Consider it 700 score bcoz u were correct ✅ according to the original ncert most of us used
@kirkettholicc90533 ай бұрын
Mr Star op🗿👑
@ShivaniGupta_neetАй бұрын
I am from gorakhpur nd jab jab me aiims me jaati hu to aap jaise senior ko dekh ke mujhe bahut khushi hoti hai Mai bhi neet ki preparation kar rhi Hope ki next year mai bhi admission le lungi Aiims me jaane ke baad vibe he kuch aur hotii hai 😊😊
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Haa acha lagtaa haii aiims me jaane ke baad , all the very best for your preparations ♥️
@ShivaniGupta_neetАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thanks you so much jaldi milenge😊
@im04aryan2 ай бұрын
AIIMS gorakhpur.... Best in new class of AIIMS according to me
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
@@im04aryan I'll surely look for it
@kajalkri29533 ай бұрын
Thank you so much this video is helpful for me 💗 god bless you 😊
@Shubham_pwstudent2 ай бұрын
Bhai main uttar pradesh Ayodhya se hu neet ki preparation kar raha hu abhi to 12th me hu is baar mujhe bhi AIIMS gorakhpur Bahut accha lagta hai
@Ayansh8362 ай бұрын
Bhai mai bhi Ayodhya se hu,AIIMS Gorakhpur ❤
@Shubham_pwstudentАй бұрын
@@Ayansh836 accha bro
@Aspirant-m01Ай бұрын
Same here ayodhya me kaha pr prep kr rhe? Pw online? Nd kya app bta skte h ki pw pathshala ayodhya ka kaise h? Muje test ke liye join karna tha
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
All the best everyone for there preparations ♥️
@Shubham_pwstudentАй бұрын
@@Aspirant-m01 main pathsala me gaya nhi kabhi online pw se preparation karta hu
@purnendrak1562 ай бұрын
Happiness in your face✨ Aiims gkp is awesome and good choice🎉❤️
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
Thankyouu🥰
@anammalik200520 күн бұрын
I am currently in my second drop you seems so relatable.....i feel so stressed so overwhelmed nowadays but i am gonna crack neet in 2025 definitely wish me luck
@SudhanshuRanjanAIIMS20 күн бұрын
All the best sister for your journey.... And if you found this video relatable meri Puri journey wali video dekh ke aur jyada feel hoga
@anammalik200520 күн бұрын
I am not brother I am a girl😅
@SudhanshuRanjanAIIMS20 күн бұрын
Okk sister
@militaoo9795Ай бұрын
Congratulations bhaiya
@Prasiddhiydv15Ай бұрын
Congratulations bhaiya 🎉
@amanpreetkaur612329 күн бұрын
Thanku Ap ka behaviour bahut acha hai Ap sach bole Bina kisi bhi type ka showoff kare ❤❤
@SudhanshuRanjanAIIMS29 күн бұрын
Thankyou for your kind words♥️
@amanpreetkaur612329 күн бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS bhaiya want to ask you question
@amanpreetkaur612329 күн бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS bhaiya mera physics ka pura backlog hai Yakeen 2.0 se hu baki bio thik chal rha hai Physical ka bhi backlog hai sara Kaise karu thik sb kush
@SudhanshuRanjanAIIMS29 күн бұрын
Physics se darne se jyada physics ko smjhnee ki koshish kijiye , unke concepts smjhiyee , forumulas yaad kijiye , and then qs attempting sikhiyee , khud se banaiyee , teacher ko dekhiyee and keep revising everythingggg again and againnnn..... Kal 9 baje subah mere channel pe ek bada video aarha hai meri Puri journey pe to aapko waha aur jyada clarity mil jayegi is chij pe so if you've got some time please check it out
@ArunKumar-rw1lsАй бұрын
Congrats bro AIIMS my dream college
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Thankyou ♥️
@PW_NEET_WarriorsАй бұрын
Bro. I am also from Jharkhand. Lots of love 💕😘
@FUNNY.PANDA69Ай бұрын
MR Star Op❤❤❤
@Anashussain.m20 күн бұрын
Mera intezaar karna 2026 me Mai aiims gkp aa rha hu bhai😊😊
@SudhanshuRanjanAIIMS20 күн бұрын
Jarurr aao brother... All the best for your preparations
@ServantofAllah12233Ай бұрын
Aur aapne line kahai hai ki solving se zada attempting ki koshis kro toh dono me difference kya hai😅
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Solve krna khud se hota haii jisme time lagta hai and kbhi kbhi 10 qs krne me ghnte bhi lag jaate haii ...... Jab aap qs ko solve krte hue dekhte hoo to time bhi bachta haii easy approach pata chalta haii aurr har tarah ke qs se exposure milegaa ....
