Gumaraah hone kee bhee ha'd hati hai... Allaah paak cheek maar khan Or is k hawa'riyyeen ko nek hidayat de aameen
@A_NaturalWorld4 күн бұрын
Gumrah Logo Se Bacho Mere Bhaiyon. Kyun Ki Ye Naam Quran Ka Leraha Hai. Baat Apne Maqsad Aur Faide Ki Karraha Hai. Quran Mai Allah Talah Namaz Padne Ka Hukum Diya Hai. Lekin Namaz Kese Padna Hai. Tareeqa Kya Hai. Ye Allah Ke Nabi ﷺ Ke Sunnat Se Milti Hai. To Koi Bhi Amal Karna Ho To Sunnat Ke Mutabik Karna Zaroori Hai. Nabi ﷺ Ki Sunnat Kaise Hamari Zindagiyo Me Apnaya Jaye? Hadees Ke Zariye
@Islamicteach-j5v6 сағат бұрын
Astagfirullah
@mohammedinayathkhan65018 күн бұрын
oOoOO sidhepet waloooo don't follow layer moulana big layar namaz as per Mohammed sws Allah is Ahmed nashbandu ko hidayath da
@MohammedArif-l6i7 күн бұрын
PM MUZAMIL SAAB KA BAYAN SUNO IMAN THAZA HOGA
@shaikshabbir92856 күн бұрын
Agar kisi ko Naqshbandi pasand hai ya kisi ko PM Muzamill, toh yeh unka apna chunaav hai. Bhai saab ka islam par bolne ka apna ek khaas andaz hai. Sunna chahein toh zaroor suniye, kisi ne mana nahi kiya.
@sadiqali6526 күн бұрын
Apas mey aap hum Muslims ku ladarey. Allah se daro mulsab
@mahammedabdulrahman39836 күн бұрын
إنا لله وإنا إليه راجعون استغفراللہ ربی من کل ذنب و اتوب الیہ أعوذ بالله من هذا الشيطان الرجيم کیسے اس نے شرک کرنے کی راہ بتائی لوگوں کو اللہ کی عبادت کے ذریعے اللہ سے تقرب حاصل کرنے کے طریقے کے بجائے شرک کی دعوت دے رہا ہے یہ ملعون میرے بھائیو قرآن مجید خود پڑھیں اور سمجھیں
@shahedabdulmajeed36585 күн бұрын
iss se Koi Pooche WaAtiulla ha WaAtiurrasool Ke Kya Mayene Huve khaali quraan Hi Nahin Sunnathe Rasool Bhi Chahiye wo sunnath e Rasool Nahi tho thum Allah Thak Nahin Pahonch Sakte yaneke Tumhaara Waseela Gumraahi pe gamzan Hai Allahumma Sallyalaa Muhammad WaAlaa Aali Muhammad Allahu Akbar Jai Hind
@JafarGvt6 күн бұрын
Ok
@Al-KareemIslamicChannel8 күн бұрын
Tamam Qabar ke poojariyo shirk biddat urs sandal charaga se tauba Karo Varna hamesha jahnnam e jaoge hajat rawa mushkil kusha sirf allah hai panjetan na nabi na koi Vali peer faqeer
Aap kehte hain ke hidayat sirf Allah ke haath mein hai, toh sabse pehle humein apne alfaaz aur andaaz mein narmi aur hikmat laani chahiye. Sunni aqeedah ke mutabiq hum Allah ki ibaadat karte hain aur Nabi ﷺ aur buzurgon ka adab rakhtay hain, jo Qur'an aur Sunnat ke dairay mein ho. Jahan tak shirk aur biddat ka sawal hai, har musalmaan ka farz hai ke woh tawheed ko samjhay aur us par amal kare. Magar dosron par ilzaam lagane se pehle unhein hikmat aur mohabbat se samjhaana chahiye. Zubaan ka tehzeeb ke saath istimaal karna bhi sunnat hai.
@Al-KareemIslamicChannel6 күн бұрын
Ye baat ahmed nasbandi saamp ko sikao boahat acha hoga
@shaikshabbir92856 күн бұрын
@@Al-KareemIslamicChannel Har shakhs ki hidayat ka zimma Allah ke haath mein hai. Humein chahiye ke hum dua karein aur apne alfaz aur akhlaaq se achha asar chhodne ki koshish karein. Agar Ahmed Naqshbandi se koi ikhtilaf hai, toh usko ilmi aur mohabbat ke saath samjhana zyada behtareen tareeqa hoga. Agar nahi ho saka tho munazara karlo direct aapko bhi pata chaljayegaa...
@shaikshabbir92856 күн бұрын
@@Al-KareemIslamicChannel Kisi ko mushrik kehne se pehle apne alfaz aur iraade ko zaroor sochna chahiye, kyunki kisi ke aqaid ka faisla sirf Allah ke haath mein hai. Humein chahiye ke jazbati hone ke bajaye hikmat aur mohabbat ke saath samjhaane ki koshish karein. Allah hum sab ko galat baaton aur gunaahon se mehfooz rakhe.
@syedashfaqh46486 күн бұрын
Bahut Bada joker
@shaikshabbir92856 күн бұрын
Shukriya, aapke alfaz aapki soch ko zahir karte hain. Allah hum sab ko hidayat de aur ek doosre ke liye achhe alfaaz ka istemal karne ki taufeeq de.
@ShahidHussain-o9z6 күн бұрын
Joker bewakoof banata
@shaikshabbir92856 күн бұрын
Shukriya, aapke alfaz aapki soch ko zahir karte hain. Allah hum sab ko hidayat de aur ek doosre ke liye achhe alfaaz ka istemal karne ki taufeeq de.