राधे राधे 🙏 गुरुवार व्रत की दोनो कथाएं सुनिए पूजा देखते हुए - kzbin.info/www/bejne/d57ZYoyLgJ6Xerssi=ZX2CvXsIUIpD8QNm गुरुवार व्रत विसर्जन विधि(पूजा की चौकी कब उठाएं)-kzbin.info/www/bejne/hKHOiGSgop2ekJosi=mB0jOuM-1VRdxAB_ गुरुवार व्रत पूजा का सही समय - kzbin.info/www/bejne/nJuVqp9mbbCBfdUsi=5zCOnNP_WO8wjNEH
@NishaSahu-zt6ks4 ай бұрын
❤❤❤❤
@Pratibha-bb6qv2 ай бұрын
लो जी@@NishaSahu-zt6ks
@poojabhaskar87917 күн бұрын
Didi mai 11guruwar varth ka sankalp li thi to udhyapan karna chahti hu to kya kar sakti hu please batiye krisnna paksh me October me
@sapankumar20778 ай бұрын
Aapki video se bhot hi achhi jankari mili hai or sb ke video se bilkul perfect btai hai jo sunna chahti thi whi h bilkul clear krke btai hai aap thak you di ❤❤❤
@RamrkhaKumar6 ай бұрын
😊😊😊😊
@M.r.hacker.8085 ай бұрын
❤❤❤❤❤
@ektajk.sharma8 ай бұрын
Kya mai brihaspati bar k vrat me chawal aur chane ki dal ki bina namak wali khichdi bana kar kha skti hu kya??
@himshwetapandey30764 ай бұрын
So well explained. Thank you! Brihaspativar vrat maine jitna ho saka, kiya aur ek baat zaroor kahungi. Farak padta hai. No doubt about it! Planning to restart soon. ॐ नमो भगवते वासुदेवाय नमः
@nancykansal18Ай бұрын
Farak kitna vrat ka baad mehsus hua?
@vineetapal99616 ай бұрын
Jai bagwan Vishnu ji
@PearlsofLife219 ай бұрын
Hello didi.. ❤ bahot acche se ek ek cheez samjhate ho aap.. aap bahot pavitra aur pure lagte ho.. aap ke kuch videos dekh kar, aur aap ki achchi baatein sun kar meri aankhon me aansu hi aa gaye.. kitni mehnat karte ho aap ek ek video ke liye.. mera bahot saara pyaar didi ❤
@spiritualwoman799 ай бұрын
Bahut bahut dhanyawad apko..aur pyar bhi... apne jo pyar jataya h uske liye Dhnywaad k liye mere pas sabd nahi h.. Dhnywaad sabd hi chhota h Bas itna hi radhe radhe behan....
@PearlsofLife219 ай бұрын
@@spiritualwoman79 Thank you di aap ke reply aur pyaar ke liye.. lots of love..!!❤
@sanjeetgori98856 ай бұрын
Thanks didi Humara doubt clear karna ke liya me Muslim hu or ya nhi samajh pa rhi thi ki vrat kesa rakhu apna ji bataya uska liye bahut bahut dhanyawad aapki video bhut helpful h❤
@ArtiPandey-o6b8 ай бұрын
Jay Shri Radhe Krishna Nagar 🙏🕉🚩
@Pujaji-x6n7 ай бұрын
Radhekrishna
@sapnasonkar41978 ай бұрын
Radhey radhey di Maine AJ se vrat shuru kiya h di navratri me kaise krungi or mi poore navratri krne pr guruvar kaise krenge bataiye Didi please 😊😊
@Gardenandplants886 күн бұрын
Jai jai vishnu bhagban ji 🙏🙏🙏🙏🙏🌺🌺🌺🌺🌺
@mayyankmukesh48639 ай бұрын