@bTSARMY622 ай бұрын
Hey i will like to see your journey 🎉
@riyasingh-wf3msАй бұрын
Me too
@RitikRawat-t3l8 күн бұрын
Bhai I have one question when you have started neet preparation from 11th onwards or 12th
@AvinashKushwaha-wu1jlАй бұрын
Bruh I am also from jharkhand hazaribagh.whatever congratulations 🎉🙂
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Thankyou brother♥️
@nitishsingh2980Ай бұрын
Congratulations 👏
@vikashkharwar7293Ай бұрын
❤❤❤
@kush43Ай бұрын
Tum toh youtuber nikle bro .milte hai college mai 😅
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@kush43 ye to latest news haii😂 milenge milenge jarur milenge
@thesunshine717322 күн бұрын
Organic me pankaj sir or yogesh sir which is best
@SudhanshuRanjanAIIMS22 күн бұрын
Jissee aapkoo padhnee me maja aaye and smjh aaye aur qs ban jaaye
@ServantofAllah12233Ай бұрын
Bhaiya aap jaise comments me bol rhe hain teachers ki solving videos dekho toh aap videos suggest kr skte hain?? Aur aapne chemistry kin teachers se padhi thi aur uske questions kaha se lagaye the? Plz reply❤
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Maine kisi teacher ko follow nhi Kiya tha randomly KZbin pe search krta tha and dekhta rahta tha
@adarshverma9467Ай бұрын
Bhai mere 620 aaye h 1st drop tha mera bhi dream h koi top aiims mil jaye preparation toh kr hi rha hu aapkki story achhi lgi hme kuch tips deijye
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
620 is a very good number .... Aap next year bahutt aaram se 700+ cross kr skte ho bass revision karte rhiyega andd consistency maintain krnaa .... All the very best for the future ♥️
@karanswami2046Ай бұрын
Sabhi log MR sir ka suggestion dete hai me bahut pichhe rah gya hu late batch join kiya tha 2.0 batch me koi or suggestion ho to plzz reply karna bhai
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Mr sir ko sab suggest karte kyuki wo physics sirf formula se nhi questions se padhate haii .... Andd 2-3 ghnte nikalo extra and backlog clear karte chaloo agar abhi ni kiye to aur badh jayega islie do it asap
@RCCPCB27 күн бұрын
Would you suggest me any test series for self study at home? Where I live there is no good local coaching
@SudhanshuRanjanAIIMS27 күн бұрын
I don't know koi bhi pdf leloo but time limit rakhna and omr jarur bharna h
@mrdileep88Ай бұрын
Sir es video mai channel ka nam nhi batay please ek video free channel wale pr bana do please sir 🙏🏻 jaha ap badhe ho us channel ka nam please sir ji please ❤
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Channel nhi milega aise aap teachers ka naam search krke lecture search kro chapters search kroo
@mrdileep88Ай бұрын
@futureDr.SudhanshuRanjan ok sir ji thanks you ☺️👍🏻🙏🏻
@ritikayadav4549Ай бұрын
Bhaiya kuch reason ke waje se meri Prepation shi nhi chal rhi thi but ab mujhe dar lag rha hai ye Soch ke only 7 month left and ab Mai 7 Mahine me neet clear kr paaungi plz reply bhaiya
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Iska reply aapko abhi nhi dunga 1-2 din me ek full detailed video aarhi hai meri jaha mai bataunga kaise maine 4 mahine me 600+ marks score kiye the last saal to 7 me you can go for 700+ basss aapko mehnat se piche nhi hatna haii and give your everything for your dreams if you want to complete it achieve it , GIVE YOUR COMPLETE BESTTTT....
