Ghar Me Eid Ki Namaz Padhne Ka Tariqa. By Mohammad Fayaz Al Furqan Foundation Nizamabad

  Рет қаралды 180,984

Mohammad Fayaz Nzb

Mohammad Fayaz Nzb

4 жыл бұрын

~-~~-~~~-~~-~
Description
About Speaker :
NAME : Mohammad Fayaz
DESIGNATION : President & Speaker in AL-FURQAN FOUNDATION NIZAMABAD .
PUBLIC LECTURES :
Al Hamdulillah Hundreds of Public lectures usually followed by Question and Answer session on Islam in Urdu.
ABOUT AL-FURQAN FOUNDATION :
It is Registered and Non-profit Organization, established in 2018. Aims to Convey the true message of Islam ( Peace ) to Muslims as well as Non-Muslims & to remove misconception about Islam.
ACTIVITIES OF AL-FURQAN FOUNDATION :
STUDENTS WING
LADIES WING
WEEKLY LECTURES
REFERENCE BOOKS LIBRARY
ISLAMIC SUMMER CAMP
LITERATURE PROVIDED
DAWAH TRAINING PROGRAM
JUMUA KHUTBA
YOU ARE INVITED TO :
Contribute to the Noble cause in Cash, Zakat & Non-Zakat Fund.
Your suggestions are most welcome.
AL-FURQAN FOUNDATION .
FF Complex, Bodhan Road , Nizamabad
Ph. 0091-9550727883
~-~~-~~~-~~-~ #islamiclectures #Urdu Bayan #Al_Furqan_Foundation #Mohammad_Fayaz
#nizamabad

Пікірлер: 259
@Peacevideos
@Peacevideos 4 жыл бұрын
Jazakallah khair
@pashashaikh3124
@pashashaikh3124 4 жыл бұрын
Masha Allah. . jazakallah Fayaz bhai
@mulazimansari7322
@mulazimansari7322 4 жыл бұрын
Shukriya maulana Sahab
@mehboobshaikh5237
@mehboobshaikh5237 4 жыл бұрын
Mashaallah
@farukpasha1662
@farukpasha1662 4 жыл бұрын
Mashallah
@rajashafqat9172
@rajashafqat9172 4 жыл бұрын
Excellent..subhanAllah
@bashiruddinuddin276
@bashiruddinuddin276 4 жыл бұрын
Jazakallh ho qair
@niluzzvision5521
@niluzzvision5521 4 жыл бұрын
mashallah bahot accha tarika samjhaye
@comecomedycentral2956
@comecomedycentral2956 4 жыл бұрын
Thainks for your informition
@kiranbasha1383
@kiranbasha1383 4 жыл бұрын
Mashaallh
@Akleema222
@Akleema222 4 жыл бұрын
Shukran
@nelofarshah1215
@nelofarshah1215 4 жыл бұрын
Sanjany ka tariqa bohat acha hei mashaAllah.
@abmhbaghdadi1014
@abmhbaghdadi1014 4 жыл бұрын
MashaAllah ! Aapka bahot bahot shukriya Allah aapko aur aapke parivar walo ko hamesha unki hifazat mei rakhe Ameen
@ajazahmed2074
@ajazahmed2074 4 жыл бұрын
Mashallah bade aasan, aur saade lafzon me Eid ki namaz padne ka tariqa samjhane ke liye bahut bahut shukriya molvi sahab.
