Boht achi video bnai ha ap ne meray saray doubts clear ho gay ap ki videos ki wajah se main ne issi model ki machine lee ha aur mashallah se boht acha work ker rahi ha
@hinasheaven3 жыл бұрын
Masha Allah Jazak Allah for your comment
@bakeddelights321 Жыл бұрын
Mercy pass Dawlance dwt11671flt h es me rins time 1say 4 tak h our spin2 say 10 tak h jo 0 per nahe Jatin tu phire hum kiya kare k dobara es sarf me wash kare plz jaldi gide kare
@hinasheaven Жыл бұрын
assalam u alaikum sister phir aap use off krdein 0 ka option zarori nh hai aap pehle meri ye video dekhein phir ye dosri dekhein gi dawlance wali aapko idea ho jaye ga kzbin.info/www/bejne/fJ7bpHihfqiUkKM kzbin.info/www/bejne/bJuQpZ54bNyMp68
@aarzookhalid78823 жыл бұрын
Ap har bnde ko ache se samjhati Hain or reply b deti Hain boht pasnd ai muje apki ye bat
@hinasheaven3 жыл бұрын
Thank you sister jazak Allah
@talatjamil3022 жыл бұрын
Kya last me apna wash k option h use krte hoe rinse kya ha???ad me to apna wash use kya ha 10 mint k lye for rinse
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum yes sister but not for 10 minutes just do rinse for 5-7 minutes only you can watch my this video also >>Precaution kzbin.info/www/bejne/faq1oKWMf9Wjns0
@HussnainMahsan2 жыл бұрын
Aapi Hina mere machine normal mode p direct rinse ka option p Chali jayi hy . Wash mode set kron tab bhe rinse p jati hy
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum aapki machine mein koi technical error hai aap company call kar k technician ko ghar bulwayein ta ke wo is issue ko resolve krein aap meri ye video dekh sakti hain kzbin.info/www/bejne/fWbGaZiYaNR_rqs
@bakeddelights321 Жыл бұрын
Asamuallekum sister asal me Dawlance dwt11671flt new modal h es me hum rise KO 1 say shuro kar k jub dobara baton press kartay he tu phire 1 a jata h our spin k bhe yehe masla h plz koi tareka bata de aap ki mehar Bani ho ge
@faizaajeee Жыл бұрын
Sister kya sufi soap ki vermacilis use kr skte han is automatic machine men
@shahbazmalik49542 жыл бұрын
plz tell me k machine on kr k pyp sy pani daly yan of kr k .bcz m ny dala h to wo to sara tb k nechy he ja rha tha
@kransang3 жыл бұрын
Mujhe pata ni tha ki yeh Google direct Pakistan se video suggest krega, but truly saying this video has actually solved my problem and Allah Hafiz was quite nice.... R u guys still not getting good water in Karachi, sounds low but Thanks Hina, enjoy 😊👍
@hinasheaven3 жыл бұрын
Hahaha jazak Allah brother for your great comment
@fizaimranfizaimran80132 жыл бұрын
Ap ka samjany ka tareka bhot Acha ha
@hinasheaven Жыл бұрын
Jazak Allah
@aayanhaiderhashmi64442 жыл бұрын
Aoa. Sister hum wash kerty waqt iska bake pyp khol daina hai ya usy lock rakhna hai
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam sister maine is topic pe detail video banae huwi hai aap zaror watch krein kzbin.info/www/bejne/b6umgmCCapWCbrc aap iske back pipe ko lock hi rakhein
@amnaseher21792 жыл бұрын
Sister mai Kenwood ki automatic machine lena chahti hoom aur mery paas pani ki tap ka problem hai yani mai ouper sy pani daloo to kya Kenwood my b my is trha use kr skti hoon jesy aap ny is video my btaya hai must reply
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji sister aap aise use kr sakti hain lekin aapne ye ehtiyaat bhi krni hai jo maine is video mein batate hai phir koi issue nahin hai kzbin.info/www/bejne/faq1oKWMf9Wjns0
@ArunKumarSau-q6q9 ай бұрын
Nicely told, informative and fruitful video, thanks.
@hinasheaven9 ай бұрын
jazak ALLAH
@uniquekitchen123 жыл бұрын
Dear mam! Ye machine geezer k beger chal skte h kia... Men ye Lena cahte hu.. per mery ger men geezer nh h ..
@hinasheaven3 жыл бұрын
G sister ap geezer k bgair hi use krn gi Qk geezer ki wjase kharab b ho skti h Plz watch this video kzbin.info/www/bejne/rXuynJesa7Vqi6c
@sanaali20692 жыл бұрын
Machien back white nozel pipe tu hy main volve red sa jo apny bnd kiya wo ni samjh aya kidr say main water bnd krna
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister ye wo valve hai jahan se machine ko water connection milta hai aap use band kr dein kyun k ab aap opar se daal rhi hain pani
@sanaali20692 жыл бұрын
Spin py jb b lhaty macine agn water bharna start kr dyti we hv new haier auto machine.plz guide how do only use spinner
@sanaali20692 жыл бұрын
Pani nechy sy nikal jata?
