Рет қаралды 3,059
Kabhi socha hai ki aapki skin par yeh chote-chote bumps kyun aate hain? Ready ho jao, kyunki aaj mein aapko btane vali hu goosebumps ka raaz!
Is mazedaar aur jaanch bhari video mein, mein aapko bataungi un chhote se goosebumps ke peeche chhupi science! Chahe woh horror movie ka darr ho, thandi hawayein, ya kisi emotional moment ka asar-mein aapko dikhaungi ki yeh goosebumps sirf purane zamaane ki kahani nahi, balki aaj bhi humare skin aur hair ki health mein role play karte hain. Hasna, seekhna, aur hairaan ho jaana-sab kuch is video mein milega! Toh dekhiye aur apne goosebump moments comments mein zaroor share karein.
If you’re curious about the stories behind everyday things, you’re at the right place!
Like, share, and Smash that subscribe button to stay connected with "Sam Simplifies," where we make learning fun and engaging.
Let's begin this exciting journey together!
For More Follow Me On:
Instagram: / sameeksha.sud_
Facebook: / mesameekshasud
LinkedIn: / sameeksha-sud-180614312
Snapchat: / c2baizey
Threads: www.threads.ne...
Milte hain next episode of Sam Simplifies mein!
This channel is owned, operated, and managed by, Team Graspar
#Goosebumps #GoosebumpsFacts #GoosebumpsKaRaaz #samsimplifies #sameekshasud