गुरु गोबिंद दोनों खड़े काके लागू पाए, बलिहारी गुरु आपने जो गोबिंद दियो दिखाए!🙏🏻 कृष्ण भगवान जी भी स्वयं भगवान होने पर भी गुरुदेव के पास जाते हैं और उनको मत्था टेकते हैं! राम जी भी सीता माता जी को गुरु जी के आश्रम ले कर जाते हैं! और गुरुगीता में स्वयं शंकर जी कहते हैं गुरु ही शिव हैं शिव ही गुरु हैं! गुरुदेव का स्थान सभी भगवान से सबसे ऊँचा बताया हैं! तो भगवान कैसे प्रसन्न हो सकते हैं अगर गुरु जी का चित्र नीचे रखेंगे तो! मैंने भी ऐसा सत्संग से ही सुना है 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@sushmadesai696310 ай бұрын
krishna swaym guru h
@sushmadesai696310 ай бұрын
krishnabhagwan khud guru ka kalyan karne ko gaye tha unke putra ko vapid lane k liyr guru khud putramoh se dukhi tha
@rajnibala162810 ай бұрын
@divyanshu2061 @divyanshu2061 बिलकुल सही बताया आपने 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 गुरुर ब्रह्मा, गरूर विष्णु, गुरु देवो महेशवर: गुरुर साक्षात परम् ब्रह्मा, तस्मे श्री गुरुवे नमः 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🕉️🕉️🕉️🌺🌺🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@rajnibala162810 ай бұрын
@@sushmadesai6963 बिलकुल सही बताया है @divyanshu2061 ने 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 गुरुर ब्रह्मा, गरूर विष्णु, गुरु देवो महेशवर: गुरुर साक्षात परम् ब्रह्मा, तस्मे श्री गुरुवे नमः 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🕉️🕉️🕉️🌺🌺🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@kundanraghav792810 ай бұрын
Har Har Mahadev
@ShivparsadMaharda10 ай бұрын
बहुत ही सुन्दर बात बताई जय श्री राधे राधे 🙏
@sunilsharma-hx5lb10 ай бұрын
Ek pariwar me panch log rahte hai koi ram bhakt hai koi shyam ka bhakt hai koi shankar ka to koi matarani ka to sabka murti rakhna hoga ki nahi par mandir ek hi hai batae
@artistabhi708610 ай бұрын
Yahi main bhi soch rahi thi ...aesa ni ..galat tarike se ni rakhi honi chahiye ulti putting aage piche ....lekin mere hisab se hone chahiye ...aap aankh band karoge to aapko apne ghar ke mandir mein rakhe sabhi bhagwan ki photo dikh jayegi ...
@radhekrishna252410 ай бұрын
Par hari har ek h
@AmitKumar-yk8zh10 ай бұрын
Are bhai, ram ji ne kaha tha ki shiv ji ki Pooja na karne Wale ko vo nahi swikarte aur Ganesh ji toh pratham pujya hain, unki Puja ke Bina toh koi Puja nahi hoti.
@STUDIORAJ-h4x21 күн бұрын
P9 poop up
@hemantasahoo121210 ай бұрын
Radhe radhe hare Krishna
@surilianju402810 ай бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉
@meenasharma97210 ай бұрын
Jai Shri radhey krishn❤
@amitgaikwad452410 ай бұрын
Deviji Bhagwan bhi jab janm lete hai to Guru ki sharan jate hai to spasht hai ki Bhagwan se bade Guru hai ok Hari Om
@Hunmanbhakt55010 ай бұрын
Ram ram ji
@dimpysharma215310 ай бұрын
Jai deviji
@anjalijaiswal621410 ай бұрын
Radhe Radhe❤❤🕉🕉🙏🙏🥀🌹🌺🌷🌸🌻🌼🍑🍍🍎🍋🍊🍉🍓🍒🥥
@crovasingaming275110 ай бұрын
Shri Shivay namstubhayam
@Shivaniprajapati123s10 ай бұрын
Ye baat mujhe sahi nhi lagi ki sirf ek bhagwan ko rakhe mandir me
@ranisrivastava243510 ай бұрын
Guru ma mera pranam swkar kre kerpa mere est Bhagwan Shree Ram h to may hanuman ji ko aur bake bihari ji ko ghr m mandir m isthapit kr skti hu kya bo mandir m h mene biraje huye h❤
@shivyashishodia976610 ай бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@ShonaVlogs1636 ай бұрын
