Thank you so much sir bahot Achha teach Kiya apne sabhi concept cliyer ho gai aap short And sweet Teach karte ho Thanks. Sir 🙏🙏
@RajRani-j4q2 күн бұрын
Thank you sir
@arfeenkhfjjkk Жыл бұрын
Sir jitne bhi Muslim।law par videos h playlist me set kr digyey
@RajRaj-hs1vh7 ай бұрын
Bahut achha sir
@khandwaboysshuttingvideo6977 Жыл бұрын
Thanks sir
@PS_WORLD99 Жыл бұрын
Thank you sir ji...🙏
@-ul7yk6 ай бұрын
Sir please explain about gift to a juristic person( companies, charitable society, ngo , npo) in detail, ( requirements and law etc ) Thanks
@moinharis3606Ай бұрын
Sir hiba alag cheez hai hindi ke jis dan ki ap bt kar rahe use sadqa kahte hain aur English ke jis gift ki ap bt kar rahe use tohfa/hadiya kahte hain
@RAVINDERKUMAR-gc4qe5 ай бұрын
Sir aapki aàwaj sahi h
@ShafikAhmad-u3p19 күн бұрын
Hiba namantarad kaise hoga ruling bataye
@RajRaj-hs1vh7 ай бұрын
❤❤❤❤
@rrshortsvid3 ай бұрын
Sir, agar jo admi jamin hiba Kiya h apne bache ko or phir wohi admi wohi jamin kisi dusre admi ko bech diya toh woh jamin kiska hoga ? Please btaye sir🙏
@murtazakagzi30345 ай бұрын
Dear sir baxish/Hibanama notary kia h mere father ne mere favour me kia zo notary h 2015 me Mere brother ne mere father ki bimari ka fayda utha k apne gar le zaa k full property apne naam se register will bana rakhi Court kisko valid Mane ka kis act k antargat Pls. Rply
@shahbazjsr79 ай бұрын
Sir Indiame Muslims ke liye inheritance law kya hai, air kya legal procedure hai, sir please reply kijiye👍👍
@meharbanmalik26487 ай бұрын
good evening sir
@mirzaraisbaig70854 ай бұрын
सर जी जैसे आपने कहा है के डोनर मुस्लिम होना चाहिए और उनका आपस में कोई रिश्ता नही होगा तब भी हिबा पूर्ण रूप से कॉन्फ्रम होगा और डोनी मुस्लिम या अन्य मजहब का होगा तब भी चलेगा अगर ऐसा कोई आदेश आर्डर हो तो बताएगा
@bagbanmuhammadanwar714810 ай бұрын
Sir hiba ke baad court deecri hone ke baad bhi kya hiba cancel ho skta hai
@sandeepkumar-bf6kn Жыл бұрын
Sir Mai 12the science she pass kite per Hindi to English continue class
@moinharis3606Ай бұрын
Hiba dar asal ek muslim law word hai
@md.azizgouri84217 ай бұрын
क्या किसी व्यक्ति को दान में मिली हुई जायदाद को 2-3 पुत्रों को न देते हुए किसी एक पुत्र को हीबा नामा लिख सकता है? जबकि हीबा लिखने वाले की कमाई की सम्पत्ति नहीं थी.
@bilkishchaman33 ай бұрын
@@md.azizgouri8421 Mera v same sawal h
@bamboothegreengold21633 ай бұрын
@@md.azizgouri8421 ... Ha diya ja skta hai.
@mudasseranwarnise9171Ай бұрын
Hii
@aslambly1995Ай бұрын
Sampatti dada ki hai jiski koe wasiyat nahi thi .mere father-in-law ne apsi sahmati se teeno bhaiyon me batwara kar liya tha per register nahi hua tha sirf stamp paper hua tha.aj bhi sampatti dada ke nam se hai nagar nigam se dada ke nam se hi serverkar jalkar or gerahkar ka notice ata hai .sasur se karte samay bimaari ki haalat me sas ne Hiba nama apne naam kara liya tha .nagar ragisterd nahi hai .sasur ko mare huye or hibako 12 saal ho gaye ab Hiba kitna asardar hai.
@aslambly1995Ай бұрын
M
@MohdIslamuddin7867 ай бұрын
Sar Mere Nana Hamen Ghar Dan mein de de Munh Dikhai Diye Ki yah Meri beti Rahegi usse Koi Nahin nikalega FIR ab unke Mere Nana ke intkal ke bad Mar Jaane ke bad unke bete ghar ko Humse Khali karvane ko kah Rahe Hain Ham Kya Karen Mere Nana De Diye Khushi Se Main Apni beti ko de deta hun aur mere mummy ne unko bahut Seva kiya tha isliye Khushbu ko De Diye unke intkal ke bad mere mama log kah Rahe Hain Ki Munh se diya hai na likhkar Thodi na Diye Hain
@mddanishmustafa3 ай бұрын
@@MohdIslamuddin786 ab tum kuchh mat karo, oral Hiba bhi chalta h islamic law m, mamu ko bolo aap court se lijiye hm nhi niklenge , court hata dega hmko to hi hatenge.......