Hazrat hamari masjid me 1 saf imam ki aur 1saf muqtadi ki Hoti hai lekin jagah ki kami hone se imam apne dono side muqtadi ko khada ker ke namaz padhata hai lekin imam muqtadi se thoda aage hota hai to Kya hukm hoga
@92ahsan3 күн бұрын
mera sawal tha ki masjid me jab jamaat Hoti hai tab imam left side kone me khade hote hai lekin aur masjido me imam centre me khada hota hai to kiya is taran imam ka masjid ke left side kone me khada hona sahi hai kyuki imam ke Right side to muqtadi hote hai lekin left side me koi nahi hota please jaldi jawab inayat farmaiye ga apki bade mehrbani hogi