Heavy Deposit Par Shop & Home By Zaid Patel - Tijarat Ke Islami Usool Ep 13 - iPlus TV

  Рет қаралды 13,140

iPlus TV

iPlus TV

Күн бұрын

Пікірлер: 45
@AHM2ME
@AHM2ME 2 жыл бұрын
*JAZAKALLAH KHAIR W AHSAN ALJAZA BROTHER ZAID PATEL SAHAB* *ALLAH ULEMAE HAQUE KO APNE HIFZO AMAAN MEN RAKHKHE*
@MuslimIam-sourceofguidance
@MuslimIam-sourceofguidance 4 ай бұрын
جزاک اللہ خیرا
@ashrafansari9220
@ashrafansari9220 4 жыл бұрын
Masha Allah jayyid said bhai very fantastic
@hudashaikh4009
@hudashaikh4009 8 ай бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa barkatuhu Sheikh Is topic par ek Complete Workshop Arrange kariye.. Bohot Aasaan hoga.. jazakallahu khair
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 8 ай бұрын
Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu
@imrankhatiik1385
@imrankhatiik1385 2 жыл бұрын
Mashallah....kia aasan Tariqe se samzaya he....zaid bhai
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 2 жыл бұрын
Jazakallahu Khaira ... please share the Khair ۔ Support iPlus TV ... Logo tak is Paigham ko pahunchaye Khas kar woh jo Heavy deposit ke maamle me mulawwas hain
@mohammednawab4527
@mohammednawab4527 10 ай бұрын
Masa Allah Bahut acchhe Tarike Se Samajaya
@shadabansari5973
@shadabansari5973 Жыл бұрын
Meri property hai mai kitna bhi deposit lu aur kitna bhi rent lu kam lu ya zyada lu isme shariat kuch mana nhi kr rahi hai aap log ne sab ka theka le rakhaa hai market value Dene ka agar Aisa hai to sabko market value k liye help karo
@mohd.salmanmalikbarabnkwiu1491
@mohd.salmanmalikbarabnkwiu1491 4 жыл бұрын
Nice. We are proud on jaid patel sir.
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 4 жыл бұрын
Jazakallahu Khaira ... Please share the Khair ... Keep Support iPlus TV
@imthiyazimthiyaz1229
@imthiyazimthiyaz1229 2 жыл бұрын
Masha Allah .per shrike kharz dar apna kharz kaise diye kharz wale pareshan karte hai .tinarath ke wajese bahuth kharz hogaya hai .kisi se 100 rs puchengetho nahi dete hai tho hum kharz dar kaise kharz denge pareshan hai log kharz se
@nazsayyad5286
@nazsayyad5286 2 жыл бұрын
Thanks alotttttt for best advice.... Thank you
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 2 жыл бұрын
Always welcome
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 2 жыл бұрын
Share the Video in Your Contacts and Groups
@salmanbatliwala360
@salmanbatliwala360 Жыл бұрын
ما شاء الله تبارك الله الحمدلله
@FoodieFarzu
@FoodieFarzu 3 жыл бұрын
Jazakalla is information ke liye
@islamicgroupquranandhadees7173
@islamicgroupquranandhadees7173 4 жыл бұрын
Jazakallakhairan
@Shaikhabid24942
@Shaikhabid24942 Жыл бұрын
Mashaaallah
@abdullahansari5555
@abdullahansari5555 2 жыл бұрын
Ma Sha Allah
@samtransport
@samtransport Жыл бұрын
पैसों का depreciation भी हो रहा है। उस पॉइंट को कंसीडर ही नही किये।
@akramshaikh8596
@akramshaikh8596 3 жыл бұрын
Ek lakh deposit 7 hajar rent Owner bolta Hai Wahi wo 4 lakh lera toh usko 3 ghuna jhada faida hora toh agar rent Kam kr diya toh Kiya prblm Hai Agar dono party agree Hai
@mohammedhusain6926
@mohammedhusain6926 Жыл бұрын
Zahid Bhai ek sawal ka jawab to mila hi nahi.... Sawal ye tha k heavy deposit pe ghar le kar main Kisi aur ko rent pe de sakta hu ya nahi agar de diya to kya wo rent sood ho jayega
@syed.hidayath
@syed.hidayath 11 ай бұрын
Heavy deposit par Jo Ghar liya hai wahi haram hai
@shadabansari5973
@shadabansari5973 Жыл бұрын
Mismatch example hai sab heavy par suit nhi kr Raha hai
@byabdullahkhan90
@byabdullahkhan90 Ай бұрын
Mr R ne Ghar Purchase kiya usme kam padgaya 6,50,000. Mr F ne Mr R ko 6,50,000 diya. Mr R ne Mr F ko apni shop diya iska rent le sakte ho 11000. Yeh tarika halal hai. Koi bhi udhar nahi de raha hai 2 ya 3 saal mein Mr R ke pass aa jaega toh return kar dege.
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline Ай бұрын
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein Android: goo.gl/hSuJk6 iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
@gelectiusdroid4147
@gelectiusdroid4147 3 жыл бұрын