@lubnasaeed8682 Жыл бұрын
Aoa hina plz do guide me pani ka tap band nai kia maine last day tu pani machine main aik aik drop girta raha abhi jab machine dehki tu half tub tha pani ka iska solutubata fain plz
@hinasheaven Жыл бұрын
Walaikum assalam sister aap valve check krwayein plumber se werna aise nh hota hai
@maryamjarral6842 жыл бұрын
Salam maam nice video bt main jb wash ka option seclect krti hon to woh select nai krta jst wash woh wash Rinse or spin 3 ono on ho jaty hain haier machine h
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam Sister aap rinse aur spin ko off krdein jab 3no functions select krein Phir only wash ho jaye ga Aap meri ye video dekh sakti hain maine is video mein clearly explain kiya hai kzbin.info/www/bejne/fJ7bpHihfqiUkKM
@jannatkhanvlogs24473 жыл бұрын
Is machine k pros and cons and benefits or differences pe video bnati raha in keep it up👍👍👍
@hinasheaven3 жыл бұрын
Jazak Allah for your comment ok sister insha Allah is topic pe b video banaon gi
@salihaimran80822 жыл бұрын
Gud work,,, api mri auto Mac hine ki mjy lgta h bht awaz any lgi h jb use hti h,,, iski kya wja h
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji sister jese hi ye old hoti jaye gi awaaz aur badhti jaye gi lekin agar aapko awaz bohat zayada odd lag rhi hai to aap company call kr k issue batayein wo technician ko bhej kr check krein ge aur aapko guide krein ge
@salihaimran80822 жыл бұрын
Ok thanks,, mgr aik sal hwa h abi use krty
@salihaimran80822 жыл бұрын
Ap hmesha guide krti h,,, shukria,,, ALLAH apko bhht c kamyabia dy,, ameen
@samadtech14072 жыл бұрын
Same Dawlance m bhi ayse hi use jar sakty hn
@hinasheaven2 жыл бұрын
assalam u alaikum ji bilkul kar sakte hain
@saminakausar6002 Жыл бұрын
Normal pe rens n wasing kitne no pur rukhna chaea
@irumqazi19 Жыл бұрын
U r xplamong so well ❤
@myqjournal72 жыл бұрын
AOA api .. ap k pas dosri machine h na ak r....90.1789 plz us me method bta dain k us me water pipe k bger kesy kpry wash krain... es me confusion hori smjhhne me.... plzzz api.. us machine me pipe se kesy wash krne hain
@aarzookhalid78823 жыл бұрын
Mashallah ap boht acha Kam KR rahe hain..mene pehli br apki video dekhi hai boht acha lGa ap boht acha samjhati hain.mene apko subscribe b Kia or like b..main b bemar rehti hu inshallah main b automatic machine lun ge.muje to malom b nei tha is machine ka
@hinasheaven3 жыл бұрын
Thank you sister for your valuable comments ☺️ jazak Allah
@noornazeer89913 жыл бұрын
Pani bahir nikalny ki setting Kahan pe hai ya koi pipe hota Chor dety hai in please would you reply any one
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister automatic washing machines mein pani sirf spin time k waqt hi drain hota hai to aapko spin time select krna hoga maine is video mein detail mein samjhaya hai aap zaror watch krein kzbin.info/www/bejne/mWmXo4qCeaxkbLc
@पंडितजी-म7ख2 жыл бұрын
jaise aapki vedio dekha main mere paas samsung ka top load automatick washing machien hai use mene 2017 me buy kiya tha mujhe pata nahi tha isme bahut paani lagta hai kyoki hamare yahan paani shortage rehti hai abhi tak use kar nahi paaye agar hum aapke formule se wash karein to teek rahega plz batana jaroor intzaar rahega aapke reply ka
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum aap meri ye video dekh sakte hain is mein maine neel use krna hai lekin aap kapre wash kr sakti hain isi method ko use kr ke kzbin.info/www/bejne/faG6iHp4osyoptU
@tayyabasafdar74303 жыл бұрын
Mam please tell how to pipe joint of hot water because haier only one pipe only normal water.
