hamare yaha bhi bnta hai bt thoda alg tarika hota h. or esse Achwani bhi kehte hai. or essme khas khas bhi dlti hai jisse sir drd nahi hota h. nice sharing
@ritubohra255917 күн бұрын
Meri daughter ki bhi 2...4 din mai hee due date hai or mai diet dekh rhi thi toh aapka vlog aaya,maine aapke dwara bataya sab samaan manga liya hai,very good information, hamari mumy ke yaha bhi harira bolte hai but milk mai banate hai❤👏👏🌹very nice..thank you so much
@Zaikadilli617 күн бұрын
Mashallah, bohot khushi hui! 😊
@abdulmannan33697 жыл бұрын
Apke ye nuskhay bhi bahot achay hen pehle k log ye sab cheezon ka istemal karte thay ab koi janta bhi nahin ap Bahot achha kaam kar rahi hen insanon ki bhalai k liye Allah apko ajre azeem ata farmaye aameen
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Abdul Mannan ji Aap ke sath k liye bohot bohot Shukriya
@ArmanKhan-rm2ec7 жыл бұрын
Salam alaikum Baji.bhut bhut shukriya I am new mother abhi sawa mahine ki beti hui hai meri.apki recipe sehat ke liye itni umda hai.mai sari try kr rhi hu.bhut badhia zajak Allah khair.love u.
@shailababy7703 жыл бұрын
Mashallah bhut khubsurat banaye h purani dille mei jo bhi banta h behtareen hi hota h
@mehjabinqureshi23562 жыл бұрын
🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤰🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱🤱
@ChunnumunnuRaja6 жыл бұрын
mera new baby hua he me africa me family se dor koi b care nhi ki mam apki vdeo dekhti hu to apno ki bht yad ati he
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Apna bohot khayal rakhen khush rahen dear Thanks
@himanichaudhary43703 жыл бұрын
Sach m yeh bht usefull hoti h pet m swelling ho toh b relif krti h ur health b thek krti chli jati h ...
@thesecrettalk92687 жыл бұрын
jazakAllah hamko bachpan se hi hareera bahut pasand tha but meri sasural me ye nhi bnta hai.ab recipe mil gyi hai.tnx frnd
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Nishat Zubairi ji Thank you dear for like our recipes
@ratnasingh18827 жыл бұрын
Aap dil ki Bahut achhi maloom parti hai, es jabbe ko Kayam rakhiaga . Bahut Purani or authentic cheese batati hain achha laggard hai
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Ratna Singh ji Bohot bohot shukriya sister sadgi sabse kimti aabhushan he
@rabiaanaushad38977 жыл бұрын
Zabardast bht bht shukriya aunty ji. Allah apko jaza e khair de. Bht bari mushkil asan hogai meri
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Rabia'a Naushad ji Thank you sister
@umavarma89763 жыл бұрын
Bahut badiya mummy yaad aa gayi Wo banati thee, 💕💕👏👌👌👌👌🥰🥰
@sajidakausar69847 жыл бұрын
ASSALAMOALEKUM hamari ammi tw ise achwani kehti thi or jub baby pehle din ka hota tha tw gurh ki deti thi phir chini ki banati thi is me unnab munaqa bhi dalti thimujhe eh harira bohat pasand he me tw apki fen hon ap ke ghar ane ka bohat dil karta he
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sajida Kausar ji Walekumassalam dear aapne sahi kaha ye purane waqt se hamare gharo me use hoti rahi hen different tarike se your most welcome sister
@pammigupta38216 жыл бұрын
Bohot swad lg raha HAI dekhtey Hi muh m.pani a gaya dhanyawad
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Thank you sister
@humaimamalik56745 жыл бұрын
Ap buhat acha smjati hain. Or mera operat hva hai 12din pehly mujhy blood ki buhat kami hai drip lagni thi but ni lag saki mai kya kaho k pori ho jy. Meri 2bitiya hai ek saal ki ek dosri ab hvi
@Zaikadilli65 жыл бұрын
Aap ye 15 din bad shuru karen or hamari new mother special play list dekh len dear Thanks
@mohsinaperveen2826 жыл бұрын
Baji aap sathora janti hain. meri nani bana kar bhejti thi.. bhut yum hota tha. Aurtein khati hain taqat k liye gur chawal k ata se banta tha shayad. plz try to share the recipe. plzzzzzz
@sravankumar35027 жыл бұрын
Yeh dish pehali baar dekh rahahun. Bahot bahot acha. Hum ko bhi dil kar raha hai is ko khaneka. Yeh jaroor mummies keliye nahi papas ko bhi hai. Aap kamal hai ji . Sada khush rahe aap sab . Dhanyavaad.