Baat ko itna lamba khichne ki kya jarurat hai,
@rahilakhan6006
@rahilakhan6006 3 жыл бұрын
4:5 use kar skte h deposit agr samne wale ne kaha karo...toh exactly heavy deposit b toh samne wala bol k de skta h use karlo...kuch samjh nhi aaya ek baar bol rhe h deposit use mat karo fir bol rhe ho samne wala bolega toh use karo fir bol rhe ho samne wale ko pata h use krne le rhe ho toh woh karz h...
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 3 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Dua ke Qabool hone ke Shart mein se ek shart yeh bhi yeh ki insaan Dua ke baad jald baazi na kare. Allah ke nabi ne farmaya "Tum mein se har aik ki dua qubool ki jati hai jab tak jald baazi karte hue yeh na kahe :Dua to bohat ki hai lekin qubool hi nahi hoti" Sahi Bukhari 6340
@tabassumsayed8744
@tabassumsayed8744 Жыл бұрын
Bhai ye sab baat aap ki sune to hum jese ka kya hoga bolo bhai aap. Na paise hai khud k ghar le sake na hi etna ki rent bhare abi hi hum pareshaan hai. Bache ke future k liye. Allah k shukar h khate pite
@merijaanhindustan3383
@merijaanhindustan3383 2 жыл бұрын
Hazrat Hum Flate Khareed Rahe Hain Uska Humne Advanced 5 Lakh diya Usne Humko Flate De Diya ... Yeh Jayez Hain Istemaal Kerna ... 2nd Question Yeh k Kya Usko Hum Rent Per De Saktai hain Kisi Aur Ko ... 3rd Question 2 Saal Ya Ek Saal Baad Woh Yeh Kehta Hain K Bhai Mai Nahi Sale Ker Raha Hoon Aap Apna Advanced Wapes Lelo ... Aise Condition mai Kya hoga Haram Ya Halaal ... Roshni Dale Hazrat....
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 2 жыл бұрын
9588888826 Aap is Number per Call ya Message kar ke apna Sawal Pooch sakte hain
@noidea6855
@noidea6855 6 ай бұрын
Ye bhi to kisi ka faida uthana hua na..usko zarurat h to najaiz faida uthaya.. Heavy deposit bhi ap wo hi samjho k uska rent 5000 tha usne negotiate kiya wo bhara 1000 ho gaya lekin usne bola mai apko har mahine dunga or samne wale ne accept kiya dono same hi h
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 6 ай бұрын
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein Android: goo.gl/hSuJk6 iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
@sanukhan1188
@sanukhan1188 Жыл бұрын
heavy deposit per Insan apni marji se leta hai
@shoebmukri819
@shoebmukri819 2 жыл бұрын
Sir I have invested in heavy deposit flat and give it rent to other person is it halal or haram
@iPlusTVonline
@iPlusTVonline 2 жыл бұрын
Heavy Deposit per aapne jo liya hai Yeh Bunyad hi galat hai
@manshakhan4327
@manshakhan4327 2 жыл бұрын
@@iPlusTVonline sir maine bhi yahi kiya koi rasta he to batayen security per le kar rent out kiya he aur mein apni jama per zakat bhi 100% ada kiya he
@akramshaikh8596
@akramshaikh8596 3 жыл бұрын
4 lakh market se loge toh 6%7%interest mangte h yani 24000 per month... Wahi wo 5000 rent km lera h toh KY masla h.... Bhaki. Allah hu alim
@Munazzakhan02
@Munazzakhan02 2 жыл бұрын
@IT- InfoTech {Computer Education} agree brother lekin jab insaan ko paison ki zarurat ho to apne rishtedaar tak qarz nhi dete ye jo so called aalim aur deendar log h na yhi sbse pehle aapko na me jawab denge jb aap unse qarz mangoge.
@Munazzakhan02
@Munazzakhan02 2 жыл бұрын
@IT- InfoTech {Computer Education} isiliye apne ander logon ki madad ka jazba paida kare unke liye aassani paida kare to logo ko iss tarike par aur interest par qarz lene ki zaroorat hi nahi padegi
@ShaikhMohd-m8i
@ShaikhMohd-m8i 3 ай бұрын
bhai bahot ghamke bol rahe ho koi baat nahi samj aaye kise garib ko agr apne karke diye taki woh jma karle fir khud apne pairo pe khada hojaye
Гениальное изобретение из обычного стаканчика!
00:31
Лютая физика | Олимпиадная физика
Рет қаралды 4,8 МЛН
Quando eu quero Sushi (sem desperdiçar) 🍣
00:26
Los Wagners
Рет қаралды 15 МЛН
So Cute 🥰 who is better?
00:15
dednahype
Рет қаралды 19 МЛН
Dunya, Akhirat Aur Maut | Molana Ishaq RA Urdu
27:23
Just Islam ( Maulana Ishaq RA Brother Kashif Ali )
Рет қаралды 16 М.
Гениальное изобретение из обычного стаканчика!
00:31
Лютая физика | Олимпиадная физика
Рет қаралды 4,8 МЛН