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister maine is topic pe 1 detailed video banae huwi hai Please watch this video kzbin.info/www/bejne/rXuynJesa7Vqi6c
@paromughalmughal71272 жыл бұрын
Mn ny new machine opn kri hy pani aesy e upr sy dala hy ....but machine chl ni re kya wja hy setting b kr li sari
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister aap phir company call kr k technician ko ghar bulwayein abhi wo aapko free mein hi check kr k de dein ge aap meri ye videos dekh sakti hain kzbin.info/www/bejne/fWbGaZiYaNR_rqs
@desikuriyan19052 жыл бұрын
Assalam o Alaikum Sister ham bhi first time automatic washing machine le rahay hain or apki videos dekh Kar Kafi knowledge ho Gai hay bas ek BAAT poochni thi k daily use k baad ham drum ya machine ki safai karengay ya spin k baad bas chor den gay phir monthly ya kabhi kabhar hi tub wash karengay bas thanks AP ki videos bahut achi Hain or AP aisay hi banatay rahain thanks
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam bohat acha laga aapka comment parh kar aap ko ise tub dry krna hoga jis din aap use kr chuke hon ge end time pe jo 30 minutes k liye hota hai ta k aapki machine mein pani ka koi qatra baqi na rahe werna iski waja se badbu paida ho sakti hai baki tub clean har 6 months baad krna hoga ya year mein 1 time >> Tub Dry Option kzbin.info/www/bejne/kHzYkqepe7-Sbpo >> No Tub Dry Option kzbin.info/www/bejne/ZoDRfKKYrb6esLM
@moinkhokhar91062 жыл бұрын
API Kya hum is mei gram Pani use kar sakty hai?
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji bilkul kar sakte hain aap meri ye video dekh sakte hain kzbin.info/www/bejne/hIiZcomGnt58sM0
@malaikaiqbal59453 жыл бұрын
Haier machine ma direct pani dalnay ka tareeka bata de..rinse spin sb kuch bata de..kia hm direct pani dal skty hai haier machine ma??
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister ye video isi topic pe hai aap please dobara watch krein
@tayyabasafdar74303 жыл бұрын
Because haier only one hole pipe automatically hot and normal water come please tell me
@starfairy95962 жыл бұрын
Slam sis kc h Kia ap mujhe dwlanc 260 auto w machin m kore kese n dhote h saf kese krte h ktna srf use krna h kin kpro k sth Kia or bhi kpre dal skte h sb detail m btaegi plz mne abhi li h bt use ni krna ata kpre sahi ni saf hote n agr grm pani dalna h to kb kese Kitna add kre plz guid me apka nbr ml skta h
@hinasheaven Жыл бұрын
Walaikum assalam Alhamdulillah sister main bilkul theak hun aap batayein aap kesi hain? sister maine is topic pe video banani hai ye machine meri neighbour k paas hai aur abhi wo sheher mein nh hain jese hi wo aayein gi wapis maine aise hi videos banani hai really sorry for delay but insha Allah main zaror koshish krun gi k jald video ban lun
@starfairy9596 Жыл бұрын
@@hinasheaven me wating
@princesszaib1701 Жыл бұрын
Aoa mam my apni washing machine ki seting fix Karna chati hon sirf apny liay ase possible ha??
@hinasheaven Жыл бұрын
W/salam no sister posible nhi h qk ab sesor fix hota h washing machine me ap jo kapre washing machine me dalti hn machine automatically khd decide krti hn timing water level etc
@littlegaming51011 ай бұрын
Sister mere pass Haier Automatic Washing Machine HWM-9.5-1826 he, aj kl shadeed sardi he to clothes achi trha dry nahi hoty. Kia Is k liye separate spinner Leni chahye ya usi machine mein koi function he jis se clothes complete dry ho skein . Plz guide
@sunnylucky32 жыл бұрын
Kya ham dono tara se aik time me paani daal skty hn? Mtlb washing machine khud b automatic paani leti rhy r hm sath e uper se pipe se paani daal len? Kya aisa kr skty hn koi issue to ni..? Mery pas dawlance 270 CLVS+ hai..kindly reply
@anjumwaqar173 Жыл бұрын
Ma ny abhi Samsung ki automatic machine li ha bt jb ma kapry dal kr machine start Karti hu to machine Pani leny k Sath Pani drain bhi Karti jati ha dram ma Pani hold nahi ho Raha ha.dram Bhar nahi Raha ha.agar drain pipe uper kr k pakr to phir rukraha ha.bt jesy hi pipe nechay rakhu Pani drain HOTA ja Raha ha.
@fatimajunaid10672 жыл бұрын
Jazak ALLAH Sister Thank you so much.
@hinasheaven2 жыл бұрын
Wa iyyakum Your most welcome sister
@maheenimran5213 жыл бұрын
Sister automatic machine ka kia faida agr isko manuel ki trah hi use krna .
