Asslamo alikum bhai ap ki waja sy islam ko samjna asan ha.good job jazak Allah.
@ishraisho32022 жыл бұрын
Ali bhai men kiya kahon mere paas to alfaz nahi hen men aap ki kon kon si quality pr aap ko salute Karon you are the best person
@cookingwithngkhan10 ай бұрын
اللھم صل علی محمد و علی آل محمد کما صلیت علٰی اِبراھیم وعلی آل اِبراھیم اِنک حمید مجید ❤️اللھم بارک علٰی محمد و علی آل محمد کما بارکت علٰی اِبراھیم وعلی آل اِبراھیم اِنک حمید مجید [heart]
@unzalakhanunzalakhan614 Жыл бұрын
Mujh sir ap ki btain sun k esa mahsos ota k me ilm rkhti hun ... Es se phly me bus gumrah the biggest fan of urs sir g MashAlah Alah ap ko sehat r Zindagi dy ....
@rizsiyal9 ай бұрын
😂😂😂
@sania244348 ай бұрын
Mujhe b aisy hi feel hota hai
@nighatisrar33302 жыл бұрын
آپ نے وضاحت تو بہت اچھی طرح کردی لیکن انہیں احاديث سے یہ بات واضح ہو جاتی ھے کہ موبائل پر قرآن لگا کر ان سات دنوں میں جتنا سن سکتی ھیں خواتین سن لیں جب سماعت کے ذریعے قرآن دل میں اترے دماغ میں جائے گا تو پھر کیوں بھولے گا ۔ ثواب اللہ تعالی دینے پر قادر ھے ۔
@nighatisrar33302 жыл бұрын
جب حضرت عائشہ مخصوص ایام میں قرآن سن لیتی تھیں تو امت کی خواتین بھی سن سکتی ھیں ۔ سماعت پر تو کوئی پابندی نہیں لگائی گئی ۔
@rimsharazzaq5869 Жыл бұрын
Is tarah to phir jis n hifz kia wo parh b skti ha .. touch ka ha k chuuna nai ha .. naa paki halat ma.... Please mazeed explain karae to
@asma54511 ай бұрын
Ye glt Bta rhy zbani phar skti sun skti ...mobil ya tab pr phar skti Hy
@sultana1359 Жыл бұрын
Masha allah Al hamdulilla allah ne aap ko kitna azim tohfa diya hai ali mirza ji apni hidayat ka subhan allah insha allah har ek musalmaan ko allah aisi hidayat de aamin
@qondealbeloch40383 жыл бұрын
Plz dua karwe allha moge nek ulad de ameeen 🤲🏻🤲🏻🤲🏻🤲🏻
@waleedraza29893 жыл бұрын
آمین ثم آمین
@tainach94853 жыл бұрын
ALLAH please capital likha kry thanks 😊
@tainach94853 жыл бұрын
ALLAH k spelling please theek likha kry thanks 😊
@tainach94853 жыл бұрын
@Bholi Bano main apki bat nahi smji or thanks meri correction k lia ALLAH pak apko is k ajar dy but please zara dobra batai main smji nahi thanks 😊
@tainach94853 жыл бұрын
@Bholi Bano walikum asalam dear mujy lgata ha ap ny mera comment gor say nahi parha please ap phly usko parh lo . .. many kaha ha k ALLAH capital likha kary many kahi b ya nahi kaha k ALLAH k A capital likhy .. ap please mera comment dobra say read ki jay thanks 😊
@sultana1359 Жыл бұрын
Al hamdulilla muje kafi malomat hui hai den ki aap ke zarye jazak allah khair allah aap ko apni amaan rakhkhe aamin
@Crazyboy-t6e9 күн бұрын
Sadqay jaon Allah apko bht ajjar dai bhae Bht shukria ❤❤❤❤❤
@ShehzadiZahoor11 ай бұрын
أُولئِكَ هُمُ المُؤمِنونَ حَقًّا..♥️ یہی تو سچے مومن ہیں 🤍
@ummehani5510 Жыл бұрын
main ne adhi dekhi video mager herrat he peli bar engineer ne bari tameez se bgher Kisi ka mazaq uray bat wazih ki
