جزاک اللہ اپ کا چینل سب سے بہترین چینل ہے جس طرح سے اپ احکام بتاتے ہیں اس طرح سے کوئی نہیں بتاتا سلامت رہیں شکریہ❤
@rehanabbas6302 Жыл бұрын
Mashallah bahot shukriya for sabeel media mola salamt rakhe ap sabhi ko 🤲❤️
@mahirida51412 Жыл бұрын
Back to the life again ❤Now being on KZbin make sense 🎉🎉🎉 best ever channels ❤
@raheimam589910 ай бұрын
waqea jitna b kha jayeh y acha kam ha haq add nhe ho sakta ha ...boht boht shukriya ap sb team ka
@Razvii____i Жыл бұрын
Mashallah Khudaya Salamat rakhe sabeel media team ko ❤
@haidergaming9951 Жыл бұрын
Mashallah molana sahab bohut shukriya aapka hamary liye achchi achchi video banany k liye
@kaneezzahra8701 Жыл бұрын
Jazakallah ❤
@NaqiAbbas-vs1zg11 ай бұрын
Salamun alaikum janab khuda salamat rakhe sabeel media team ko jo team hamari hamsabki zindagi k masail asan karti hai zindagi jeene ka tareeqa sikhati hai Namaz k masle mein poora bataye kaise padhna hai tareeqa kya hai namaz ka poora deatail batayen janab
@DayimShabir Жыл бұрын
We are thankful of sabeel media
@m.b68219 ай бұрын
MashaAllah qibla sahab .mola apko salamat rakhy❤
@KFatima. Жыл бұрын
Moulana shahb mera sawal ye hai humai aap ye batayin Rehbar khaminaie aur Ayatullah sistani mai se agr ek ki taqleed hai aur hum ek ki taqleed kar rhy hai agr hum dosre ayatullah ki koi baat follow kr rhi ho Kya ye zaroori hai jis ki taqleed ho bas uusi ko follow kry Ya dosry ke bi karshkte hai plzzzz batayin????? Kaneez Fatima From Kashmir magam
@syedhaider10389 ай бұрын
Jazakaalh
@azadarikushalgaon7110 Жыл бұрын
Mashallah shukriya
@chamanzehra827 Жыл бұрын
Thank you so much sabeel media
@ShaharBanoo-o6k11 ай бұрын
Mashaallah 🤲Allah bless ji
@hajrabatool81893 ай бұрын
Mashallah Mashallah great
@shaikhfaraz8130 Жыл бұрын
Mashallah bahot khub
@aimasarkar1408 Жыл бұрын
Jazakallah khair❤
@Saad.husain9 ай бұрын
Shower se gusl ayatollah khamenie ke fatwe k mutabiq nhi btaya
@voiceofimamhussaina.s6541 Жыл бұрын
Finally on YT again... Shukre khuda... Feeling very blessed to see it again❤... In sha allah khuda swt will protect sabeel media from all downs ever❤
@mr.hasnain8ff11 ай бұрын
Aoa bhai in kay pehly waly channl ko kia hwa??
@zemmerhussain76067 ай бұрын
Jazakallah Khair 🎉
@ShiraazRizvi Жыл бұрын
Khuda aap sbko salamat rakhe...❤
@AsadAbbas-t7k3 ай бұрын
Jazzak Allah
@iamshadmirza Жыл бұрын
Jazakallah
@mirhamid8189Ай бұрын
Agar gusl karne ke doran koyi hissa dul na reh jaye aur gusl mai he pata chale ye hissa dula nhi hai to kya gusl batil hai
@Zarenabatul.210 ай бұрын
Mashallah agha allah apko salamaat rkhay
@CalcuttaAzadari Жыл бұрын
Jazak'Allah Agha.... Bohat mufeed !!!