@amiramir84877 жыл бұрын
sravan kumar ap bhi kha sakte h but ap chahe to sonth wala pawder na dale but agr apko sonth pasand ho to dal sakte h
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+sravan kumar ji Yes dear bilkul aap bhi zarur khayen shukriya
@Omnamahshivay22 ай бұрын
Muja bhot achhalgti h paat❤
@fahmidakausar22584 жыл бұрын
Madm recepi ht psand aai nd y sugesio bht bdia ki khud bhi khay pdoseo ko bhi share kre shukria
@syedaasma53336 жыл бұрын
Apka btane ka tareeqa bht accha hai, koi sawal baqi nhi rehta... Great job👍👍👍❤️
@nadeemsaifi24455 жыл бұрын
syeda asma
@nadeemsaifi24455 жыл бұрын
syeda asma
@shamimikhlaq48123 жыл бұрын
MashaAllah use full ingredient thanks
@AkankshaSinghakkizcute4 жыл бұрын
Jinki nayi nayi shadi hui h wo b kha sakte kya ye...Aur haemoglobin badhane ko help karega kya ye recipe.
@Zaikadilli64 жыл бұрын
Yes
@AkankshaSinghakkizcute4 жыл бұрын
@@Zaikadilli6 thank u mam
@Shortee1826 жыл бұрын
Hemoglobin barhane k loye agr koi achi tips ho tu zaror share kare ma shaa Allah aap buhat a he tareeke se btati hu
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Anar khayen khajoor khayen daily machli bhi khayen every week
@Shortee1826 жыл бұрын
@@Zaikadilli6 ji meru beti ka kam h Alhumdolliah anar gajr chuqandr ka juice derhi hu JazakAllah for reply
@sabakhan56367 жыл бұрын
Assalam o alaykum kaisi h aap bhot hi badhiya cheez bataya aapne hamare sehat se judi hui baat btaiye bhot khub jazaq allah khair
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Saba Khan ji Walekumassalam dear bohot bohot shukriya
@allmommieschannel73947 жыл бұрын
Masha Allah, nice, pls tell ki new mother ko kitni quantity khaani hai, kya unko bhi 100g se jaada nhi khaane, kya new mother roz kha skti hai??
