Kiya hum euro wala filre yani jaaley wala use kr saktey hn
@asadimdad3263 Жыл бұрын
Sir honda ka old model 130 ka hai new model ka nh pta
@shehryarbaloch817416 күн бұрын
Bhai ma nay apni CD 70 2020 model ko honda ka filter lagaya bije ghuth ghuth kau chal rahi ha pehly china ka laga hua tha bike Sahi chal rahi thi mujhy batain ma crown ka filter lagao toh bike sahi chaly ga ghuth kay nahi chaly ga na piyary bhai sirf ye batao agar ma crown ka lagaonga filter bike saans leny ma masla nahi kary ga honda ka lagaya bike sans leny ma masla karti ha ghuth ghuth kay bike meri chal rahi ha
@PakBikeReviews16 күн бұрын
G aap paga len sahe hojaie ge life ka filter laga len Deen ka filter laga len
@shehryarbaloch817416 күн бұрын
@PakBikeReviews agar ma crown ka lagaon toh bike Sahi chaly ga ghuth ghuth Kay nahi chaly ga na Bhai bas itna batain Honda ka filter say bike Sahi Tarah sans nahi lay rahi ghuth Kay chal rahi ha
@PakBikeReviews16 күн бұрын
G laga len theak hojaie ge life ka
@shehryarbaloch817416 күн бұрын
@@PakBikeReviews aPki baat theek ha agar crown ma lagaon toh masla nahi hoga na and crown ka kitny kilo meters chaly ga bas itna batain piyary bhai
@MuhammadUsama-c2q10 күн бұрын
Airfilter kitne km ke bad change karna chahiye?
@PakBikeReviews9 күн бұрын
2000km k baad
@پرسکونزندگی-س8ر Жыл бұрын
Mein ne honda ka lagaya ha but fuel average bhot kharab hogai ha and bike gut gut k chal rhi ha khul k nhi chal rhi pta nhi kia waja ha iss filter mein match nhi ker rha bike se
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Honda ka choro deen ya life ka original filter lagao Honda ka filter paper Bohat mota hai or gari ka sans rok deta hai
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Wasay b ab 2 number Bohat zayida bana shrou hogea hai
@anwaranwar-ot5iy8 ай бұрын
Good perfrmns deen
@PakBikeReviews8 ай бұрын
V good
@abdulrahman-ye9mp4 ай бұрын
2016 model meri bike ka os may knsa filter use kry
@PakBikeReviews4 ай бұрын
In sab filter main euro or non euro dono mil jatay hain aapko jo acha lagay wo aap use Karen
@abdulrahman-ye9mp4 ай бұрын
Euro or non euro may kia faraq hy@@PakBikeReviews
@PakBikeReviews4 ай бұрын
@abdulrahman-ye9mp euro 2 main center main Lohay ki jali lagi hoti hai
@mallickzeeshan2419 Жыл бұрын
Bohat zabaradast sir
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Thanks
@IslamMrs-lv2vu Жыл бұрын
Agar na maloom hoo . Euro Laga hn. Ya nhi Liken agar euro filtre use karey pr beee😊
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Euro or saday filter main sirf farak ya hai uskay ander lohay ki jali lagi howi hai or ya sada kagaz ka hai jo bike euro Nahe hai usmay aap ya filter use mat karen Nahe Tou bike sahe tarhan chale ge Nahe bar bar air consumption na honay ki waja say band hoti jaie ge
@AsifKhan-ck6vx4 ай бұрын
Hundyas me konsa use kare sadda ya jali Walla?
