Aur Sarkari bus kaaala dhuya urake ghumte rahenge 😂
@IndIa-x7s20 сағат бұрын
Sara pollution sirf bike Wale hi karte hain!
@mohammadalikhan51873 күн бұрын
Bhai sahi baat boli h apne ek bike ayse bhi hote h jisse hamare bht yaadein hote h use rkhna hi chahiye wrna bht pachtana pdta h jb wo scrap hote h😢
@Satyanarayanengineeringworks4 күн бұрын
Hum kolkata se hu Hamara 15 saal baad 5yr ka cf hua hain honda shine ka 2008 ka gari hain
@mohnishm264 күн бұрын
Kitan Paisa laga meri 2011 model hai
@Satyanarayanengineeringworks4 күн бұрын
@@mohnishm26 3600
@subhajitdas52844 күн бұрын
Yehh pura faltu policy hai gari ka condition matter hona chahiye.
@Rashtranayak4 күн бұрын
Sahi baat sochi hai mai sahmat hoon
@navodeykashyap76194 күн бұрын
It is good policy. Keep it up. Jhansi 93. Jhansi maine yeah policy hai.
@kartikey583 күн бұрын
Jhansi me kab aayi bhai ???
@saliluddhav48594 күн бұрын
Maharashtra state mai ye rule lagu nahi hai. 15 years badd 5 years ka passing hojata hai.
@Friend989804 күн бұрын
75 sal ke bad neta bhi badal dena chahiye
@josephthomas11804 күн бұрын
Bhaisahab all over India mein ek hi rule chalta hain. Pehle Sarkaar ne yeh rule banaya tha ke 15 saal purana private gaadi aur 10 saal purana commercial gaadi scrap hoga, lekin sarkaar ne yeh rule rudh kar diya. Abhi rule yeh hain ki agar aapka gaadi 15 saal purana hain toh aapko dekhna hain ki aapka gaadi pollution limits ke andar hain aur gaadi achchi condition mein hain.
@amoghmadiwale23974 күн бұрын
गडकरी जी गरीबों का भी सोचो। किसी की जिंदगी, घर, परिवार उस गाड़ी पे चलता है।
@ashokabathzfittings4 күн бұрын
Delhi me delhi police ki gypsy ko bhi band hona chahiye rule sab ke liye same hota hai shayad
@AmberRathour366Күн бұрын
I agree with you, from Delhi.
@ramandeepsinghreeyat9962Күн бұрын
Bhai agr piston ring me jagah nhi bachti to emission kaise create hoga? Scilencer saaf karaate rho block kit lg gyaa to???
@Rohankumar-uz4je4 күн бұрын
Mein to uttarakhand se hun bhai ji
@tabrezahmad27192 күн бұрын
Kabi Government Department ke gadiya check kare lod model ke sth sth kitni. Vadiyo ka insurance and polution nhi hua milega
@Uttarakhand-o4w4 күн бұрын
Ktm bs6 ka kaam ho jayega
@mohnishm264 күн бұрын
Madhy pardesh mei bhi 15 saal ke bad rewnew karna hota hai
@lokeshyadavyadav39912 күн бұрын
Splendor not is a bike it's a emotion❤
@theamitavadewan4 күн бұрын
Rajveer Bhai if we change the engine up to date then what will happen?? And also inform the RTO about it.😮
@rajeshagnihotri79904 күн бұрын
कानपुर में 2000 मॉडल की गाड़ियां चल रही है
@indianmotor28753 күн бұрын
Sir Bajaj platina comfortac bs 4 ka carburetor+accsiletor cable ke part orignal kaise pata kre ya kaise dikhte hai, me part lane jata hu to dealer kabhi discover kabhi old platina ke part deta hai or meri bike bad me problem deti hai please ek video OEM part par video banao , thank aap ke video se kabhi madat milti hai bike mentain Kaine me
@sanjaychoudhary74604 күн бұрын
bhai mere pass pluser 125 , 2023 model, usme 5th gear me bahut jyda aawaj aati h or service center wale bolte h ki ye rhgi hi or mne dusri bike cheak kri thi usme bhi itni aawaj nhi thi please help
@EMPIREAK17074 күн бұрын
Pune Maharashtra
@Lalu752Lalu4 күн бұрын
Odisha
@dineshYogi-c4r4 күн бұрын
Rajasthan se hoo Churu se
@sandeepbaliarsingh84634 күн бұрын
Bhai hamare Odisha main bhi apka service centre ka branch open karo. Yahan acha bike service centre ki bahut jarurat hai.
