بسم اللہ الرحمن الرحیم الحمد للہ رب آ لعلمین الرحمن الرحیم مالک یوم الدین ایاک نعبدو و ایاک نستعین اهد ناالصراط المستقيم صراط الازين انعمت عليهم غير المغضوب عليهم و الضالين آ مین اللهم صل على محمد وآل محمد عليه السلام 🌹
@tabassumali9192Ай бұрын
Bilkul sahi baat batate hai Ek dam sachi sachi hadis bayan karte hai
@naimakther9154Ай бұрын
Siya sab jutti hadish pesh karte hai
@invincible1524 күн бұрын
Nilkl umari @@naimakther9154
@SkJordish-dw2fjАй бұрын
নারায়ে হাইদারি ইয়া মাওলা আলী ইয়া আলী ইয়া আলী ইয়া আলী ইয়া আলী আলাইহি ওয়াসাল্লাম আল মাদাদ ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Geo kabla salamat rahay beshak ap nay to nangha he ka chora Geo❤❤
@SajawalAli-ch1ybАй бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤
@qaisarshah-yu2sdАй бұрын
الله اكبر الله اكبر الله اكبر من حجمه في كل مكان في العالم العربي
@MalikKhizarVlogsАй бұрын
Ya Ali Ya Ali❤❤❤❤❤
@mohammedsami5371Ай бұрын
Mola salamat rakhy
@yusufpardiwala2737Ай бұрын
MASHA ALLAH 🌹 Jazakallah khair bayan karnewale sahab 🌹🙏🏽💐🇮🇳
@TalhaBhatti-n6rАй бұрын
Moula salamat rakhy❤❤❤
@pariwishpervaiz5848Ай бұрын
Zehni mareez
@Mustafa.vlogs30312 күн бұрын
Ap lagte to nhi😂😂😂
@NaheedAkhtar-h6kАй бұрын
Assalam walekum assalam maula aapko salamat rakhe
@KubrVoice-qq7thАй бұрын
❤❤❤
@MalikKhizarVlogsАй бұрын
ماشاءاللہ جیو جیو
@WaqasAli-i2m9dАй бұрын
G
@mirzairfan6908Ай бұрын
جیو❤❤❤❤
@WaheedAltafWeedoАй бұрын
YA ALI MADAD
@rubakhan4893Ай бұрын
Janazay e Rasool aham tha ya hakoomat banana
@mnm230211 күн бұрын
Jahilo k liye hukumat ahem thi
@naimmirza731017 күн бұрын
Janab mujhe hadese gadir chahiye
@azharawan631410 күн бұрын
آ پ اس وقت تھے۔ جو آ پ نے دیکھا تھا جی؟کہ ان صحابہ نے جنازہ نہیں پڑھا تھا؟ کتابیں تو بہت لکھی ھوئی ھیں جی۔
@WajidAli-r6l8 күн бұрын
Ap ko pata ha ka para tha aghar para tha to ap waha mojud tha
@JavedIqbal-rg7jr11 күн бұрын
Ehl sunnat ke Kon see kitaboom mey likha
@mnm230211 күн бұрын
Thodi kitaben khol k padhlo
@salmansadaqat9471Ай бұрын
Ala lanatullahi ala qoum I zalimeen
@tabassumali9192Ай бұрын
Jo v sachi hadis ho Jhut bole us pe lanat beshumar
@iqbalahmedkhan3338Ай бұрын
Teeno quran ko likhwane walon mein se the isliye nabi ke kfan dafan mein shreek nahi hue. Sachcha sahaba gham nahi manata hai.