@kanchanpal29287 жыл бұрын
👌👌👌👌 mujhe bada aacha laga tha ek baar khaaya tha maine bada tasty laga😋😋😋 abb phir se banayenge aapke tareeke se
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Kanchan Pal ji Bilkul bnaiyye or btana mat bhuliyega kesa bna
@praveenchawla56415 жыл бұрын
Di nice racipi kya ise hm log bi kha sakty h or isme ajwain or gud bi daly dekh ke hi mza aa gya
@mrsshafique96767 жыл бұрын
Walikum salam bhuht maza aya ap ki recipe pat dekhny ka ab inshallah kal makhany khareed lain gy aur jaldi hi ftafat tast krain gy
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Mrs Shafique ji Inshaallah zaroor banayn bohot bohot shukriya
@noureenchudry46957 жыл бұрын
Very tasty 😋 and very nice inshallah I will make it for my daughter in law she going have a baby next month thank you sister 😀
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Noureen chudry ji Yes zaroor use karen after delevry
@ratnasingh18827 жыл бұрын
Aap ka JavabPaker khushi mili Han Didi Sadigi hi to khatam ho gai hai duniya sa ehi dua hai aap sikhati rehan hum seekhte rahen
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Ratna Singh ji Thank you sister
@sakinamandviwala11375 жыл бұрын
Thank u mam hamare yaha meri sis ki delivery hui hai usko zarur dugi banake
@MohdIrfan-dg1vt3 жыл бұрын
Agar isme gond kani or mil jaye to ye or bhi healthy or tasty rahegi
@mairamuneer52877 жыл бұрын
Assalamu Alaikum baji plz app phulki jo Pehle fry hoti hai phir Pani Mein daalte Hain.. Do Rang ki Hoti Hai white and dark Orange or in phulki ko pyaz aur Imli ki Chatni k saath Kahte Hain....plz baji yeh recipe banana Sikha De plzzz plzzzz Mujhe Yeh Ghar Mein try karni hai....and u are best...😄😄😄😄
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Maira Muneer ji Walekumassalam dear usko long chura kehte hen hum uski video jald hi dalne wale hen
@mairamuneer52877 жыл бұрын
Ji baji long chire Mujhe Naam Yaad nahi aa raha tha... My favourite school time dish 😁😃😊ok thanks
@geetanjalinarwal89134 жыл бұрын
Meri delivery c section se hui hai ab mujhe 40 day's ho gye hai kya ye kha sakti hu
@hajirashidsahab82896 жыл бұрын
Bahut achcha expaln kiya hai ap ne Kiya koibhi normal banda bhi kha sakta hai
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Yes kha sakte hen
@hajirashidsahab82896 жыл бұрын
Thenk
@bindumalik55584 жыл бұрын
I tried at home.... My family members liked very much
@FQSeriese7 жыл бұрын
bahut achcha hai mujhe pochna hai ki aap ne kaha 8we din se khana chahiye kitne dino tak khana chahiye ki nuqsaan na kare
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+FQ Seriese ji Yes har week me 1 bar khayen pore winter session me kha sakte hen
@sweetsunny36 жыл бұрын
U xplain sooo beautifully jo k boht hi kam log krte hain. Ya shaid koi b nahi🙂🙂
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Thanks dear
@mumtazsoomro63375 жыл бұрын
Mam m ny ap ke video dykhe bohat pasand aae plz tell y bata dain KY rat ko khane hy ya subha nahar moun. M banaon GE.
@nishatzubairy9890 Жыл бұрын
Mujhy menopouse hony waly hain kya mai ye le sakti hu ? Bones me pain rahta hai bahut kindly reply
@nishatzubairy9890 Жыл бұрын
Menopouse waly kha sakty hain pls reply dijiye
@waseembhai54297 жыл бұрын
mashallah anti bhot khub apki language r khana bhot psnd aia kash me ap ka haqiqi beta hota khob mzy urata.pakistan zinda bad.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Waseem Bhai ji Shukriya beta aapki mohabbat ke liye
@rajnikalra30272 жыл бұрын
In 9 th month of pregnancy yeh kha skte hai before delivery
@taufeequeshah42553 жыл бұрын
Dekne main achchi hai Khane main bhi achchahoga. No1
@rehanamohammed44487 жыл бұрын
aap cesarean delivery k baad k liye kuch bataaein, bohot meherbaani
@akhileshmishra66644 жыл бұрын
Thanks di mi bhi banaungi apni sister k liy abhi delievery hua h
@anjuchugh14952 жыл бұрын
Didi ap bahut tasty banaya harira mughe bahut pasand😋😋👌🙏
@jyotiradhika40294 жыл бұрын
Hamare yaha to ye traditionally dadi nani new mothers ke liye first day first meal ke taur par ek month tak roz deti hai aur isme haldi aur khush khush bhi dalte hai
@Zaikadilli64 жыл бұрын
Hamari nishashta ki video dekh len dear thanks
@mohammadshakir22277 жыл бұрын
Aapke haath m kitni safayi h aapke bolne ka andaaz bhi bahut achcha h
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Mohammad Shakir ji Thank you so much
@aashiqueelahi58686 жыл бұрын
بہت اچہا لگ رھا ھے مجھے بھیج دیجۓ ماشاءاللہ
@wellwisher1967 жыл бұрын
bohat khoob aunty gurr ka hisab kya ha yani agr 250 gram gurr hai to pani us sy double hona chahiye?