@hareemsworld6788 Жыл бұрын
Masha Allah bhtt hi khoobusrti sy explain kia mri dua hy k hum log yh bat smjh b skin or logon k zehn sy is galt fehmi ko nikal skyn jis cheZ ki Allah ny chooot di hy tu phr bhesa tu bnti hi nhi
@ahmadjaveed32138 ай бұрын
Our teacher ustaza farhat hasmi and allhamdulillah i diagreed with this point
@farhazareen72912 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Hazrat. Sahi kaha apne itna koi na dan nhi hota 😇😇😇😇😇
@mubashrarizwan75543 жыл бұрын
Thankyou so much sir ap ny itny achy tareqy sy sb byan kaia samjya very nyc
@iqbalahmad36443 жыл бұрын
Ma shaa Allah Good effort
@asma86062 жыл бұрын
Jazrat Aisha r.a. Se Riwayat Hay Unho Ne Farmaya: Nabi ﷺ Meri Godme Takiya Laga Lete The Jab Ke May Haiz Se Hoti, phir Aap Quran Karim Ki Tilawat Farmate The. Sahih al-Bukhari 297 Vol. 1, Book 6, Hadith 297
@RedRose-ml1qp8 ай бұрын
Bilkul thek explain kia❤
@tasneemjaved85503 жыл бұрын
Asalaam o alaikum ,,, sir teacher ko tou dosiri teacher se replace Ker saktay hain ,, but agar Quran ki tajveed seekhnay wali khawateen yani student k liye kiya hukum he???
@rajaibrar49273 жыл бұрын
Mera bhi yahi sawal
@SUF.YAN_JutT Жыл бұрын
Smjh nai ai mtlab
@rimsharazzaq5869 Жыл бұрын
Apki yeh baat gaalat ha bhai k sara sara din ya pura pura mahena quran nai kholti.. kisi ki dili muhabbat ko youn judge nai krty dear bhai .. bhai aap ahaadees ka hwala dae .. we are here to follow them in Shaa Allah❤
@sonymultivision6143 Жыл бұрын
Wo sab ki bat nhi kar rahy aap Dil pay na Len, main ny aisi aurten aur aisy mard bhi dekhy hen Jo Sara saal Quran ko hath nhi lgaty Ramzan men 2 4 din kholty hen phir bas josh khatam ho jata h. Allah hum sab ko maaf Kary aur hidaet day.
@ShehzadiZahoor11 ай бұрын
@@sonymultivision6143💯
@kosarnishat9383 жыл бұрын
Ali bhi slamt rkhy Allah ap ko 💞💞💞💞🌹🌹🌹🌹
@jannatkhan92032 жыл бұрын
Quran bhool ne k masle maim mufti taariq masood ne ijaazat de dee thi magar wo durust nhi hai agar bhool ne ka masla hai toh behtar hai ki haafiz ladkiyaan quraan sune gunah b nhi hai or bhoole ga b nhi aaj net ka zamana hai buhat aasaani hai
@AyanKhan-jz7fh Жыл бұрын
Jo Quran ki zuban smj jaey jaen uski guftgu me khud he Quran ki khikmt jari hoti ha
@arfaandleeb49068 ай бұрын
Plz tell me how I can get green and blue cards (Azkaar)
@SanaBaig-p6e8 ай бұрын
Jesy aj kal islamiat ki book mein soorten hti hain to un ko touch kr skty hain kiya?
@ArRehman-m7t3 ай бұрын
Jazakallah jazakallah jazakallah jazakallah jazakallah ap na mere bohaaaaaat SA doubts is video ma clear kr dea hain again jazakallah
@icttutorials42662 жыл бұрын
And these days no need to touch Quran because u can read on mobile or tab
@FizaKhuram-bg6tp Жыл бұрын
Dua ka irade se parh sakte he
@AbdulRehman-td5ky Жыл бұрын
Quran quran ha tab pe prho yn mobile pe yn as a book. Parhna mana ha.
