Azeem bap ki Azeem tarbiyat Salam sache bhaikhuda behtreen jaza de aap ko aur aap k bete ko Ameen
@iffatzehra409511 ай бұрын
MashaAllah, mola salamt rkahy Elahi Aameen
@JoHar-x3r16 күн бұрын
Aapko bhi
@syedfarhalnaqvi5708 Жыл бұрын
MashaAllah Zabardast ❤️
@DrMuhammadMohsinAbbas5 ай бұрын
اللہم صل علٰی فاطمتہ وابیہا وبعلھا وبنیہا وسر المستودع فیھا بعددما احاطہ بہ علمک ۔ اللہم صل علٰی محمد و آل محمد و عجل فرجھم ۔
@mowalihaqali Жыл бұрын
Mashalla : great recitation on foundaional doctrine of islam
@Sameera-Mehdi2 жыл бұрын
MaShaaAllah SubhaanAllah beshaak
@razaalirashid12414 жыл бұрын
MASHA ALLAH May ALLAH SWT reward you 🙏 Aameen
@hussainbrothersnyofficial84035 ай бұрын
Lyrics: Ghar Fatima Zahra ka Ghar Fatima Zahra ka ajab shan ka ghar hay 1) Yay wahi ki manzil hay yay Quran ka ghar hay Islam kay mahawl may eman ka ghar hay Momin ki munafiq ki yay pehechan ka ghar hay Kuch log maray jatay hay is runjo mehen may Is ghar ka jo darwaza hay masjid kay sehen may 2) Allaha nay is ghar ko naboowat say nawaza Duniya may issay deen-o-shariyat say nawaza Qismat say Imamat say wilayat say nawaza Har fard ko Quran ki ayat say nawaza Sanchay may mashiyat kay yay afrad dhalay hay Sab chadar-e-tatheer kay saey may palay hay 3) Yay azama kay fawlad isi ghar may milaingey Yay noor kay ajsad isi ghar may milaingey Jibareel kay ustad isi ghar may milaingey Is satha kay afrad isi ghar may milaingey Makhlook ki baat akhari sarhad nazar aya Jis fard ko daykha wo Mohammad nazar aya 4) Ashabay mukarram hay magar apni jagaha par Ghair apni jagaha lakhtay jigar apni jagaha par Khar apni jaga ghunchaey tar apni jagaha par Sung apni jagaha laalo Gawhar apni jagaha par Peheloo may jo baitha ho ussay dil nahi kehetay Rehero ko kabhi rehebar-e-manzil nahi kehetay 5) Allah haray izzo sharafay bintay risalat Qandeel-e-haram shammay shabistan-e-Imamat Rehemat jo Mohammad hay to yay paraey rehemat Wo kullay naboowat hay to yay juzvay naboowat Asa na kaho marifatay khatmay Rasul ko Jo juz ko na samjha ho wo kya samjhayga kul ko Ghar Fatima Zahra ka ajab shan ka ghar hay