@shamimfatima95336 ай бұрын
جزاك الله، ❤
@IrfanAli-l5z1x6 ай бұрын
Thanks 😊🙏👍💯
@javidturi-vr8hs7 ай бұрын
Mashallah jazakallah
@nazmabano25852 ай бұрын
Shukriya Bhai khuda kamyab kare❤
@sanatariq564210 ай бұрын
کیا غسل استحاضہ کے بعد نماز کے لئے واجب نمازوں کے لئے وضو کرنا ضروری ہوگا ایت اللہ سیستانی کے فتوے کے مطابق
@KFatima. Жыл бұрын
Apki woh channel kaise delete huwi🥺😢
@najafali80512 ай бұрын
Good
@MazharHussainZardari-dn1nm4 ай бұрын
Msshallah
@mirhamid81894 ай бұрын
A/A Muje sawal tha ke jab mai gusl kar raha tha to gusl karne ke doran muje pair mai kuch lal colour ka rang laga tha to mai is Surat mai kya karta
@Murtazahussain562 ай бұрын
MashAllah
@syedshabbir7657 ай бұрын
Fantastic🎉🎉🎉🎉
@zehra3298 Жыл бұрын
Kya asmaan se parda wajib h ? Please bata dijiye 🙏
@AllGamerz1923 Жыл бұрын
Mashallah
@liyaqatali50086 ай бұрын
Mashallah🌹
@ali-t1s1g27 күн бұрын
Agar baal lambai ho to mas kaisai hoga
@asgheralikhankhan12763 ай бұрын
Assalamu alaikum....gusle janabat ki koi dua hoti hai ya sirf niyyat hi kafi wajib khurbatan illaha.. please advise.
@Purificationofsoul6693 ай бұрын
Kya ghusl karte waqt saabun(soap) aur shampo ka istemal karsakte hai ,ya sirf paani se hai ghusl e janabat karna hai?
@MujtabaFahad2 ай бұрын
Bhai ye chaddi nai nikaala na pani janey m rukawat hori hogi video k start m bataye they na ap
@farhatnaushi70175 ай бұрын
Shower se ghusl karne me Shramgah tak pani jana zaruri hai bata de please
@ali-t1s1g29 күн бұрын
Agar sharmgah sai ratubat kharij ho to agar os main mani ki alammat na ho laikin Mani ki tarah ya گاڑھا ho kar nikalain to Kiya karain
@SabeelAhkamofficial28 күн бұрын
agar wo alamat nahi jo mani ki hoti(sexual desire ke saath uchal kar nikalna jis ke bad badan sust ho jaye ) agar ye 3no ek saath nahi hai to mani nahi hai , han kisi aur raaste se aap ko yaqeen ho jaye to ghusl wajib hai warna nahi
@ali-t1s1g27 күн бұрын
Hum aik sai ziyada mujtahedeen ki taqleed kar saktai hai
@SabeelAhkamofficial24 күн бұрын
agar aap ke liye ye sabit hai ki alag alag mauzu mein alag alag mujtahid aalam hain to jee warna joj sab se aalam hai usi ki karni hai
@ali-t1s1gАй бұрын
gusal agar pipe say diya jayai to kiya karen
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
jis tarah showar se ....same wahi...asl ye hai ki sar o gardan ko dhona phir badan ko (right aur left)
@sakinajaffri85754 ай бұрын
Baalti sy 3 dafa pani or shower main 1 dafa kaafi hy??
@ali-t1s1g27 күн бұрын
Agar gumaan ho ka guslai janabat dai hai ka nai tu Kiya Karen
@SabeelAhkamofficial24 күн бұрын
ghusl karna hoga
@Alikausar00714 сағат бұрын
Agar gusal karte time pani same tab me ja raha hai gir kar ya jug se pani nikalte time hand doob Raha hai toh kya gusal sahi hai ya ?