@Slayer_plays Жыл бұрын
Quran nhi prh skte chahe mobile Mai hu ya real Mai Quran ke alfazo ki wajah SE Sirf azkaar krskte hai aur Quran ke andar Jo Dua aayi hai unhe prh skte hai Wu bhi Quran ki niyat kare baghair Sirf Dua ki niyat se❤
@SS.8018 ай бұрын
Parhna haram hain bagair mobile ke bhi bs parh hi nhi sakte
@sonymultivision61438 ай бұрын
Namaz men to namaz ho hath nhi lgana hota wo bhi Dua hi h puri, jb namaz nhi prh skty to Quran Kaisy parh skty hen, Allah hamary dilon men Sahi aur ghalat ki smjh daal day, Ameen summa Ameen. Agar parhna Sahi Allah Kary mujy smjh a jaye aur agar nhi shi to bhi sbko smjh a jaye. Ameen summa Ameen
@Zaibu688 Жыл бұрын
Thank you so much for the explanation ☺️
@ArifKhan-tl2tz Жыл бұрын
زینب صاحبہ۔۔۔۔۔۔یہ مرزا عالم نہیں ۔۔۔۔۔شریعت کا دشمن ھے اعلیٰ درجے کا گمراہ جاھل فسادی فتین دجال ھے
@its_icebrry Жыл бұрын
Is issue py i agree with Dr zakir naik 🌼
@nabilamujtaba548 Жыл бұрын
Send me link
@emaniinadeem8108 Жыл бұрын
Apki soch aur matlab ke mutabik jiska jawab acha lage ap usko follow nhn krsakte....yeh islam haiii isko daleel se samjhei n aur follow krein
@MehjabeeAli9 ай бұрын
Me too
@zaibunnisagardezi81668 ай бұрын
Zakir naik ne kyaa kahaa
@ManzoorAhmedKhokhar8 ай бұрын
Dr Zakir Nayak???
@Tasmiasaleem535110 ай бұрын
I was her student also I wore gloves on hands and listen to her . And JB papers hoty to prhna prta hi h . But tafseer Ki books C .
@sheebasalima15074 жыл бұрын
Subah aur shaam k azkar Mai bhi surah falak aur naas hote hai na wo protection k hisab padh sakte ?...plz bataye jado Ka ilaj ki duwa padhti rehti ho..lekin haiz k waqt protection k liya kya padho?
@safaadil87769 ай бұрын
ap zikar kar sakti hain surat bhi parh sakti hain , bas Quran ko touch nahi kr sakti Jo ap k zehan mien yaad hai woh jaise marzi parhien , bas namaz nahi parh sakti kyun k wazu nahi qaiyam rehta aur Quran nahi Parh sakti kyun k wazu nahi hu paye ga aur roza nahi rakh sakti ,, baqi apni zuban ya apne mobile/laptop/computer sy parh sakti hain
@hammadyaseen5840Ай бұрын
This guy does not let go single chance for self projection or self praising.
@MohdWajid-d3c11 ай бұрын
Ali bhai is best❤❤❤❤
@Mar-Yamzaheer8 ай бұрын
Very well explained ❤
@sahilimranz36984 жыл бұрын
Aoa! Kya makhsoos ayyam main audio per quran ki translation suni ja sakti hai? Pls reply briefly Jazakallah
@aquariunsana Жыл бұрын
Bilkul soun sakti hain.
@asma54511 ай бұрын
G sun b skti Hu zban phar b skti Hy...mobile ya tab pr b
@nadeemmuskan5972 Жыл бұрын
Wah wah Ali bhai mashallah 😊
@rabiaazhar939 Жыл бұрын
sekhny k ley b ni
@kashmalaqadir451Ай бұрын
Es book k pdf ka link share krden JAZAKALLAH
@islamali84743 жыл бұрын
Ali bai ye batay ky kiya aiyt karima nagy sir or hyz ki halt me par sakti he
@mahikhanvideos81354 жыл бұрын
Sir apki waja se ye masla samj aya warna yaha k log tu buht jahil hn bolty hn hr halat me paro Quran
@SaeedKhan-uz6qw3 жыл бұрын
یہ ویڈیو ایک سال پہلے کی ہے اور مفتی طارق مسعود نے دو سال پہلے کہا تھا حیض والی عورتیں نا تو قرآن پڑھ سکتی ہیں نہ ہی نماز پڑھ سکتی ہے علمائے دیوبند کا عقیدہ صحیح ہے
@itsMe_ilmaMehak3309GameZone9 ай бұрын
jeeeeeeee nhiiiiii koi ek do baty Match hojati hen bs baki nh tmko pta wo kia khty Quraaan k bary me wo khty k Quraaan Tarjuma se pro gy to gumraah hojao gy.... Kitni buri bt ki Allah ki kitaab k bary me unho ny ..Jb Allah khd farmaty Quran me k ye kitaaaab hidayat k liye Or tm pr smjhnaaaaa asaaan krdi he... phr bh wo kesi bkwas krty Kafiro wali Allah ki kitab to glt khe kr...