@ritikayadav4549Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS bhaiya kuch aur bhi question hai Mai yaha Nhi share kr paaungi kya mai aap ko Kahi aur bhi text kr sakti hu aap ke baat se mujhe mere ander confidence and umeed aayi hai Mai kr sakti hu bhaiya aap bataa dijiye Mai kaha text kru kuch doubt and some reason bhaiya plz reply kriye ga
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Mere bio me aapko telegram and Instagram ka ID's mil jayega waha krlijiye
@sidd-20049 күн бұрын
Bhaiya aap Revision kaise karte the 🙏
@SudhanshuRanjanAIIMS9 күн бұрын
Notes ko baar baar padh kr as fast as possible
@sidd-20049 күн бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS Short notes ko used kar sakte hai revision ke liye
@SudhanshuRanjanAIIMS9 күн бұрын
@sidd-2004 bilkul Bhai
@ServantofAllah12233Ай бұрын
Aur last question plz reply ki aapne kitne test diye the aur kya aapne regualr test diye the throughtout the year❤
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@ServantofAllah12233 maine 30-40 tests diye the regular basis pe weekly
@Rahulsingh-cs6nc2 ай бұрын
Kha se mock test kitna Diya tha kitne number ate the Bhai kon kon si Book 📚📖 reading kiye the complete video 😮😮❤❤❤
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
Complete video to ni bana skta ispe but Mainee offline test diye the ek local institute se jaha Mera average 650 ke aas paas hota tha kbhi 630 kbhi 690 kbhi 660 etc... Book koi bhi extra nhi only and only NCERT basss
@junedalan52432 ай бұрын
Kis coaching ke test series join kiye the bhai@@SudhanshuRanjanAIIMS
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
@@junedalan5243 local coaching haii ek idhar wahi ki
@hedaitulislam1494Ай бұрын
🔥🔥🔥
@HimanshuPanchal53828 күн бұрын
Apne pcb question practice kis se ki(book/module/) h aur kaise
@SudhanshuRanjanAIIMS28 күн бұрын
Kisi book aur module se nhi youtube se ki hai aur kaisee uske liye aap mera new video khol ke particular section check krlijiyee
@lordgracemissive943929 күн бұрын
Bhaiya mr sir ke notes bahut bade ho jate h sb kuch revision kaise kare revision ke liye kuch tareeka bta dijiye please.
@SudhanshuRanjanAIIMS29 күн бұрын
@@lordgracemissive9439 notes khud se banaoo and short banao
@BrijeshYadav-hs6fiАй бұрын
Bhai PW ke taraf se aapko koi gift Mila hai kya
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Nhi to kahi se bhi koi gift nhi mila
@viraj7797Ай бұрын
Bhai aap 720 me se 700 score kiye fir v aapko AIIMS Delhi kyu nii Mila...
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Kyukiii isbaar RANK INFLATION huaaa to rank jyada haii isliee
@dailyvideos9081Ай бұрын
Hello bhaiya aap biology me ncert follow kiye the ya notes. And congratulations 🎉👏🏻....
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@dailyvideos9081 NCERT
@priyakushwaha173Ай бұрын
Bhaiya mebhi gorakhpur se hu ,,,, mujhe bhi aana h AIIMS gorakhpur aana h me abhi 12 th me hu . Please apne konsi konsi book use ki thi question practice ke liye ki thi bataiye.
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Maine book koi si use nhi ki thi youtube se kya tha and kaise kiya tha ye aapko 1-2 din me ek detailed video me dekhne ko mil jayegii...... All the very best for your preparations and keep revising and doing effortsss.... M
@priyakushwaha17329 күн бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thank you very much, you are very humble 😊
@SudhanshuRanjanAIIMS29 күн бұрын
Thankyou for your kind words ♥️
@Naina_90290Ай бұрын
Bhaiya please reply and suggest any teacher and youtube channel for neet , pls reply
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@Naina_90290 is video me to bataya hai maine teachers ke baare me ek baar jaake unkii teaching style apply krke dekhiye agar aapko sahi lagta to go with them warna apne compatible teacher dekhiye.... There are lot of options and all are one the bests bas aapko konsa smjh aata ye aapki personal choice hoti
@Naina_90290Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thank you
@Happiness-j7mАй бұрын
Bhaiya main 11th me toh kya abhi se suru karne me neet 700+ krack kar sakti hu . Kuch tips digiye conssitency bar bar tut jai hai😢😢
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Revision krne ka koshish kijiyee , and abhi se leke chaliye revision and tests wagera apna backlog clear kijiye , consistency waise hi banegi revision krke test deke andd be strong ki karnaa haii mujhe and mujhse hi hogaaa....
@legendashu4519Ай бұрын
What was your sources for physics brother?? jaha se question solve kiye
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Question maine online KZbin se solve Kiya koi bhi random teacher ka question practice dekh kar and qs solve karne se jyada mainee qs attempt krne pe dhyaan diyaa...