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister please video dobara dekhein maine tamaam reasons bohat ache se explain kiye hain kaafi logon ko in masaail ka saamna krna padta hai maine un k masaail k hal k liye video banae hai
@aarzookhalid78823 жыл бұрын
Or hum hum 7 fard Hain ghr k..koun c automatic machen sei rehe ge humare lie or koun c company best hai.plz bta den..
@hinasheaven3 жыл бұрын
Sister plz watch this video kzbin.info/www/bejne/oHm8nZuZprJqp6c S me details me explain Kia h
@AhmadRaza-vy5zq3 жыл бұрын
very useful Thanks for sharing 👍👍
@hariukhan53713 жыл бұрын
kahara pani use kar sakte ha
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum nh sister aap nh use kr sakti maine is topic pe detail video banae hai aap zaror watch krein >>Khaara paani kzbin.info/www/bejne/boPbaaxmjN1-o68
@kamilworld6235 Жыл бұрын
Mam water drain out krny ky bad rinse ky lye water hum pipe sy khud add kry ya machine khud hi ly ly gi
@aahilsheraz18383 жыл бұрын
A o A mery ghr m khara pani hi h only or meethy pani k koi b option ni h sirf khara hi h to mujy mashine leni h automatic ab m kiya karo please help me
@aahilsheraz18383 жыл бұрын
Api please mujy bta de k khary pani se masla to ni mery tbyt theq ni rehti to mashine b zarori h or meethy pani k b bor ni krwa sakty please kuch btye
@hinasheaven3 жыл бұрын
Walaikum assalaam sister maine abi kuch din pehle hi is topic pe video banae hai aap zaror watch krein kzbin.info/www/bejne/bZ27mYuXh5JjZ9k bell icon lazmi press krein ta k tamaam updates aap ko time pe milti rhein Jazak Allah
@hinasheaven3 жыл бұрын
ji sister hum yahan aap sab ki help k liye hi hain in questions ka answer nh milta aur pareshani bharti rehti hai maine is topic pe mazeed video b banae hai aap zaror watch krein kzbin.info/www/bejne/boPbaaxmjN1-o68
@hmmm81563 жыл бұрын
Api apny machin cover kaha se lya hy
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum Please watch this video kzbin.info/www/bejne/mKetkIykqrhgnLs
@naveediqbalkhattak55623 жыл бұрын
Ring walay parday is mai dhony say drum kharab to ni hoga iska... Kindly bta dain
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum nh sister aisa kuch nh hota aapne bas function sahi select krna hai is pe video banae huwi hai aap pehle isse zaror watch ki jiye ga kzbin.info/www/bejne/f3etaJR_eN-tick
@syedarshadhussainattari520024 күн бұрын
السلام علیکم آٹو میٹک مشین میں واٹر لیول کو ہائ کیسے کریں گے
@ridaali69233 жыл бұрын
hair 85-826 and 85-1708 mein bucket k sath pani dal k chla sakty hain
@hinasheaven3 жыл бұрын
G sister Chala skte hn
@naheedyasmeenkhan18523 жыл бұрын
Etney taraddud krney hain tau automatic machine hi kyoun?
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister video dobara dekhein sab reasons batayein hain aapko aap k sawal ka jawab mil jaye ga agar aap ko aise koi issues nh hain to bohat achi baat hai lekin kaafi logon ko in masail ka saamna krna padta hai ye video un k liye hai
@cricketnewsandfacts6862 жыл бұрын
Hm khud sa hot water machine ma dal Sakta ha chola pa gurm kr ka
@hinasheaven2 жыл бұрын
ji sister daal sakte hain lekin water hot nahin hona chahiye pehle se machine mein kuch thanda pani daalein phir neem garam pani add krein ta k machine k parts pe direct garam pani na jaye
@rubeenaqadeer81633 жыл бұрын
A,o,a plz ye btain 12 kg machine m aik waqt m zeyada se zeyada kitny kapry wash kar sakty hn
@hinasheaven3 жыл бұрын
Walaikum assalam ok sister insha Allah is topic pe b video ban jaye gi Stay Tuned to this channel
@Moieez786-wv6sw11 ай бұрын
Assalamualaikum mem my washing machine ko mukuml sekhna chata hn
@cricketnewsandfacts6862 жыл бұрын
Agr wo mixer na lagay hot water ka Liya khud sa gram kr ka dal Sakta ha
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji sister daal sakte hain maine is video mein tamaam instructions batae hain kzbin.info/www/bejne/hIiZcomGnt58sM0
@hamzam71223 жыл бұрын
hlo aapi myri washing machine pani bharty huy leak b krti jati hy to kya hal kryn. water level full ni hota or machine kpry wash ni kr rahi. plz koi hal bta dyn vedio achi to hy lykin mujy myri machine ka water leaking ka hal bat dyn.
@mamababa75643 жыл бұрын
Company ko call karein engineer check kry ga aa k .
