Mumani maza aa gaya Amma huzur ki cheezen dekh kar
@MohammedZaheeruddin4 ай бұрын
Yes are true. Yahan Hyderabad hamaare ghar me ham sab ko bahut qhushi hui aur Mazaa aagaya. really. Best wishes from Hyderabad.
@ArshadHussain-xm4ez4 ай бұрын
Beautiful ❤
@shahziakhan3914 ай бұрын
@@MohammedZaheeruddin thanks mere Nana bhi nawab thai aur mere forefather ki friendship thi Nizam Hyderabad se
@MohammedZaheeruddin4 ай бұрын
@@shahziakhan391 Maa Shaa Allah.Bahut Qhushi Hui ye baat padke. Aap bahut talented ha .Isi tarha videos banaate rahiyega .
@shahziakhan3914 ай бұрын
@@MohammedZaheeruddin bhai yeh video meine nahi banayi hai yeh video meri mumani ne banayi hai yeh unka channel hai meine toh usper comment kara hai
@nailasaboor19394 ай бұрын
MashaAllah ❤boht khobsurat aor antique hain sb cheezein ❤
@Sabatauseef-m4q3 ай бұрын
Bht zaydha khoubsurath hai aap ke har wo chez ❤
@MohammedZaheeruddin4 ай бұрын
Maa Shaa Allah. Bahut Qhoob. . Best wishes from Hyderabad , India
@zahidabegum39434 ай бұрын
Mashaallh ɓoht khobsurat h❤🎉
@jaamiiameer51644 ай бұрын
Bht Dil tha is building ko ander se dekhne ka,, Thank you mam and well done,,,
@bhopallover26343 ай бұрын
Thanks for sharing..,we love to see the royal things
@Grandpas_Treasure3 ай бұрын
Masha Allah, It is good to see that you have preserved all your family heirloom very well, very beautiful collection.
@dr.p.nazeembegum89613 ай бұрын
Bahut khoob.😊
@sarahp13834 ай бұрын
Such ornate carving on the silver , paan boxes . So nice of you to keep this collection in top condition and to share the history of each treasured piece.
@AmnaFatima-je5il4 ай бұрын
Bohat acha laga sub cheezien Dekh k thanks for showing us old culture love from Pakistan
@SadhanaNishad-vg5mx3 ай бұрын
सत्यम शिवम सुन्दरम् 🇮🇳🇮🇳🙏
@wahabahmed50534 ай бұрын
Beautiful old is always gold
@oindrilagoswami76793 ай бұрын
Bahot khubsurat😊😊😊😊
@greenplant51974 ай бұрын
Beautiful artifacts of nawabi lifestyle. Plz show more such of arts, culture, foods, dress styles, living style. Lovely paandaans. Exquisite bodti work like of Hyderabad 👍
@ghazalaanwar25774 ай бұрын
Most beautiful ❤️
@humanity583 ай бұрын
My parents were from Bareilly and migrated to Karachi in 1949. My paternal uncles stayed behind and lived their lives there. I have never been to India coz difficult to get a visa now but would have loved to visit Bareilly. Two uncles, Akhtar Hussain and 'Bhooray Mian' were both lawyers. We have been brought up with similar cultural influences..
