MashaAllah... Sahi Management k liye information Diya...❤❤❤
@Indian-ih6jn6 ай бұрын
Bahut bahut Shukriya
@NajirSuthar-s4m6 ай бұрын
Very good information
@NajirSuthar-s4m6 ай бұрын
Zazakallah
@KaleemKhan-jo9yz6 ай бұрын
Bahut sahi aapne maloomat di
@saquibaziz37195 ай бұрын
Very well explained, Aur hum bhi apne samaan aur imaan k sath kheriyat se laut aye
@reshamakhter68076 ай бұрын
Mashallah very nice video,hme bahut faida hua aap ki video se,aap hr cheez ko badi deepli samjate ho
@amuinfo6 ай бұрын
Jazakallah
@abdulahadkhan70436 ай бұрын
Alhamdulilah very good nice presentation
@nigarsultana33356 ай бұрын
Mashaallah
@ShairaliP6 ай бұрын
Assalamu Alaikum. You have given the correct information about this year Hajj. We have experienced all this difficulties during Hajj because of the failure of Hajj committee, Molem and CJI Jeddah. I would like to suggest that Khadim Ul Hujjaj should be taught basic Arabic language to deal with their counterparts in KSA.
@amuinfo6 ай бұрын
It's my pleasure
@targetintlltd18736 ай бұрын
MashaAllah, very good presentation. Keep it up. Thanks
@amuinfo6 ай бұрын
It's my pleasure
@aminshaikhshaikh90266 ай бұрын
Mashallah very good information
@amuinfo6 ай бұрын
Thanks for liking
@dr.lateef50556 ай бұрын
Asslamoalaikum Bhai haj ke bare me ap ke vido bahut achchhe hai.jazakallah
@mukhtarahmed37556 ай бұрын
Allah aap ku salamat rakhe. Bahut fayedemand video jo meri rehnumai karti rahi. Aj hi flight h hamari.
@tajuddinshaikh99856 ай бұрын
Assalamualaikum exlent experience vedios hai aapke bhai
@amuinfo6 ай бұрын
JazakAllah
@nigarsultana33356 ай бұрын
Bilkul sahi kaha
@geekyguy24146 ай бұрын
App Sachi baat kiya. Jazakallah
@sadiqshaik23876 ай бұрын
JAZAKALLAH
@mdanwarkhan96426 ай бұрын
Shandar ❤
@qudsiahasan86376 ай бұрын
Jazak Allah khair
@MohammedAsifulla-zk9fv6 ай бұрын
Masha allah buth aha
@kutubuddinmollah44686 ай бұрын
We have very much benefitted from your vlog during hajj this year.Please continue this khidamat.
@amuinfo6 ай бұрын
Thank you, I will
@khatalahamedjamadar41786 ай бұрын
Very good job done please countnue your advice assalam alaikum warahmatullah wa barkhat hu.
@ShahidHussain-jk8zb6 ай бұрын
Thanks for your input via video which is very good and help full and perform had ritual Easley again thanks
@amuinfo6 ай бұрын
So nice of you
@alquresh63086 ай бұрын
Ye baat to bilkul sahi baat hai k khadim ul hujjaj kuch kam k nahi rahe wo khadim ki haysiyat se aa kr apne Haj k arkan me mashgul rahe. Khadim ul Hujjaj k lye Aleem logon ka Intekhab krein taqi Hajiyon k masle masayel aur wahan arabi communication krne me asani hogi. Khadim me teachers ko bilkul bhi shamil na krein wo bilkul bhi dhyan nahi Diya hai
@Qurantilawat683Сағат бұрын
Agar koi pareshani ati h to ham apse rabta kar sake
@Qurantilawat683Сағат бұрын
Ham 5 log haj par ja rahe h
@dr.lateef50556 ай бұрын
Asslamoalaikum Bhai jazakallah is bar ham bhi mubarak safar par gaye the allah sabhi ka haj qabool kare .haj comety of India ki jitni tareef ki jaye kam hai.70 sal valo ka group alag na koi. Khadim na koi rahbar labar class building kharab lift.ek din me 4se 6 ghante lift kharab ,kharab toilet.bimaro ke liye koi Savari nahi. sadko par koi Pani ka intezam nahi.koi khadim nahi.afaqi Sahab ne bade dave kiye the sab jhoot nikle.is sal jitni takleef hajio kohui hai allah hi janta hai aisi bad intzami kabhi nahi hui.allah haj comety valo ko aqle saleem ata kare.aur inhe ghalat rozi se bachaye.