👍👍👍 दीदी नर्तक व्रत कैसे करते है और दिन में क्या खा सकते हैं और कब खाना होता है सब विधि और नियम बताइए, और दीदी लघु शंका और दीर्घ शंका जाने के बाद व्यक्ति कैसे शुद्ध हो सकता है स्त्रियों के लिए प्लीज नियम बताइए
@rinkichaurasiya67063 ай бұрын
हे हे विष्णु भगवान मेरी मनोकामना पूर्णकरना हम सोलह गुरूवार व्रत रखेंगे आपका 🙏🙏🙏🙏🙏
@GopalVerma-b6h12 күн бұрын
Radhe radhe radhe krishna❤❤❤❤
@Ram-hi3zi19 күн бұрын
Bahut bahut dhanyawad Didi
@factsoflife88822 ай бұрын
Thank you didi jaankari bahut achchi hai
@gajendrakumarpanday597826 күн бұрын
Om Namoh Bhagwate Vasudevay🙏
@SaritaYadav-qc3euАй бұрын
Jay shri Laxmi Narayan ji 🙏🙏
@santoshtiwari55829 ай бұрын
Jai shree hari Vishnu 🙏
@Pujaji-x6n7 ай бұрын
Jay guru Brihaspati Dev ki
@YogeshKumar-vj7od6 ай бұрын
Me ye vrat kr rahi hu lekin me mere vrat ke bich me hi pregnant ho gai hu to me kya karu
@mamtakamal6584Ай бұрын
Mam ye to achi baat h
@priyatomar9862Ай бұрын
Ye to bohut achhi BT he
@disha71182 ай бұрын
Jay Shri Shyam Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe
@PoojaSharma-n7t2v3 ай бұрын
Didi kya mai sawan me guruwar ko brat kar sakte hai please bataiye
@saritamaurya61522 ай бұрын
Didi aaj mera 16 va vrat hai brahaspati dev ji ka kintu 17 ve brahaspati var ko उद्यापन karna पीरियड ke karn aur kuchh karno se ho pane me samsya aa rahi hai to kya karu उद्यापन ko kya aage बढ़ा sakti hu kitne din बढ़ा sakti hu ya nahi please reply dijiye😢 kya karu
@vinaysharma30998 ай бұрын
Vishnu bhagwaan k photo pr hr guruwar ko naya mauli phnana h ya phle vrat ko hi mauli phnana h?? Reply me
@RadhaSharma-pw4dj8 ай бұрын
Bhut aachhi jankari di aapne😊😊❤❤
@akriticraft7 ай бұрын
Namaste Didi aapki video dekhne se hamen bahut santushti milati hai gay ka gobar na milane per Gauri kaise banaen please bataiye didi
@spiritualwoman797 ай бұрын
Pisi haldi se Ya haldi ki ganth jaise maine ghis kar bnayi h
@akriticraft6 ай бұрын
Thank you didi
@minakshikumari4421Ай бұрын
October me guruvar ka vrat start kr sakte hai please 🙏 reply kijiye
@spiritualwoman79Ай бұрын
Ha ji Par dev utni एकादशी पास में होगी तब करिए जब पास में ही है तो
@minakshikumari4421Ай бұрын
Ok ji thanku
@minakshikumari4421Ай бұрын
Lekin didi October me to devuthni ekadashi nhi hai wo to November me pd rhi hai please hme guide kijiye
@minakshikumari4421Ай бұрын
October me navratri pd rhi hai hm inhi se sukl pakshy se guruvar vrat utha sakti hu
@mohinigupta5858Ай бұрын
@@minakshikumari4421मैं भी इस दिन से शुरु करूंगी
@shivanichauhan171412 күн бұрын
Radhey Radhey Mam🙏 Maine 16 vrat ka sankalp liya tha jo aaj poore ho jayenge..to kya main next Thursday 24 October 2024 ko udhayapan kr skti hu?