@tabindajabeen74 ай бұрын
Mashaallha boht he khobsorat virsa hai app kay baro ka Allha Aabad rakhy hamari nani or ami kay pas bhe boht khobsorat pandan, almera, surma Dani or lamp or boht achi collection the
@touheedakhtar4944 ай бұрын
Sayain zabardast 👌 ♥
@ghazalamushtaq3174 ай бұрын
بھت شکریہ آپکا غزالہ خان۔ آپنے نایاب اور بیشقیمتی سرمایہ دکھایا۔حفاظت سے رکھیئگا اس بیشقیمتی وراثت کو۔آپنے نواب آف رامپور سے اپنے خاندان کی نسبت کے بارے میں معلومات فراھم کی ، بھت اچھا لگا۔نواب سکندر بیگم کی تصویر اگلی ویڈیو میں دکھائیگا۔دیگر نایاب سرمایہ بھی۔ الله تعالی آپکو خوش اور صحتیاب رکھے۔
@FatehAli-xo9cg4 ай бұрын
Wow... Kia shandar riwayat ko aap ne zinda rakha hoa ha... Love from Pakistan. ❤
@cookdelights40073 ай бұрын
Masha Allah Bahut shandaar muje historical place aur history jan ne ka aur purane jmane ka khana bana na bahut pasand hai hamare yaha aaj bhi betiyon ko shadi me muradabad se la kar Special bartan dene ka rivaj hai
@SadhanaNishad-vg5mx3 ай бұрын
हिन्दुस्तान की नई सुबह का इंतजार 🇮🇳🇮🇳🙏जय हिंद जय भारत 🇮🇳🇮🇳🙏
@mohsinraza37124 ай бұрын
Boht acha laga purani cheezen dekh ker. Hamari ammi abbu rampur say hain.
@SadhanaNishad-vg5mx3 ай бұрын
सत्यमेव जयते 🇮🇳🇮🇳
@mahmoodhussain15074 ай бұрын
Wah kia khobsorat urdu bol rahin hian .Gracefull lady . I m from lahore pakistan ❤❤❤
@kush00000003 ай бұрын
Leka bhai inko wahin, yahan gand hi faelaya hua hai
@ashiyabegum80344 ай бұрын
बहुत ही अच्छा कलेक्शन
@Gaadi-Guru3 ай бұрын
bohot hi achi video hai or ma intezar kar raha tha ki aj tak kisi ne Kothi Nawab Sahab ho camere me cover nahi kia ...acha laga ki apne khud hi hume iske bare me bataya or apke batane ka jo lahza ha uska Shahipan khud me dikh rha ha ...ma bachpan me apke ghar ke pass se jab nikalta to chhote darwaje se andar dekhta tha bakai bohot sundar kothi hai or laal rang isko sabse alag banata ha ...shukriya
@gulafshakhan7884 ай бұрын
Mashallah sab bahut badhiya hai❤❤❤
@IqbalMemon-k7g4 ай бұрын
Bahut khoob 🌹🌹🌹🌹🌹
@SadhanaNishad-vg5mx3 ай бұрын
जय हिंद जय भारत 🇮🇳🇮🇳🙏
@sofiyabegum10233 ай бұрын
Tabarak Allah
@ksid58004 ай бұрын
MashaAllah zabardast
@andabreadwasmine4 ай бұрын
Salam, bht e haseen Nawadrat 👌ab ye cheze napaid ho gayi
@arshmanali29703 ай бұрын
Mere daadi or naani build paan khati thin. Ab Bari phopho khati hen. Me kabhi kabhi shop se. Respect prayers 4m Karachi Pakistan.
@PrashantSingh-mr5fn4 ай бұрын
Glad to see you value everything you've inherited...everything you showed seems to have a story to tell...and , im sure these things have a blessing of their own..please , if you could also share some pictures of the palace and the interiors of it too...
@ZARUxLIVE3 ай бұрын
Mere waldain bhii bareilly sai thai.♥️
@ushaiyer78514 ай бұрын
Bahut badiya.
@OMPANDYA-bf7hx3 ай бұрын
❤❤❤Salute madam ji ji aapko aapne history ka gaurav he usaliye aapko salam namaste sada muskurate raho ji 🎉🎉🎉🎉🎉
@MouzzamSartajWaliKhan4 ай бұрын
Mashallah so beautiful❤❤❤
@faraazkhan49594 ай бұрын
So beautiful ❤
@FurqanBaig-m4u3 ай бұрын
السلام و علیکم بہت بہترین پاندان اور کٹلری دیکھ کر دل خوش ہو گیا اپنے بہت سنبھال کر رکھا ہوا ہے لیکن چاندی اور تانبہ کے برتن کو بار بار صاف نہ کروایں بہر حال مجھے بہت خوشی ہوئ
@faraazkhan49594 ай бұрын
Very very nice ❤
@mdsarwarkhan44793 ай бұрын
Mashallah aaj ham panchar putra ban gaye hain. Maana ki har koi Nawab nahi tha lekin hamari tehjib bahut samridh thi.