@anonymous1234-t5pАй бұрын
Kya matlab is baat ka😂😂😂
@srjrockАй бұрын
1st👉 Qafan dafhan me time Kitna lagta hai ? 2nd👉 nabi ne quraan diya ya quraan ne nabi diya? 3rd👉 kya quraan baad me jama nahi ho sakta tha? Itna hi btao mere bhai baki baad me deta hu
@iqbalahmedkhan3338Ай бұрын
Aapka sawal utpatanh hai. Phir bhi jawab de rahe hain: 1. Quran bila sabab jama karne ka kisi ko haq nahi tha chunke sabhi quran se la ilm the. Kisi ko quran maloom nahi tha. Koi aalim daleel de ke quran ka ilm rakhne wala nabi ke elawah doosra kaun tha jo likhne mein madad kiya? Yeh bhi daleel de ke nabi saw mushaf dekar nahi gaye yani ghair zimmadar the aur allah ka kaam pura karke nahi gaye balke quran ko bikher kar gaye. Abu bakr, umar aur usman quran ke scholar the aur inhen quran likhwane ka allah ki janib se haq tha. Ab sawal uthta hai ke jab nabi ne ummat ko quran apne haath se nahi diya aur use usman ne diya to uski sadaqat kiya hai? Kisne is mushaf ko certify kiya jab afwah hai ke nabi mushaf dekar nahi gaye. Is jhooth ko ham tasleem nahi karte. Nabi mushaf dekar jane ki baat bata diya tha. Daleel diya jaye ke jab jahil se deen mile to woh kaisa hoga? 2. Allah se nabi ka wajood hai. Quran se nahi. Ummati ko nabi ne bataya ke tumhara malik allah hai aur quran uska hukm hai. Iske motabiq har amal ko karo. 3. Hafiz bhi mokammal quran nahi likh sakta hai. Unse sirf ek badhi surat likhwaiye aur ghaltiyan apni aankhon se dekh lein. Teenon khalifa ilme quran se ghafil ya la ilm the. Quran ko intentionally afwah udha kar likha gaya hai. Chunke nabi zamana mein log quran ki tilawat kiya karte the. Agar bura nahi hua hai to original quran aur saheefon ko kiyon jalakar saboot ghayeb kar diya gaya? Note: Quran se nabi nahi hain. Nabi se jaan paye hain ke ham allah ke bande hain aur quran allah ka hukm hai. Quran nabi saw ko allah ne khud padhya aur samjhaya isliye quran ke ilm ke lehaz se Allah ke baad sirf nabi saw hi doosri hasti hain. Allah ne bataya hai. Ke sanuqreoka fala tansa. Illa mashaa Allah. Aur unhen taskeen diya ke 'inna nahno naz zalna zikra wa inna lahu lahafezoon" Raha ye zikr to isko hamne nazil kiya hai aur ham khud iske nigahban hai. Yani aapke seene mein jo quran nazil kiya hai yeh aap nahi bhoolenge chunke ham iski nigahbani karenge ke aap bhool na jayen. Mushaf nabi tha. Aur log us zamana mein uski telawat kiya karte the. Aisa nahi hota to islam ki hukumat aur baitul maal nahi hota. Door daraz mein awamil quran se hi faila kiya karte the. Leja yeh jhooth hai ke mushaf nahi tha. Gar mushaf nahi tha to islam ka nezam kaise chal raha tha. Aur usi nezam par qabza karne ke liye unhe qatal karne ko rebels nabi saw ko qatal bhi karne ko pahunch gaye the. Kaamyaab nahi hue yo zahar dekar maar diya.