@Crazyboy-t6e9 күн бұрын
Quran ko samj samj k prhnay ka hukam ha Arbi her ksi ko prhni tou aati ha samj nae aati Quran ko samjtay bghair prhnay Andha goonga or behra honay jaisa ha Ya tou Arbi zuban seekhi jaiy or her ksi k leye yh mumkin nae Ess leye Tarjuma best ha ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@mrym69703 жыл бұрын
Q1:- K agr haiz me quran ka srf tarjama prha jaye asi kitab se jis me quran ki ayat Arabic me na likhi hon srf urdu hi likhi ho kya wo prh skty hn ? Q 2:- or haiz k duran quran ki tilawat or tarjama tafseer sun to skty hn na ?
@SalmanKhan-tr1up3 жыл бұрын
Hello
@AlRooh214 ай бұрын
Ji
@rimsha-arif0072 ай бұрын
Quran e Pak arabic Me Likha ho ya Urdu me hai toh quran n is liye Nahi parh sktay lekin tilawat sun sktay hai hadees b btai hai hazrat Ayesha se taik lga kr Nabi Pak (SAW) quran ki talawat krtay thy is se pta chlta sun sktay hai
@farhatriaz43783 жыл бұрын
Quran pak hifiz ho to per sakhiti hen ya mobile pi per lein to igazat he
@nisazaib76652 жыл бұрын
jazakallaho khairan kaseera
@Pakistan7788 ай бұрын
thanks A lot engineer sahi smjhae
@tahirashafi51112 жыл бұрын
Ali bhai humare liye itna mushkil mut kryn.myn ghar myn Quran parhati hon aik hi teacher hon agar 7 din choti de don gi toh phir kesse chale ga.jo larkiyan baligh ho gai hyn r abhi Quran perhna start kiya hy woh bhi 7 din choti le lyn gi toh month myn kitne din reh jain gy? Myne Arab khwateen ko glaves pehen kr Quran ki tilawat krte dekha hy.haiza khwateen ki zaban toh haiza nahi hoti app ilm ka darya hyn pr hyn toh insan. Namaz roza nd twaf e Kaba k ilawa sub kr sakti hyn. Saee safa o marwa hajj bhi ho jata hy siwai twaful wida k. Toh lehaza app hume humari majbori myn jail myn na dalyn. Jzak Allah khair
@AkbariHashmi-f6s9 ай бұрын
Sahi bat h jab namaz roza nhi to quran k se padh sakte
@sairakayani47663 жыл бұрын
JazakaAllah,,,logically bi ye bat belkul darsut hai,,
@ibteshamshaheen63778 ай бұрын
Assalamu alaikum, my question is can I recite the Qur'an by using a tablet or phone or by memory?
@UMARSHAHZAD-hy1lkАй бұрын
Very nice knowledge
@saimanazar-gi3xgАй бұрын
Salam,yh btaye ga k mobile per parh sktin hn ya sun sktin hain?
@anilamehreen5977 Жыл бұрын
Shukar hai itni tension thi apny rehnumai farma di jazak Allah
@2812keNida2 жыл бұрын
Bhai complete lecture ka link bhi tag krdia karen. Kahan se bhi clips bnaty hn
@Fazankhan-o5f9 ай бұрын
Mirza saab ma kis trh ap sy koe sawal ka jawab ly skte hn. Koe tareeqa btain
@nimdil6794 жыл бұрын
or hadees k mutabiq blkl quran pashsakte hain han touch nai karsakte or hadees se sabit hota hai touch krne k lye kapra (gilaf) use karsakte
@uzmaaamir2994 Жыл бұрын
حدیث کا حوالہ بھی بتادیں
@Iqra45-j4k Жыл бұрын
to m bchon ko quran pak prhati hn to m prha skti na in dino m bina touch kiye?