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+One.n muslima ji Dono equal len
@saimasualeen74194 жыл бұрын
Baji mera opration se baby hua hai toh mujhe bta dijiye ye bina ghee ke kese banega plzzz
@suhaanaworld80935 жыл бұрын
Mam please please please mujhe periods me bhot zabardast pain hota h uske liye bhi kuch bta dijiye. Me pain killer le k thakgai hu. I am 33 and mother of 3 children.
@safiyasafiya93717 жыл бұрын
Assalamoalequm mam...Bhut acchi recipe h...thank you....aaj hi mane Ammi ko aapka video dikhaya...or ammi ne bnaya h
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Safiya Safiya ji Walekumassalam dear bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe's follow karne k liye love you & your ammi
@kirtisingh1026 жыл бұрын
wow mam apne path bht achi bnai h..mri mumy bnati h mre lye . .
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Thanks dear
@sadiyamunshi1117 жыл бұрын
Bhut hi nayab baji.masha Allah Allah aap ko bhut ajer de Aameen
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sadiya Munshi ji Bohot bohot shukriya sister
@sumbleena18326 жыл бұрын
Mam kuch din mn meri delivery hony wali hy,,,plz mujhy bataiye k ye normal delivery k kitny din baad se shuru karna hy aur kitny din tak khana hy,,,,plzzz reply soon
@Zaikadilli66 жыл бұрын
1 week k bad shuru karen 15 din tak khayen
@sumbleena18326 жыл бұрын
Thanx mam☺
@Iramwrites5 жыл бұрын
Anti dry fruit kitny din k leye save kr sakty hy .my spain my rhti hon yaha my bachoo aur husband k sath aikli hon .meri delivery hony wali hy .please mujy bata dy kitny din k leye save kr sakty hy
@cookingcornerbyusha25774 жыл бұрын
Air tight container me 3 month
@nickyy22124 жыл бұрын
Ma'am kya ye ovarian cyst ko bhi pighlata h maine aisa suna h ki purane jamane m ladies isi ka use krti thi
@bhartishakya6716 жыл бұрын
Bina delivery bhi le sakte hai Na madem ye kamjori ke liye plz tell me thanx for sharing awesome resepy
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Yes dear le sakte hen
@sonugirnar13383 жыл бұрын
Mam kiss time khana h subha ya sham ko
@bloodofinnocentforpolitics9005 жыл бұрын
Thank you Ma'am for telling this racepi for new mother.... Allah aapke sath zajaye khair kare
Anti g you are looking so so sweet. main nay app ki pic dakhi main bothat bohat zada khush hui or mery sis b bohat bohat zada khush hui
@kahkashankhatoon42447 жыл бұрын
ayaz hameed kaise dekhi aapne pic inki me b dekhna chahti hu
@hamidquredhi66977 жыл бұрын
+kahkashan khatoon goggle pr samina karimi search kr lo
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+ayaz hameed ji Thank you so much dear
@meerutgirlfareen53287 жыл бұрын
Hamid Quredhi mene bhi search ki but wha koi bhi pic nhi aayi inki
@hamidquredhi66977 жыл бұрын
+Farheen Naaz neely kpry my hy
@neeruwadhwa51393 жыл бұрын
New mom ko kitne din tk or kitni bar deni h deliveri k bad
@Geetagurjar802 Жыл бұрын
Mam mera operation hua h or ab do month beet gy h mene ab tk y nh khaya to ky m ab bna k kha skti hu kya
@reshmakhan58043 жыл бұрын
Maim ye priyat na aane par kha sakte hai
@roseshah04 Жыл бұрын
For how many days we need to drink it ??
@SANDEEPVERMA-so8ck7 жыл бұрын
Yes this is authentic way to prepare path Hamne to bachpan m bahut khayi h
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+SANDEEP VERMA ji Very good dear Thanks
@shamaaslam41753 жыл бұрын
Aneamia k lye isko istmal kr sakte hain?