@spiritualwoman7912 күн бұрын
ak aur kar loदेवउठनी एकदशी के बाद कर लेना
@shivanichauhan171412 күн бұрын
Okk mam🙏
@deepagupta11275 ай бұрын
Radhe radhe......aap bht achene explain karti h...thank u
@spiritualwoman795 ай бұрын
Radhe radhe ❤️
@BhavyaDab3 ай бұрын
🙏Om namo bhagwate vasudevaya namah 🙏💐👏
@ShanviRawat-h8m13 күн бұрын
Dii mera reply jarur dena kya m kl se vrat kr sakti hu 17 october se 17 october ko guruwar aara h pls btado
@KajalFineArts12 күн бұрын
M bhi kl se suru krungi 17October se
@rawatvlogsana12 күн бұрын
Di udyapan 16 guruwar k pura hone pr karna h ya uske bad agle guruwar ko
@princu91637 ай бұрын
2024 ma 16 guruwar ka brat kon se mahina ma start kare
@maneeshamadaria81017 ай бұрын
Poush me nahi krte , koi mahine shukl paksh me start krte hai
@princu91637 ай бұрын
April ma guruwar ka brat kon se 11 April se kare ya 18 April se please bataiye 🙏🙏
@sunitakamboj88012 ай бұрын
Di Brahspati Dev Ji Ka Udhyapan 16 ve vrat vale din Krna chaiye ya 17 ve vrat vale din Krna chaiye .
@manshikamalofficial2850Ай бұрын
Radhe radhe
@shalupandey65229 ай бұрын
Jai mata ji 🙏🙏🙏🙏🙏
@mahianshu243 ай бұрын
Guruwar ko vrat rkhna hai to Kya hum Wednesday ko bal dho skte hai
@MadhucreativeaddaАй бұрын
Vrat ke ek din phle bal dhona hi hota h
@nandinipatel6191Ай бұрын
Dii mai next Thursday ae rakh skti hu vrat plzz btay plzzz olzzz yr di
@ShanviRawat-h8m13 күн бұрын
Hello dii 🙏 kya m guruwar ka vrat 17 october se start kr sakti hu pls reply me
@SunitaDevi-qb5uj3 ай бұрын
राधे राधे दीदी सावन में हम बृहस्पतिवार उठा सकते हैं
@spiritualwoman793 ай бұрын
Ha ji bilkul
@kanchanyadav23904 күн бұрын
Plssss di iska jwab jarur de. Guruvar ka vrat mai uthana cahti hun pure niyam se lekin mera sawal ye hai ki. Is vrat me jo niyam jaise bal nhi dhona, kapdhe na dhona, pocha nhi lgana agar ye sab niyam ghar ke log na mane to kya mere vrat ka phal nhi milega meri manokamna puri nhi hogi.
@spiritualwoman794 күн бұрын
घर के लोगो से कोई मतलब नही है सिर्फ आपके कार्यों से ही फर्क पड़ेगा व्रत में
@kanchanyadav23903 күн бұрын
@@spiritualwoman79 di ik or sawal tha ki agr ham angan me gamle me pooja karte hai to kya hame kalash sthapna karna hoga. Agr karna hoga to....agle din kalash ko kaise hatana hai or pani ka kya karna hai
@sharmaji82883 ай бұрын
Brahaspati vrat udyapan sawan ke is mahine me kr skte hai kya??
@spiritualwoman792 ай бұрын
Ha ji
@sateeshvermasateesh84612 ай бұрын
Savan mein ham utha sakte hain Bhagwan Vishnu ji ka upvas
@SweetyPrasad3 ай бұрын
Mai sare niyam karti hu jo jo aap boli ho par maine 17 January se kar rahi hu meri manokamna puri nhi ho rahi h kya mai 1 months chhor kar navratri se. Start kar sakti hu
@s_h_r_e_e_r_a_d_h_e_e_5 ай бұрын
Agar bech mei periods ho jayega toh vo vrt mei count hota hai? Please boliye.