@mobeenakhter88223 жыл бұрын
Koi mry sawal k b jwb dy dy k k periods k dino m wran k trjuma ar tafseer likh skty hn mbl se plz plz mst rply
@ammarrao80963 жыл бұрын
Pr
@ammarrao80963 жыл бұрын
Tarjuma or tafseer pr skty Hain
@mobeenakhter88223 жыл бұрын
@@ammarrao8096 quran k tarjuma ar tafseer prny k ni pucha likhny k pucha h mbl se
@ammarrao80963 жыл бұрын
Likh skty Hain . Only Quran ki tilawt nai kr skty
@rimsharazzaq5869 Жыл бұрын
Ali bhai is video p bohat log question kr ray hae m kindly isk reply ma aik video bna dae. Mehrbani ho gi. Aur mery comments b daikhiy ga. Jzakillah
@maheenmalik46454 жыл бұрын
Asslamualikum. Meri routien hy me sara din chalty phirty Sorha e toba ki akhri 2 ayaat parhti rhti hn swal ye hy k me wo jari rakh sakti hn in dino me ??
@sheebasalima15074 жыл бұрын
Mera BHI yahi doubt hai
@MariaJVA10 ай бұрын
Dua ke neeat sy prh len
@hinaasim79092 жыл бұрын
Rozana Surah fatiha surah kosar n surah ikhlas Roz parhti hoo wazifa k tor per Kya haiz mai b jari rakh skti hoo
@FahadAslam-ws8sb2 жыл бұрын
Plz mjhy ye btaya jaye k ham jis quran ki tlawat karty han agr wo tooti ho to us py quran rakh k parh skty han zrur btaye
@chandapretty75103 жыл бұрын
I have a Question kia phones ma dek k talwat kr sgti hy during haas or Q2 ya hy kia Qur'an son to sgty hy na phone sy ?
@sonymultivision6143 Жыл бұрын
Sun sakty hen, azkar bhi kar skty hen lekin jaisy aap Roz Quran ki tilawat karty hen trteeb say wo jari nhi rakh skty, dekhen jab Farz namaz nhi parhni Farz Roza nhi rkhna to Quran ki tilawat Kaisy kar skty hen?
@mohammadmanir97222 жыл бұрын
Salam Ali bhai par
@ansach6652 жыл бұрын
Mera Ali bhai zindabad ❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️
@zafali9817 Жыл бұрын
Engineer sahab agr internet sy Quran para ja sakta ha?? During special days?
@gmshakir14813 жыл бұрын
aaj hafeezae quraan jo sari zendagi phir na padhay to gunag kis kis ko ho gaaa
@worldsbeauty9231 Жыл бұрын
Mobile ma koi surat ki tafseer ki vdeo etc dakh sakti h..??wahan sath prh b to rhy hty h hm jo sunty h ...sath tafseer trjma
@bintesajid171211 ай бұрын
ایک سوال ہے سر میں نے سنا ہے کہ قرآن کے اندر ربنا والی دعائیں یا چار قل پڑھ سکتے ہیں برائے مہربانی گائیڈ کر دیں؟؟
@bintesajid171211 ай бұрын
جزاک اللہ خیرا بہت اچھا گائیڈ کیا آپ نے لیکن ہمیں مدرسہ میں ایک سعودی مفتی کا فتویٰ بتاتے کے پڑھ سکتے اور میں نہیں پڑھتی۔۔ کیونکہ میرا دل صحیح حدیث سے ہی مانتا ہے اب
@bintesajid171211 ай бұрын
جزاک اللہ آپ نے یہ بھی جواب دے دیا ویڈیو میں شکرا جزیلا
@abdullahwaheed88824 жыл бұрын
Nijasat mohammad o al e mohammad say door rahy gi ye Allah ka frman hai.
@sweetyhoneygul18937 ай бұрын
Asslam O Alikum sir ap sy puchna tha ky madaris man jo baji hoti hain wo bachion ko dorany haiz quran parny ko khati hain kya kya jaiay
@ahmedartclub73543 жыл бұрын
Maine suna hai k Bibi Ayesha R.A jab haiza hoti thi to Nabi Pak( PBUH) ki God mn takia rakhe hue Qur'an path leti thin. Kya galat suna hai?