@shaikzafar5972
@shaikzafar5972 4 жыл бұрын
Suban Allah
@rafikdeshmukh4736
@rafikdeshmukh4736 4 жыл бұрын
Mashaallah no 1. ( Easy Tari.ka )
@mullashabbeer685
@mullashabbeer685 3 жыл бұрын
Eeed mubarak
@sirajansari3335
@sirajansari3335 4 жыл бұрын
Mashallah Maulana Sahab Tarika batane ke liye shukriya
@imtiyazali8548
@imtiyazali8548 4 жыл бұрын
jazakalha
@kodangaldiaries3156
@kodangaldiaries3156 4 жыл бұрын
mashallah
@Akleema222
@Akleema222 4 жыл бұрын
Aap ne bilkul sahii kha sir ki Eid ki namaz mai jaldi karne chahye yaha toa bohot daer se Eid ki nimaz hoti hai
@zeeshankhan2345
@zeeshankhan2345 4 жыл бұрын
Ruqaiya ji soudi subha me 5:30 baje ho jati h ied ki namaj
@Akleema222
@Akleema222 4 жыл бұрын
@@zeeshankhan2345 masha Allah bhut h achi baat hain
@zeeshankhan2345
@zeeshankhan2345 4 жыл бұрын
Yes rukaiyan ji or kaisi ho aap bolo ji aapke pass deen ka video h to bhej dena plese ok ji
@zeeshankhan2345
@zeeshankhan2345 4 жыл бұрын
My watsap number +966571223979 ok rukaiyan ji
@zeeshankhan2345
@zeeshankhan2345 4 жыл бұрын
Ruqaiya ji video h to bhej dena ok jhut mat bolna ramzan ka mahina h
@nasirinocent2164
@nasirinocent2164 4 жыл бұрын
Subhaan allha
@nagmanagma9816
@nagmanagma9816 4 жыл бұрын
Shukriya bhaijaan
@armanpathan6114
@armanpathan6114 4 жыл бұрын
Best one on this topic
@yasminmogahedshorts233
@yasminmogahedshorts233 4 жыл бұрын
JazakAllah khair
@azyanmohammed8985
@azyanmohammed8985 4 жыл бұрын
MASHA ALLAH
@islamkayaah1451
@islamkayaah1451 4 жыл бұрын
Masha Allaha
@shoaibcorporatetrainercons4008
@shoaibcorporatetrainercons4008 4 жыл бұрын
Jazak Allahu khairan...
@sak1984
@sak1984 4 жыл бұрын
Jazzakallah shaikh
@zahidzadi8442
@zahidzadi8442 4 жыл бұрын
MashaAllah... ab jo jo jealous hon gy wo ghalat comment karen gy aur apne apko bohat barray ulmaa samjhen gy.. sir aap ne bohat achay tariqay se samjhaya.. shukriya...
@ayeshaibraheem6216
@ayeshaibraheem6216 4 жыл бұрын
Baarakallaahu feek Shaykh Kitna umda aapne samjaya
@majidsaifi4436
@majidsaifi4436 4 жыл бұрын
Masha Allah Shaikh Apne bade acche se samjaya Allah apke is Deen ke kam Ko qubul kare ameen
@syedarshad6055
@syedarshad6055 4 жыл бұрын
Shukriya
@meheboobpasha6300
@meheboobpasha6300 4 жыл бұрын
Zaza Kalla Khair shaik
@arifiqbal7780
@arifiqbal7780 4 жыл бұрын
Jazak allah khair bhai.
@photoncareerinstitute1337
@photoncareerinstitute1337 4 жыл бұрын
Shukriya Hairat
@AbdurRahim-fh6qi
@AbdurRahim-fh6qi 4 жыл бұрын
Very good
@bintemuhiuddin1194
@bintemuhiuddin1194 4 жыл бұрын
Behtreen tareqe se samjaye Fayyaz Bhai Sahab Jazakallahu Khairan Taqbbalallu Minna wa Minka
@samaroo4638
@samaroo4638 4 жыл бұрын
jazakallah
@quraanaurhadeeshkiroshnime3763
@quraanaurhadeeshkiroshnime3763 4 жыл бұрын
JazakAllah
@bestlife6935
@bestlife6935 4 жыл бұрын
Walaikum assalam rahmatullahi o Barkatu
@lionhussain7676
@lionhussain7676 4 жыл бұрын
Masha'Allah...
@nadimali7500
@nadimali7500 4 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warahmatullahi Wabarakatuhu brother
@arfatshaikh6124
@arfatshaikh6124 4 жыл бұрын
Masha Allah shaikh 👍🤲
@mahaboobbasha5397
@mahaboobbasha5397 4 жыл бұрын
Insha Allah beshak
@mohammedomermohammadomer8535
@mohammedomermohammadomer8535 4 жыл бұрын
Jazakallah
@mohidurrahman4840
@mohidurrahman4840 4 жыл бұрын
Assalamualikum
@syedfauziya8344
@syedfauziya8344 4 жыл бұрын
insha'Allah
@shokatali2262
@shokatali2262 4 жыл бұрын
mashaallah
@shariffc4629
@shariffc4629 4 жыл бұрын
Mashallah 👍 Bangalore
@shaikhtausifurraheman6247
@shaikhtausifurraheman6247 4 жыл бұрын
Jazak Allah khair bhai
@mulazimansari7322
@mulazimansari7322 4 жыл бұрын
Thank you
@AbdulAziz-lj9wt
@AbdulAziz-lj9wt 4 жыл бұрын
Jazakaalah Sahab
@user-ok5ro8sl2g
@user-ok5ro8sl2g Ай бұрын
@aslambhatti5476
@aslambhatti5476 4 жыл бұрын
Allah apko khush rakhhy
@ai.ca.i.c5351
@ai.ca.i.c5351 4 жыл бұрын
Masha Allah.. bethreen...aalha apko jazaa y khier Dy..ameen..