@ayeshaabbas40436 ай бұрын
You are the selected one by god.
@zameerkhan-qb8rs6 ай бұрын
Hame bahut bahut bura hotel Aziziya me mila tha .Na hotel ka name tha na hotel k vizintin ka the.
@nasreenfatima85906 ай бұрын
Intezaam bhut karab tha mena key leye koi bas nahe thi
@nasreenfatima85906 ай бұрын
Dgeret ka intezaam tha
@darakhshanfezauddin97696 ай бұрын
Her state ki hajj committee ko boliye ke apne apne state ke her padhe likhe aur socially active haji aur hajjan ki meeting bulayein aur unse wahan hone Wali problems ke baare mein janein aur uska kiya solution ho sakta hai uske baare mein discuss karein tabhi next year ya uske baad aane wale hajiyon ko fayeda ho sakta hai nahi to hajj committee her saal ki tarah kuch mahino baad sab kuch bhool jaye gi aur phir wahi ghalti kare gi jo ab tak karti aayi hai
@mohd.faizansari70773 ай бұрын
Deputation staff apni zimmedari thik se nahin nibhate hain, khud Hajj karne me mashghool ho jaate hain.
@ummehani7026 ай бұрын
Khadimul hujaj bhi to apne apne Hajj main buzzy the
@umarvlog3416 ай бұрын
Feedback form Kahan Milega
@subhani19656 ай бұрын
Haj Committee ki site
@zla2186 ай бұрын
HAJ 2024 MINA MEY INTEHA HI GHAIR SHARAEE/ISLAMIC INTEZAM DEKHKAR BOHAT KOFT AUR GUSSA AAYA, EK TENT MEY 128 SEY 150 LOG KO RAKHA GAYA,300 LOGO K LIYE EK TOILET, 1000 LOG K LIYE EK TAP WAZU K LIYE AUR TOILETS K PAAS PARDEY KI DHAJJIYA UDADEE GAYEE. SAUDI AUR INDIAN HAJ COMMITTEE NE HAJIO KO BHED BAKRIYO JAISA TREAT KIYA.
@nadeempetsvlog6 ай бұрын
Shaitan ko pahle din kankali man Ne Hazrat kya agale Din 12:00 ya Subah fajar Mein agale Din Jaate Hain vah pahle din hi to kankari Mein Pareshan Hua Ji
@shahroukhkhan60626 ай бұрын
KEYBAL AMJAD ILAHBADI KHADMULHUJJAJ. KA SAHI WORK KIYA HAI BAQI SAB NADARAT RAHEY AZIZIYA. SEY GAYAB RAHEY..CG.I FEYL RAHEY..NAKAM RAHEY. HAJI HAJ KARAH HAI...C.G.I. JADDA NAKAM. .......JAI HIND.
@umarparvezkhan83016 ай бұрын
Zamzam gift hi nahi karna chahiye aur agar gift Kiya Gaya to option dena chahiye tha ki aap piyein ya le jayein....ya phir yeh gift lko Air Port par dein kyunki 5ltr mein us se milne walon ko chamach se hi pila sakta hai
@nasreenfatima85906 ай бұрын
Belkol sahe
@gulamfareed73596 ай бұрын
Studio main baithakar bate karna aasan hai.. ground par kya problem hoti hain.. aapko kya pata.. Kin kin mishkilo ka samna kiya hai is bar deputationist ne..
@MohammedLatiefMir6 ай бұрын
在 。,
@abdulhamidqureshi83636 ай бұрын
Janb mina se arfat me bas 278ke kemp se arfat Jane ke Leye bas ki kmi arfat mechorhe par chod ge bhase 278kema ko koi gad kre ko koi nhi tha yhi batmujalfa me rat tak haji bas ke liye presan hote the mujalfa bdi jan parkel kar fajar ke bad poche bs ki kami rhi