@hinasheaven3 жыл бұрын
assalam u alaikum sister aap mjh se facebook pe contact krein please
@Zaeem_shahid3 жыл бұрын
A Aa ager me wash time 5 min karna chaho to w c i do
@hinasheaven3 жыл бұрын
Walaikum assaalm sister is mein time set hota hai change nh ho sakta agar aapne 5 minute hi wash karna hai to aap eco ya express function use kr sakti hain ye is model k 2 quick methods hain maine in pe detail videos banae hai aap zaror watch krein >> Express kzbin.info/www/bejne/jZPKmnV-Zb-rZqc >> Eco kzbin.info/www/bejne/p3LHdqJtoc2Ka80 >> Difference Between Express and Eco Function kzbin.info/www/bejne/rpS1Y42khqqqaMk
@shaikhshaikh90582 жыл бұрын
Plz uper sy pani dalne k baad rinse krne k liye option detail mai bataye ku k mjhe samjh nh aya hamary yaha pani ka kafi masla rehta hai
@muhammadejaz46083 жыл бұрын
Zaberdast videos hain ap ki good work.
@hinasheaven3 жыл бұрын
Jazak Allah
@naveedahsan8183 жыл бұрын
Kya hm mchine mai grm pani dal skty ... Kyu k sfed kpron sy dag nai utrty... bachon k
@faridichannel28983 жыл бұрын
Goooood Work Sis.
@shaikhshaikh90582 жыл бұрын
Mam apne kaha tha ek alag video banaungi rinse krne k liye uper sy pani dalne k baad
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister maine video upload krdi hai aap zaror watch krein kzbin.info/www/bejne/b6umgmCCapWCbrc
@ismatkhan12103 жыл бұрын
Assalamualaikum baji...jazaak Allah..hum bhi inshallah automatic washing machine lene wale hai ..samsung ki direc drive hai na wo ...aap batay ko si best rahe gi...hum do humare teen hai family
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum MAsha Allah Allah paak naseeb kare Ameen sister aapko agar wo passand hai aur aap k budget mein hai to zaror lein mera samsung ka koi experience nh hai lekin meri opinion mein haier hi lein to best hai q k hmare Pakistan mein yehi machine bohat ache se work krti hai aur 9kg aapki family k liye best hai chahe jis b company ki lein agar kapre 1 week mein zyada hote hain to 12 kg sahi rahe gi baqi wohi aapne apne budget ko madde nazar rakh k hi leni hai aur jis se aap satisfy hon JAzak Allah
@sarwatjabeen8092 жыл бұрын
sister meri machine abhi new he only one month hua he .pehle wash time lgati hn .agr kpre saaf na hue hn to 2 times wash time lga deti hn .but jb 2 rinse ar 7 minut spin aikatha lgati hn to 2 rinses k baad spin krne k bjae phir se rinse start ho jata he .2 hour se yehe ho rha he ar spin hote nhe phir se rinse lge ja rha he .plz guide .
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ye rinse issue hai kapre apas mein jud jate hain is waja se hota hai sister iski bohat sari wajoohaat ho sakti hain maine is topic pe bohat sari videos banae hain aap inhein watch krein aapko idea ho jaye ga >>Rinse Issue kzbin.info/www/bejne/Z3zbaIJmj7J5rrM kzbin.info/www/bejne/aqLRpal8lMusapY kzbin.info/www/bejne/oIKVlGShhsRgbsk kzbin.info/www/bejne/pXLJnZJ5l9tpg7c iska proper hal mujhe ye product laga hai aap ise bhi use kr k dekhein >> New Product For Rinse Issue kzbin.info/www/bejne/iGfLeo2nbrmtrK8
@ashiashi98613 жыл бұрын
السلام علیکم Sis as ki paris kia ha?
@hinasheaven3 жыл бұрын
Walaikum Salam @Ashi different markets mein prices different hein aap apni near area mein maloom kr lein.
@yasmeenbanuyasmeenbanu43892 жыл бұрын
Mam app ki kounsi washing machine hai aur kitne kg ki
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister meri Haier washing machine hai 12 kg ki aap meri ye videos dekh sakti hain jis mein maine purchase se le kr use ki videos banae hain >>Semi / fully automatic kzbin.info/www/bejne/bavaf4x3nMSAnrM >> top load / front load kzbin.info/www/bejne/mqDEl593YtlqiJo >> Why I have bought new machine? kzbin.info/www/bejne/rX2ao3uBbL6MlaM >> Buying new Automatic washing machine kzbin.info/www/bejne/iIjTloZsa7WeoMU >> Unboxing kzbin.info/www/bejne/rnPEf6R4m7GWhrM >> Main Reasons Of Buying This Model kzbin.info/www/bejne/lXScd6awfZuBj8U
@yasirfawad26642 жыл бұрын
Thank you very much Indeed Sister !!!
