Bahut hi acchi jankari Di aapane bhai sahab. Per yah Mera bed lak hai. KJ jankari mujhko 15 sal bad pata Chali. Bus ISI lift ke dukh ke Karan Maine apna tractor bech diya tha. Main to din mein do do bar yah kam Karta tha. Bahut sare mechanic ko bhi dikhaya lekin baat nahin Bani. Is acchi aur sampurn jankari dene ke liye Bhagwan aapka Bhala kare.
@Naman.555 Жыл бұрын
Bhai ek video bnaye jisme bataye ki HMT tractor company band ho gayi hai to iske spare parts market me new aate hai ya jugar baji hi karna padta hai hmt ke to kafi model market me hai lekin kis kis model ke spare parts milte hai or kis kis model ke dikkat hoti hai
@hmtvale Жыл бұрын
ok
@HR-farming11 ай бұрын
Bhai es ka haydrolic filter bhi chenj karna hota h kya
@hmtvale11 ай бұрын
kar sakte hai vaise but isme pump ke sath me ander hota hai chng karna muskil hota hai
@HR-farming11 ай бұрын
@@hmtvale es ki lifat me haydrolic jac bhi LG skta h
@hmtvale11 ай бұрын
han g
@jaiveersirta79369 ай бұрын
Bhai mere pass hmt 3511 h iski lift rutaweter k lod me apne aap down ho jati h kya problem h or rotawater ko full resh me udhata h Please muje batye kya problem h
@hmtvale9 ай бұрын
pump check kra lo bhai otherwise pump supply and distributor ko connect krne vale place pr ring check lo. four ring dal dal do mainly problem vhi hoti hai
@HR-farming11 ай бұрын
Bhai mere pass bhi yhi model tractor h es k engine ke niche wala peking leek rhta h or piche dono side ki aarm ki seel leek rhti h yr bhut problem h es me ye original peking or seel kha milenge kuch btao es k bare m or kya ye aap k leek nhi hote mne to bhut badl liye
@hmtvale11 ай бұрын
bhai leakage problem mere vale me to nhi hui hai
@hmtvale11 ай бұрын
vaise packing aapko chng krna padega otherwise same packing pe tube lga k dekho
@HR-farming11 ай бұрын
@@hmtvale piche lift ki kohniyo me to tube nhi lgti or mistribolta h ye engine wala Peking grm hokr leek hota h or uske bolt 🔩 bhi dhile ho jate h
@hmtvale9 ай бұрын
packing chng kr lo
@HR-farming9 ай бұрын
@@hmtvale wo fir leek ho jate h original nhi milte
@RAHULRANAUP17 Жыл бұрын
कुछ मत करो मैने खुद अपने ट्रैक्टर का डिस्ट्रीब्यूटर लगाया है। जो निपल पर o रिंग लगाई है यहां 2 ऑरिंग एक्स्ट्रा डालो 1 ऑरिंग डालो निपल लगाओ फिर निपल के ऊपर रखो तब distributer तपा रखो यानी 4 रिंग लगेंगे
@tractorsgyan441411 ай бұрын
Bhai iska pkka ilaj bhi hai ek,,,,chmde ki tikki gol shape mai kat kar iske uper skh do kabhi nhi Kate ga ring ,,,,,mene bhi essa hi Kiya hua hai ,,,
@hmtvale11 ай бұрын
bhai try krta hu next time
@myworld-mj5hc Жыл бұрын
HMT me seat ke side me lift ka ek special lever hota hai uska kaam btao
@hmtvale9 ай бұрын
sensitivity
@Uk25tractors Жыл бұрын
iska lift top New Holland 3230 ka lagva lo mast hota