@shellpriyusingh87116 жыл бұрын
Maine pi thi ye JB mere baby hua tha it is very good for body detoxification
@user-lt4ky8op4f Жыл бұрын
Kya ya recipe old age log jnko boht weakness ho wo istmal kar sakty hae??
@Zaikadilli6 Жыл бұрын
Yes kar sakte hen
@ZainabZainab-uf2kk6 жыл бұрын
Assalamualailkum mam kaisi h ap ☺☺ Mam aj me Delhi 6 gayi thi apne husband ke sath or waha humne aslam Ka tasla chicken khaya tha wo mujhe or mere husband ko bahut pasand h Mam meri apse ek request hai please mujhe aslam Ka tashla chicken banana sikha do Zainab ansari From laxmi nagar ( Khureji Khas )
Aslam ansari or bilkis ansari kanth wale wo khureji me rehte hen aap unko janti hen kiya aap mujhe batana dear shukriya
@mehjoobansari54184 жыл бұрын
Aur new mother k liye dry fruuts thore grind krke daalte hn
@samiabidsamijan12356 жыл бұрын
Yeah cheezan hm btchon ko dy sakty hn sardion ma ???
@Maryammmmm6665 жыл бұрын
Kya isko operation ke baad kha skate hain
@yagmaify5 жыл бұрын
Mam mera baby 1 saal ka ho gya hai, mujhe ye recipe abhi mili hai, to kya Mai ise ab le sakti hu, kya ye asar karega ?
@Zaikadilli65 жыл бұрын
Le sakti hen periods k last dino me
@yagmaify5 жыл бұрын
OK thanks Mam😃
@ambreensaeed60084 жыл бұрын
Garmi ma use kr saktay hain
@Iramwrites5 жыл бұрын
Please anti bata dy gee .sonth delivery k kitny din baad use krty hy .meri delivery hony wali hy please reply me
@shabistakhanam93245 жыл бұрын
Ap usi din se start kr skti he lena
@rihanasaifi41833 жыл бұрын
Mamm ye puchna tha aapne jo azwin or sont ka past bnya tha vo , kya fry kiya tha unhe bhi pahle sont or azwin dono ko ghee me 🤔🤔🤔????
@faizaadnan29543 жыл бұрын
Nope you dnt need to fry them. And no need to make a paste just add in powder form before eat. Which i understood
@anupama6014 жыл бұрын
Mam apke kade bahot sunder hai kahan se liye hai please bata do please request hai
@Mohammad-qc5kb6 жыл бұрын
Meri beti ko aaj hi bade operation se delivery hui hai usko yeh kitne din baad dena hoga.please jald bataega
@Zaikadilli66 жыл бұрын
16 din bad de sakti hen Allah sehat tandrusti de aameen
@shizashumaila88886 жыл бұрын
Mohammad Saquib wftùipp ......mjjm..
@farhanjaved54494 жыл бұрын
Is mosam mai kia isy use kr sakty hain. Means k mosam abhi garam hai.
@Zaikadilli64 жыл бұрын
Only new mother's
@economistneha25982 жыл бұрын
Kya nariyal powder skip kr skte hai ..???
@maharajput57634 жыл бұрын
Cheronji ka hote hy us ki b video banaye ga plz
@tanveerpathan6827 жыл бұрын
Ajwain sonth bola is liye punch mene ajwain matlab jo hajme k liye use hoti he wah sahi he
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+tanveer pathan ji Yes wo hi he
@parwezkhan247 жыл бұрын
Samina g ye jisme sonth or ajwain ka powder rakha hai wo box kaha se liya hai bohot achha hai
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Parwez Khan ji Chandni chowk se
@MI-ir9rj7 жыл бұрын
Asalamualiakum...maam please bataiye ki ise daily kitni quantity jaggery me lena hai aur kb khana hai and kitne din tak...
