Excellent 👌 good job sister may Allah bless you 😇🤲🏻 helpful video
@hinasheaven2 жыл бұрын
Thank you so much 😊
@mrsqasim19392 жыл бұрын
AOA Sister Kya Automatic washing machin Simple washing machine ki nisbat zyda pani use krti hai?
@AhsaanQureshi-bn2jg11 ай бұрын
Watar level high means me smjh nahi ari kon se level pe watar rakho me ap batain
@makhmalistudio73792 жыл бұрын
Zabardast so great sharing dear friend thanks for sharing Allah bless you
@hinasheaven2 жыл бұрын
Ameen Jazak Allah sister..
@shabanawaqas12282 жыл бұрын
MashAllah always outstanding sharing ❤
@hinasheaven2 жыл бұрын
Jazak Allah sister May Allah bless you more and more Ameen
@shabanawaqas12282 жыл бұрын
@@hinasheaven jazakallah dear sis
@muhammadyahya54832 жыл бұрын
Api ma na 2 monthes pehly Haier auto machine lye aor abhi toch Sistem kharab ho gaye plzz Batady kia Waha ho Skti ha
@ZirwasTrends2 жыл бұрын
Ap ny usay bht zyda nami wali jaga py rkha ho ga
@hashimkhan37742 жыл бұрын
@@ZirwasTrends Bajee mera auto machine ka water level bohot slow hai plz is ka koi hal Bata dy
@hinasheaven2 жыл бұрын
@Muhammad Yahya Assalam u alaikum aap technician ko bulwayein aur agar aapki machine warranty pe hai to use company k through theak krwayein aur aapne shayad button panel ko cover nh kiya means aapne machine pe shayad cover nh lagaya is waja se panel kharaab ho sakt hai nami ki waja se
@hinasheaven2 жыл бұрын
@Zirwa's Fashion Hub Assalam u alaikum Jazak Allah sister for reply
@hinasheaven2 жыл бұрын
@Hasim Khan Assalam u alaikum brother aap meri ye videos dekh sakte hain maine is mein detail mein explain kiya hai >> Slow Water Intake Issue kzbin.info/www/bejne/eKCcln2Vjtxghck kzbin.info/www/bejne/qoakYoWBd9aFf6s
@tahirkhan85522 жыл бұрын
Erial powder changed nahi hai kya pele green hota tah strong jaag hoti ti Abi vi same hai kya or surf excel vi change ho gaya
@samanhuzaifa26342 жыл бұрын
water level batain k kitnay kapron mai kitna hona cahhaye ???1,2,3,4 k jissab say bataidain
@hinasheaven Жыл бұрын
Assalam u alaikum Sister maine is topic pe video banae huwi hai aap zaror watch krein >>8-9 kg clothes quantity kzbin.info/www/bejne/ime3qmCin79_jqs >>12 kg clothes quantity kzbin.info/www/bejne/eZ-TdmabmMd8rLs >>15 kg clothes quantity kzbin.info/www/bejne/eZ-TdmabmMd8rLs Jis video pe aapne comment kiya hai us mein maine spoon k hisaab se hi samjahaya hai aap wese add kr lein Baki aap use krein gi to aapko khud idea ho jaye aap 1 baar try krein
@izharkhan74462 жыл бұрын
JazakAllah nice.plessr mention quantity in ml. 18 full spoon equal?
@kashifjaveed35972 жыл бұрын
I mean ap nay singla blanket ka kha magar eo be 12 kg ke hy magar modal different hy Mira modal 120. 826
@hinasheaven Жыл бұрын
sister aap single ply ka double bed blanket wash kr sakti hain lekin uska dry weight 5-6 kg hona chahiye is se zyada hoga to wet hone k baad machine ka drum work nh kare ga aur shocks toot jayein ge
@IqraJabeen-o4u11 ай бұрын
Kon sa sarf best hai washing k liye
@AQEELAhmad-hu6jl Жыл бұрын
Teach save k bi batya
@SaimaAzeem2 жыл бұрын
Amazing tips and tricks 👌
@hinasheaven2 жыл бұрын
Glad you think so!