@spiritualwoman795 ай бұрын
Vrat karna hi h..chhodna nahi h Par agar dusra koi puja kar le to count kar sakte hajn Lakin na kare koi puja to jin vrato me puja kar payen suddh hokar unhi ko gine achha rehta h Vrat chhodna nhi hota h fal to milta h magar mansik puja na karo to kewal. Bhukhe rehne ka hi fal h puja ka nhi to 50 percent hi reh pata h
@anniyadav73078 ай бұрын
दीदी जी मेरा गुरुवार का निरजला वरत रहता है भूल की वजह से मेने रात का जूठा पानी गूरूवर की सुबह 4 बजे पी लिया कया मेरा वरत खडित हो गया 🙏🙏
@spiritualwoman798 ай бұрын
Nirjala h to jal pine se vrat to tutega hi par aap ak adhik vrat kar lijyega ginti badha kar
@seemapaswan15073 ай бұрын
Guruvaar ke vrat mein din mein koi bhi fruit (fal) kha sakte hain ya koi peela fruit khana hai din mein falahar k liye? Aur is vrat mein chai bhi pi sakte hain kya ya nahi? Nd baalo ko bilkul nhi dhona ya sirf khaali paani se he dhona hai? Pls pls reply jarur kijiyega i will wait fot ur reply 🙏🙏
@spiritualwoman793 ай бұрын
Adhik Khtta fal chhod k koi bhi fal kha sakte hain Log baal bilkul nahi dhote par mai vrat karti to baal gile jarur karti Q ki letrin jate smay.. gande pani ke chhinte bhi pad jate hain kabhi kabhi aur asuddh sa lagta h Kisi ka sirdard ya bimari ho to alag baat h Baki chay ak nasha b aur vrat me har nashe se dur raho
@seemapaswan15073 ай бұрын
@@spiritualwoman79ok thank you for your reply 😊🙏
@AnjaliGgupta-o7d12 күн бұрын
Mujhe subha hot water pine ki adat hai to kya mei pi sakti hun
@PritiChaudhary-w3tАй бұрын
Thank you didi ❤❤
@binurohanrana56882 ай бұрын
Sham ka jo khana hota he.. Usko hm refined me bna skte he..
@RaniChauhan-uq5tp5 ай бұрын
गुरुवार का पूजा vart krne ke baad chowki ko kb hatana chahiye
@rinkuyadav-be6cc7 ай бұрын
Vrat wale din tea me kya kya dal sakte hai
@rajani72356 ай бұрын
Didi 🙏🙏mai brihaspati bar ka brat krti hu 16 brihaspati bar ka sankalp li thi aur is mahina hi mujhe conceive ho gya hai doctor bol rhe hai brat nhi rkh skte par mera man bahut pareshan hai to mai kya karu brat continue kru please reply kriye 🙏🙏🙏
@spiritualwoman796 ай бұрын
Doctor keh rahe to apni tabiyat ke anusar apko Kam karna chahiye Baki Dil maane to Ak do bar..fal kha kar raat ko bhojan kar lo Aisa kar skate ho ya Kewal puja katha Karo.. kela me jal dalo... Mala se jap Karo.. Aur .khana Bina lehsun pyaj ka Kha lo dono time Aisa kar lo Jaisa AAP thik samjhe waisa karen Garbh Bachhe ko khilane k liye vrat chhod bhi skate hain Jab डिलेवरी हो जाए तब कर लें
@PriyaMehra-mk6mn4 ай бұрын
Phle fasting krte the bich me tbiyt khrb hone se chhor diye the 29 February se start kiye the 16 complete ho gya hai fasting
@SaritaYadav-qc3euАй бұрын
Mam ji ......hmm bs brihspati bhagwan ki puja karte hai abhi 17year ki hu to kya varat kab kru ya varat karna chahiye.....kab se varat suru kre kya vrat ginkar Krna chahiye...ya hmesa varat rakh skte h mam ......
@spiritualwoman79Ай бұрын
Hmesha rakh skate hain par udyapan karte rehna chahiye bich bich me saal teen panch saal jab bhi ichha pade Uddyapan ke bad for utha sakte hain vrat
@SaritaYadav-qc3euАй бұрын
To abhi vrat nhi krte bs puja krte hai ....