@royramdjan5833
@royramdjan5833 4 жыл бұрын
Soekoeria bhaai saheb, 100% explain kiya, ied mubarak aur as salaamu alaikoem
@dildarsk8546
@dildarsk8546 4 жыл бұрын
Masa allah
@mdnasirkhan3123
@mdnasirkhan3123 4 жыл бұрын
Jahan tak main janta hoon wo ye hai kI Eid ul fitr ki namaz wajib hai Is mein 6 Zayed takbeer hain 3 Zayed takbeer pahli rakat mein sana ka baad Aur doosri rakat mein 3 Zayed takbeer qerat k baad Pahli rekat mein takbeer tahreema k baad sana parhen us k baad Allahu Akbar kahte hue dono haathon ko kano tak utha kar sidha chhor den( teen bar Subhan rabbi Al alah kahne k barabar khamosh rahen)phir doosri takbeer mein bhi aisa hi karen, tisri takbeer mein haath kano tak utha k bandh len phir Surah fatihah aur koi surah buland awaz se parhen, us k baad Allah hu Akbar kah k ruku aur sujud karen us k baad doosri rekat k liye khare hon phir Surah fatihah aur koi dusra surah parh kar ruku se pahle 3 Zayed takbeer kahi jayen,har mar taba haath kano tak utha kar chhor den aur us k baad chouthi takbeer kahte hue ruku karen phir sujood Is tarah Eid ki namaz puri hui
@MushtaqAhmed-vm5kb
@MushtaqAhmed-vm5kb 4 жыл бұрын
Masha'Allah sahi farmaya
@fayazmohammad5595
@fayazmohammad5595 4 жыл бұрын
Yes bhai mai b ye he followe karra hu jazak Allah
@eqbalhossain1221
@eqbalhossain1221 4 жыл бұрын
Du no hi he hadish me. 3+3 takbeer bi he.7+5 takbeer bi he. 3+3 imam abu hanifa mazhab follow karte he 7+5 imama safie mazhab follow karte he do no parchakta ho. Is me Koch problem nehi he. Lekin me bih janta ho ki takbeer bolke hat kanoka niche tak uthane ke badh me chor na mangtahe. Righting me galat he maf karna. I'm bangladeshi hindi shahed galat ho sakhtiye
@fayazmohammad5595
@fayazmohammad5595 4 жыл бұрын
@@eqbalhossain1221 Masha Allah kio galthi nahi hai bhai ap bhi achha boldiya.. Writing me kya hai bhai jo smj sakte unku smjh me ata hai....from India 🇮🇳.. Jazak Allah bhaii
@eqbalhossain1221
@eqbalhossain1221 4 жыл бұрын
@@fayazmohammad5595 oh no app ki video galat he meri vai. Duchra rakat me alhamdulilla sura ka sath Duchra sura parne ki badh me 5 takbeer dena he. App fir se check kariye. Me tu ohi dekha pore moulubiki video me
@mohdshmshtabrez233
@mohdshmshtabrez233 4 жыл бұрын
Bilkul sahi hai saudi arbia
@mdqauyum6114
@mdqauyum6114 4 жыл бұрын
Masah Allah
@fazlushaik9460
@fazlushaik9460 4 жыл бұрын
mashallah Sukriya hajrat
@akhtarali4314
@akhtarali4314 4 жыл бұрын
,zadu baba ap sahi bataye ha
@TalibKhan-bj9jb
@TalibKhan-bj9jb 4 жыл бұрын
👍shukriya
@shallumaanjaan8747
@shallumaanjaan8747 4 жыл бұрын
Tehe Dilse sukria
@aslamkhan2676
@aslamkhan2676 4 жыл бұрын
अरब मे ईद की नमाज
@faiyazkhanm5357
@faiyazkhanm5357 4 жыл бұрын
Màsha Allah shaykh 💐💯💯
@nasirinocent2164
@nasirinocent2164 4 жыл бұрын
Allah jaza dey ap ko
@zubairismail7057
@zubairismail7057 4 жыл бұрын
👍👍👍
@Itsnaif121
@Itsnaif121 4 жыл бұрын