@Sana_abbasi2249 Жыл бұрын
Nabi pak hazrat ayesha ki god main sar rakh k Quran party thy jb k hazrat ayesha haiza hti...
@riaz79962 жыл бұрын
Kya mobile application se Quran agr arbi na prhen bs tarjuma prh len to kya wese b prh skte??
@aquariunsana Жыл бұрын
Watch clips of Sheikh Assim regarding this matter.
@Nainasheikh_9 ай бұрын
Na phar skte na chow skte
@uniqueproducts5637Ай бұрын
Jazak Allah ali bhai
@RohaArtCreationАй бұрын
JOo Student hain Quran phrny wali kiya krye gaye girls kiya krye ab 7 din agr nhi jaye gaye tu sab lesson bhot miss hojye ga
@manobilli53303 жыл бұрын
Ali bhai hez ki halat main darod pak parh sakty hain plz bta den
@AF.art.studio.8069 Жыл бұрын
Kya Pic mobile se lai ker parh sakte hain
@farhanandafshanvlogs40934 жыл бұрын
Jazak Allah khair
@Wet-Noses2 жыл бұрын
Aoa Dr Zakir Naik ky lecture mai hai ky ap online digital quran parh skty hain.
@aaminafirdos3 жыл бұрын
Jazakallah💖💖
@shaziaiqbal60523 жыл бұрын
Zuban paak hi surah falaq en naas ayatul kursi zaroor parhey keun ki is halat main jadu ka asar hota hi.hath nai laga saktey.
@mariaqadir4620 Жыл бұрын
Haan g itni ijazat ahu..mgr tilawat jo krty hny na baqaida..wo nhi kr skty
@creativity9665 Жыл бұрын
Aslamoalaikum Baei jo school student han onaha tarjama tul quran ki book lagaei hui han wo kia karan pleez jawab zaror dan Thank you
@sumairayasmin88683 жыл бұрын
Agar mana krna hota Tou Explicitly mana krte tilawat se.. indirect hone ki koi zroorat ni thi ..
@anakayani2134 Жыл бұрын
Tu kya ap hadees ko nahi manti
@syedazarkhanzarkha84634 жыл бұрын
Sir surah practicing is allowed or not
@arooj_5578 ай бұрын
Reciting or practicing is the same thing as you can't recite it means you can't read or practice Quran and also touch
@ladlakhokhar Жыл бұрын
Sir, kya un dino mobile phone sy sun salty hai??
@fawadkhan41264 жыл бұрын
جزاك الله خيرا
@MusaKhan-sz3tn3 жыл бұрын
Jazakallah khair mashaallah bahut achcha samjhate hai
@icttutorials42662 жыл бұрын
Sir tell me where it is mentioned in any hadees that women can’t recite????? All ahaadees u r telling are endorsing that haiz is not making you physically unclean
@SuperDuperRelates Жыл бұрын
Ham mishkat hadis kahan say free pdf download kr saktye hai
@mehjabeenkhan19844 жыл бұрын
Asslamualaikum... Kya makhsoos ayyam me hm Mob se Qur'an ki tilawat kr sakte agr hm kahi class kr rhe h I mean tajweed. Plz give me reply fast.
@vs-qf6lo3 жыл бұрын
G maksos ayyam m auraten mobile ko chu bh sakti hain aur us se tilawat bh kr sakti hain. Aur baki wqto m bh bina wazu k mobile se quran ki tilawat ki jaskti hy.
@jaguarjim71023 жыл бұрын
To kya jo mobile mai wo quran nai..?? Bilkul b nai parh sakty be adabi kr k zarur gunahgar hona hai.
@vs-qf6lo3 жыл бұрын
@@jaguarjim7102 O bhai koi daleel do... Jo mobile m hy wo electronic waves hain, aur bech m screen hy, aysi halat m jis trh zabani Quran parha ja sakta hy mobile se bh parh saktey hain.. aur bina touch keay gloves k sath mushaf se bh parh saktey hain.
