Idrisi Bhai! Guppu Bhai ko boliye naa ke mujhe ek multi grafted standing rose kharid naa hai...Mumbai delivery ho sakti hai kya?? 🙏🏼
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
Karta hun baat
@rameshpandya9597 ай бұрын
Aditya bhai khat pe Beth ke muje phone kar rahe hai 😅😂
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
Haan dada sabne milkar khoob enjoy kiya👍
@roseplantskigrowthandferti113217 күн бұрын
Sara khel water PH or TDS ka hota hai
@Idrisibuttonstore16 күн бұрын
👍
@deeplovegardening4 ай бұрын
Bhai ap Bareilly mai kaha se laye the plant
@Idrisibuttonstore4 ай бұрын
Ye daulat aur durga nursery se le gaye the
@deeplovegardening4 ай бұрын
Ye kaha pr hai ....
@Idrisibuttonstore4 ай бұрын
@deeplovegardening ek 100 fita road pe doosri sadpur me
@umatulsyan70076 ай бұрын
Apka or dusara chenal hi plz bataiye
@Idrisibuttonstore6 ай бұрын
Ji
@HightechGardening8 ай бұрын
❤❤❤❤🎉🎉🎉😊
@uvaissss7 ай бұрын
Red intitution 😮😅😂😂
@yashardwork81687 ай бұрын
Ramjano me to raham kr de hr din Rampur Bly ud rha hai
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
Zindgi ka maza le rahe hain bhayya
@gardening.with.pradnya7 ай бұрын
Aise nahi ho sakti aap chemical feeding use karte
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
Ye organic wale hain chemical wale nhi
@ArunBhardwaj-vt6yq7 ай бұрын
Sahi kaha bina chemical ke rose itne ache grow nahi ho sakte😂
@indiarosegarden42127 ай бұрын
@@ArunBhardwaj-vt6yq bhai Jaan nahi karta hu chemical use
@gmalikgarden7 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
@26EasyHomeGardening7 ай бұрын
Mujhe gappu bhai ke 3 plants chahiye, dege aap mujhe?
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
Whatsapp him no. Discription me diya hai
@AshokNaik-z3n19 күн бұрын
कोई बात सिधी तरह से नहीं बतायी है। एक सवाल करते हैं और जवाब दे उससे पहले दूसरी बात पर या आइडी पर पहुंच जाते हैं।आप कम बोलिए और सामनेवाले को खाद दवाई आदि के बारे में बोलने दिजिए।
@Idrisibuttonstore19 күн бұрын
👍
@Richakabagicha7 ай бұрын
Khad ke bare me btaya hi nhi
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
Khad sirf ye gobar ki use karte hain aur kuchh bhi nhi
@ankitacharya9757 ай бұрын
this guy is my kind of rosarian.no chemicals whatsoever and also very beautiful growth.chemicals are known to decrease lifespan of rose plant.50 years chalne wala plants 10 years mein replace karna padta hai chemically grown roses mein.
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
Bilkul sahi farmaya aapne👏👏ye fact hai ki samaye se pahle kisi bhi plant ki growth badhaoge to wo aage chal kar kamjor pa jayega👏
@ankitacharya9757 ай бұрын
@@Idrisibuttonstore aap ko yeh sab pata hai toh video mein bataya karo rashid bhaiya.people should know about this truth.
@Idrisibuttonstore7 ай бұрын
@ankitacharya975 sab batayenge par samaye ke saath saath kyonki iski hame bhi jankari hona chahiye