@PakBikeReviews4 ай бұрын
@AsifKhan-ck6vx new bikes main jali wala lagta hai or old bike main Sada
@abdulrahman-ye9mp4 ай бұрын
@@PakBikeReviews old bike matlb kitni old bike
@abdulrahman-ye9mp4 ай бұрын
@@PakBikeReviews old bike ap 2015 sy kah rhy hy
@ahsanarshad2899 Жыл бұрын
Sir ap 70 bike k rim ki video banain
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Ok g next time rim par b vedio aie ge
@ahsanarshad2899 Жыл бұрын
@@PakBikeReviews ALLAH APKO KAMIYAB KARAY APKA CONTAIN BOHOT KNOWLEDGEABLE HOTA
@ahsanarshad2899 Жыл бұрын
@@PakBikeReviews phir kab aye gi video
@PakBikeReviews Жыл бұрын
@ahsanarshad2899 thank you very much jazak Allah
@PakBikeReviews Жыл бұрын
I will try some vendors but I have some time because I am busy with some work.
@SaqibAli-yx2od Жыл бұрын
Deen ka filter main use kiya hay ye 2000 kilometer tak chalta rehta hay
@PakBikeReviews Жыл бұрын
G chalta hai main khud 2000 tak use karta hn
@punjabiyar8002 ай бұрын
Bhai filter KO cutt kyon lagtay hain
@PakBikeReviews2 ай бұрын
Jo log ase vedios bantay hain wo galat kartay hain Agar kat lagna zarori hota tou company khud laga kar filters ko packing main beajti
@punjabiyar8002 ай бұрын
@@PakBikeReviews ya Kaya Waja Kya karighar Sam Karta ha
@PakBikeReviews2 ай бұрын
@punjabiyar800 icsay Engine ko zarorat say zayida Air milti hai jisay Bike ki pick up main izafa hojata hai lakin us Air main jo mati hai wo Engine oil main mix hoti hai jisay engine oil b jaldi kharab hojata hai or zayida mati k chale janay ki waja say Engine kharab b hosakta hai kunkay Engine k liay mati nuksan dae hai
@VellahMistri Жыл бұрын
❤❤❤❤❤
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Thanks janab
@asadimdad3263 Жыл бұрын
Honda original ho sb se best hai lekin is me fake b bht ata ye original hai
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Aap honda ki registered shop say agar perchase karen gay Tou original mile ga
@shehryarbaloch817416 күн бұрын
@@asadimdad3263 bakwaas ha ma nay lagaya bike ghuth ghuth Kay chal rahi ha iss say pehly ma nay fake lagaya hua tha Honda ka filter wo original nahi tha laykin uss ma bike Sahi chal rahi thi
@PakBikeReviews16 күн бұрын
G aap sahe kah rahay hain
@qamarma9470 Жыл бұрын
Bhai Jan in sub c acha Life Air filter hey jiska filter paper japani hey vo dobara istemal hojata hey . me 18 sal c istemal karahon hub ye 20 rupey ka that aaj ye life kafilter 100 rupee milrahey . Karachi me
@PakBikeReviews Жыл бұрын
G dakha hai Mainay mujay Tou itna usmay koi khas cheaz nazar Nai ai
@qamarma9470 Жыл бұрын
@@PakBikeReviews aap ko commission nahe mila inse?? Promotion k lie???
@PakBikeReviews Жыл бұрын
@qamarma9470 😂😊🤣 Bahi unhen pata b Nahe hoga k Mainay unki videos banai hain Asa kuch b chakar Nai hai Abi tak jo b main Apko Apnay channel par dakha raha hn ya sab main Apni pocket say perchase kar k ap sab ko information denay k liay lata hn
@mallickzeeshan2419 Жыл бұрын
China 2016 bike ma
@PakBikeReviews Жыл бұрын
Agar Apki bike euro 2 hai or usmay jali wala filter company nay dal kar dia tha Tou aap use kar saktay hain
@alimurtaza786810 ай бұрын
Deen ka filter milta he nahi kahe se multan me bhot dhonda ha 😢
@PakBikeReviews10 ай бұрын
G ya Lahore say mil jata hai Apko chayiee ho tou main sand kar sakta hn lakin zayida mangwa ne hongay kam iz kam 12 peace