@monawarzahid-np4boАй бұрын
Ap ne chemistry ke liye kon si book follow ki??
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Koii si book nhi bas NCERT se padhaa aur qs practice and attempt krna yt se
@monakumari5467Ай бұрын
Hello bhaiya mujhe aapse ek swal puchna hai ki aap jab aiims gorakhpur gye to aapko kese exact location pta chala college ke andar ki yehi par admission horha ya document dena hai mtlb itne bade campus me aapko kese pta chala please reply bhaiya....
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Mai ek din pehle AIIMS gaya tha and waha jaake guard bhaiya log se sara chij pata kiyaa...
@ChetanDubey-ei9gnАй бұрын
Bhaiya apne jb batch purchase nhi kiya toh mr sir ke lecture kaise dekhe and kaun se dekhe ? Plz reply
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
KZbin pe unke free lectures the one shot ke wo dekhe
@ChetanDubey-ei9gnАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thanks bhaiya itna fast reply ke liye😁😁😁
@ChetanDubey-ei9gnАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS and ek aur question tha ke bio me apne kaise padha tha mtlb ncert book se he sb padha tha ya fir notes bhee banye th?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@ChetanDubey-ei9gn notes bhi the but NCERT based hi only and major focus NCERT pe hi tha
@WanandWanly2 ай бұрын
Physics and physical chem me qsns notes k ilawya bhi koi aur krte the book? And apne yakeen 2.0 lia tha?? Ya utube k lectures mr pankaj sir sabke dekh k kiye apne? Aur konse wale dekhe
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
Physics and chemistry ke liye ya bio ke liye bhi koi extra book use nhi ki.... Nhi maine koi course nhi liya tha bas KZbin se padha.... Pankaj sir ke organic ka jo lectures tha wo dekhke unka marathon lecture kiyaa for a quick revision, try to use 2x speed
@wooho-yf5huАй бұрын
Bhaii konsa attemt tha 😇😇
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Mera to 2 drop tha bhai
@wooho-yf5huАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS mtlb 3 rd time mai hua 😃
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@wooho-yf5hu haaa
@khushipatel5085Ай бұрын
Which drop it was?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
2nd drop
@Mahesh2005828 күн бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMSbhai, I am taking 2nd drop for neet2025, score 598 in neet 2024,how to manage stress?
@PRATHYUSH__Ай бұрын
Hi sir great fan of you and AIIMS and congratulations My question is, Aapko AIIMS nagpur Mila tha kya?? q ki app OBC category se belong karte ho or upper se aapko 695 marks bhi mila hai??
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Maine AIIMS nagpur preference me nhi rakha tha
@PRATHYUSH__Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS Bhai apko Mila tha kya??
@PRATHYUSH__Ай бұрын
AIIMS nagpur
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@PRATHYUSH__ nhi bro maine preference me hi nhi rakha tha so milna ya nhi milna decide hi nhi hua
@PRATHYUSH__Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS Bhai OBC waalo ko AIIMS nagpur 695 main milta hai? Kyu ki Mai OBC category se hun our mai Bangalore ma rehata hun our AIIMS nagpur Bangalore sa bahoot paas rahane wala AIIMS nagpur hai isliye mai appko puuch Raha hun bhathaiya bhaiya please
@HarishKumar-ni2kpАй бұрын
Bhaiya biology me onshot dekhte the aap?? Ya details lecture
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
One shot kyuki maine 2 drop liye thee too concepts was clear
@HarishKumar-ni2kpАй бұрын
Thanks 🙏🙏🙏 bhaiya
@thechemistpieАй бұрын
First of all A lots of congratulation bro ❤ currently I am reading in 12th standard and preparing for the neet 2025 please bhaiya guide kar do bhaiya plzz reply kriyega love you from allahabad UP
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Keep doing effortss and abhi se core concepts clear karke focus on revisions.... Keep revising again and again... Thankyou you for the love♥️
@devrajmishra9651Ай бұрын
bhai questions kaha se practice keya?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
KZbin se and full details ke liye aap 1-2 din wait kro ek video laa rha hu isi topic pe
@vinayFytАй бұрын
Kya 16 -18 hours padhke 700 aa skte hai in 7 months??
