Aap information to dete hi hai but aapka bolne ka tareeka bhi bahot behtareen
@aaliya10836 жыл бұрын
Aap bilkul hi average person kay level pr aa kr gardening sikhatey ho . Aap ki sari videos brhtreen hoti hain .v well explained.complicated bilkul bhi nahi hotay samajhnay main aasan hotay hain aap kay videos dekh kr mujhay aaj 45 ki age main gardening ka shauk paida ho gaya .please mere quiries kay jawab day diya karen aap ki badi meherbaani hogi
@ravib.68446 жыл бұрын
Me india se hu gujrat se me apko kya khu khuda bolu ya bhagvan me aap ki video 24 ghante dekhtahu u r realy my God.
@Ahmed-yi7pl7 жыл бұрын
Bht tnx bi izhar mne ap se bht kuch sikha h or me ap k trqe uz kr k kamyab hui
@k.p.48186 жыл бұрын
Sir, you are gaining subscribers from South India too. Been watching your videos for few videos now. It's good to see someone providing information with local things. Keep it up. Just a request, if you are using words which is only understandable in Urdu, please translate it to Hindi or English so that it is easy for us.
@Sufiaarif095 жыл бұрын
Assalamalaikum... I am from South India...chennai... I like ur vidioes very much... Thanks for sharing very useful information 😊
@anurag_gaur7 жыл бұрын
nice information in detail with good humour..... greeting from india
@shahdabahmed45076 жыл бұрын
Walekum assalam warehmatullahi wabarakatuhu from India 🇮🇳
@ayazmalik91234 жыл бұрын
Good video❤❤❤❤ ye sb se achi poting mix hai 💜💛💚
@chandsuraj44666 жыл бұрын
Ap ek ache teacher ki trah explain krte h bhai
@chandsuraj44665 жыл бұрын
Mgr acha teacher swal ka jwab bhi deta h bhai g
@ammarahmed59813 жыл бұрын
2:50 bohot aala Izhar bhai, mode acha kar dia aap ne. LOL
@Happybirds1232 жыл бұрын
Bhai ap bohat acha samjaty hn Good
@IamRocker-k6 жыл бұрын
You are the best .. meine aapse bohut seekha .. thanku
ap ka award ap ko mubarak ho allah Pak aur kameabe atta farmay ameen # Sajid Khan - Karachi
@gopichand6073 жыл бұрын
Nice vedio really helpful and nice explanation
@shwetamakkar22855 жыл бұрын
Sir agar mujhe apne plants ke repoting karne hoto pura plant nikalkar he soil send aur khad dal sakte ha ke upar se kafi sare mitti nikalkar usme mix karke dal sakte ha
@2453-i5o7 жыл бұрын
Aap ne kaha 50 sand 50cow dung nd 50mitti hw its pssble .kya sb ko equal dalna hai.plz soil mix ki ratio bata de thnks
@mdtajukhan83928 жыл бұрын
cocopeat k jaga wood dust use karne se benefit milta hai.sir pls batayen...
@muhammadidrees84687 жыл бұрын
Very useful information regarding home gardening
@chandnijohri65456 жыл бұрын
Vry gd information..keep it continue..gd job 👍
@mrsrajininathan19902 жыл бұрын
Bhaijan, can we use M SAND instead of river sand for gardening?
@jaykjinal8 жыл бұрын
khub achhi information di aap ne .Thankyou
@sattaralam51407 жыл бұрын
Izhar bhai Assalamo alaykum, aapka bahut sara videos maine dekha hai sab mein aap drainage pots use kartey hai, kuch aise video vi banaye jisme drainage nhi uske indoor plants ka care kaise karey. How to care indoor plants in the pots which have no drainage? pls.
@sattaralam51407 жыл бұрын
shukriya Izhar bhai
@sheezaj.6433 жыл бұрын
Bhai hum 50% soil and 50% leaf compost use kr skty hn?
@sabeenkhalid96995 жыл бұрын
Aow karachi main nurseryper ojhri khaad milti hay kia gober khaadki jagha use kersakhtey hain same result milay ga kia.plz rply
@azaharali85387 жыл бұрын
apka bag hole nahi kiya hey kya agar dup mey rakna hey toh bag ko air tight karna hey kya agar khula larkha hey toh barish ka pani ander jaya yega..