@jaguarjim71023 жыл бұрын
Aqal b bohat daleel hoti hai wese to .... baki ap parh len kisi ka hisab kisi ny thori dena.
@vs-qf6lo3 жыл бұрын
@@jaguarjim7102 Aqal to subki alag alag hy na bhai, kiski aqal ko daleel manen? Deen ka mayyar aqal nhi hy, deen ka mayyar Quran aur hadees hy.
@untamed8553 жыл бұрын
Sone se pehele surah mulk padhte hain.. Agar zabani yaad ho.. To kya sone se padh sakte hain.. Yah wo b quran me hi padhne wale hisse me aaega..?
@rimshafatima49692 жыл бұрын
hath lagana mana yad hai to prhne mai masla nai
@neverloosehope7658 Жыл бұрын
What will you suggest for the children those who have Islamic lessons and have to read Quran.. how can girls manage in School for Islamic lessons?
@asma54511 ай бұрын
ASA kch NH zbani phar skti Hu..mobile tab sy sun skti phar skti ..ksi chiz sy page plt sktu hmen ye btya gya Hy
@neeluaziz19943 жыл бұрын
JazakAllah u khairr....
@muhammadsagheer9244 Жыл бұрын
Love ❤❤❤ you Ali bahi zaberdast ❤❤❤❤
@kainatafzal811 Жыл бұрын
Assalam o alikum bhaii quran k lecture sun k un k notes lehk skty periods ma
@ehsanali2966 Жыл бұрын
Aslamoalikum sir mj smjh nh ata k agr kuran pak cawr chrha hu tu kya phir tach kr skty h arbi lafzu ko tach na kry pr agr kuraan pr kawar charha hu tu kya tach kr skty h plz mj reol kry
@englishwithFalak6 Жыл бұрын
Agr mobile main galti sy net py ayat Mubarak py hath lg jaye q k aksar ayaat KZbin aur Facebook sy agy aati hn tou kia kry mokhsoos aayaam main? Please help🙏
@aquariunsana Жыл бұрын
Sirf mashaf (مصحف) ko touch karna mana hy. Mobile application asal mashaf nahi hay.
@kosarnishat9383 жыл бұрын
Jazakllah ❤❤❤❤🤲🌹🌹🌹
@mudasirghouri38432 жыл бұрын
surha waten phr skta ha hiz ki halt m ?
@roshnisadressdesigner50552 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/j3a0eoSqeLpgjsk
@sadabaharstyles48882 жыл бұрын
Please 🙏 Ali bhai question Ka answer zaror dejya ga kh school/collage ma girls Islamist ma Qur'an Pak phrhti hny un k ley kea hukm ha?
@HK-cb6jd Жыл бұрын
Its a book of knowledge and has no relationship with periods. Why link periods with being napaak?? Its a normal human biological thing that you bleed! How is bleeding even linking to quran?
@Iffidahri2 жыл бұрын
Jo girl Islamiyat k paper dena chati hon kia during menses wo exam na dain?? Or Islamiyat k paper m jo ayat likhna ho ya read kerna ho ? Ya Islamiyat k book ko touch kerna ho ?
@MariamRamzan-bu1tq7 ай бұрын
Iska answer ملنا chaia.....
@busybee199811 ай бұрын
Assalamualaikum ... Agar aurateen haiz ki halat mai 3qul aur Ayat al kursi nhi prdh sakti to wo sharr se aur nazre-e- bad se mehfooz kaise rehengi?
@MariaJVA10 ай бұрын
Ap audio mn sun leya kren
@busybee199810 ай бұрын
@MariaJVA Kya sirf sunna kafi hai? ..kyoki dua prd kr dam bhi to krte hain...
@MariaJVA10 ай бұрын
@@busybee1998 dekhen wo bta rhy hen ky 3no qul ka qul hata kr ye surah dua bn jati hen ap esy prh len oor ayetalkursi too wesy be dua ke neat sy prhi ja sakti h baki WAllah ilm
@FaizaMalik-e3m9 ай бұрын
Kn bagar ijazit or hesar ky wazaif krne sy rujait ho sakte ha
@farzeenrehmani19232 ай бұрын
Aoa, mein phone pay quran sunty hon students k voice note Meray 80-100 students hain Kia me phone pay unka lesson nahi sun saqty?