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
8-10 hours enough h uske liye agar acche se mehnat ki gyi to.... Time se jyada dedication , efforts, confidence, revision ye sb matter krta
@vinayFytАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thanks
@anantmeena6920Ай бұрын
Physics Question practice kaha se kari?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Qs practice to mainee kam hi ki qs attempting pe jyada dhyaan diya maine , KZbin pe kisi bhi random teacher ka qs practice kholke 2x pe dekhta rht tha
@anantmeena6920Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thank you
@Khandait07Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS apko kitne attempt lage bhai?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@Khandait07 2 attempt excluding 12th appearing kyuki usme lockdown me kya hi padhai Hui thi
@BithikaKhandaitАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS bhai.. Ye mera 2nd drop hai or 3rd attempt... Pichle saal padhai nahi hua kuch reason se... Iss saal padhai kar raha hu bohot achhe se, backlog nahi hai jyada... Test mai number nahi aa rahe... 400 ke karib aa rahe hai... Kuch tips do
@rajput.as_14Ай бұрын
Bhaiya kya aap bta skte hai AIIMS Gkp ki cut-off kya rahi hai 2024 ki
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
approxx 695 marks aur AIR 2500 OBC category in round 1
@gurudattadighe3196Ай бұрын
bhaiya aapka 2nd drop tha ya 1st drop tha ??
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
2nd drop
@gurudattadighe3196Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS bhai mera 1st hai... maine bohot sahi chalu kara tha but abbhi september se motivation zero ho gaya hai... padne ka man hi nai karta... also online hu isliye physical dost bhi chut gae hai jitne the sab ka kahi na kahi hogaya...
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
First of all to aap khud ko dusroo se compare krna band krdo chahe wo aapke hi apne dost rhe.... Ek fact batata hu koii bhi aapko motivate nhi kar sktaa haii haa thode der ke liye energy jarur aaskti but for a long time it should come from you only... Sochoo aap kyu shuru kiya tha, kiske liye suru kiya tha , kahaa jaanaa haii , kya sapna tha , uske pure hone se kya hoga , kis chij se Khushi milegi.... Apne sapne ke liye bhaagooo efforts krooo mehnat krooo
@ChayanPatidar-ck7gxАй бұрын
Bhai physics me mai weak huu please mujhe tips dee .
@ChayanPatidar-ck7gxАй бұрын
Doo *
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Formula notes bana ke regular revision kariye 6-7 revision ke baad aapko yaad hona suru ho jayega and phirr confidence badh jayega... Phir qs practice Karo har type ke
@shivkumarmishra143Ай бұрын
Mera 431 hai 😢
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Koii baat ni brother keep working on yourself ♥️ opportunities jarurrr milenge use it
Jo bhi teachers KZbin pe qs solve krte the bas unko dekhta tha 2x pe
@ItskunalsharmaaАй бұрын
Bhaiya hame ek chapter me kam se kam kitne mcq lgane chahiye
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Aisaa koii limit nhi haii , practice and revise until aapko us chapter me confidence aana suru hojaaye
@Hottest.....MAHFUJАй бұрын
Bhai physics ko kaise improve kru 😢 ❤️
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@Hottest.....MAHFUJ physics me sabse pehle to concepts clear krne ki koshish kijiye.... Then make notes and usse phir ek alag formula notes banaiyee ... Us formula notes ko baar baar padhoo jisse saare formula yaad hojaaye and then KZbin pe teachers ko physics ke qs solve krte hue dekho and saath solve kroo
@Hottest.....MAHFUJАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thanks 👍🏻
@PWAspirants-w9wАй бұрын
Hello bro tum kis class me neet nikla tha.