@MI-ir9rj7 жыл бұрын
Maam meri ladki 6 months ki hai...toh please us hisab se bataiye..aur ek bath maam mujhe sardi bht hoti hai jaldi lagjati hai .kch aisi tip bataiye jisse meri body me garmi aae..please maam main apki bht thankful rahungi..
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+M I ji Walekumassalam dear aap ye hafte me sirf 2 bar khayen kisi bhi waqt total quantity 100 grm len
@MI-ir9rj7 жыл бұрын
Jazakallah maam fr ur quick and valuable reply...
@Novefahad6 жыл бұрын
Mara baby 7 month ka ho kaya c section sa howa Bhut weakness hai muja abbi bhi . Mai na koi penjiri etc use nai ki . Kia mai abb use kar sakti ho.
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Zarur use karen aap ye aapke liye faydemand he
@FQSeriese7 жыл бұрын
bahut achcha hai mujhe sonth ajwain ke powder ki recepe de dijeye please
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+FQ Seriese ji Hamare dusre chennal samina,s kitchen tips per dekh sakte hen
@mehndiabbas21805 жыл бұрын
Kindly ap ye b tw bta den k oprait main ye nae pee skty kya Khana Chahiye Mera next month baby Hona oprait se
@Zaikadilli65 жыл бұрын
Operation k 1 month bad kha sakte hen
@rahatnazim87126 жыл бұрын
Boht khob,Kia is ko sirf buchy wali oorat hi kha sakti Hy,soon ajwain AGR na dalain to koi bhi kha sakta Hy Kia plz answer zaror dain
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Isko sab kha sakte hen new mother's k liye zyada fayda karti he
@priyarawat75074 жыл бұрын
Mam ye delivery k kitne din baad or kitne dino tak kha sakte h
@shaistakhatoon18113 жыл бұрын
Maim. Esko. Estor Karke rakhsakte hai
@sabihageer83173 жыл бұрын
Mam isme gond nahi dalna he kya please reply
@mohammadalmas75817 жыл бұрын
asslamu alekum baji aapne bht hi achcha kra k sardiyon k shuru m hi ise bata diya ye sub k liy m desi ghee nhi khati kya ise sade ghee m bana sakte h meri beti ko bht achchi lagi video kya ghr m sub kha sakte h ise allah aap ko tarqi de mere liy b dua karna m b dilli 6se ho meri dili khuwahish aap se milna h aap kaha rehti ho
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Mohammad Almas ji Walekumassalam sister isko sab kha sakte hen lekin kam miqdar me lekin desi ghee me hi banayn to behtar he
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Mohammad Almas ji
@indianmomwithlavin61353 жыл бұрын
Mam c section mai kha sakte hai kya 45 days ho gae hai ab to delivery ko.
@AllInOneChannel-rq7ec7 жыл бұрын
Samina ji bahut hi mufeed recipe Batayi hai aap ne.hamari dua hai aap aur taraqqi karein
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+naushad ali ji Bohot bohot shukriya
@YachikarawatRawatyachika2 жыл бұрын
Roj kha sakte h
@manjudharewa23866 жыл бұрын
Ye New mother ke liye h ya koyi bhi le sakte h plz jrur bataye
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Aap bhi le sakte hen
@alpikarai61876 жыл бұрын
Operation se huyi delivery k bad kha sakte hai ye ??
@paharikuri52153 жыл бұрын
Bp high ho to kia use KR skty h
@roopalsharma60097 жыл бұрын
Hello! Aapne jo quantities batai hain, usme kitni baar khaya ja sakta hai. Agar ye 10-11 din tak khana ho toh kitni quantities mein dry fruits aur gud lena hoga.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Roopal Sharma ji Aap video dhyan se dekhen dobara humne explain kiya he
@roopalsharma60097 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 Thanks for the reply. Maine video mein dekha hai ki aapne har cheez ki quantities batai hain. Lekin mera poochna ye hai ki agar ye 4-4 spoons roz lengey toh ye kitne din tak chalega?
@roopalsharma60097 жыл бұрын
Meri due date nazdeek hai, please reply karke thoda samjha dijiye. Thankyou in Advance. :)