@hinasheaven2 жыл бұрын
You are so welcome
@ishratjahan42512 жыл бұрын
Assalam iss washing machine ka model or price
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam Haeir HWM 120-1678
@ishratjahan42512 жыл бұрын
@@hinasheaven thanks hina ye 12kg hai iss me blanket or bhari bed covers dhol sakte hai
@saminbatool80184 ай бұрын
Salam ma ye machine ak Saal sa use KR rh hun.ak problem a rha ha abh.white kpron p Zang lg jata ja.tub dry tub clean ka option bh use KR Lea ha but Zang nh ja rh.plz. Koi solution btaen .
@hinasheaven4 ай бұрын
A.o.a plz call to the technician apki washing machine ko service ki zarurat hogi
@hinasheaven4 ай бұрын
Jis company ki w.m h usi company k service center ko call kijye ga
@Ukkhan363 Жыл бұрын
Agar light chale jay or ye bech me he ruk jay tu koi masla tu nahe hota k pani ander he rahy tu?
@hinasheaven Жыл бұрын
ji sister ye issue hota hai Video link kzbin.info/www/bejne/qmLKgXWPbM6JoKc is liye tab wash krein jab light proper aaye aur agar phir bhi aisa ho jaye to wash kr k baad tub dry kr dein >>Usage of Tub Dry Option kzbin.info/www/bejne/qZqvaIKoiph3nNU >>No Tub Dry Option kzbin.info/www/bejne/ZoDRfKKYrb6esLM >>D/f Btw Air Dry and Tub Dry kzbin.info/www/bejne/lYeui6SchNhqr7c
@Abbasvlogs55793 жыл бұрын
Zabrdast hina api..
@noumanrauf3 жыл бұрын
My washing machine surf is stuck in box plz help
@amrashaheen90493 жыл бұрын
Great job
@urdukutubkhana Жыл бұрын
Thank you bht helpful hn apki videos
@hinasheaven Жыл бұрын
It's my pleasure
@urdukutubkhana Жыл бұрын
@@hinasheaven aik question hy k dawlance machine aik br rince kr k phr spin bhi 1 br krti hy yani 4 br rince krti hy to 4 br spin kr k sukha deti hy kapry is trh to kpry giss jyngy. Kia hr automatic machine asy krti hy ya meri asy krti hy?
@samreenfahad56922 жыл бұрын
Meri machine 2 rinse k baad bhi khud hi rinse p chali jati h ap ne kaha kapre khol k dalin ese bhi kya h 3 rinse ho gai h phir bhi spin nhi ho raha baar baar rinse p chali jati h plz tell me salution
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister iski bohat sari wajoohaat ho sakti hain maine is topic pe bohat sari videos banae hain aap inhein watch krein aapko idea ho jaye ga >>Rinse Issue kzbin.info/www/bejne/Z3zbaIJmj7J5rrM kzbin.info/www/bejne/aqLRpal8lMusapY kzbin.info/www/bejne/oIKVlGShhsRgbsk kzbin.info/www/bejne/pXLJnZJ5l9tpg7c >> Best Solution kzbin.info/www/bejne/iGfLeo2nbrmtrK8
@shamhashamha4503 жыл бұрын
is pe b video bnaen k oper se pani dalen or neche se niklata jae taa k kpre paak b ho sken q k auto me kpre paak ni hote is ssorat me ho skte hen k hm oper se pani dalen or nechen se niklta jae to plz aisa koi function he to is k bare me b video bnaen
@ZirwasTrends3 жыл бұрын
I want to buy a new auto matic wash machine plz suggest me a model
@hinasheaven3 жыл бұрын
Masha Allah zaror sister aap batayein aap k ghar mein family members kitne hain? ta k us lehaaz se main aapko utne kg ki machine suggest kr sakun
@ZirwasTrends3 жыл бұрын
7 family members
@ZirwasTrends3 жыл бұрын
@@hinasheaven dear mai ny same model mia 9 kg ki li 95 1678 haier kj
@hinasheaven3 жыл бұрын
@@ZirwasTrends bilkul theak hai sister maine 1 time mein itne kapre wash kiye the aap is video se help le sakti hain k 1 family k kapre kis tarhan easily wash krein kzbin.info/www/bejne/j6i6apehesp9d68 kzbin.info/www/bejne/roPCdY2Eptifo8k
@ZirwasTrends3 жыл бұрын
JazakAllah sister
@Foodwayy3 жыл бұрын
Zabardast & informative video
@chandatariq97553 жыл бұрын
Sister hmry machine me to low ka option ni h, numbering ka option h set me, phr kia krygy
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister phir bhi aap apne hisaab se zyada rakhein means aapko thoda idea to hoga k 3 level pe kitna pani hota hai drum mein nahin hai idea to bhi koi issue nahin hai zyada water level hoga to machine ne agar remove karna hoga to kar degi lakin aap half se thoda zyada drum fill krein aur level 5 pe set krein koi issue nahin hoga
@myqjournal72 жыл бұрын
api water jab uper se dalna Hy. tu water level zero rakh sakty?
