Nice updates... So useful information and gardening tips...
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks for visit dear 💐🌹🌹😊
@suryagarden96605 ай бұрын
bahut acha frtilaizr ki jankari di aapne 🎉🎉🎉
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏🙏🙏
@sharifsh39774 ай бұрын
Bahut badhiya information 👍❤❤❤🎉🎉🎉
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐🌷🌷💐💐💐🙏🙏🙏🙏🙏
@Sakhigarden5 ай бұрын
Very informative video for Hibiscus plants😊 thanks for sharing
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya dear sister 💐🌹💐🌷🌷🌷🌷
@anuradhasaxena82245 ай бұрын
वीडियो बहुत अच्छी लगी
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐🌹
@Rekha-nm6wl5 ай бұрын
Di thinks bhout hi acchi jaankari di aap ne
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹🌹
@muskandhekware80185 ай бұрын
Very beautiful information thank you so much ma'am
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐🌷
@nafiskhan92814 ай бұрын
Thankyou Manju bless you
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏🙏
@CHHOTISIBAGIA5 ай бұрын
Bahut bahut bahut dhanyawad apka itni achi jankari dene k liyr didi ❤❤❤❤❤love from jharkhand
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks for visit dear 💐🌹💐💐
@AnnieAbraham-h2b5 ай бұрын
Nice tips tks
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹
@gardeningwitharundhati5 ай бұрын
Bahut badhiya organic fertilizer ❤😊
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐🌹🌹💐💐🌹💐🌷🌷🙏
@anubhagardeningchannelgard3925 ай бұрын
Lk 54 bahut acha khad banaya very nice sharing
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks 🙏🙏🙏
@renukasharma84015 ай бұрын
Jay shree Radhe krishna🙏❤🎉
@Manjugardening15 ай бұрын
💐💐💐💐🙏
@rukmanikatlam55835 ай бұрын
आपका गुड़हल में बहुत अच्छा फ्लावर है
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@geetapandey-vs5ud5 ай бұрын
Bahut Badhiya ji 🪴💐😊
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks for visit 😊😊
@SurendraSinghSirohi5 ай бұрын
Very nice
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹🌹💐💐
@Sakhigarden5 ай бұрын
Jabardast all fertilizer tips😊
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@Naturesgarden-wj9ct5 ай бұрын
Thanksgiving🎉🎉🎉
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@Naturesgarden-wj9ct5 ай бұрын
@@Manjugardening1 🙏🙏🙏❤️❤️बहुत बढ़िया है
@TheGlobalBawarchi5 ай бұрын
Very informative video! Lk 126
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹🌹💐
@vimalbagwani5 ай бұрын
Good👍👍
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks 🙏🙏
@rampalsingh_vlog5 ай бұрын
Nice video sister ji
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐🌷
@raghunathsharma76264 ай бұрын
Peace lily mony plant slmanda.mai.nibu frtilizr dal Skte.hai
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhni chahie dhanyvad ji han ine plant mein bhi dal sakte hain indoor plant outdoor plant sab mein dal sakte ho
@kpurva5675 ай бұрын
Bahut accha hai mai deti hu
@Manjugardening15 ай бұрын
Thanks dear thanks for visit 🌹💐💐🌹
@sunitamehra48235 ай бұрын
आपकी बताई हुयी जानकारी अच्छी है आपके कद्दू के short video m kaddu dhikaya मै पूरा उसके बारे मे जानना चाहती हू कितने दिन लगे कौन सा बीज लगाया बताए
@Manjugardening15 ай бұрын
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद, 2 महीने पहले ही मैंने वीडियो डाली है बड़ा वाला ग्रुप बैग्स को भरना दिखाया है उसके बाद ही मैंने इसमें बीज को बोया है और फिर अभी 2 महीने के अंदर ही काफी सारे मेरे कद्दू लगे थे जो मैं लॉन्ग वीडियो नहीं बन पाई थी और शॉर्ट डाला है और जो यह बीज हम लेते हैं ना बीज वाली की दुकान में जाकर हाइब्रिड बीज कहना हाइब्रिड बीज की बेल छोटी भी होती है और 20-25 दिन के बाद उसमें सब्जियां लगे भी जाती हैं
@sunitamehra48235 ай бұрын
@@Manjugardening1 hy breed beej to shop wale big packet dete h aur bahut costly hota h I also tried to take but it was so much
@vimlamahor11715 ай бұрын
Manju ji please aap ek series banaaiye gulab aur gudhal per jase hamne 15 ko gudhal me koi bhi khaad dala fir dusri chijen ham kab istemal Karen FIR dobara khad kab Dale spray kab Karen please isase hamen bahut help milegi aur hamare paudhe bhi hare bhare rahenge please reply jarur karna
