Hello bhai maine usha company ka 14+14 cilling fan winding kiya starting main 390 turn dale or runing main 425 turn dale or body main fit kiya capacitor bhi chenge kiya par speed nahi bana pa raha hain kya turn zyada hone se speed kam ho sakata hain kya? Swg 36 no
@rameshahir47357 ай бұрын
Pahle to 35 gej vayar se riwainding karna chahiye . 36 ka vayar sirf oriant pankhe me ata hai
@rameshahir47357 ай бұрын
14 coil pankhe me 360+390 turn ayega our 35 ka vayar Rakhna
@rohitphogat82312 ай бұрын
@@rameshahir4735 Sir Orient me 36 no. Swg se 14+14 slot me start or running me kitne turn dalne h jisse speed thodi zyada aaye plz btaye pl🙏
@TECHNICALSAHIBULLA6 ай бұрын
Nice sir
@Rdautoparts7 ай бұрын
Bhai Live porve video bano winding ka tab view bhi jayega subscribe bhi barega share bhi karege
@qhadriya1580Ай бұрын
Patla, midium,mota ki jagah mm ka istemaal karte tho bahut acha rahtata
@gyanchan2529Ай бұрын
sir ji 12/mm.se Kitne mm.tak ka steterme 36 no. Ka wire lagana hai our 35.5/ no Ka wire Kitne mm tak lagana hai our 35. no wire se Kitne Kitne mm tak me lagana hai
@sahebsakshit40527 ай бұрын
Sir statar ka size mm par batao please
@anjaliraju71707 ай бұрын
👍
@RaviRajpoot-k7u6 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤
@SunarikaPrasad7 ай бұрын
Bhai 12+12 ke slot me starting me 350 or raning me410 tarn dalne mekasa speed aaiga
@rameshahir47357 ай бұрын
12/12 me Raning me 340/ or stating me 370 Ham dalte hai. sahi chalta hai. 35 gej vayar se
@rameshahir47357 ай бұрын
Aapne jo 350+410 bataye hai usme winnding jyada jati hai our kamane me kuchh paisa nahi bachta
@AajmalKhan-e8n26 күн бұрын
Mm कि गुडा गेज से कर दो
@AsadKalyal.1965 ай бұрын
Haahaaa😂😂😂 10 tern sai koi fark ni prta
@sandeeprathore13916 ай бұрын
Aluminium wire data do Bhai saare slote ka
@oppatel7927 ай бұрын
आप लोग तार का गेज नही बताते हैं 5000भागे14 गेज कौन सा पडे गा
@tnature86123 ай бұрын
35 swg
@goldenchaudhary24785 ай бұрын
Tarn kiske kahte hai sir me naya hu bataiye
@goldenchaudhary24785 ай бұрын
315 Tarn kiske kahte hai
@goldenchaudhary24785 ай бұрын
Tarn kya hota hai bataiye
@babulubindhani13992 ай бұрын
@@goldenchaudhary2478 ek coil me jitna baar round kiya jaata h,ushe turn kehte hain !
@RaviRajpoot-k7u6 ай бұрын
36.. ok
@vishmbardayal19867 ай бұрын
All fan router 14-14 this picture
@ultraproRajeshkumarpanda12475 ай бұрын
Kansa fan main kitna number ka were binding hoga ye kaise pata karen