@powerntorque3 күн бұрын
Jitni sarkari gadiya hain wo lagbhag sari hi 15 sal purani hain, unko pahle uthani chahiye,
@govindbhatt9102 күн бұрын
Chandigarh me 25 saal purani chal rahi hai
@manirulislam26123 күн бұрын
Motar van chalana sahi hai is se pollution nahi hota kya
@sanjaynishad7014 күн бұрын
Bhai agle chunav ke liye paisa ikkatha Kar Rahe hain...Naya idea Hai inka 100%
@rohitjhapubgmobile95194 күн бұрын
Mumbai
@No_one_is_above_time4 күн бұрын
This rule of govt is ridiculous. Based on age of vehicle you can not do that. Based on PUC certificate pe karo na cease.
@j.r.c.rajnandgava7686Күн бұрын
Ach din hai bhaiya
@AyubKhan-h6m3 күн бұрын
Rajasthan
@dilip19314 күн бұрын
Saare rules Delhi me hi lagu hote h bhaiya
@atulmhetre72954 күн бұрын
Chori kehte he ise... Bas government kar rahi hai to sab chup hai.
@skumaar27852 күн бұрын
हमारी स्कूटी है हेरो प्लेझर २०१३ मॉडेल अभी उसका पुरा काम करना है इंजिन औंर बाकी सब वो स्कूटी रेस्तोरेशन कर लू या नाही
@ArpitYadav-bm9qs4 күн бұрын
Frist comment sir
@arvindsoren56064 күн бұрын
Kisi v koyla khadan (mines) me jao wahan ki badi badi gadiyan 20 25 saal se purani hai aur chal rhi hai aur bahut jada polution ho rha hai inki najar govt ko nhi hai bas aam public ki najar hai
@subhajitdas52844 күн бұрын
Maye Kolkata sey hoon yaha peye avi vee aysa koye rule nehi hai aur hona vee nehi chahiye mere pass 4 old bullets hai pulsar hai boxer hai jo avee vee road legal hai .
@pintu22100Күн бұрын
Your 15 year old vehicle can't occpoy public Road or foot path. You can keep them in side your home or boundery.
@SonuKumar-Rubita2 күн бұрын
Wese to koi bike ya scooty 1 month hi liye hoty h to dhua nikal aata h. To use bhi utha k le jana chahiye Sabse bada pollution to ye rool banany wala neta hoty h. Mera man na h agar gadi ki condition sahi h. Injion ka thik thak h dhua nhi de rhi h to 100 saal bhi chalna chahiye.
@dipmajhi54314 күн бұрын
👍👍
@gumansingh86093 күн бұрын
Himachal Pradesh mandi
@ezeeinstudy80254 күн бұрын
Haa parali jala ka pollution karo ,lakin japt logo ki purani gadia karo vaa😢
@archit19032 күн бұрын
Delhi me jo purani gadi uthane aayi thi wo gadi khud 16saal purani thi😂😂
@garv8004 күн бұрын
Bahi khadi karni hai toh ghar par khadi kare..par log road par khadi karte hai
@anujvishwakarma69092 күн бұрын
Mai varanasi se hu mere yahan aisa nahi hota hai
@Raj-mobile-accessories772 күн бұрын
15 saal purani fectory bhi band krway uske dhuye se yada polution hoga 😂
@KuldeepSingh-bg9vd4 күн бұрын
Bhai meri bhi pakad li delhi traffic police ne 2000 rupee mila scrap ka
@muhammedhasham21893 күн бұрын
15 saal se zyada uski condition pe zor dena chahiye. . Kabhi to 12 saal purani gadi bhi Engine satrol hojata Aur itna smoke nikalta ki poochu mat...