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Nursery me (2nd drop)
@ItskunalsharmaaАй бұрын
Bhaiya apne roj kitne hours padai kri
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Maine 5-6 hours padhai ki and from Feb 7-8 , mere liye itna hi enough feel hua mujhe khud ko bahut jyada bhi push nhi Kiya warna exhausted lagne lagta
@user-dq7jr9gs4dАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMSlast year marks?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@user-dq7jr9gs4d 578
@Class11kabaalakАй бұрын
Bhaiya revision kese kare like physical chemistry and physics me
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Short notes formula notes banake then baar baar padhna usko
@ranjanaroy4977Ай бұрын
Bhaiya aap ye btao aapne school ke sath poda h kaise
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Mera drop year tha
@junedalan52432 ай бұрын
Yaar pahle ye batao ki online padhne par question banane ke baad jo question doubt hota hai usko kaise solve karte the
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
Google PE search karke , ya to same qs mil jata tha ya usse similar qs mil jata tha jisko dekh ke smjh ke doubt clear ho jata tha.... And personally mainee qs solve karne se jyada qs ko approach karna sikha haii to mujhe jyada doubts aaye nhi
@junedalan52432 ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thanks bro 👍
@Khansiroffical99918 күн бұрын
I am from deroia you know that bhaiya
@SudhanshuRanjanAIIMS18 күн бұрын
Naaam sunaa haii but exactly pata nhi
@Khansiroffical99918 күн бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS Gorakhpur se phele padta 1 station hai it is district Ib route of vanaris
@SudhanshuRanjanAIIMS18 күн бұрын
Okk okk 👌
@adityachakradhari8958Ай бұрын
Bhai tum 4 hazar bhi afford bhi nahi kar paye kya 😟😟
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Kisliye Bhai
@adityachakradhari8958Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS yakeen batch keliye
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Mera aim hi tha without spending money on my preparations mujhe limited resources ko hi use krke crack krna haii .... It's not about money it was about dedication
@Ritika..07Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS hats off to you brother 🙌💗👍
@SudhanshuRanjanAIIMS29 күн бұрын
Thankyou
@Priyanshu-nw8cvАй бұрын
Pw se padha aapne?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Nhi bhai khud se and youtube
@kabirsingh7528Ай бұрын
Which book u used for physics? For question practice
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@kabirsingh7528 no one mainee KZbin pe teachers to question solve karte dekha bass khud se bahut kam qs solve kiye.... Focused more on qs attempting practice
@user-dq7jr9gs4dАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMSwhich teacher and source?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@user-dq7jr9gs4d Mr sir and youtube pe koii bhi random teacher ke qs practice
@user-dq7jr9gs4dАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS mr sir ka details ya one shot or uthaan?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@user-dq7jr9gs4d one shots
@iamdevsukhaniАй бұрын
Bhai apka first attempt me kitna score tha
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@iamdevsukhani 293
@s8rthakАй бұрын
Bhai biology one shot ya detailed
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
If dropper one shot if starting from basics go for detailed, usse concepts clear hote haii
@s8rthakАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS thanks bhai congratulations to you
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@s8rthak thankyou Bhai
@Sahnaj.06628 күн бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMSkiska one shot dekhu plz bata dijiye
@SudhanshuRanjanAIIMS28 күн бұрын
@Sahnaj.066 gargi singh ma'am ka dekhlo maine unka dekha tha ncert based but aapkoo jo bhi teacher se smjh aaye acha lage unka dekhiye
@viraj7797Ай бұрын
Bhaiya jharkhand me se kon se jile se ho.
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Hazaribagh
@snehasuman965Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMSbhaiya ma bhi hazaribagh se hu scored 489 ap alliant academy me test series join kiye the kya mujhe kuch puchna hai apse ma Instagram use nhi kerti ap telegram peh ho kya
@im04aryan2 ай бұрын
Brother tumne test series kaunsi di thi 2024 ke exam ke liye
Bhai aapane neet ki preparation KZbin se Kari thi kya question kahan se lagaye the bhai❤
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Sbkuchh KZbin se Bhai
@AbhishekKumar-oq1jbАй бұрын
aur mock test...?
@AbhishekKumar-oq1jbАй бұрын
Bhaiya physical chemistry ke liye btaiye kese strong kru
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@AbhishekKumar-oq1jb mocks offline diye the local institute se And physical chemistry me aap formula and important lines ka short notes banaoo and keep revising it... Multiple times
@AbhishekKumar-oq1jbАй бұрын
Thanks uh bhaiya😊
@SwaghatkeАй бұрын
Bhai mai sahjanwa se hu
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@Swaghatke ye kaha hai bhai
@NidhiMathur-m4iАй бұрын
I have choose Motion for NEET 2025 preparation because Motion is the best institute for NEET preparation.
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
All the best for your preparations.... And remember nothing is best it's just your POV
@militaoo9795Ай бұрын
Bhaiya aapne test ke bare mai btataye plz
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Kuch ni bas offline tests diye the normally from a local institute
@LbsBahadurАй бұрын
Jharkhand kahan se ho bhai
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Hazaribagh se bhai
@LbsBahadurАй бұрын
Hazaribagh se me bhi hu
@LbsBahadurАй бұрын
Hazaribagh se kaha se ho aap
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@LbsBahadur Chharwa dam ki taraf
@LbsBahadurАй бұрын
Me bhi neet ka tayari kar raha hu
@RaushanKumar-ho2lr2 ай бұрын
bhaiya aaap MR SIR ka notes kaise bnate the please reply
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
Notes nhi banaye unke bass formula sheet prepare kiyaa
@nasimaktar4998Ай бұрын
This is my 1st drop and get 625 but didn't get any college 😢 Will give my best next year to score near 700 😊 Whats your 2nd attempt score?