@Shobhakriydv-zs1ts2 ай бұрын
Gurubar vrat jisse grah h to kis tarah Puja karni chahiye or sawan me start kr skte h kya ?
@spiritualwoman792 ай бұрын
Ha kar sakte hain Maine puja karke 8-10 video diye hue हैं आप प्लेलिस्ट में चेक करें plz 🙏🙏 राधे राधे,❤️
@ShreeRadhy28116 ай бұрын
Mam ek question ka reply kijiye please mne vart kiya or katha ke baad period dotes m aaya vse m clear thi ab nhi aane vale the 6 din tha to mne pooja kr li aab btoo aap continue rakhe
@spiritualwoman796 ай бұрын
Ha continue kariye .. period me bhi vrat chhodte nahi h
@ravisharma92777 ай бұрын
Is vrat me haldi ka sevan ker sakte hai?
@spiritualwoman797 ай бұрын
Ha
@ravisharma92777 ай бұрын
@@spiritualwoman79 thank you ☺️
@maasharde7 ай бұрын
Ha
@ananyakushwaha53504 ай бұрын
Aaj se maine vrat suru kiya hai.. But kele ka plant nhi h.. Kya aaj kharidkar sham ko pooja kar lun
@spiritualwoman794 ай бұрын
Jee . July me sawan se vrat start karen Aaj ho gya jo ho gya
@AkanchaSharma-rv9tx3 ай бұрын
July m kb kr skte h start
@neetupadihaar64745 ай бұрын
Periods m kiya gya vrt ginti m aata h ya nhi please btaiye
@Anuradha-qx4pb4 ай бұрын
Dii radhey radhey kya mai abhi guruvar ka veat Start kr skti hu ya fir achhe dino ka wait kru
@anjalisingh692Ай бұрын
Kartik Maas se
@vinaysharma30996 ай бұрын
Mam mujhe puchna tha ki mera guruwar ka vrat 2 ho gaye h... Ab aap ye btaiye ki navratri me guruwar ka vrat kese continue hoga?? Plz reply me soon.. P
@kajolpaawanverma31345 ай бұрын
M iss vrat mei sham ko sendha namak le leti hu ...toh thik h na actually m bina namak k reh nhi patii😊😮
@spiritualwoman795 ай бұрын
Namak realated koi bimari na ho to meetha bhojan hi karna chahiye
@ChandniraniChandnirani-b6eАй бұрын
Didi is baar diwali gurubar ko hai kya is din se brat arambh kr skte hai
@spiritualwoman79Ай бұрын
Nahi shukl paksh se karen
@Ava._.4348 ай бұрын
Ma'am agar hum mayeke gye h wanha bhi kar sakte h kya
@middleclassbahu35566 ай бұрын
Mam mai Thursday ko vrat rehti hu or jb jb mai vrat rehti hu tb tb mere ghar me ladayi kisi na kisi cheez ko le k ho jati h or mai roti jarur hu iska kya mtlb hua
@silam17174 ай бұрын
._te r❤
@Thargamer-ds9ur6 ай бұрын
Jai Vishnu bhagwan narayan bhagwan ki jai
@AnshikaPal-g1h6 ай бұрын
May 3 salo sy Virat kar rhi huu ab aap mery ko yh baty ki may kab udya pan Karu please 🥺
@Kirti235706 ай бұрын
Sham me b Bina khana khaye vrat purn hoga ya ni??