Pr humarey guru ji ney to kahaa hai k ye sab teen lok ki bhagti hai humein amarlok jana hai iskey liey kisi ki bhi pooja nahi karni sirf jo guru mantraa hai usi ka jaap karna hai aur mandir mein sirf apney guru ki tasveer chahiey
@shitaldwivedi488810 ай бұрын
Kis shastr me likha hai ye sab hme bhi bataiye hum bhi padhenge hum bhi dekhe kaha likha hai mandir me sirf ek hi dewata ko rkhna chahiye kyoki ye pahla baar sun rahi hu wo bhi aapse Hare Krishn 🙏🌹
@RoshmiYadav8725 ай бұрын
Agar Srishti Mein Bhagwan sirf ek hi hote to Sari Srishti sirf ek hi Bhagwan ka Dhyan Lagati
@veenakashyap944110 ай бұрын
Sabhi k mandir m sabhi tasveer h sabhi pujneey h
@AnmolDhaliwal-o6s10 ай бұрын
💯💯💯💯💯💯🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@mamtasahani43225 ай бұрын
Devi radhe radhe aapko mai ye jana chahti hu ki jisko apne east ke bare me na pata ho kaya kre jara mera marg darsan kare devi ji or mai kewat hu mere easte kaun h jara batane ki kripa kre
@RoshmiYadav8725 ай бұрын
Jab mandiron Mein 10 Prakar ki moortiyan rahti hain to ghar ke mandiron mein agar do moortiyan Jyada Hai To Kya
@kakolibasari155310 ай бұрын
hamare hindu dharm main panch devta ke puja ka vidhaan hai Ganpatiji shivji Shri Narayan Durgamata aur Suryadev Jay Shri Krishna Radhe Radhe
@AmitKumar-yk8zh10 ай бұрын
Majority Hindus don't know this fact and aise logon ki baaton mein aa jate hain
@E.N.-fw9dv10 ай бұрын
What about panchayan pooja ?
@bhupendrarohitsuneja26910 ай бұрын
Di punch dev ki puja roj kerni chiya esaa khatay hai to kya karay or aap kha rhi hoki apnay arady ko rakho Navratri meimata ki puja hoti hai hai to kya devi ji kimurti na rakhay mndir mei
@KK-ff5rw10 ай бұрын
Diwali PE bhi toh lakshami maa aur ganpati ji ki pooja karte hain.
@diyabhatt2210 ай бұрын
Kuldevi ki pooja to kar sakte hai na
@nirakunwar644310 ай бұрын
गणेश भगवान भि नहि रखना गुरु ??
@jeetmaan723010 ай бұрын
Guru aur satguru ki mahima aapne jaani nhi hai abhitak, Ramji shabri mata ko navda bhakti mai kya bolte hain santo ka stan kaha hota hain..
@KK-ff5rw10 ай бұрын
Aesa sirf vairaagi ke liye ho sakta hai. Ab agar saasu maa durga maa ki pooja karti hain, aur bahu krishna ki, toh kya bahu jaa ke durga maa ko hata de, aur agar daadi saas shri ram ki pooja karti thi, toh uss moorti ka kya kare ?
@ratisingh853310 ай бұрын
Aisa ho nhi pata h kuki, pati kali maa ko poojate h ur m radha krishan ko sasur ram chandra ji ko kaise sambhav ho
@sushmadesai696310 ай бұрын
aisa kuch nai hota h ku ishta mana karte h aur koi nai chayiye
@cpkrantik842110 ай бұрын
Aap katha vachak sbji katha vachak log apne apne mat roj jiska jo mn krta h vo bol dete h jb aap kuchh ek katha vale hi ek mat nhi h to phir ghar me rehne vale kafi sare logo ka mat ek kese hoga fir dusra hindu dharm ke teej tyohar unka kya tb bi alag alag bhagwan ka naam na le .... He bhagwan aap log bhi na kuchh bi bolte ho 🙏🏻
@ayanghosh94722 ай бұрын
Radharadha😂😂😂😂😂
@pallaviraj5445 ай бұрын
bilkul galat, tab to sabhi koi Diwali, Dussehra, Ganesh Chaturthi, aur jitne bhi festivals hote hain nahi manani chahiye, kuch log diwali kare, kuch log Navratri kare, kuch doosre log Shivratri kare, aisa hona chahiye tha..In pakahndio ke baat me bilkul nahi ana chahiye, bhale hi Hindu dharm me hahazaro devi devta hai lekin 5 mookhya hai aur unki pooja yachna karni hi chahiye..Shashtron me kaha kaha gya aapki ye bakwas bat wo bhi bateiye.