@fouziaramzan5983 жыл бұрын
Aksar lint fiter ka kachra machine ki wall kay sath lag jata ha us ki waja say machine ko kiya nuqsaan ho sakta ha? Or us say kasay bacha ja sakta. Plz lint filter par bhi video banai
@hinasheaven3 жыл бұрын
Jazak Allah sister for your comment g sister insha Allah uploading soon Press the bell icon so that you will get update on time Thanks
@shaikhshaikh90582 жыл бұрын
Mam mjhe samjh nh arha k rinse krne mai uper sy pani dalne k baad kn kn sy function select karen gae??? Apki is video mai thora apne confuse kr diya hai rinse krty waqt
@e.afashion14155 ай бұрын
Mam apki machine ka model number bata den
@noreenarif26932 жыл бұрын
Thanks for the help
@hinasheaven2 жыл бұрын
Your most welcome sister
@muhammadejaz46083 жыл бұрын
Mjhy thori problem arahi ha maray pass is modle ki machin nhi ha
@muhammadejaz46083 жыл бұрын
So is video ko kasay follow kron .or kum pani ka istemal ho is pa video babaen plz .
@hinasheaven3 жыл бұрын
assalam u alaikum sister aap apna model number aur company name mention krein please kam pani k liye sister koi option nh hai kyun k ye kapron pe depend krta hai k kitne zyada hain ya kitne kam lekin pani ko zaya hone se bachaya ja sakta hai us k liye aap ye video lazmi watch krein kzbin.info/www/bejne/nKOmdmOmea2JmZY
@sharjeelfaisal3922 жыл бұрын
Mam agr valve na remove Karen to machine kam nhi kary gi?
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister machine kharaab nahin hogi aap upar se pani bhi daalti rahein aur machine khud bhi pani leti rahe gi agar aap ke area ka pani saaf ata hai to verna aapne ise band hi rakhna hai meri ye video dekh sakti hain kzbin.info/www/bejne/faq1oKWMf9Wjns0
@saminatariq5770 Жыл бұрын
meduim pani q ni dalna???
@jannatkhanvlogs24473 жыл бұрын
Dear apny apni pehly wali machine q bdal Di pehly wali main or is new wali main kya difference hai kon c wali zyada achi hai or istmal main kon c zyada efficient hai
@hinasheaven3 жыл бұрын
Sister machine change krne ka issue maine is video mein detail se bataya hai kzbin.info/www/bejne/rX2ao3uBbL6MlaM aur in dono k difference pe b maine video banae hai kzbin.info/www/bejne/Z2XNoZ2Pi6icotk
@jannatkhanvlogs24473 жыл бұрын
@@hinasheaven yes dear main NY sary videos daikhy hain.bhot sary logon ko is machine main bhot sary problems arahi hain apko jo face krni prdy us pe video bnaye.main ny isko purchase krny ka idea drop kr diya is main any wali problems ki wajah sy plz guide AGR 1789 main koi problem nhi the apko to phr wo le li jaye.plz answer bhot sary logon ko knob wali machine bhot sary problems ki kya wjah hai
@fatimaharis13973 жыл бұрын
Agr hm just one mint hi spin krna chahty hn to lya kren gy
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister agar aap ki machine 1 mint option hai to aap easily select kr sakti hain maine is video mein explain kiya hai kzbin.info/www/bejne/mWmXo4qCeaxkbLc lekin ab jo mere paas model hai us mein 1 minute ka option nh hai to aapki machine mein jo sab se kam minutes given hon aap wohi select kr lein 1 dosra option hai lekin wo sirf emergency ki soorat mein hai q k isse aapki kharaab bhi ho sakti hai agar aap har dafa istemaal krein gi jab aapki machine spin krna start kare to aap 1 minute baad pause ka button press kr k usse stop krdein
@fatimaharis13973 жыл бұрын
@@hinasheaven wohi bat he na k machine me least 4 mints ka option he bs jb k aam tor pr hm 1 mint hi spin kr lety hn k pani nikal jae bs. But isko pause kren gy again n again to ye khrab ho skti he
@sarascorner96993 жыл бұрын
Good job 👍
@spicytreatwithnain35953 жыл бұрын
روح کی تسکین اللّٰہ کا ذکر ہے اچھے اور لذیز کھانوں کی ریسپی کے لیے وزٹ کریں میرے چینل کو سپورٹ کریں شکریہ اللہ آپ کو سلامت رکھے آمین یارب العالمین
@hinaakterhinaakter32572 жыл бұрын
Shukriya baji
@noreenarif26932 жыл бұрын
Allah ap ko khosh rakhay