@SaimaAzeem2 жыл бұрын
Allah bless you so informative vedio JazakuAllah
@hinasheaven2 жыл бұрын
So nice of you Jazak Allah sister
@prakritishah68982 жыл бұрын
Kya ham tide ,.,surff excel , henko ,sang ,2:1 ratio men normal surff like ghadi , wheel Milakee front load machine meh kapde dhooo sakthe he ??😢🙏 plz bata yeee😢
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum Ji kr sakte hain maine is video mein yehi explain kiya hai kzbin.info/www/bejne/lYqVlo2Vj5KAeqs
@goodmuslimah2 жыл бұрын
Ariel or bonus automatic mashin k ly special ha ya woi jo hm already use krta hn
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum ji sister lekin in k elawa bhi aapko agar koi aur behter lage to wohi use krein
@meenazaheer78512 жыл бұрын
Automatic washing machine k liye har brand k top load or front load k washing machine ka different powder aata ha jis ma suds ( jhag) nahe bunta. Ager ap normal detergent use kerain ge tu machine ko ziyada rinse require ho ga.
@goodmuslimah2 жыл бұрын
@@meenazaheer7851 konsa detergent lana chy
@meenazaheer78512 жыл бұрын
@@goodmuslimah ap k pass kon se machine ha front load ya top load? Ager top load ha tu Ariel, surf excel dono achay hn basically depamd kerta ha k kapray kitnay dirty hn. Ma some time ziyada dirty cloth specially white uniform k liye coloured cloth ma use honay wala vanish ya astonish use ker laity hun expensive ha but bohut thora use kerti hun. Dirty cloth jub wash kerti hun tu wash cycle ko after 5 to 10 min k bad pause ker daity hun 1/2 hr k liye ta k cloth detergent ma soak rahain or stain remove or dirt remove ho jai. Ic turhn wash cycle time bhe ap quick mode wala select ker sukhti hn. Ager ap k pass front load ha tu recommended liquid detergent ha. Kun k front load ma water kum use hota ha tu ic liye powder detergent proper dissolve nahe hota. But ic case ma ap Pakistani honay ka saboot da sukhti hn. Never use too much powder in washing machine
@zoyaali26442 жыл бұрын
Jazakillah khair ❤️
@hinasheaven2 жыл бұрын
Wa iyyakum khair
@MuhammadAsif-ve2yo2 жыл бұрын
Aoa ye batain ke delay function cancel kesay keren ge
@hinasheaven2 жыл бұрын
Walaikum assalam sister aap machine ko pause krein aur power off kr dein phir dobara aapko select krna hoga lekin ye baar baar nh ki jiye ga werna button panel kharaab ho jaye ga
@MuhammadAsif-ve2yo2 жыл бұрын
@@hinasheaven ok ji rhank u so much mujhe bi hair ki 12 1678 modle gift ki h fully auto matic h mujhe kuch bi nai ata tha apki vedios dekhi to bohat kich seekha
@MuhammadAsif-ve2yo2 жыл бұрын
Ap bohat acha samjhayi h mian ne apki sari one year ago wali vedios bi dekhin hai youtube per bohat si videos h but apka samjhana bohat acha lagta hai ji mujhe abi 20 days hue ye machine use kerte hue same ap wali h hwm 120 1678 Thank u so much dear
@asad-q2p8 ай бұрын
about 250 gms.
@risingstar50702 жыл бұрын
Medium water lvl mai hm kitny dresses dal skty hain
@NaazNeedleMagic Жыл бұрын
Apke machine kitne kg ka h ...or usme high water level kitne liter ata h
@hinasheaven Жыл бұрын
12 kg ki hai machine liters ka to nh idea lekin 10 buckets lag jati hain
@kashifjaveed35972 жыл бұрын
Mam is machine ma blanket wash kar sakty hy kia
@hinasheaven Жыл бұрын
ji kr sakti hain
@MuhammadAsif-ve2yo2 жыл бұрын
Ager ham laga len phir chahen ke ab cancel kerna h to kesay keren ge
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum sister ye bas fuzool mein box banaya hai kyun ke machine jese hi pani le gi detergent direct kapron pe aa jata hai to ye place useless hai in machines mein main to apni new machine ka bhi use nh krti kyun ke koi faida nh hota ulta surf jam jata hai aur easily clear bhi nh hota aur aise chod bhi nh sakte main aapko yehi suggest krun gi k aap use na krein us box ko aur direct kapron pe dala krein baqi clear to aapko karna hoga werna stains pad sakte hain aap meri is video mein dekh sakti hain kzbin.info/www/bejne/qIOyd6Nqr5eMjdk
@ali-802 жыл бұрын
JazakAllah
@hinasheaven2 жыл бұрын
Wa iyyakum
@mohammadwaqas63242 жыл бұрын
Bonus srf jhag hi bnata h safai nhi krta ..
@ranishoukat92572 жыл бұрын
Medium level kitna hoga
@hinasheaven2 жыл бұрын
Assalam u alaikum Sister Jo filters lage hain wahan tak hai