@nighataftab5308 жыл бұрын
izhar bhai aap is trha boolte howe boht ache lgty hain ....or ham ko malomaat bhi boht mil jati hain..
@rajamondal60705 жыл бұрын
Reth ke jayge cocopeat use kar sakte hai?
@Tabishdeathswallower8 жыл бұрын
S/W izhar bhai. Ek baat bataiyee plz ki jo brown colour ka baalu chatt pe lagi tanki saaf krne pe nikalta h, kya usee silver wale balu ki jagah istemaal kr skte hain. I mean chikni mitti me mila skte hain drainage badhane k lie?? Plz bataiyega.
@Tabishdeathswallower8 жыл бұрын
+Kitchen Gardening nahi bhai fungus wala nahii....yaha india me groundwater se jo balu nikalti h wo jama ho jati h tankiyon me...mai uski baat kr raha hun. brown colour ki jo hoti h. fungus nahi laga hota usmee. me apko fb pg pe pic snd krunga aap plz dekhke bataiyee. shukriya.
@kunal52777 жыл бұрын
Izhar Bhai Kya esi miti areca Palm ke liye achi hoti hai ?
@gfareedabanu39065 жыл бұрын
Bahut khoob, easy method
@majidattari69918 жыл бұрын
Bhai Ye Ghobar Bhans Ka He Kya Or IsKa Color Black Kese Huwa He And Balu Matti Ka Color Kesa Hota He Plz Reply Fast
@sadikhussain62686 жыл бұрын
Very nice video 🌱🌱🌱
@NeetuSinghBTSARMY5 жыл бұрын
reit ki jagah badarpur add kar sakte hain? jo mitti k rang ki sand hoti hai. construction mein use hoti hai.
@adiii0_0577 жыл бұрын
U did A great Job Bro
@S_shilpa_jain7 жыл бұрын
Sir laal mitti me reth mix Kar sakathe hai Kay sir plz reply
@neenat74044 жыл бұрын
Sir,a apne jo mitty bnaee h,uski proper ratio samajh me nahi aayee.pl.clear krke btaeeye.mitty,sand,gobar khad kitni daalen.aap bre pyaar se bolte ho.thank u
@ayazkhan60315 жыл бұрын
Use ful information
@bishnulimbu57805 жыл бұрын
my friend can you advise me how many time we need to apply fertilize on plant in a year?
@swapna2506 жыл бұрын
👌👌👌 Sir ajelia or camelia me kon sa fertilizer dale
@sampatidevi65097 жыл бұрын
Fine details have also been covered in this video. Thank you!
@rizwanchaudhari5 жыл бұрын
Thank you izhar bhai
@mrbeast21394 жыл бұрын
Nais😄😄👌👌👍😘
@ruhaanarham93243 жыл бұрын
Sale krte hai compost ko???
@mahnoorsw0rld4823 жыл бұрын
*Guuuuud...* 😊😊😊😊😊
@reenajain23775 жыл бұрын
Jo Miti ghar bnane k liye late hai Wo Miti m rate Mila k use kar sakte hai??
@reenajain23775 жыл бұрын
@@kitchengardening786 Thanks
@AliRaza-du4qo3 жыл бұрын
Bhai apne hum ko apni cheezon ki kadar kaise krni hai sikha dia
@sehararshad10034 жыл бұрын
mene rani poda lia tha 2 times os ky patay sary souk jatay hain is ki kia wja hai?
@naseerahmadabid30462 жыл бұрын
Excellent
@LegendGaming-hy3we3 жыл бұрын
MashAllah
@umababupillai55262 жыл бұрын
What is this grey colored Rae’s thing used in potting soil
@kitchengardening7862 жыл бұрын
Sand
@khurramsiddiqui76488 жыл бұрын
bhai plz arroceriya plant k bary mein tafseel sy btaein
@SmartGardeningShoyeb8 жыл бұрын
Izhaar bhai ye Jo Ret aap use karte hai..kya woh Samandar ki ret hai?, ji agar hai toh usme namak hota hai...kya woh plant k Liye Nuksaan nahi hota ?
@SmartGardeningShoyeb8 жыл бұрын
But izhaar bhai Mumbai koi river nahi hai yaha toh har taraf samandar hi samandar hai...aur samandar ki ret hi easily available hoti hai.. :(
@aslamking11137 жыл бұрын
kya rett wali soil me baganvellia ke plants grow karsakte hain?