Assalam aleikum. Ma sha allah buhet piyara samjahya
@m.a.mujahid5631
@m.a.mujahid5631 4 жыл бұрын
Assalamu Alaikum warahmatullahi wabarakatuhu Maulana sahab Bahut Bahut Sukriya
@mohidurrahman4840
@mohidurrahman4840 4 жыл бұрын
Masha Allah
@shaikabdulsalam4497
@shaikabdulsalam4497 4 жыл бұрын
6 jayeed takbir he
@sahilansari-pe7fp
@sahilansari-pe7fp 4 жыл бұрын
Jo bhai is video ko dekh kar namaaz padhne ki sonch rahe hai unke liye behtar tarika yahi hai ki aap log kitaab me dekh kar padhe .....agar mai kuch galat bol diya ho to uske liye maaf karna main ye nahi chahta kisi ko jaankari na ho aur jaise youtub me bata diya aur hum waise he padh liye galat bhi ho sakta hai to aap log is par jaraa gor kare ...aur kuch nahi ....mere taraf se eid mubaarak hamare musalman bhaiyon ko
@syedmujeebuddinm
@syedmujeebuddinm 4 жыл бұрын
Mashallaha Zabardasth samjaya shukriya sheikh
@serajansari2225
@serajansari2225 4 жыл бұрын
Mashallah bahut ashan tareeke se bataye hai
@Thelifeofheart
@Thelifeofheart 4 жыл бұрын
Maa Shaa ALLAH
@ayyubali8857
@ayyubali8857 4 жыл бұрын
वाह तबडक तबडक मोलाना आपको
@shaikabdulsalam4497
@shaikabdulsalam4497 4 жыл бұрын
Kutba jrori bholna hy masnoon tariqae hy bhai
@muftiinamullahishatioffici5878
@muftiinamullahishatioffici5878 4 жыл бұрын
عن جابر بن عبدالله:] قامَ النبيُّ ﷺ يَومَ الفِطْرِ فَصَلّى، فَبَدَأَ بالصَّلاةِ، ثم خَطَبَ، فَلَمّا فَرَغَ نَزَلَ، فأتى النِّساءَ، فَذَكَّرَهُنَّ وهو يَتَوَكَّأُ على يَدِ بلالٍ، وبِلالٌ باسِطٌ ثَوْبَهُ يُلْقِي فيه النِّساءُ الصَّدَقَةَ. قُلتُ لِعَطاءٍ: زَكاةَ يَومِ الفِطْرِ، قالَ: لا، ولَكِنْ صَدَقَةً يَتَصَدَّقْنَ حِينَئِذٍ، تُلْقِي فَتَخَها، ويُلْقِينَ، قُلتُ: أتُرى حَقًّا على الإمامِ ذلكَ، ويُذَكِّرُهُنَّ؟ قالَ: إنَّه لَحَقٌّ عليهم، وما لهمْ لا يَفْعَلُونَهُ؟ البخاري (٢٥٦ هـ)، صحيح البخاري ٩٧٨ • [صحيح] اس حدیث میں جو بخاری ہی کی حدیث نمبر ۹۷۸ حضرت جابر بن عبد اللہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے عید الفطر کے دن عید کی نماز پڑھائی اور نماز کے بعد خطبہ دیا اور تم کہہ رہے خطبہ نہیں ہے تو یہاں یہ تو امام بخاری جھوٹ بول رہے ہیں یا تمہارے جیسے گمراہ کرنے والے اللہ ہدایت دے جھوٹا آدمی ہے ضال مضل دجال من الدجاجلہ
@ziyaullaziyaulla7762
@ziyaullaziyaulla7762 4 жыл бұрын
Gharme sirf akele mard Eid ki Namaz pad sakthe haye kay Hafiz sab
@Proxgamer134
@Proxgamer134 4 жыл бұрын
Ji zarur
@riyazahmedmustafavalsangka6478
@riyazahmedmustafavalsangka6478 4 жыл бұрын
Hawale ke sath batate to zyada achcha hota.
@nazimhusain360
@nazimhusain360 4 жыл бұрын
Hazrat apn tqviren zyada bts di
@drzaheer2010
@drzaheer2010 4 жыл бұрын
I am totally confused, till now i knew total 6 takbeer,
@samsuddinansari3887
@samsuddinansari3887 4 жыл бұрын
6hai ya7
@rider2036
@rider2036 4 жыл бұрын
Jangal me eid ki namaz me khutba padsakthe Kya khutbe ke liye Azan desakthe kya
@mstiwalavigovideos1147
@mstiwalavigovideos1147 4 жыл бұрын
HAZRAT AP KI NAMAZ ME KITNE ZAED TAQBIR H. APNE 12 TAKBIR BATAYA HAI.