@MouzzamSartajWaliKhan4 ай бұрын
Bahut badhiya ❤❤🎉🎉
@lyallpurcooker4 ай бұрын
behtreen
@AdeebaAslamAhmed4 ай бұрын
behatreen❤
@raziamalik73894 ай бұрын
Mashaallah very nice
@Sabatauseef-m4q3 ай бұрын
My Hyderabad sa hun
@asifraza19894 ай бұрын
Masha Allah ❤❤❤
@BAREILLYKINGDOM00094 ай бұрын
Wow❤
@greenlibrary28304 ай бұрын
Wow beautiful😍❤ 👌👍
@tajkhan86134 ай бұрын
Beautiful video. Also it’s teaching that every thing is Faani . Baqi zaat sirf Allah ki hai .
@ruchichauhan52303 ай бұрын
Kabhi unke silver coin collection bhi dikyae..❤
@FFARMYGAMINGKBS3 ай бұрын
Please haweli. Aur baki cheeze bhi dikhay
@firozbhaisolanki4 ай бұрын
Good 👍👌 job
@sikandarkhan36383 ай бұрын
Syn.dr.masallha
@rashidaukani52874 ай бұрын
Nice 👍 ❤
@nasreensyed39133 ай бұрын
Bahut hi accha laga yeh sari purani cheezen dekh kar. Hum bhi hyderabad mein aisi hi cheezen dekhe hain per local govt ney saari haveli, mehlaat aur yahan tak ke aisi cheezon per bhi kuch na kuch keh kar khabza karliya aur chhezon ko harraaj karke govt ne paisa leliya. Aap se guzarish hai ke apna yeh khaandani virsa sambhaal ke rakhe aur govt ki aur galat logon ki nazar se bachake rakhiye warna aaj kal ke haalaat kuch aur hi rang dede.
@juninaveed23644 ай бұрын
Shandar
@esmatiqbal16124 ай бұрын
Really like your video, my fore fathers were also from Bareilly but we were born in Pakistan
@kush00000003 ай бұрын
Bareilly me kahan se the aapke forefather ? Or Pakistan kab gae or unki story kya rahi, plz bataiyega, mai bhut intrested rehta hun
@shahziakhan3914 ай бұрын
Beautiful
@shaziaqamer34114 ай бұрын
Assalam o Alaikum bht achcha laga ap ki baten sun kr asi khoobsurafcar maloomati videos banati rsha kare n❤❤❤ shazia from Pakistan Karachi
@SadhanaNishad-vg5mx3 ай бұрын
🙏
@SadhanaNishad-vg5mx3 ай бұрын
हिन्दुस्तान की सरजमीं पर फ़रिश्ते स्वागत है 🇮🇳🇮🇳🙏
@Mdsfakruddinaliahmed4 ай бұрын
🌹🌹🕋🌹🌹 🌷🤲🏼🤲🏼🤲🏼🌷 ❤❤❤❤❤
@beubiquitous22184 ай бұрын
Kya yh palace visit kr skte hain
@SalimShaikh-en5go4 ай бұрын
ماشاءالله
@talented6253 ай бұрын
Kisi din dekhne aunga but h kis jagah bly me
@shaziaqureshi27683 ай бұрын
Nice, main bhi bareilly se hu, vdo achcha lga lekin gazala mam aap ek hi baat baar baar repeat mat kariye usse boring ho jati h vedio, ❤
@naveentariq13464 ай бұрын
Yeh rectangular wali pitari hai na?
