalman kehne wale log karbala ko nahi samajh sake.Haqqe Ahlebet ke gaasibon pe lanat beshumaar. Dushmane Ahlebet pe laanat beshumaar
@attiafatima5 жыл бұрын
Beshumarrr
@hassanashraf9904 жыл бұрын
Beshumaar
@syedmohammadkashif97274 жыл бұрын
Khudara ye dilgir sahab pr zulm h jab unhone islaam mazhab e haqqa maktab e Ahlebait ko qubool kr liya to unhe hindi khne ki kya zrurt h
@SitaraImam-dq7wb4 ай бұрын
Nasir Jahan ki dard bhari awaaz be misal hai aur Dil ki gehrai ko chhu letihai
@zeeshanzaidi32086 жыл бұрын
qayamat tak aesa.kalam na padha.gayega na likha.gayega jazakalla suntye hi dil.tadap jata hai hay ya hussain
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ علیٰ عون و محمد ابنان سیدہ زینب کبریٰ و سید عبد اللّٰہ بن جعفر طیار علیہم السلام فی العالمین،
@azamabidi42876 жыл бұрын
Childhood ke zamane se yeh Noha Sham e Ghariban ke Baad Radio per suntei thei sab ahle Jalali Sadat beith kar suntei thei aur buhat gria hota tha aaj bhi yeh itna hi maqbool hai Azadaron mein likhne wale aur padhnei wale ko Allah Apne jaware Rehmat mein aala muqam aata kare Aameen.
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ علیٰ مولا حسین علیہ السلام ابن سیدہ فاطمۃ الزہراء سلام اللّٰہ علیہا فی العالمین، من آل محمد علیہم صلوات والسلام فی العالمین، ۔
@SJ-wk8me Жыл бұрын
Hayeee hayeee 💔💔💔💔 Yeh raaz Kiya hai duniya k bananay wale, baysahara hai tera Deen bachanay wale
@rajafurqan4766 Жыл бұрын
سلام اللّٰہ علیٰ غازی عباس حامل اللواء امام حسین علیہ السلام فی العالمین،
@molanatasawarabbasbhakkar63454 жыл бұрын
خدا وندمرحوم کو جوار معصومین علیہ السلام میں جگہ عطا فرماۓ۔
@javedmustafa34985 жыл бұрын
Allah karwat karwat jannat nasib kare. Aisa andaz padhne Ka. Haq Ada kardiya aap ne marsiye Ka aur likhne wale ki mehnat Ka. Allah is shaair ko jannat me aala maqaam ata kare
@shaheryarkhan32313 жыл бұрын
Iam Not Shia But Mein Bachpan Se Sounta Hu Ye Soun Kr Mjhe Rona Ajata Hai😢😩
@hayasyed84367 жыл бұрын
Ye marsiya hai. Kitni yadein wabasta hain 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢 bibi zainab A.H aap k gharane pe sab kuch qurbaan.
@WaliZaidi312711 ай бұрын
WA MUHAMMADA WA MUHAMMADA WA MUHAMMADA YA ZAINAB YA ZAINAB 😭😭😭😭😭
@jinnbhoot10 жыл бұрын
Jazak Allah (SWT) - may his Soul rest in Heavens (Ameen).
@taquiarazvi7853 жыл бұрын
May God bless the person who wrote this noha. He is a true devotee of Imam Hussein. Imam Hussein belongs to humanity.
@mudassirsayed95809 жыл бұрын
MasAllah kya Aawaaz h Aap ki. Maula Aap ko salamat rakhe....
@manzooralirajparrajpar37593 жыл бұрын
Subhaan Allah, Ma Sha Allah. The voice is unique and perfectly suited for Mersia khawani. I am sure Allah (SWT) will shawar His blessing on Nasir Jehan due to this Mersia.
@sultanhaider9342 жыл бұрын
اللّٰہ میرے والد کو جنت میں اعلی مقام عطا فرمائیں جب شامِ غریباں کے بعد گھر آتے تو PTV پر یہی کلام چلتا تو وہ بلند آواز میں گریہ کیا کرتے تھے 😥😥
@kirankiran4461 Жыл бұрын
Ameen
@khaliddurrani64323 жыл бұрын
So painful, so heartbreaking, even a heart of stone would melt into tears.
@zohanahmad899 Жыл бұрын
Isi nohe ko sun sun kar bade hogye bahut dard bhara noha hai
@syedjaffery65678 жыл бұрын
The way this salam is recited, its doing manzar kashee... May Allah forgive the reciters and the writers souls. MashAllah.
@azad3919 жыл бұрын
i never forgot this marsiyah.... from ( NASIR JAHAN )
@kulsummithiborwala96368 жыл бұрын
azad farooq kayaandher hai phuphi
@mohammadtaqihussain6236 Жыл бұрын
Lyrics: Ghubraeygi Zainab Ghubraeygi Zainab Bhaiya tumhay ghar jakay kaha paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 1. Kaisa yay bhara ghar huwa burbad Ilahi Kya aaee tabahi Ub is ko na abad kabhi paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 2. Ghar jakay kisay daykhaygi Qasim hay na Abbas Akbar say bhi hay aas Apnay Ali Asghar ko kaha paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 3. Poochaingey jo sub log kay bazoo pay huwa kya Yay neel hay kaisa Kis kis ko nisha russi kay dikhlaeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 4. Phut jaeyga bus daykh kay hi ghar ko kalayja Yaad aaogey bhaiya Dil dhoondayga tum ko to kaha paeygi Zainab 5. Bin bayto kay kehlaee to kehlaee mai laykin Yay kaisay ho mumkin Bin bhaiya kay kehlaee to murjaeygi Zainab Ghubraeygi Zainab 6. Baypurda huwi qaid bhi khahur nay uthaee Aur maut na aaee Kya janiyay kya kya abhi dukh paeygi Zainab Ghubraeygi Zainab
@syedzaidi89563 жыл бұрын
Subhan Allah. Allah Taa'la unkay darjaat buland sy bhi buland farmaey.A'meen.
@syedkamranhaiderabidi6034 жыл бұрын
کربلا والے بھی زندہ انکا ذکر کرنے والے بھی زندہ
@mohammadibraheemawan30593 жыл бұрын
Dil phat ta hai yeh sun k 😭 Haye Mola Hussain (a.s) 😭😭
@smhn632 жыл бұрын
First time i heard when he visited kuwait in 1972 or 73,
@humeerjunejo62384 жыл бұрын
Ye marsiya sun k lgta h k abhi abhi Nabi Pak S.A.A.W.W ka ghr lut gya h or hum maidane Karbala me bethe azadari o giriya kr rhy hen 😢😢😢😢😢😢
@shafiaabbas27044 жыл бұрын
Subhanallah, jab bhi is kalam ko sunain ya parhain to ankhon say ashk zaroor behtay hain Bibi zainab is pursay ko qubool Karain aur iskay likhnay walay aur parhnay walon ko buland muqam ata karain 🤲
@narjiskhatoon24452 жыл бұрын
Bahetreen alfaaz aur bahetreen aawaz maula marhum shayer aur marhum nauhakhan ko apne jaware rahemat me jagah ata farmaye unke darjaat buland farmaye ameen 😢🤲