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji Maine gulab ki puri series Dali hai September October ke Manth se aur gudhal ki bhi sath mein Dali Hain roj kuchh Na kuchh fertilizer banaa hai bataya hai kitne din mein repeat karna hai vah bhi bataya hai aap apni suvidha ke anusar jo aapko available Ho use tarike se aap 10 days baad dalte rahe
@AnitaDevi-h9b3k5 ай бұрын
Mam mara guler sa to whit val kese na ja rah h our uske growth bhe ruk gay h
@Manjugardening15 ай бұрын
Is video mein Maine tips batai Hain gulhad ke plant ki or bhi videos Hain usko aap dekhen aur abhi tak garmi kafi hai usmein growth nahin Hoti hai plant ki jab barish shuru ho jayegi to plant ki kafi growth hone lagegi aaj ki video jarur dekhen 💐💐💐💐💐
@mitalipotnis96593 ай бұрын
Thank you
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐🌹
@vimlamahor11715 ай бұрын
Manju Ji ek baat aur Jaise Aaj humne khad Dali hai to dusre din ham nimbu aur Sode ka spry kar sakte hain Apne paudhon per please reply karna
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji han bilkul aap spry kar sakte hain
@priyabansiwal80035 ай бұрын
Kya mam is waqt guldaudi ki cutting Laga sakte hain
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji agar aapke vahan barish shuru ho gai hai to aap lagaen aur nahin to barish ka intezar Karen FIR lagaen rainy season mein
@priyabansiwal80035 ай бұрын
@@Manjugardening1 thank you
@aparnapoddar88735 ай бұрын
Didi mere gudhal pe cutting k bad jayay jaisi growth aa rahe hai growth jo haina jaise khulk lahlahata hua nahi hai kya kru please guide
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad dekho garmi bahut ho rahi hai isliye plant sare murza rahe hain Sukh rahe hain aap cutting abhi lagaen barsat mein aur usmein growth bhi kafi Tej hoti hai
@rukmanikatlam55835 ай бұрын
मेरे यहां गुड़हल में फ्लावर नहीं आ रहे हैं और सफेद कीड़े भी लग गए हैं मंजू जी आप इसका उपाय बताइए। 🙏🙏
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji is video mein yahi Maine bataya hai safed kidon ka safaya kara hai video puri dekhen ise apply Karen
@latiikacreatiionz-iv2vm5 ай бұрын
Kya pyaz chilke bhigokar dal sakte hai kya gudhal ko
@Manjugardening15 ай бұрын
Han bilkul dal sakte hain maine Kai video mein dal kar dikhaya hai aap channel per visit kijiye
@vasundhara21945 ай бұрын
Pate mur gaye hai or yellow se ho gaye hai or fllower nhi aate hai kar bata digiye
@Manjugardening15 ай бұрын
वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद आज की वीडियो देखेगा बहुत काम की है उसमें सारे टिप्स बताए हैं गार्डन को बचाने के
@raghunathsharma76265 ай бұрын
Mam spryer.kha se liya Cost.kya hai
@Manjugardening15 ай бұрын
Friend yah sprayer Jahan per na seeds ya khad milta hai Na use shop mein milte Hain yah 150 rupaye Tak mil jata hai
@poojakushwaha41105 ай бұрын
Didi isme jo apne chayptti li h ye chay bnne ke Bad jo hum chnakr chay pite h ye vo wali ptti h to apne ise dho liya h. Dhone ke Bad istmal kr rhi h. Ap Didi ap ese hi ache ache video dikhaya kriye me wait krti apke video's ka Didi hear apke rose plant me guchche lge h vese mujhe bhi mere rose plant chahiye Didi ye nim ki khli kiya hoti h or kaha pr milti h apne ghar pr bnai h kya nim ka jo Tree hota h uske niche Ki soil se nim ki khli bolte h kya
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad han maine use karibi chai ki pattiyan hi le Rakhi Hain ISI tarike se aur Neem Khali jo hai seeds wali shop mein mil jayegi ₹30 kilo ke kareeb milati hai online bhi milati hai , rose plant abhi garmiyon mein bahut jyada flowering nahin karta hai October se acchi aur बड़े-बड़े flowers aaenge plant mein
@poojakushwaha41105 ай бұрын
Ok thank you didi btane ke liye
@poojakushwaha41105 ай бұрын
Lekin Didi apke Rose flower me kitne sare flowers lge h mene bhi vhi fertilizer dalna suru kiya h jo ap dalti h to kya ap bta skti h mere rose me kitne month me flowering hone lgengi
@ushabhoria64335 ай бұрын