@thecyclist99297 жыл бұрын
yes
@learncodewithark31453 жыл бұрын
Sir reet tu yellow color ki hoti he?
@2453-i5o7 жыл бұрын
Wood dust kya hota hai nd usko decompose kaise krte hai
@ampmskm6 жыл бұрын
Compost ko dhup ya chaya mein banana chahiye? Thanks
@ampmskm6 жыл бұрын
Kitchen Gardening Thanks and a lot of love from Nepal. I like your presentation but it would be nice if it is kept a bit short. Good day.
@hudaibiaqadri28324 жыл бұрын
Sir pot me 7 8 sal sy bhalo mitti me plant lga ho to isko dubara fertile kr k reuse kr skty hn..?
@amit2005028 жыл бұрын
bonsai plant Jo hote kya hote aur kese grow kiya jate hai bonsai seeds kese germinate hote bonsai ko kese pot main use karna chaiya bonsai kitna temperature main rakh shakta aur bonsai ke soil ke bante ya sub mujhe video main janana hai plz help kare mujhe bonsai ke bare sub jankari chaiya
@amit2005028 жыл бұрын
Main dekh li all video main apse request karna chata hu ek aap bonsai ke seeds grow karna bhi batya online kafi seeds milte hai main chata hu apse kuch sekhu aur us chiz main bhi follow karu
@amit2005028 жыл бұрын
Maine ek bonsai plant khardi hai laga lagye main chata hu apko photo post karu kya aap apna mobile no send kar shakte jis per whats aap use karte ho
@suryakantrawate43033 жыл бұрын
Good suggested
@bijendrakumar72583 жыл бұрын
From india/Bihar
@amit2005028 жыл бұрын
Jo gover ke kande hote usko hum pani main dal kar use kar shakte hai plant main is se kuch fhayda hoga
@amit2005028 жыл бұрын
Thank u very much
@summyasaleem65567 жыл бұрын
gulab k a poda new ly k gmly me lgaya,Sirf a mrtba Pani Diya lkn soil ab tk dry Ni hoe,tou Kia usy repot Kro??
@chandsuraj44666 жыл бұрын
Hmare pas nursery me sand e available hoti h to me soil Kha se lau plz reply I'm from sindh
@ddg87245 жыл бұрын
Bring sand from cement hardwares
@muhammadimrankhan8746 жыл бұрын
Good Information
@muhammadimrankhan8746 жыл бұрын
Where you from bhai ?
@saminaakmal33647 жыл бұрын
khi may tu cement may jjo rait milatay hen wo yello hoti hay ap ki mitti tu black hay..kia yellow wali se ker sakte hwm??
@saminaakmal33647 жыл бұрын
Kitchen Gardening thnx aik yello tu bhalooo miti hoti hay or aik rait wo hoti hay jis ko hum bajri bhi kehtay hen wo bhi yellow hoti hay i m confused,😞
@lovelifewithsamara28477 жыл бұрын
indoor or out door plants ke soil alag hoti hai? plz reply
@sidthekid87697 жыл бұрын
ret na ho to cocopeat use kar sakte hain kya
@sidthekid87697 жыл бұрын
Thanks sir
@shwetamakkar22855 жыл бұрын
But sir mare plant ke neche ke soil me only soil ha koi problem to nii
@dezidezi54666 жыл бұрын
Gobar na ho Tu is ki jaga Paton wali khaad mix Kar sakte hn?
@nishantupadhyaya14317 жыл бұрын
Bhai Ji yadi cow dung puri tarah Dcompost nahi ho to kya plant ko nuksan hota h
@afreenbegum1005 жыл бұрын
Thank you sir
@safeguard98016 жыл бұрын
Can we use red raiti instead of rait ?
@subratakoley47478 жыл бұрын
sar me ek Kanda pani me grow Kiya ,plant thora bora Hoya to me dysra potme sift Kiya mitika potme aabhi 1 week hoa to thora thora korke murja jaraye Tum Küche somadhan do Sr
@farooqfarooq39888 жыл бұрын
sir bonsie me kon sa fertiliz use hota he.plz tell me.
@NBminipod63536 жыл бұрын
Bhai ye bonsai kya hota hai bato plz
@vloggerprakash6476 жыл бұрын
Bhae ye beliyo kya hota hai??