@srjrockАй бұрын
@@iqbalahmedkhan3338alyaoma aqmaltu laqum deenaqum walyadeen Ye ayat nabi ke zamane me aayi thi ya baad me agar nabi ke zamane me aai thi to aapka dawa gya kyoki allah is ayat me kah chuka hai ai mere habeebi aaj hamne tumhare deen ko muqammal kar diya hai jab allah bol chuka hai gadeer ke mauke pe ki aaj hamne tumhare deen ko muaqammal kar diya hai to aapne kaise bol diya ki nabi ko jo kaam mila tha maaz allah wo undone Pura nahi kiya Aur usi kaam ko Pura karme ke liye allah 3 bashar ko ye zimmedari di thi bhai kha se leke ate ho aisi zahilana baten kya dar nahi lagta marna bhi hai
@iqbalahmedkhan333813 күн бұрын
@@srjrock mere azeez bhayi Assalamo alaih Afsos hai ke aap jhoothe aur siyasi aalimon ki baaton ko sach jaan rahe hain. Isliye sawalat betuke hain. Phir bhi jawab de raha hoon: 1. Kafan dafan mein kam az kam 4 ghante to lag hi jate hain. Magar nabi ka dead body 3 don rakha raha chunke koi nahi the isliye unlogon ka intezar karna padha. Teesre din bhi abi bakr, umar aur usman saqeefa babu saada se nahi laute aur unki ghair maujoodgi mein nabi saw ko dafna diya gaya. 2, bahut jahilana sawal kiya hai aapne. Allah ne hamlogon ko nabi diya aur unko deen phailane ke liye quran aya kiya. Quran se nabi nahi hain. Allah ke faisla se nabi saw hain. Qran to rasool ka kalam hai. Quran padhen. Yani tasool saw ne jo kaha, kiya aur jo faisla liya ya diyamwoh quran ke hukm ke motabiq the. Alag kuchh nahi. Agar koi baat quran se alag hai to woh nabi saw se wabista nahi hai aur jhooth hai. 3. Quran ko har koi likhe ya likhwaye yeh hukm allah ne diya hi nahi hai. Yeh nabi saw ka bhi hukm nahi hai. Nabi saw ne quran jama karwa diya tha tabhi 23 saal hukumat chali. Qazi aur awamil nabi saw ke diye gaye quran se hi faisle kiya karte the aur samajh nahi aane par rasool se samjha karte the. Yeh deel hai. Mokammal Quran aalah ne khud ramzan mein ata kiya see v. Al baqra (2:185). Wahan ghare hera ya jibreel as ka koi zikr nahi hai, quran wiston mein aur jibreel as ke maarfat nazil hua yeh khalifa banne walon ki jhoothi afwah hai. Rasool ke zamana mein Musalman 23 saal telawat bhi kiye. Ham is baat ko maanye hain. Kiyonke agar quran adhura hota to nabi saw ko tablergh ka hukm allah nahi deta. Log nahi maante yeh unka aqeeda hai. Ham maante hain ke quran qiston mein aaraha tha to hukumat qayem ho hi nahi sakti thi. Ab quran ka 2 baar afwah phaila kar likha gaya woh bhi nabi saw ki maut ke baad ek sazish wali baat hai. Agar quran compiled nahi tha tab abu bakr, umar aur usman ne nabi ke saamne yeh motalba kiyon nahi kiya tha ke hamlogon ke kiya quran jama karwa dein. Yeh baat tareekh mein nahi milti hai chunke quran already tha. Umar ka kahna kr yamamah ki jung mein 72 hoffaz mare gaye hamein dar hai ke quran ka badha hissa zameen se uth na jaye idkiyebquran kolikhwakar jama karwa liya jaye take. Mahfooz rahe. Yani umar ko allah par badhosa nahi tha ke quran allah ki kitab hai aur yeh ghayeb nahi ho sakta hai. Duniya mein na koi hafiz aisa tha aur na hoga jo sirf surah baqrah tajweed ke saath likh de. Is sachhayi ko dekhte hue umar ki makkari aur jhooth bewaqoof bhi jan sakta hai. Jin logon ne quran ko likha aur likhwaya sabhi quran ka ilm nabi ki manind nahi