@PriyankaJaiswal-l1u3 ай бұрын
क्या सावन से बृहस्पतिवार का उपवास उठाया जा सकता है।
@shalinidewangan68613 ай бұрын
Ha kar skte ho
@kavitayadav-cb4ej5 ай бұрын
M toh 4 month baby ko feed krwa rhi hu Or vaise b bahut kamjor hu Bar bar flahar nhi kiya or pani nhi piya toh beti bhukhi rh jayegi
@ChhayaSinha-jh1gj2 ай бұрын
Jai birspati dev❤
@ajnavisharma38153 ай бұрын
Kya m 18 july se guruvar ka vrat kr skti hu
@sunitakamboj88016 ай бұрын
Di BRAHSPATI DEV JI KE VRAT me din me 2 bar chaye le skte h kya
@spiritualwoman796 ай бұрын
Waise to har nashe ka tyag hi karna chahiye
@rinkuyadav-be6cc7 ай бұрын
Kya brihaspativar vrat me vishnu sahsranaam path padh sakte hai ki nhi
@spiritualwoman797 ай бұрын
Ladke padh sakte hain ladkiyan nahi
@anushka37815 ай бұрын
Didi...Maine Thursday fasting start kar diya hai pr mujhe sankalp ke baare koi idea nhii tha to maine binaa sankalp ke hi fasting start kar di hai abhi ptaa chla ki bina sankalp ke vrat phalit nhii hota hai to ab mai kyaa karu ?? Please Btaaiye 🙏🏻🙏🏻
@spiritualwoman795 ай бұрын
Koi baat nhi bhagwan man ka sankalp bhi...jante Hain..man me jo chij sochkar vrat karo usi ko fal jata h Par kayi bar ham man me kayi chine soch lete hain tab gadbad h..fir fal bant jata h Jab bure kamo ka fal bina Sanklp milta h to achhe kamo ka bhi milta hi h... Vyarth nhi jata Par vidhi vidhan ka bhi mahatv h... Taki..sampurn fal ekattrit rahe sheegr ho kaam
@anushka37815 ай бұрын
@@spiritualwoman79 thank you didi 🙏🏻🫂 mujhe ek chiz or puchhni thi ki mujhe ye wrat 16 brihaspati waar karna hai to vrat jitne bhi din Kiya hai wo saare din ginti honge ya nahi??🙏🏻🙏🏻
@rinkuyadav-be6cc7 ай бұрын
Kya period me om namah lagakr dono devata kaantra jap kr sakte hai
@spiritualwoman797 ай бұрын
Jap nahi kar sakte muh se bolkar karna nishedh h Kewal naam jap muh se bol kar sakte hain.. Aur man mantr jap ke liye aapko apne gurudev se aagya leni hogi Hamre guru dev nahakar bina bole kewal man me gurumantr japne ke liye bol dete hain
@PriyaSingh-it2ug2 ай бұрын
Kiya ham haldi kha sakte h guruwar ke varat mai please reply me didi
@sushmitatrivedi38435 ай бұрын
Didi mera Thursday fast mama ke ghar jane ke baad se chhoot gaya h ab kya karuuu please reply
@nehapatwa83043 ай бұрын
Puja ka bartan dho sakte h sabun se
@RakeshRakeshpatel-bv1sf6 ай бұрын
Kya guruwar pooja ke bad shukrawar ko chauki hata sakte hai plz jaldi batayi
@ramakantdewangan3 ай бұрын
Jai shree shyam 🙏🙏🌹
@kamleshwaridewadhari43594 ай бұрын
Hare Krishna mataji mera naam kamleshwari Dewadhari h mere Rashi me kele ke ped ki pooja karna likha h to mai kitna guruvar kele ke ped ki pooja karungi or or har guruvar ko janeu pahana padega kya plz btaye
@spiritualwoman794 ай бұрын
Janeu har bar nahi pehnaa only first and last me 16 guruvar to karen hj
@ShambhaviSingh-vd5pw3 ай бұрын
Om bhrim brihaspate namah...
