Gulhar ka ped hai usper white side luge rahai hai to kiya kure
@Foreverplantscare Жыл бұрын
Very nice
@ISHITAKASHYAP-qf1pp9 ай бұрын
Very very beneficial thanks 11:28
@ShrawniParande6 ай бұрын
Exclent
@AvaleshSharma9 ай бұрын
Bahut sundar
@RKGoel-ey1bc Жыл бұрын
Very nice video .Mam bahut hi achchhi tarah se aapne bataya hai kya jo last m insecticide bataya hai use sabhi podho par de sakte hain kya jaise gulab etc. Please guide me. Thanks for nice demo.
@greenhouse1 Жыл бұрын
De sakte hain
@monicabanga71317 ай бұрын
Mam mere hibiscus k plant k leaves light green hai kya vo grow karega
@amolsalgia53727 ай бұрын
Chiti kafi aa rahi hai gudhal plants me.kiya karna chahiye.aur flowers ki size bhi small hogayi hai.
@komalagrawal86475 ай бұрын
Mere plant me leaf curl ki problem h kya kare
@Aadeshkumar-fv5vf6 ай бұрын
Mam mere gudhal ke paudhe ke patte achanak sukhne lag gaye hain paudha zamin me laga hai Kya karun mam ??😢 Please help
@greenhouse16 ай бұрын
Pani ka spray karen,din me ek bar,koi khad na dalen jab tak nayi pattiyan na aajayen.barish me naye patte aajayenge.
@Aadeshkumar-fv5vf6 ай бұрын
@@greenhouse1 thank you madam 👏
@KantiKumari-d4k6 ай бұрын
Jamin me hai podha kidra lag raha hai ujla
@anitasharma-ng8kw7 ай бұрын
Mera plant bohot achhe se grow kr rha tha bt usme white vale bugs lg gye aur mene koi video dekh kr usme meetha soda vala pani ka ka spray kr diya tb se leafs ka clr khrab ho gya aur sari kaliya bina khile hi girne lgi😢 ab new leafs to aa rhi hain bt kaliyan bohot bejan ho k gir rhi hain yellow bhi ho rhi hain plsss help me🙏🙏
@priyachautala33914 ай бұрын
Take one liter water and put 7-10 drops of neem essential oil and spray this water on plant
@pushpasingh63758 ай бұрын
Safed milibug ko kaise hatain gurhal ke paudhe se gharelu tareka batain
@greenhouse18 ай бұрын
Baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen, Baking soda nahi hai to koi bhi liquid soap 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen.liquid detol ya liquid hand soap ka use kar sakte hain
@kawalpuri85154 ай бұрын
Maine replant Kara tha,grow ho raha tha,few days baad marna shuru ho gaya kya karo
@amolsalgia5372 Жыл бұрын
Chai ki patti kitne din me repeat kar sakte hai.dhnyawad apko jankari dene ke liye.
@greenhouse1 Жыл бұрын
Mahine me ek baar dal de,15 din bad repeat kar sakte hai
@manjushreemishra65837 ай бұрын
Alovera liquid se milibugs jayega? Please bataiye
@greenhouse17 ай бұрын
Jayega,
@gmat58998 ай бұрын
Very useful tips 👍fitkari kitne duration pe dena chiye ? Kya sabhi phoolon wale plant me fitkari dal sakte hai ? Hibiscus k plant ki gudai month me kitni baar krni chiye ? Plz reply jaroor kre 🙏
@greenhouse18 ай бұрын
Mahine me ek bar,sabhi plant me dene ki jarurat nahi,mahine me ek bar gudai karen.
@VaishnaviMishra-l9r8 ай бұрын
Mara Rose plant growth nahi ker rha he to kya kre
@ranjananimesh6849 Жыл бұрын
Mam nice information. Mera hibiscus plant me kaliyan banna to due wo sukh raha hai. Jaisa aapne kaha uski mitti change kar de . To kya abhi bhi repot kar sakte hai. Is weather me
@greenhouse1 Жыл бұрын
Kar sakte hain lekin root jyada damage mat karna ap.
@ranjananimesh6849 Жыл бұрын
@@greenhouse1 ok mam
@anindyagantait55738 ай бұрын
Mam mera hibiscus ke phool bohot chote arehe he.... Lekin jab maine kharida ta tab flower size bada tha... Mai kya karu??
@greenhouse18 ай бұрын
Kele ke chhilke ka fertilizer 10 din me ek bar dalen, dopahar ke tez dhoop me na rakhe.