@krayyanpvtt4 ай бұрын
Nice video
@ahmadalikhan70894 ай бұрын
Jewelry box pura khol kar nahi dikhaya aapne
@faraazkhan49594 ай бұрын
❤❤🎉🎉
@faridulhaque36314 ай бұрын
Jhar ki safai karwana ho ya jhar mien koi part damage ho gaya ho us kay liye firzabad mien aap sampark kar sakti hien
@sachinkatiyar77363 ай бұрын
Old coins ho toh share kare
@s_akhtar014 ай бұрын
Good
@minaximishra50874 ай бұрын
Ye kya Sone ka h
@naushabakhanum34294 ай бұрын
My grand mother malika hussan ara begum
@oindrilagoswami76793 ай бұрын
Because of the English subtitles we can't see the stuffs properly.
@lifewithgazala85703 ай бұрын
@@oindrilagoswami7679 plz off your subtitles by clicking on (cc) button.Thank you
@Sabatauseef-m4q3 ай бұрын
Assalamu alaikum
@naushabakhanum34294 ай бұрын
Hello ghazala really fantastic i am your relative
@shadabalibahadur94413 ай бұрын
Rudbe Aur Auhde k hisab se Nawab Rampur Raza Ali Kha Umar Mai Kam hote hue bhe Sofe pe bethe hain aur Buzrug Shahenshah Ali kha Khade hue hain .
@mohdurooj22944 ай бұрын
Rampur kaha hai.
@saimkabir48604 ай бұрын
Uttar pardesh state ka ek zila hai , INDIA🇮🇳❤ me
@AwanAbida4 ай бұрын
Show your furniture plz
@mohsink50644 ай бұрын
Phele ke zamane mai loog lipstick nahi missi lagatein thein
@masarrataaliy76284 ай бұрын
Bahut achcha collect h lekin ab deen sab jagah fel chuka h to koshish kare ki in cheezon per fakhr ki jagah afsos hona chahiye kyonki wo shahànshah the agal asli hote to aj Zinda hote jese mera rab shahanshy ka shahànshah h us se jald hi mulaqat hone wali h sab ki tab wo puchega ki kis ne kaha h ki apne nasab per is tarha fakhr kare yeh to zulm.h jab sab. haddiyo ban jayenge to kis ka nasab to bibi gunah ki haqdar na bane sab ko kherat kar de apse inka hisab hoga de payengi or kya jinka h wo de paye honge ,un ke liye bhi asaniya kijiye
@nasreensyed39133 ай бұрын
Woh faqr nahin kar rahi hai. Sirf apne khaandaan ja maazi bata rahi hai bhai saheb or behen saheba.
@sunitarawat44794 ай бұрын
Madam pandan ke alava kuch aur bhi dhikhao
@RihanKhan-g3jАй бұрын
Ek pan dan sell kar do aap mujhe Lena he ammi jaan k liye
@RaamKishore-r6j4 ай бұрын
Ram Kishore
@YousufWaqar-gj7hb4 ай бұрын
Good content but Too much reputation
@nigamkhan20074 ай бұрын
Bhai abhi bhi Baraili mai rohaili pathan abaad hain aur wali khan to un k naam k sath kaha jata hai meray husband bhi rohaili pathan hain wali khan kehelwate hain
@sarfarazmohammad39574 ай бұрын
Paandaan ke saath chuna rakhne ki dibiya hey...
@superantique73 ай бұрын
Uran mumbai mai jo big land nawab Hyderabad ki hai oske waris ko deal karna chahiye nahi to log oska galat kabza kar lenge
@imranamin13933 ай бұрын
آپ کو محترمہ ۔۔۔۔۔۔۔ غزالہ تو ھو مگر غزلیں بولیں چاہیں۔جیسے لہجہ ھے آپ کا۔
@thakor993 ай бұрын
Kya aap ye bata sakte hai ki aapke grand grand parents kaun se desh ke thae?