Kaun si 2000 rs ki iron 25 se 35 gm per min steam nikalati hai ?
@sheebasultana36202 ай бұрын
Kya ham steam iron ko bina Pani ke bhi use kar sakte hein ek dry iron ki tarah?
@techwisdomanurag2 ай бұрын
@@sheebasultana3620 Ha bilkul
@sheebasultana36202 ай бұрын
@techwisdomanurag hame setting kaise karni hogi abhi mene Havells Fabio li hai, dry iron ki setting bata dein.
@ssharma3349 Жыл бұрын
Fabiana mein kya farkh hai
@lnu85263 жыл бұрын
mere pass bhi stream iron hai Havells ki hi lekin usme stream function kaise use karna hai usme jo knob diya rheta hai by default 0 rheta hai wo kya hota hai or ek second hota hai fir last hota hai wo kya hota hai wo kuch smjh nhi aa raha or self clean function kese use karte hai.
@techwisdomanurag3 жыл бұрын
agar iron me same 3 function button hai to normal center me steam iron ke liye...zero dry iron yaani ki bina steam ke press karne ke liye hai.......uper ki taraf third option clean ka hai joki iron ke ander se paani nikalne ke baad kuch paani rah jaata hai to is function ki madad se steam nikalne ke liye jo holes diya gaya hai waha se paani nikalata hai.
@anjukumari_772 жыл бұрын
Kya ye bina paani k use ho sakta hai
@techwisdomanurag2 жыл бұрын
Yes mam 🌿...ise bina paani ke bhi us e kar sakte hai
@Shakuntala-hk1wx Жыл бұрын
Agar press karne ke baad isme paani Bach Jaye to koi dikkat to nahi hai?
@techwisdomanurag Жыл бұрын
Agar aap regular 3-4 din me press karte hai to koi dikkat nhi.... Lekin agar aap month bhar ya isase jyada ke liye press ko rakhne waale hai to paani ko nikal de to better rahega warna paani me bahot se mineral hote hai wo jam kar white colour ki layer bana dete hai
@AksMusicAkashSahu6 ай бұрын
Super
@asrafansari1242 жыл бұрын
kiya pani dalna zaroori hai
@techwisdomanurag2 жыл бұрын
Aap Bina paani ke dry iron bhi kar sakte hai ....bus aapko setting nob niche ki taraf zero par rakhna hoga
@techwisdomanurag2 жыл бұрын
See in video time 3min:50sec
@shivamnagayach7232 ай бұрын
❤
@Hasib977 Жыл бұрын
How much prce ?
@techwisdomanurag Жыл бұрын
When I bought their price was 1200rupees.
@ssverma62908 ай бұрын
Sbi credit card rewards points se free msin li hai
@sunnysubhro2 жыл бұрын
Thankyou
@techwisdomanurag2 жыл бұрын
Welcome sir ✨💐
@adityapachouri4353 Жыл бұрын
Thank you
@hiteshkumar10293 жыл бұрын
Comparison of Havells Usha Flipkart smartbuy steam iron ka karo..
@ambedkarwadishyam31993 жыл бұрын
Bina pani bhare istemal ni kar sakta ise
@techwisdomanurag3 жыл бұрын
Bilkul kar sakte hai....jitne bhi steam iron hai unse bina paani ke dry iron kiya ja sakta hai.
@nir76292 жыл бұрын
I have same iron but it drips a lot, unusable.
@techwisdomanurag2 жыл бұрын
Thank you for sharing this information 👍
@mrlonewalker5822 Жыл бұрын
Same here
@yadavashish73703 жыл бұрын
इस स्टीम आयरन की पकड़ने वाला अच्छा है और ऐसा लगता है अपने आप चल रहा हो और सबसे मजा आता है ब्रस्ट करने में फुर्र फुर्र की साउंड में but आपका ज्यादा फुर्र फुर्र की आवाज कर रहा है। शायद माइक के वजह से होगा🙄🙄