@RaniAndaleeb-ti9mwАй бұрын
Salam Ap logo ny phly animated videos sy ahkamat btaye thy. Persian videos ko dub kiya tha. Kindly uska link bhejeyega, I need it. JazakAllah
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
wo pichle channel par thi jo del ho gaya new mein abhi sari nahi aayi hai inshallah dheere dheere
@RaniAndaleeb-ti9mwАй бұрын
@SabeelAhkamofficial kindly iska Persian link share kejeyega. I need it urgently. Koi American Christian muslman hona chahti h, unko sikhani h chezyn
@farhatnaushi70175 ай бұрын
Kya ghusl me sar pe or right left sab jagah teen baar Pani daalna zaruri hai bata de please
@ali-t1s1g29 күн бұрын
Agar hum gusal Mai 3 sai ziyada Pani dal saktai hai azai gusal par
@SabeelAhkamofficial28 күн бұрын
3 baar mustaheb hai
@ytlegendlegend63879 ай бұрын
3 baar sir par pani daal sakte hai aur dono hatho par 3 baar pani daal sakte hai
@Irfanhussain-lt6sm27 күн бұрын
molana sahab mera sawal namaz jamat se related he muqtadi agar imam ki dosri rakat me iqtada kre tu niyat kia kre ga? plz mre sawal ka reply zror den
@SabeelAhkamofficial27 күн бұрын
irada karen dil mien is imam ke piche namaz ada kar rah hun ....
@servants_of_fatima10 ай бұрын
Acc to ayatullah khaminie kya wajib gusul ke badh wazu zaroori hai?
@Masroorali094 ай бұрын
Gusul ka doran jab right side dohte hai too kuch padhte hai agr kisi koo patha hai too plzz batavoo
@SabirAli-nd3wt21 күн бұрын
نہیں. بھائی کچھ نہیں پڑھنا
@shadabmurtuza122910 ай бұрын
Salamun alaikum Molana sahab shawar me gusle Tartibi kren ya irtemasi?
@ali-t1s1g29 күн бұрын
Kitni bar Pani sar ya badan par dalain to gusal batil ho sakta hai
@SabeelAhkamofficial28 күн бұрын
1 baar wajib hai , gusl batil nahi hoga jitni baar dalen lekin han israaf yani fuzul kharchi me gunah hai
@shiarecords13569 ай бұрын
@sabeel ahkam Duniya ke sare writers ki book ki summary hame you tube par mil jati hai lekin jin ki book se hame duniya aur akhera me faida pahoche wo hame kahin nahi milti( yani aullamao ki books ) meri guzarish hai hi aap unki bhi book ki summary ki video dale
@azeemhaider886210 ай бұрын
Please make a video on namaz e whashat e qabr
@farhatnaushi701710 күн бұрын
Janabat ya haiz ka ghusl karte waqt riya kharij ho jaye to kya phir se ghusl karna hoga??
@SabeelAhkamofficial9 күн бұрын
Nahi phir se ghusl nahi karna balki ghusl aage jari rakhen aur namaz ke liye wuzu karna hoga
@akeelahmad27911 күн бұрын
Kya hum soap use kar sakte hai maslan Pehle sar aur gardan ko sabun se dhoye Phir dayena side sabun se dhoye Phir baya side sabun se dhoye is it right please tell
@SabeelAhkamofficial9 күн бұрын
soap pahle use karen phir sabun dhul kar tab ghusl karen...
@MianSaim-ev2qo6 ай бұрын
Gusal ma wazo b to zrori ha na
@fatimaabidi4815Ай бұрын
Kya juma kay sunnat gusol sy nimaz padh kakta hai.
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
Jee , Aytullah sistani ke fatwe ke mutabiq
@adnan93029 күн бұрын
Sir je neyat ak bar krne chay ya har sid pr alg neyat ho ge
@SabeelAhkamofficial28 күн бұрын
1 bar karni hai jab shuru kar rahe
@ali-t1s1gАй бұрын
tamaam gusloo mai hum kitni dafa pani ko sar,badan par dal saktai hai.
