Rasn may gale bara aur barhena sar jab Aaye shaam ke darbar may darida jigar Pari Sakina pe nagah us shaqi ki nazar Yazid naam tha jiska sajaye tha darbar Liye tha godh may dukhtar ko apni woh makkar Woh apni bachchi ke balon may haath perta tha Laga ke sine se bachchi ko pyaar se dekha Lehek ke bali Sakina se shaki bola Tujhe bhi baba tera eyse hi pyaar karta tha Kaha Sakina ne may shahedi ki pyaari hoo Tabaha haal hoo is dum dukho ki maari hoo Tu mere baba ka gandi zubaan se naam nale Guror itna nakar bandh ke rasn may hame Mei kitni pyaari thi baba ki kya bataon tujhe Mei bhol sakti nahi apne baba ko marke Mei jab bhi roti thi baba mujhe manata tha Aray bandha ke haatho ko jula mujhe julata tha Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 1) May sine pe soti thi (x2) Taskin si hoti thi (x2) Maa banke mujhe jisne aagoosh may pala tha Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 2) Kya puchta hai mujh se (x2) Kud puchle baba se (x2) Sar taaqt pe rakkha hai woh bhi bata denge Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 3) Mei jiski dulari hoo (x2) Woh dard ki maari hoo (x2) Gar simt bulao may sar godh may aayega Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 4) Kyu mujh ko rolata hai (x2) Esa kahi hota hai (x2) Bin baap bachhi ko dete hai delasa Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 5) Teri bhi tu beti hai (x2) Godi may jo bethi hai (x2) Tu dekh use zalim phir dekh mera chehra Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 6) Abbas agar hote (x2) Kunbe ko mere kese (x2) Tu bandh ke rassi may darbar may lata Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 7) Yeh kurta phata mera (x2) Jo khoon may hai dooba (x2) Abbas jo dekhenge ek hasr uthenga Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 8) Chalta na agar khanjar (x2) Shabbir ki gardan par (x2) Hum qaid nahi hote akbar na sina khata Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 9) Yeh khaak asiri ki (x2) Chehro pe nahi hoti (x2) Baba mera sajde may gar sar na katata Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2) 10) Rehan qalam mera (x2) Likh kar yeh bayan roya (x2) Kagaz pe gire aanso dil dard se tadpa Haan tha mera baba mere liye zindan Haan tha mera baba (x2)