@hinasheaven2 жыл бұрын
Ameen.. Jazak Allah sister
@faizamalik34253 жыл бұрын
Mam is m clothes spin krne k bd dry kse ho g
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister aap thodi deir dhoop mein dry kr lein aur agar dhoop na ho to aap kahin hawadaar jaga par rakh dein thodi deir mein dry ho jayein ge
@umaysubhan6415 Жыл бұрын
E4 error p b video bnain
@hinasheaven Жыл бұрын
Assalam u alaikum okay sister E4 error sirf tab ata hai jab pani proper na le rhi ho machine aur program ne run krna ho aap pani ka inlet check krein ya pani opar se add krein
@poojamohitrawal5532 жыл бұрын
Mam mne jb paani dala tb chli ni toh kya kru mam plz reply me
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister aap phir pani aur zyada daalein kyun k machine k hisaab se proper water level fill nh huwa hoga phir chal pade gi
@poojamohitrawal5532 жыл бұрын
@@hinasheaven dala tha paani b jyada
@shaikhshaikh90582 жыл бұрын
Asalam o alikum mam maine apki video dkhi par samjh nh arha mjhe... Uper sy apni daal kr wash kr diye kapry aur phr spin function use kr k pani surf wala nikal bi diya.... Ab mai rinse krne k liye setting kaisy karun kia kia option use karun rinse krne k liye uper sy pani dalne k baad plz thori detail mai aur aram sy close kr k samjh daen plz rep soon I'm waiting
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam sister aap is video se dekh lein agar aapko phir bhi samajh na aaye to zaror batayein main ek separate video bana dun gi kzbin.info/www/bejne/faq1oKWMf9Wjns0
@jaweriaaslam75343 жыл бұрын
ھمارے یہاں تو صرف کھارا پانی ھے کپڑے ھونے کے لیئے اور ھر کام کے لیئے بس پینے کا بانی باھر سے آتا ھے کیا کھارے پانی سے مشین خراب ھو جاتی ھے ؟
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister agar aapne purchase nh ki hai to aap pehle seller ya direct company call kar k maaloom krein k konsi machine khare pani mein bhi easily wash kar sakti hai aap phir wohi purchase krein kyun ke haier company to sakhti se mana karti hai apni machines mein khara pani use karne se lekin dosri companies ki machines shayad aisi machines banati hain baqi main is topic pe bhi insha Allah video banaon gi k konsi machines hain jo k kharae pani mein bhi theak se work krti hain
@bilqueeskhan82102 жыл бұрын
Nice information.. Sister
@hinasheaven Жыл бұрын
Thanks a lot
@insideedge992 жыл бұрын
Jb mai wash time set kr k baqi sb zero krti hu to machine start ni hoti ap bta skti esa q hy
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum Sister aapki machine ko start hona chahiye aap 1 baar company call kr k technician ko bulwayein aur check krwayein
@insideedge992 жыл бұрын
Thanks for replying mai ab hojati pta pta ni aik baar q esa kia tha iss nay normal rkh k kru setting to chl jati hai heavy pr ni krti
@HomeKitchen7863 жыл бұрын
Very informative video
@easycookingwithfarhatvlogs3 жыл бұрын
Wow dear fantastic thank you
@hinasheaven3 жыл бұрын
Jazak Allah sister
@asmaomer2953 жыл бұрын
Me pani dalti hu to we nechy beh jata hai, isko kese roku?
@hinasheaven3 жыл бұрын
sister aap clear batayein k kis time aisa hota hai wash rinse or spin??? bqi aap video ko 1 baar zaror theak se dekhein aise hi krne se koi issue nh aaye ga wrna pani aise hi beh jaye ga
@hinasheaven3 жыл бұрын
sister aap clear batayein k kis time aisa hota hai wash rinse or spin??? bqi aap video ko 1 baar zaror theak se dekhein aise hi krne se koi issue nh aaye ga wrna pani aise hi beh jaye ga
@afreenyousaf94383 жыл бұрын
Dawlance or haier me sy konse best hai?
@hinasheaven3 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister 2no hi best hain aap jisse satisfy hon wohi purchase krein lekin purchase krne se pehle meri ye 2 videos lazmi dekhein ta k aapko andaza ho jaye maine in videos mein important points discuss kiye hain kzbin.info/www/bejne/bavaf4x3nMSAnrM kzbin.info/www/bejne/mqDEl593YtlqiJo