06/11/2024 , 12:00 BAJE BHARAT MATA MANDIR HARIDWAR
@praharshpandey9359 Жыл бұрын
Informative video ❤🙏
@scomputertravels Жыл бұрын
Thanks a lot
@SushilKumar-lo5ti Жыл бұрын
Nice
@zaidbcawala2 ай бұрын
Bike ka bhansar ke liye kya kya kagaj lagta h License bhi lagta hai kya?
@scomputertravels2 ай бұрын
RC aur DL original lagata hai dono Aur dono ka photo copy bhi aur kuchh nahi
@mohammadasif-mu1ng3 ай бұрын
School picnic k liye kaisi jagah h
@scomputertravels3 ай бұрын
School picnic ke liye achhi place hai Fulwari Or manimukundsen park, siddha baba mandir, siddha baba mandir se aage jhula hai, aur ropwe hai siddha baba mandir ke pass Lunch ke liye fulwari park sabase achha hai
@Sam63396 Жыл бұрын
Good video
@scomputertravels Жыл бұрын
Thanks
@AbishekShrestha-t3g2 ай бұрын
I am from Kathmandu
@mayachauhan954 Жыл бұрын
Good travelling from Gorakhpur to Butwal
@luxmisrivastava89384 ай бұрын
Bhutwal se kathmandu kaise jai
@scomputertravels4 ай бұрын
Sonauli border se Ramnagar road se jaye
@ViralBusyBee Жыл бұрын
Sir mai bhi gorakhpur se hu.. Apki video bahut achi lagi.. Kafi informative tha... Aur bilkul real experience jesa lag rha.. Wish u all the best for future projects.. Ap jaldi growth karenge sir😊
@scomputertravels Жыл бұрын
Thanks❤
@vikashrai6819 Жыл бұрын
Good 🎉
@vishaleditorofficial636 ай бұрын
❤❤❤
@साइनोगेमिंग5628 күн бұрын
Bhaiya licence bhi check hota kya border pr
@scomputertravels28 күн бұрын
Bike or car hai to border par nahi bhansar office me photo copy lagati hai licence ka aur original pass me ho Aur border par id proof chek hota hai
@niranjan3791 Жыл бұрын
Bhai where is you helmet. Sefty first. Enjoy ride with rules
@Raja_Baudh Жыл бұрын
Thank you so much sir..
@surajgupta6720 Жыл бұрын
❤❤😊
@oyepadakku13 ай бұрын
Hello sir, BHANSAR KA KYA RATE HAI? BIKE K LIYE? Gorakhpur me scooty ya bike rent me milega?????? Yaa fer NAUTANWA me scooty ya rent bike milega? Pleaseeeee reply
@scomputertravels3 ай бұрын
Bike ka bhansar Rs. 150/- IC, and Rs. 200/- NC hai Bike or scooty rent par sonauli border se milega
@oyepadakku13 ай бұрын
@@scomputertravels bike ya fer scooty kitnaa ka pdh skta hai???? Pleaseee btaa do or 2-3 din k liye rent le skte hai nh????
@dj_dakshesh Жыл бұрын
😊😊😊
@ShivamSingh-yo8sm3 ай бұрын
Bhaiya Gorakhpur se bike se Kathmandu Pashupatinath aane jaane ka Kitna kharcha lag jaega
@scomputertravels3 ай бұрын
ye bike par nirbhar hai kitani cc ki hai aap kitane din ruk rahe ye aap par nirbhar hai hai kyuki jitana jyada samay utana hai kharch nepal me har chij mahangi hai apana ek plan banaye uske mutabit kharch ka stemate banaye
@ShivamSingh-yo8sm3 ай бұрын
@@scomputertravels 3 din
@ravindramaurya63263 ай бұрын
😊😊
@serajvlog2382 ай бұрын
Sir jaise car mere bhaiya ke naam hai to kya mai usse ja sakta hu nepal
@scomputertravels2 ай бұрын
Ha aap jasakte hai car ka RC aur apna DL original sath me rakhe aur photo copy bhi dona ka
@rakeshkumarmishra107 Жыл бұрын
Kathmandu kaun root liya jai
@scomputertravels Жыл бұрын
JANE KE 3 ROOT, THODE SAHI ROOT SONAULI SE RAMNAGAR-BARDGHAT- AUR SIDHA ROOT KATHMANDU
@jeevanbhandari8734 Жыл бұрын
बुटवल चाैराहा से पुरव
@scomputertravels Жыл бұрын
Siddha baba mandir hote huye
@Laxman__gour Жыл бұрын
Bhaai sona la sakate hai kya nepal se
@rajantripathi8055 Жыл бұрын
Sir pokhara tak road kaise h
@scomputertravels Жыл бұрын
abhi mai pokhara nahi gaya hu lekin ye malum hai ki pokhara ka road achchchhi aur ofroad donao hai achha khasa dhul bhi hai
@afvlog1338 Жыл бұрын
Bahut pahad hai
@sharmarajkumar8547 Жыл бұрын
Kitna time laga ye to bataya hi nahi.
@scomputertravels Жыл бұрын
gorakhpur se sonauli 2h aur sonauli se butwal 45m smanya speed
@ajaykumarsonkar7140 Жыл бұрын
सर, दो दिनों के लिए भंसार कितना लगता है
@scomputertravels Жыл бұрын
bike se 2 din ka nepali Rs.400 aur Indian Rs.300 four wheeler 1 din ka nepali Rs.600 aur Indian Rs.350 lekin Rupee Nepali me change kara le indian nahi le rahe hai
@rajantripathi8055 Жыл бұрын
Ct 100 lekar ja sakta hu kya
@scomputertravels Жыл бұрын
SIRF BUTWAL TAK AGE NAHI
@Ksdancingdialogue Жыл бұрын
Isko sath le jao aur doctor se dekhwado please 🙏
@Raja_Baudh Жыл бұрын
सर भंसार के लिए क्या क्या पेपर ले जाना है?
@scomputertravels Жыл бұрын
DL aur RC only original and dono ka photo copy
@afvlog1338 Жыл бұрын
Vehicle ki paper aur Dl
@amritsinghania2722 Жыл бұрын
Sir border par rok letey h kya
@scomputertravels Жыл бұрын
border par kabi kabi check karne ke liye roke lete hai wah bhi 1 se 2 minute id proof jarur rakhe
@amritsinghania2722 Жыл бұрын
@@scomputertravels currency kaha exchange karwaye? Mai 4 wheeler sey butwal jana cahta hu Kitna lageyga bhansaal ka aur documents kya kya rakhu?
@scomputertravels Жыл бұрын
DL aur car ki RC original aur uski ek-ek prati photo copy bhi, sonauli border subah 7:30 tak pahuch jay, aur pahale indian Rupee ko Nepali me convert karale aur nepal bhansar office subah 8:00 baje khul jayega, four wheeler car ka Nepali Rs. 700 Rupee ek din ka lagega uske bad kahi koi paisa nahi lekin age badhane se pahale apne kharch ke hisab se indian rupee ko nepali me convert karale ab andar Indian Rupee nahi le rahe hai (bhansar office ke pass hi cheng ho jayega)
@amritsinghania2722 Жыл бұрын
@@scomputertravels thank you so much 🙏
@Gyanubishwokarma759 Жыл бұрын
woow babaal best video raamro😘♥️ love from my channel😘