@priyankarajput36493 ай бұрын
Is vrat me sabun use kr sakte hai kya plz btana mam
@spiritualwoman793 ай бұрын
Only toilet jakar hath dhone k liye karte hain nahane k liye nahi
@priyankarajput36493 ай бұрын
@@spiritualwoman79 thanku
@rajnigurdeepsingh627812 күн бұрын
Mam please aaj maine first vrat rkha k to mai sasural me hu bahar nhi ja sakti to apne hanth se roti bna k gud chna rkh k kisi dusre se khila sakte h
@spiritualwoman7912 күн бұрын
Ha
@rajnigurdeepsingh627812 күн бұрын
@@spiritualwoman79 thanks
@ManishBarman-vd2ej3 ай бұрын
Paihle mahine me pregnency vret rkhe ya ni
@rinkuyadav-be6cc7 ай бұрын
Hlo didi hum bhi apni naukari ke liye brihaspativar vrat krte hai pr pta nhi q hmesha negative bvichar aata hai btaeye ese kaise thik kre plzzzzzzzz
@soniakumari74226 ай бұрын
Bhagwan pr viswas rkho
@nehapandey3852 ай бұрын
Didi mene sawa saal kiya fr udyapan krwa diye aaj se fr suru kiye bt mere yha kele ka per nhi h to kya me tulsi k per me pani deke vrat kru ab hmesa k liye krna chahti hu to kese kru ku6 upay boliye
@MadhucreativeaddaАй бұрын
Kelevka paudha khrid lijiye
@anitakitchen6079 ай бұрын
Kya piriyed me karna chahiye ya nhi
@jayaraniupadhyay40382 ай бұрын
Nhi
@sunitakamboj88016 ай бұрын
BRAHSPATI DEV JI ke vrat me boil allu Kha skte h kya didi
@spiritualwoman796 ай бұрын
Ha
@sunitakamboj88016 ай бұрын
@@spiritualwoman79 ok
@kajal48768 ай бұрын
Dii plz batye kya February month ki Jo 15 date h usse guru vaar vart suru kr skte h plz
@kajal48768 ай бұрын
Plzzzzz Di reply krna mujhe Shukla paksh ye sab nhi pta h kB Hoti h plzzzzz 15 Feb ko Sahi din h vrt utha Sakti hu na
@ReshuAgrawal-f1s7 ай бұрын
Haan behen bilkul
@meenakshikotwal48008 ай бұрын
Sham ko kya khana chaya
@SonalGoswamiGoswami-l2z3 ай бұрын
Humaari mandir choti hai to agar hum doosri jagh chauki lgaate hai vaha pooja krte hai ..fir chauki se uthane ke baad hum chauki se photo kalash ye sab cheeje kab hataaye btaaiye hume parso se he vrat krna hai
@MadhucreativeaddaАй бұрын
Agli subh
@JayaBhatt-k7l4 ай бұрын
Bahot acchi jaankari di hai aap
@spiritualwoman794 ай бұрын
Dhnywaad radhe radhe ❤️
@rinkisingh86805 ай бұрын
Mam kya udayapan ke baad Namak khana chahiye ya agle din
@spiritualwoman795 ай бұрын
Usi din uddyapan ki puja ke baad
@ribhakumari89504 ай бұрын
Didi mai june ke mahina me mai utha li di koi dikkat nhi n hai
@monalikatiwari58052 ай бұрын
Wednesday ko onion khaye ho ar thrusday ko vart kare lekin bal nahi dho sakte to vart kare ya nahi
@spiritualwoman792 ай бұрын
कर लो पर गुरुवार को भी केवल बालों को गीला कर k naha skate hain koi dikkat nahj
@babitajamwal88452 ай бұрын
Katiyani maa ki 21 din ki pooja or niyam or udhiyapan btaiye
@teena407.7 ай бұрын
Kya hum vrat rehte ho par yadi vrat me bhar ho to kya daan pandito ko ma papa kr sakte hai humare naam se??
@spiritualwoman797 ай бұрын
Aap hi nikaliyega..jab aap jab suddh ho jayen tab kar dijiyega agle vrat me nariyal kisi se fodwa dijiye
@teena407.7 ай бұрын
Kya daan 2 3 month baad de sakte ho yadi hum bahar rehte ho yo@@spiritualwoman79