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
3 bar mustaheb hai, lekin yad rahe ki pani ki barbadi haram hai to is ka khayal rakhte hue hi pani ka istemal hona chaye
@ali-t1s1g29 күн бұрын
@@SabeelAhkamofficial 3 sai ziyada dal saktai hai kia?
@mdvolgr6049 Жыл бұрын
کیا ہم وضو کے دوران صابن کا استعما ل کر سکتے ہےں؟؟
@JanKing-v2b10 ай бұрын
Salam Moulana sahab , Agr ghussal k duaran peshab k qatry haraj ho jaye to kya is sy ghusaal batil ho jata hy agr nahe to Kia gusal ko waisy he jari rakhy ya pehly toilet ja k taharat kr k phir wahi sy ghussal jari rakhy ? Please wazahat farmai.
@taqiabbas86848 ай бұрын
Sharmga ko Konsa hisa consider Karen
@SabeelAhkamofficial8 ай бұрын
dono side jis side le len
@shanukapur999 ай бұрын
Kya ghusl e haiz k baad namaz k liye wuzu krna zaruri hai
@ali-t1s1gАй бұрын
agha mai nai sunah hai kay shapkily maray to gusal wajib ho ta hai?agar wajib hai to ayatullah sastani ki touzeef ul masail mai sirf 7 wajib gusal ka zikr hai
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
wajib nahi hai ... is video ko dekhen kzbin.info/www/bejne/e4CXoYKbfNpoZrs
@88Noob33Ай бұрын
Assalamualaikum Ghusl e janabat karne ke liye sir o gardan or right or left se pani dalna hai Agar hum 3 dafa pani dale to kya ye sahi hai Jaise ki sir o gardan ke liye 3 baar or baki sab ke liye bhi Kya ye karna sahi hai ???? Plz aap reply kare Maula apko salamat rake Khuda Hafiz ❤❤❤❤❤❤
@SabeelAhkamofficialАй бұрын
ws jee dal sakte hain (mustaheb hai ) ek baar har jagah pani pahunchana wajib hai baqi mustaheb hai
hat jayen warna ghusl aytullah sistani ke fatwe ke mutabiq batil hai ehteyat e wajib ki bina par is masle mien aap kisi aur maraj e waqt ke fatwe par ruju kar len jaise aytulah khamnaei taki aap ka ghusl sahi ho sake
@thesaifhusain2 ай бұрын
@@SabeelAhkamofficial jazakallahu khair agha
@FactMA018Ай бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@muzzym24842 ай бұрын
Jab Insan gusal Karta Hai To gusal ke karte waqt chete Insan ke Pairon Mein Ya tango mein reflect hokar Aati Hai To Kya vah chete Najas tilon per ya cement per cement washroom per please Hamen iska jawab Bata dijiye Aaye To Allah khamina ei saheb ke hukm ke mutabeK.......???
@SabeelAhkamofficial2 ай бұрын
wo pak hai magar ye ki wo najis jagah se lag kar aaye to najis hai
@fayyazmustafayousafzai35296 ай бұрын
Mohtaram Gusel e Jinabath kab wajib oti a ya app ney naee bataya a k. k ya vedio app un logon k ley bana rahey a jin ko gusul ka naee pata Tu app plz mukamal maloomath k sath hekam bataya karey .