@alamgeeransari9192
@alamgeeransari9192 4 жыл бұрын
Is surat me gharpe Eid ki jagah nafil padhi jayegi
@shaikabdulsalam4497
@shaikabdulsalam4497 4 жыл бұрын
A konsa masail
@Sharukhsmart409
@Sharukhsmart409 4 жыл бұрын
India ka namaz ka waqt Exact time batao
@wanderwithshakif4052
@wanderwithshakif4052 4 жыл бұрын
Hanfi wala bhi bataie
@allauddinmohd9151
@allauddinmohd9151 4 жыл бұрын
Kya hum ghar me akele eid ki namaz padsakthe hai?
@hafizshehzaf4457
@hafizshehzaf4457 4 жыл бұрын
Wajb ha sir sunat kdr sa la ay tm
@zahidmohamed9241
@zahidmohamed9241 4 жыл бұрын
Vedio lamba kheez diye 1 minet ka kafi tah
@aimdbr4195
@aimdbr4195 4 жыл бұрын
Eid ki Namaz wazib hai
@mstiwalavigovideos1147
@mstiwalavigovideos1147 4 жыл бұрын
ap kon se maalak ki bat krte hai zara tafseel kijega
@rajusayyed484
@rajusayyed484 4 жыл бұрын
ASSALAMOALYKUM BHAI 1k vesio my 6 jaya takbir btaya ap 12 jay tkbir bta rahy ho kis ki bat manu
@KingKhan-dq2bh
@KingKhan-dq2bh 4 жыл бұрын
Bhai agar aap hanafi fiq follow karte hein to 6 zayed takbeeron k sath padhiye aur agar aap salafi ya ahle hadees follow karte ho to 12 takbeer k sath padhiye.. dono hi tareeqe sunnat aur dalail se sabit he.. Jitna ho sake iqtalafat aur jhagdon se bache.. Allah ham sab ki inadatein khubool farmaye.. Ameen
@imtiazkhan1762
@imtiazkhan1762 4 жыл бұрын
Pheli rakat main jo aap ne bataya hai hath kano tak le jaker 3 martaba neche chodna hai 4 Martaba Hath bandh lena hai
@ghourisindians5140
@ghourisindians5140 4 жыл бұрын
Assalamualaikum ha intyaz Bhai hum jabibi idgame namaz padtethy 3 martaba hat uthakar 4 thi bar hatbandlete thy ab ye 7 bar ka my bhi pahlibar sunrahahu is ke bareme mujhe ilm nahi hai Kya aap ku pata ho tow batana
@talibshaikh5419
@talibshaikh5419 4 жыл бұрын
Janab aapne seene pe hath band ne ko kehdiye itna hi kafi h baqi aage ka chod do kya dekhna video
@nowshadali6426
@nowshadali6426 4 жыл бұрын
Tareeka bathavo..lecture kam karo hajrath
@ayazqureshi6169
@ayazqureshi6169 4 жыл бұрын
Gi
@nayabrasoolshaik8730
@nayabrasoolshaik8730 4 жыл бұрын
Assalam va alikum Zanab......Niyyat kya bolna hai......Eid ul fitr ya namz muakkada
@mahboobkhanislamicjankari9423
@mahboobkhanislamicjankari9423 4 жыл бұрын
Eidul fitar namaz padta ho bol ke dil me niyat karo
DO YOU HAVE FRIENDS LIKE THIS?
00:17
dednahype
Рет қаралды 99 МЛН
Best father #shorts by Secret Vlog
00:18
Secret Vlog
Рет қаралды 21 МЛН
DEFINITELY NOT HAPPENING ON MY WATCH! 😒
00:12
Laro Benz
Рет қаралды 48 МЛН
Ghar mein Eid ul Fitr ki Namaz kaise adaa karein? || By Hafiz JAVEED USMAN Rabbani
10:26
Markaz-us-Salaam Linashril Islam
Рет қаралды 22 М.
Brother's Ka Fitna | Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
5:27
Salafy Fiqh Channel
Рет қаралды 44 М.
Biwi ki Bad'dua se Bacho || By Hafiz JAVEED USMAN Rabbani
11:00
Markaz-us-Salaam Linashril Islam
Рет қаралды 1,8 МЛН
EAK BOODA BAAP KA SHANDAAR WAQIA BY HAFIZ JAVEED USMAN RABBANI
6:27
MARKAZ UL BURHAN
Рет қаралды 51 М.
DO YOU HAVE FRIENDS LIKE THIS?
00:17
dednahype
Рет қаралды 99 МЛН