@Bijenderydv7 жыл бұрын
hello sir percentage k hisab se btaiye Please ...Mere pass Garden fresh soil,send,or gobar khad Hain enka Kya mixup teyar kare
@sachindawer52637 жыл бұрын
mera plant k leaf bahut girte h sir please solution
@ravib.68446 жыл бұрын
U r realy grets
@raajbaloch2006 жыл бұрын
Bahi men ne 15 din pehle seeding try order kia tha sky seeds se abhi tak gaieb hae. Kal dobara order kia hae. Magar bat e hae k rate high hain aur cuach chezin unistock hain.
@nainaaggaewal85148 жыл бұрын
hello Bhai maira name naina hai ap ki ret ka colors ku chh or hai hmare yha kuchh or hai plis riplae Dena color sai kuchh huta hai ko nhi
@kashifneyan35656 жыл бұрын
sir mera rose plant kharab hu jata hai m kya karu jab bhi ma uska mitti change karta hai
@jaykjinal8 жыл бұрын
question- sir is me aap ne coco peat mix kyu nahi kiya ?
@creatures16034 жыл бұрын
Paisay nai thay
@hamnamushtaq42878 жыл бұрын
izhar bhai sand to orange colour ki hoti hai
@abidbuttbutt34757 жыл бұрын
ic ko sun m rakhain ya with out sun
@miananasazeem99617 жыл бұрын
very good
@DilliWasi106 жыл бұрын
Bhai bahut boltey ho :-) Luv from India
@maqboolahmad92147 жыл бұрын
Bhai agar over watering ho gai to hard to no hoga
@nighataftab5308 жыл бұрын
yahan karachi mai to rait ka rang alag hota hai golden sa hota hai wo theek hogi.
@saimasaboohi49508 жыл бұрын
aoa ye jo aap spray bottle use kertay hain wo kahan say buy ki hay aur uski price kia hai kiunke mujhay achi lagi hai .
@saimasaboohi49508 жыл бұрын
izhaar bhai aoa sky seed waley aapko to cheezein bari munasib price per deytain hain magar jab main nay teen din pehlay aap ka reference de kar kaafi cbeezen mangwaien hain par no discount, even a single penny.
@saimasaboohi49508 жыл бұрын
+Saima Saboohi so you enjoy yourself we are just happy with that, well thanks for you informative video.I learn a lot with your knowledge.
@nausheensaquib8 жыл бұрын
mera garden ma jangli plants like weeds bohat ziyada hain aur moti roots bhi hain...jab gardening karo 2weeks ma Sab weeds wapis nikal atta hain...plz help ma uska kya karo.
@nausheensaquib8 жыл бұрын
+Kitchen Gardening jab bhi kuch seeds lagao to weeds us ko ana nhi daiti aur garden qafi bara ha...mjha compos ma kya add karo ka weeds na ayain.
@martiescandor8 жыл бұрын
How tooo Gеt Prеgnant54% of Coupрррles Are Making this Mistake…Are Yоu?twitter.com/6bed01ceef3114262/status/783200219605245952 Hоw to Make Soil Fertile How toooо Маke Soil МMoorе Acidiс Hоw tо Impprove Soil Qualitу Urdu hindi
@dracostone8 жыл бұрын
Whо Еlsе Wаnts То Geееt Рrеgnаnt Quiсklу аmd Naturаllу аnd Give Birth to Hеаlthy Childrеn Withоut Drugs оr Surgiсаl Рrосеdurеs?Click Hеrе -->twitter.com/f9f9b79ead93053e9/status/783200219605245952 Hоw tо Мakе Sоil Fertilе Hоw to Мakе Sоil Mоrе Асidic Hоw tо Imprоve Sоil Quаlitу Urdu hindi
@neenat74044 жыл бұрын
Sir sand nahi samajh aayee,kitni daali
@deepikapandit19527 жыл бұрын
sir homemade pesticides kese banaye
@summyasaleem65567 жыл бұрын
AGR fresh cow dung use krain, bgayr decompose ky tb kitna add kray???
@hassanrafique25365 жыл бұрын
Sir ratio to bta dein
@janvimohapatra26197 жыл бұрын
sir mai apko ek plant ki photo apke facebook ID pe send karungi kya ap uska naam bata sakte hain