rakhte the. Phir unke likhe hue quran ki naqal ko kisne check kiya aur certify kiya ke yeh original quran ki copy ke manind hai. Kisi ne nahi. Jab insan kuchh likhta hai ya likhqata hai to ghaltiyan hui hi hain. Ise hi chhupane ke liye asal naqal ko khalifaon ne jala kar tabah kar diya take hamlogon ki chalaki pakdgi nahi jaye. Quran ka haal injeel jaisa ho gaya jo romiyon ke jala dalne ke saba baise majboori 4 hawariyon ne 4 mulkon mein likha jahan woh bhag kar ja base the. Aisi majboori islam par nahi aayi thi. Allah ka farman hai ke quran ko hamne tafseel mein bayan kiya hai aur crystal clear bana diya hai take tum aasani se samajh sako. Kiya waqeyi quran aisa hai? Jawab hai nahi. Sajh hi nahi aata hai. Sabab hai vese ko unclear banwa dena. Phir samajh mein kiyon aaye. Khalifaon ne logon ko uljhaye rakhneke liye jaan boojh kar aisa kiya take awam ko fursat hi na mile ke hukumat ki taraf dekhe aur hamlog islam ki daulat lootte rahen. Yehi hua aur hamlog itne muflis ho gaye ke apni hukumat bhi kho diya. Jab anpadh, hanwar aur rahjan qaumka hukmaran ban jaye to qaum tabah ho jati hai. Aaj jo islam hai woh banu umaiya ka badla hua islam hai jismein lagbhag har amal unki marzi ka ho raha hai. Nabi saw ka farman to ghayeb kar diya gaya hai. Shariaten badle gaye aur use sach banane ke liye wafat ke 250 saal baad rasool par bohtan lagate hue beshumar hadees likhwa dale, allah ne musalman ko ek kitab diya tha. Ummat ne nabi ke marte hi 72 kitab likh liya. Sonchiye aur khoob fikr kiniye ke jo qaum apne hi haathon se k>tab likh dale aur uske motabiq deen ka kaam kare to allah ka azab to aana lazim tha. Aaj woh 72 firqon mein toot chuke hain magar shaoor nahi hai hai ke woh is zawal par ghauro fikr karen ke ham allah ka neza to qayem hi nahi kar sake aur hukumat kho diya kiyon? Ab thak chuke hain. Apni samajh se jawab de diya hai. Sanuqreoka falaa tansaa. Illa maashaa Allah. Upar ki aayat ko padhiye to samajh paida hogi. Beemar raha karte hain. Mere liye doa kiniyega. Wassalam Iqbal
@RafiqAhmad-k2s23 күн бұрын
😂 😂 😂 😂 😂 😂 😂 😂 😂 😂
@AdhimAdhimm29 күн бұрын
Us time ke musalman aur aaj ke vahabi sem hain
@imranalisiddiqui130716 сағат бұрын
Had he zahiliyat ki Is zahil alvi ko Allah hidayat de
@shaikfarooq7168Ай бұрын
Abubakar kafir
@AliUsman-f2tАй бұрын
Abo talb kafir taa
@Everyhack.com54-mk7dyАй бұрын
Jis ka farzand Khana khaba mn paida hua wo kafir ho skta hy❤ Afsoos😢
@mnm230211 күн бұрын
@@AliUsman-f2tTera nikah pandit ne pada hai lagta hai😂😂
@saifibhai7xАй бұрын
Patt k rakh shbaash mera putar
@malikwaji4071Ай бұрын
Ye mukar e sahaba hai bagerat tareen insaan
@MohdRazaAshrafiАй бұрын
Hozoor ki nemaze Janazah nahee ,bulki log Aate Salat O Salam padhte aur nikal jate. Tafsil Janna chahta ha to Hazrat Syyedna Imam Mohammad Ghazali ki Ahya ul Oloom ,Jild 4. Baab,Wasele Nabi (SAW) Jaker dekhle. Waise tujh jahile Aazam se bahas bekar ha . Tu woh tir nikla ha Deen ke kaman se ,jo ab wapis Aane ka nahee. Ye Hadith ha.
@mnm230211 күн бұрын
Kyun sahaba k chakkar mai apni akherat kharab kar raha hai,sahaba ko manne ya na manne se iman par koi fark nahi padta ya Islam se kharij nahi hota par Ali ka inkar karne se seedha jahannum mai jata hai kya koi bhi ho aam insan ya Sahaba.