ghusl e jabeera anjam den ( yani plastar par ko plastic bandh den taki pani andarn jaye aur nuqsan na ho ) aur phir jis tarah se ghusl karte hain karen aur jis side plastar hai use jab dhone ka mauqa aaye to us par tar haath pher len plastar par agar najis nahi hai plastar to warna koi aur kapda rakh kar us par mash kar len haath pher len
@basilabbassunasara38258 ай бұрын
@@SabeelAhkamofficial shukriya ❤️
@rayazfatima61497 ай бұрын
Asalamualaikum Gusal krte wqat hum hum right pr Pani dalten h toh pawoun k sath hath lgta h phir wahii hath baltii wala Pani k sath lgta h toh wo Pak hii raha g naaa
@SabeelAhkamofficial7 ай бұрын
w.s haath to pak rahta hai to wo bhi pak rahe ga agar hath najis hai to wo bhi najis ho ga
@rayazfatima61498 ай бұрын
Asalamualaikum Kya hum right left pr Pani donu tarf dalna k bad bii hath pherta sakta h taka yakeen hasil Kiya Jaye ya phir jb right pr dalan tb us pr hath pheran phir left pr daln tb us pr .....aur hum jb gusal main hath phertan h tb neeche sa uper uper sa neecha hath pher saktan h na koie harj mat h .....Acc to khaminie sahib
@SabeelAhkamofficial8 ай бұрын
ws jab dahina dhoyen to dahine janib yaqeen kar ne ke liye ....upar se niche bhi pher sakte hain koi harj nahi hai
@rayazfatima61498 ай бұрын
Shukriya
@hakimabahnu7722 Жыл бұрын
.. ✨
@MianSaim-ev2qo6 ай бұрын
GUsal k 3 faraiz han na to phr wazo q ni kiya
@sajjad.hussain1810 ай бұрын
👍
@rubeenanaqvi965 Жыл бұрын
Nmaz qaza baith kr pdhna Hm to ada namaz to pdh lete hn khde ho kr pr qaza pdhni sath ma me mushkil hoti h qki 60 ke ba khde hokr ada to pdhli jati h pr qza mushkil to baith kr ke pdhne ka kiya hukm h Salamun alykum
@rayazfatima61497 ай бұрын
Baltii wala pani Pak hi raha g na
@SabeelAhkamofficial7 ай бұрын
jee agar nijasat nahi jaye gi us mein to pak hi rahe ga
@mohdyousufmalla7323 Жыл бұрын
❤❤❤❤
@Abbas-ml9gq10 ай бұрын
Jumme Raat ke din gusal karne ke bad bhi kya Insan Pak nahin ho sakta
@jahirabbas715429 күн бұрын
Main India se bol raha hun gusal ka niyat kya hoga
@SabeelAhkamofficial28 күн бұрын
dil mein irada karen ki juma ya ka janabat ka ghusl kar raha hun ....qurbatan ilallah
@Bilalhaider12-n5f4 ай бұрын
❤
@IrfanAli-l5z1x6 ай бұрын
❤❤❤t❤❤❤
@syedtaqi3958 Жыл бұрын
kon konse ghusl ke baad wazu karne ki zarurat nhi hote
@TouseefAliSherazi3 ай бұрын
اگر کوئی شخص دل میں غسل کی نیت/ارادہ نہ کرے لیکن زبان سے اس غسل کی نیت کرلے جو غسل اس وقت اس شخص پر واجب ہو اور زبان سے اس غسل کی نیت کرکے اسلامی طریقے کے مطابق سر سے گردن تک پھر جسم کا دایاں حصہ پھر بایاں حصہ دھو لے ترتیب سے تو کیا اسکا غسل صحیح ہے ؟
@47_haseeb11 ай бұрын
Ghusl se pehle sabun se naha lena thk hai
@TaskeenEQalb-vd3nb11 ай бұрын
Ans. Mila?
@47_haseeb11 ай бұрын
@@TaskeenEQalb-vd3nb samaj ni ai🤔?
@Pk17-x6mАй бұрын
جی ہاں! غسل سے پہلے سرے جسم پر صابن لگا لیں اور اسے دھو ڈالیں۔ اس کے بعد غسل کی نیت کر کے غسل مکمل کر لیں۔
@RaniAndaleeb-ti9mwАй бұрын
Koi american Christian musalman hona chahti h. Unko sikhana h
@IslamiChannel786-y5m11 ай бұрын
Can we use shampoo ir soap @sabeelahkam
@ProudtobeShia313 Жыл бұрын
@sabeelmedia great media channel recovery hojaya inshallah