@prakashchowdhury352Күн бұрын
Kolkata me 15 saal bad 5 saal ka cf hota hai
@anshulkamboj90034 күн бұрын
sabse jyada galat kaam...vo bhi delhi m hi hote h 😅
@jeager_074 күн бұрын
Sarkaar bas apni maachuda rhi h aur kuch nhi
@newtech392 күн бұрын
Ek dam sahi uthane do
@gajrajsinghmaravi75284 күн бұрын
Purani gadi ko restore karake colour Kara ke rood pe chalana chahiye , sarkar ka Kam hai janta ko road PR Laake khada karna , jiske pass paise nahi hai nii gadi kharidne ke liye ,uss vayakti ko nii gadi kam rate me uplabhd karai sarkar , ya bike car ke engine badalwane ka system la de
@vasant.talpada4 күн бұрын
गवर्नमेंट को कैसे पता चलेगा आप उस गाड़ी को नहीं चला रहे हो और सिर्फ खड़ी कर रखी है?🙂
@bhaveshsindhal77774 күн бұрын
भाई मे गुजरात शे हु हमारे यहां एशा कुस नही होता जाहे 30 साल सलालो कोय कुश नही बोलेगा 😂
@Ashish-Mishra0072 күн бұрын
केजरू यही सब करेगा , ।।
@tajinderpalsingh622419 сағат бұрын
15 साल से ज्यादा पुरानी गाड़ी अगर आप अपनी प्राईवेट जमीन पर खड़ा करते हैं तो उसे नहीं उठाया जा सकता
@deepaktanwar89454 күн бұрын
Galat baat hai jo factory hai wo band kyu nahi karte
@Madhu-h7t4 күн бұрын
Aur chalao m80
@Vivek-wf3po2 күн бұрын
Sab bakwas rule hai. Har gadi 15 saal bad kharab hogi ye inko bhagwan ne bataya kya? Chalane wala Banda gadi ko kaise maintain karta hai ispe depend karta hai na. Pollution, logo ki safety iske nam par bas logo ko thagna hai inko. Rule aise banayenge jis se sirf or sirf aam janata to loota ja sake. Bas itna hi maksad hai kursi pe baithe logo ka.
@jec_ecart3 күн бұрын
All I know this, such stupidity and harassment exists only in India. 😡
@punitsingh-cf8dqКүн бұрын
Galt hy goverment apni vickal band ku nhi kr ti
@jayprakashshah46863 күн бұрын
Ethically sahi to nahin hai, haan gaadi ki condition matter karta hai
@atarsingh32604 күн бұрын
Kuchhbhi ho Amir ko or Amir or garib ko futepat par lana he.me GZB se
@hitendrasarthi7984 күн бұрын
IT'S WRONG BROTHER MERE PAAS BAHUT SI OLD GAADIYA HAIN. CHALAYE YA NAHI YE APNI MARJI.KISI K BAAP NE NAHI PAISE DIYE JO UTHA K LE JAAYEN KOI BHI. MAI TO GOLI MAAR DUNGA BAAD ME KUCHH BHI HO. SANVIDHAAN HUME APNI JAAN AUR MAAL KI RAKSHA K LIYE SHASTRA UTHANE KI SWATANTRATA DETA HAI. MERI GAADIYA MAI APNE BACHCHO KI TARAH CARE KAR K RAKHTA HU.
@anantasingha16624 күн бұрын
A gelet hai sir
@dineshYogi-c4r4 күн бұрын
Rong hai
@ramandeepsinghreeyat9962Күн бұрын
Foreign me 1960 ki gaadi ajj bhi zinda h uska kyaa log apna gender modify karaa lete h usko koi kuch nhii bolta hum bike modify karaa late h yeh ese pkdte h jaise hamare naam se nashe ki taskari ho rhi ho😂
@ransingh21444 күн бұрын
galt ha bahi ji ghar se uthna bike ko
@grv45534 күн бұрын
Delhi mein Air pollution ke wajah se rules lagu huya hai bohot pehle se,15yrs old vehicle seize
@erenyeager7635Күн бұрын
Mai to sarkar ke sirr pe chada ke le jaunga bike Rok sake to rok lo Pehle inko kaho sadke theek karao Tax or rules laga denge duniya bhar ke Or desh ki halaat pakistan jaisi
@AtifaliAtifroy4 күн бұрын
Yea bilkul galat hai 😡
@Official_the_anurag4 күн бұрын
Galat hain totally 🙄
@Friend989804 күн бұрын
Isse acha e bike bana lo
@manojsaini13574 күн бұрын
Bilkul galat hai bhai
@WasimDost-fl4jqКүн бұрын
Doglapan hai 😂
@technicalroots4 күн бұрын
Aap walo ko jetwata ho na tum log
@SamataBishnoii3 күн бұрын
kzbin.info/www/bejne/d57UpqGGh9iBjKMsi=_Y3sdHI1QPQa6h7o Ye Video Dekha Mene Is Video Me Jo Bike Ha Same Bukha 2014 Ki Kitna Kharcha Aata Ha Or Aapki Shop Kaha Ha