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
You've scored brilliantly ✨♥️ target for full next time I believe you can achieve it go for 720/720🔥 be consistent.... Mera 578 tha
@nasimaktar4998Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS Thank you so much brother, your words means a lot 🥺😊❤️
@pradipsahu19753 ай бұрын
Apka kitna attempt tha??
@SudhanshuRanjanAIIMS3 ай бұрын
@@pradipsahu1975 mera 2nd drop aur appearing milake 3rd attempt tha
@neetaspirant1702 ай бұрын
Apke 2nd attempt m kitne aay teh??
@SudhanshuRanjanAIIMS2 ай бұрын
1st drop me 578
@VanshKuchaliyaАй бұрын
Bhai ma Sc catgree sa ho 2027 ma neet do ga ya 2026 ya bato ki muja kitna marks lena chayi jo mera AIIMs ma ho gya aur Up state medical college ma bas aur vas sc ka liya kitan rank be ho juri hai
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@VanshKuchaliya abhii bahut door ka puch rhe aap kyuki sab depend karta h 2025 ke ranks pe agar aisa hi trend bana rha to aapko 680 markss chahiye honge for a good AIIMS
@VanshKuchaliyaАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS ar ya to bhut zyada hai bhai aur vas agra kvala state medical chayia to pir kitna marks lena hoga
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@VanshKuchaliya Competition tough haii abhi bhaii abhi kaafi time haii kar skte hoo
@dailyvideos9081Ай бұрын
Hello
@edtechchannelsАй бұрын
Apka ye konsa drop tha 😢
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@edtechchannels 2nd Bhai
@edtechchannelsАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS bhaiya physics ko kaise takle karu
@Raj86443Ай бұрын
AIIMS gorakhpur se ek aur cringe youtuber
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Atleast I have a name🌚
@Raj86443Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS you are respected u have scored great marks , but AIIMS gorakhpur me faltu ke youtuber jyada hai jo padhai ka video naa daalkar saara daalte hai (I scored 690)
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@Raj86443 is chij ka jawaab tumko mere comments me dikh jayega jaha mujhe sirf views subs se mtlb nhi jinko kuch sawal hota unke liye karta and khud ke liye karta so keep calling me cringe I'm happy doing it ♥️
@Raj86443Ай бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMS today's bhaiya and didi teaching how to crack neet😂😂😂
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@Raj86443 I'm not defending anyone but there's a word called "Experience" . I hope aapne kbhi to suna hoga is baare me 😁
@kabirthakur1127 күн бұрын
Aapne koi coaching nhi li to mr sir ke lectures kaha se liye
@SudhanshuRanjanAIIMS27 күн бұрын
KZbin pe the purane lectures+ kuch kuch alakh sir ka dekh liya
@PanoHansdah-iy8brАй бұрын
Bhai me st category. Iam studying pw online yakeen batch 2025 at home. Bhai mujhe guide kardo mera dream college achieve karne me help karo bhai . please reply me how to get your contact number 😢😢😢😢😢😢😢😢😢❤❤😢😢
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
Contact number to nhi but baki details bio me mil jayega..... Keep studying and revision karte rehna revision bahut helpful hota h especially last kuch weeks me andd tests dete rho analysis karoo
@PanoHansdah-iy8brАй бұрын
@@SudhanshuRanjanAIIMSok 👍 bhai
@AbhinavSharma-gk6ncАй бұрын
Bhai Jharkhand me kahan se ho
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@AbhinavSharma-gk6nc hazaribagh Bhai
@AbhinavSharma-gk6ncАй бұрын
Bhai hm bhi hazaribagh se hun
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@AbhinavSharma-gk6nc badhiyaaa bhai
@AbhinavSharma-gk6ncАй бұрын
Bhai apna contact number de skte ho
@SudhanshuRanjanAIIMSАй бұрын
@@AbhinavSharma-gk6nc contact number ni deskta baaki aap insta and telegram pe contact kr skte bio me details h