Road 80 ft ya usse kam extend hona chahiye, taaki jo chote dukan wale log kharza lekar mushkil se apna guzara kar rahe hai, unke liye jagah kam jaaye. Development bahot acchi baat hai lkn ghareebon ko berozgaar karke development karna sahi nahi hai.
@happylife77162 ай бұрын
Sultan bazar me jab kam cutting hosakti hai to old city ki ghareeb awaam se kya problem hai?? Yahan par bhi kam se kam cutting hona chahiye taake logon ki jagah kam jaaye aur karobar keliye jagah bache. Sultan bazar me nahi k hisaab me bahot kam jagah gayi, aur wahan 2lakh20hazar k hisaab se paise diye gaye
@GaneshKumar21m2 ай бұрын
You know traffic is not allowed in sultan bazar road, and there aren't any stations in that lane. but it's not the same case here. Old City Roads haven't been widened since NTR period. This is a good time to do it. Shops & Business will eventually come up in 1 or 2 years. Wide roads will help the people of Old city to easily flow in & out easily.
@irfanbikepoint69042 ай бұрын
Assalamualaikum janab sharfuddin sahab Mubarak duwa ki guzarish sahab 🤲
@MohdAli-wk6cy2 ай бұрын
Sharfu bhai ghareeb jo dukan dalke bhaite onlog ka kya makandar kutu paise ate keradar ka kya hoga bhai
@MohamedHassan-w5jАй бұрын
Buhat achi baat hai metro train
@vakilsaab65742 ай бұрын
Metro Mubarak ❤❤❤❤❤❤❤
@omanseeb12832 ай бұрын
Sharfu bhai sir pee baalan aagaye 😂😂
@Muqtarsherboltepyarse2 ай бұрын
😂😂😂😂😂😂
@NabilMaulavi2 ай бұрын
Jaldi karo kaam ek Rupa zada kaiku😡😡😡😡😡😡😡😡
@engganonymous67382 ай бұрын
Thode se logo k liye development nahi rukhna 100ft road cut hona 300 400 jane nahi rehte oldcity me sab k liye dekhna road
@sdirfan7212 ай бұрын
Govt se guzarish hai metro ke pilir ke neche shop bhe banke de sakte
@abidhussain61852 ай бұрын
Sharfu bhai ke topi metro station waley ley kai chaley Gaye
@INDIAOP162 ай бұрын
Koi properties ku nuksan nai hota Musa nadi main se lana metro Bahadurpura tak.city se ane walo zoo aur airport jane ke asani hojate . Bahadurpura se bridges use karke airport bhu easy chale jaa sakte
@AhmedShaik-g9l2 ай бұрын
Jo log beech me arai Zameen khushi se diye govt ko tou thik hai jo govt deri wo lelo amt zameen ka agar naqre kare tou gadhdan me hath dalke nikalo or metro ka kaam jald se jald shuru karo
@kattaravirajraviraj38582 ай бұрын
Move like waise road way.So there is no scope of deviation. The business which now running is new business men from other states. There is no old Hyderabad person. They left business.
@mohmmedghouse70842 ай бұрын
Kuch log ke liye cores of old city public ko problem hora
@AAJ132 ай бұрын
yeh MIM wale he hai jo har bar protest karne aajate Metro k work ko rokne, MIM wants to keep old city uneducated and poor
@sharuksharuksharuk61672 ай бұрын
Sharfu bhai thode baal aate hi topi nikal diye 😂
@zaidyounus457922 күн бұрын
Ketni baje ati alija kotla pay
@MohammedArif-np3rf2 ай бұрын
Metro Nahi aari Nahi aari bolre they old city may,,, Aur ab aari Tou ye naqre hai
@mohammedjawad36882 ай бұрын
Baap/dada ke zamane se hai na. Ab tak jitna kamaliye usse doosre Kai properties banaliye hungey. Ab gareeb to nai hungey na. Dada ke zamane mein bus thi utni road lekin ab bus nai hori, garibi ka dikhawa mat karo.
@shaikghouse55872 ай бұрын
Bhai brs power mein ek waqt bhi agitation nahi kiya wah bhai
@HyderaliSyed-rc4cp2 ай бұрын
Ask khairat sa ha app mere sharuddin sahab app ki topi kha ha bhai plz bolo
@sayedafareesa83922 ай бұрын
Osman khan ab kahan hai
@mohdsafi65642 ай бұрын
Inko un k Baap dada k rate us time PE Jo rate tha... 5%extra k hisab se diya karo amount...
@sohrazz27862 ай бұрын
Sab badta aagey.. project ku koi nahi rokhta ..
@roshancablefibernet55122 ай бұрын
10 Sal Mamu Bhanja Kuch Bhi Nahi Kare , Ab Un Kee Paltu Ka Mo Khola, LANATH Hai Tum Pa
@MohammedIrfan-rw5ed2 ай бұрын
shafubhai topi kaha gay
@akbarsultan20362 ай бұрын
Jin logo ki property hai wo sub crores pati hai koi bhi gareeb nahi mil gai app ko
@sameenafatima10562 ай бұрын
Mim will take care of that, why are you worried
@happylife77162 ай бұрын
Areyy yaaro chote mote karobar wale hai udhar, kahan se crorepati rehte. Bekar baat hai
@abedmohd37122 ай бұрын
Assalamualaikum sharfu bhai Mubarak aap ke sar pe baal agaye😂😂
@mohdahmedpasha4932 ай бұрын
3 crore per Gaz
@mohammedismail39072 ай бұрын
10 cr lelo😂😂😂😂
@iqbalhussain20382 ай бұрын
Began bi nai ati train tens mat lo
@archanarana91842 ай бұрын
for Weight loss or weight gain plz Dm me
@mohdzuber5692 ай бұрын
Impossibility
@ImranKhan-ce9ef2 ай бұрын
🥣
@onlinenewsrohingya65252 ай бұрын
Sharfuddin bhaiya aap ki namaz ki topi kaha pe bahut acha dikhta tha
@AltafHussain-nz6nz2 ай бұрын
Dhoke sukhne rakhe
@shahbaazabedi2162 ай бұрын
Ye log aur mim ke log old city main kabi tarakhi nai hone dinge yaad rakho abb mim wale ye log ka sat dekar road choti karate kabi sudarne nai dete ye log
@@happylife7716 main road par waha jis jis ka ghar hai koi gareeb nai hai sab paise wale hai ek ek flat ka rent aata ek shop ka rent 30hazar se 40hazar hai mandi ki Road par maloom karsakte aap
@happylife77162 ай бұрын
@@shahbaazabedi216 baat owners ki nahi hai, rentals ki hai. Jo ghareeb kiraydar saalon se karobar jamakar mushkil se guzara karre unka soncho. Karobar jamana bacchon ka khel nahi hai
@younuskhan39902 ай бұрын
2 lkh gz 3
@mohdzubair23972 ай бұрын
Are sharfu bhai tumare chameli ke baal kaha gaye chameli ka tell lagre ya nahi😂