Beautiful story thanks brother. Jazakallah khair. ❤
@GNStoryTV2 ай бұрын
Buht shuakaria🌹 pyari behan
@MohdShahnawaz-t3hАй бұрын
Masha allha Nice story bhai 👌 ❤❤❤❤
@GNStoryTVАй бұрын
shukaria
@BabuGStories2 ай бұрын
Amazing ❤❤
@GNStoryTV2 ай бұрын
Thank you! Cheers!
@noormahammad2242 ай бұрын
Waalakum assalam ❤
@GNStoryTV2 ай бұрын
jazzak allah
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
Allah apko salamat rakai khush rakai abad rakai. Ameen
@GNStoryTV2 ай бұрын
ameen, ap ayse hi duain deti raho, jazzak allah, allah ap ko sada khush rakhy
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
Bht bht shukriya pyari awaz walai pyarai bhai jan badge k liyai Jazakallah
@GNStoryTV2 ай бұрын
g behan ap ki duaon se is maqam per puhncha hun
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
@GNStoryTV aur dua b milai gi inshah Allah
@farmanahmabmohdfarmanahmab91732 ай бұрын
beutifulstory
@GNStoryTV2 ай бұрын
Thank you so much
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
Allah apki awaz salamat rakai
@GNStoryTV2 ай бұрын
ameen , sada khush raho
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
@GNStoryTV ameen me ne apko bhai kaha hai ab ye behn apko dua to daigi hum pashtoon rishtai bht sakhti se nibhatai hai aik dafa kisi ko bhai bana liya qayamat tak bhai hai
@GNStoryTV2 ай бұрын
@@MahamKausar-fm1yd is mein koi shak nahi pashtoon wade ke pakke hote hein, meri behan allah khush rakh ap ko aur ap k ghar walon ko (ameen)
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
@@GNStoryTV ameem ap samait ameen apk rizq me barkat ho
@GNStoryTV2 ай бұрын
@MahamKausar-fm1yd ameen
@waishalikhan10382 ай бұрын
Agli video jaldi daliye aur long
@GNStoryTV2 ай бұрын
G bhai bilkul
@Imranmano1912 ай бұрын
❤❤❤
@GNStoryTV2 ай бұрын
Thank you🌹
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
Mere pyarai bhai apki umar draz ho gn ka kiya mtlb hai aur pehlai eska name rg ta me ne wo b pari ti sb kahaniya
@GNStoryTV2 ай бұрын
g behan sawal kuch ajeeb sa tha, jab mein record krchuka tu mujhy bhi aysa hi laga
@MahamKausar-fm1yd2 ай бұрын
Bhai jan ap se kuch puchna ta apki aik kahani ti jo I think June July me ap ne upload ki ti muj se adhi me gum hu gayi qissa khuch yu ta aik badsha ta shaid uski sirf bitiya ti aur aik beti kisi ko de di ti usko sub nadra nadira kehtai uska name batayai bhai jan plz qarna merai pait me dard huga pir plz merai pyarai bhai jan
@GNStoryTV2 ай бұрын
mein filhal story bna raha hun farigh ho kar btoun ga, insha allah