Yeh store bhi kar sakte hain kya
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad abhi garmi kafi ho rahi hai aap utna hi banaen jitna aap use Karen
@Sakhigarden5 ай бұрын
13:04 😊🪴🪴🙏🏻😊
@Manjugardening15 ай бұрын
💐💐💐💐🌹
@kajalbajadeja21435 ай бұрын
Me anjar se hu mere gu dhal me kaliya bahot aati hai magar gir jaati hai kheel to nahi hai
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad kaliyan nahin khelne ki bahut se Karan hai Pani jyada dalne se bhi Kalyan nahin khilti Hain nutrition ki Kami se bhi kaliyan nahin khilti Hain , aur abhi to bahut jyada garmi ki vajah se bhi kaliyan jyada nahin Khel rahi hai, gudhal ki plant mein dhup ki bahut jarurat hoti hai aajkal single wale phool kafi khilte Hain hybrid gudhal nahin khilega vah jal ja raha hai , gudhal ki tips and cares ki kafi video hai channel per aaj ki video mein bhi bataya hai aap unhen bhi dekh lena ok
@gardningwithkhan5 ай бұрын
Mam aap ki sasu maa nahi aarahi hai kya baat hai mujko unki yaad aarahi hai wo bilkul meri dadi maa jaisi hai
@Manjugardening15 ай бұрын
Aapka Dil se shukriya,, dost garmi kafi ho rahi hai itne degree temperature mein saasu man bahar kahan aaenge aajkal winter mein to dhup mein rahte Hain isliye vah bhi theek hain Ghar per hi hain
@raghunathsharma76265 ай бұрын
Mam aapka sprayer kitne.Ka hai or achha hai kya kaha milega
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad yah sprayer seeds wali shop mein mil jata hai 150 ke under a jata hai
@raghunathsharma76265 ай бұрын
@@Manjugardening1 thanks manju ji
@bittosharma34405 ай бұрын
प्याज के छिलके का पानी कितने दिन रखे ओर कितने दिन के गैप मे डाले🙏
@Manjugardening15 ай бұрын
Ji pyaj ke chhilkon ka Pani abhi garmiyon mein aap Keval do din hi rakhen isase nahin to smel bhi kafi aane lagti hai, jyada din bhi aapane Rakha hai to chhan ke usmein FIR double Pani milakar aap dal sakte hain aur 10 din ke bad isko repeat kar sakte hain
@kulsumrehman39935 ай бұрын
Anar ke per pe flower to atye h bohot per jhar jate h upaye bataye
@Manjugardening15 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad anar ke video Dali hai kuchh dinon pahle hi channel per fertilizer bhi bataya hai tips bhi bataen hain aap use apply kijiye Apne plant per abhi anar mein dubara se flowering hoti hai aur jarur aapko achcha result milega
@rajeshwarigoyal80735 ай бұрын
Mam aap kis city se hai mere gudhal ke saari kliya pili hokar gir gyi hai
@Manjugardening15 ай бұрын
Gudhal ke bare mein bataya hai aur bhi videos Hain channel per unhen dekhen jyada garmi hone per bhi kaliyan gir rahi hain ya FIR aapke pot mein Pani jyada dal raha ho to bhi per Kaliya gir jaati Hain, gamle ka drainage hole check Karen Pani bilkul Na rukne de pot mein
@rajeshwarigoyal80734 ай бұрын
Thank you @@Manjugardening1
@Tothetree5 ай бұрын
31.1k...Very nice work..subs kr liya hai
@Manjugardening15 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks 🙏🙏🙏
@RekhaYadav-zp8em5 ай бұрын
Apke podhe bhi dhoop me hai phir bhi green hai pr hamare podhe to sab jal gya
@Manjugardening15 ай бұрын
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad main sari organic fertilizer istemal Karti hun spry Karti hun mere channel per aap videos dekhiae aap bhi Karen aur aapka garden bhi हरा-भरा rahega
@nishaagarwal41302 ай бұрын
मैम गुड़हल के पौधे हरी पत्तीनही है क्रीम कलर की हो रही है और चीटी खत्म नही हो रही है
@Manjugardening12 ай бұрын
अपना पौधे में अभी अपने खाद डालिए वर्मी कंपोस्ट डालो या गोबर की खाद डालो पत्ते की खाद है तो आप वह डालिए और चींटियों के लिए तो बहुत कुछ है आप हल्दी पाउडर में डाल दें या पूजा वाली कपूर को बारीक बूरा करके डाल दें या घोल के स्प्रे कर दें है ना या फिर दालचीनी छाल का पाउडर डाल दें चीटिया इससे भाग जाती है
@abhishekthanekar39114 ай бұрын
चायपत्ती युज कि हुई है क्या🙏
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Ji chai Patti aap use ki bhi le sakte ho ya fresh chai Patti bhi le sakte ho fresh chai Patti mein ek chammach Ko aapko 2 litre Pani banana hoga aur use kiye hue ko ek chammach ko aap ek hi litre Pani banaaiye