@anindyagantait55738 ай бұрын
@@greenhouse1 ok... Ma kal fertilizer banaunga... Aur dunga kuch dino bad... Result ane me mai apko zarur janauunga
@sagar7aaarohi6cjyotisinghs72 Жыл бұрын
Mam mera rose ka graft portion mitti ke ander cla gya h cow dung or vermicompost kuch din me dalti hu gamla bus one khali h kya kre kuch. Plant ko krab too nhi krega?
@greenhouse1 Жыл бұрын
Nahi,koi dikkat nahi hogi, plant khrab nahi hoga.
@sagar7aaarohi6cjyotisinghs72 Жыл бұрын
@@greenhouse1 tq mam
@MANISHGUPTA-hj3md9 ай бұрын
जिस tip मे कलियां हो उस tip को भी काट देसकते है💫⭐💫
@greenhouse19 ай бұрын
Pehle phool khil Jane do ap, phir katna.
@snehalp31677 ай бұрын
Yellow part plants ke liye dangerous nahi na?
@snehalp31677 ай бұрын
Aloevera patteka yellow part bhi plant ko diya to chalta hai kya?
@greenhouse17 ай бұрын
De sakte hain
@farnazshaikh4856 Жыл бұрын
Hello mam Mere Hibiscus plant ki pattiyan bahut hi Chhoti Chhoti Aati Hai please Kuchh upay bataiye
@greenhouse1 Жыл бұрын
Ma'am plant ki variety ki wajah se ho sakta he, nitrogen achhe matra me milne se ye samasya thk ho sakti he, chaye ki patti or koi compost mahine men ek bar jarur dalen.
@Apurvmalik-c3b Жыл бұрын
Mai apne करीपता ki paodh ako beda kaise kare
@greenhouse1 Жыл бұрын
Winter me curry patta ki growth kam ho jati hai,naye patte bhi kam niklte hain,nya plant na kharide, plant ko dhoop me hi rakhen,pani kam dalen warna patte peele padne lagegen,khad bahut jyada na den.
@ishaarora3377 Жыл бұрын
Gilhari se tulsi ko kaise bachaye pls batayein🙏🙏
@greenhouse1 Жыл бұрын
Kapoor ki ek goli todkar,kisi kapde me bandhakar tulsi me bandh do ap, smell se gilehri nahi aayegi
@muskandhekware8018 Жыл бұрын
Chaipati rose plant me bhi de sakte hai
@greenhouse1 Жыл бұрын
Yes.
@nigartabassum3478 Жыл бұрын
Maine 25 days pehle English rose plant nursery se lakar lagaya hai..plant bahot healthy ha aur size bhi large hai...jab plant lagaya tha usme 5 leaves aur maximum 7 leaves wali branches thi.....new leaves growth bhi ho rhi ha.....lekin usme buds nhi ban rhi hai....uske sath lagaye hue other plants me buds aa rhi hai....kya 7 leaves ki wejeh se Aisa ho rha ? Plz guide.. waiting for your reply
@greenhouse1 Жыл бұрын
Ho sakta hai ma'am, jungali branches ho sakte hain
@nigartabassum3478 Жыл бұрын
@@greenhouse1phir kya karna hoga ma'am? Plz help
@mannatjain69488 ай бұрын
Chai patti used leni hai ya fresh?
@greenhouse18 ай бұрын
Fresh leni hai
@raghunathsharma762610 ай бұрын
Gudhl k patte mud rahe.hai pls hlp
@greenhouse110 ай бұрын
Spray baking soda 1/4 teaspoon in one liter water
@raghunathsharma762610 ай бұрын
Tea leaf fresh.Lena.hai
@greenhouse110 ай бұрын
Yes.
@raghunathsharma762610 ай бұрын
@@greenhouse1 thnx
@divakarswami4696 Жыл бұрын
New gudhal lagaya tha but next day hi murjha gya pura ka pura kya krna chaahie
@greenhouse1 Жыл бұрын
Root jyada damage ho Gaya,naya plant lagate samay root ball kam tode, starting ke dino me pani kam dalen,warna fungus ki wajah se aisa hota hai
@GopinathRaju-sq1pl Жыл бұрын
गुड़हल के पेड़ में दूसरे रंग के फूल कैसे आएंगे यह आप बताएं
@greenhouse1 Жыл бұрын
Grafting se ayenge, grafting par Mera ek video he,kuch mahine pehle upload Kiya tha,ap chananl me jakar us video ko dekh sakte Hain