How to Dally Tasting BPCL Petrolpump petrol pump machine ki testing Kaise ki Jaati Hai daily testing karna sikhaye automation system se testing Kaise ki Jaati Hai #petrolpump #petrol #diesel #dally tasting
Пікірлер: 16
@dineshb7527 Жыл бұрын
Measurment main hole se bahar ana chahiye ya nahi ana chahiye
@singhisking245710 ай бұрын
Sir automation se tasting ok karne ke Baad kitni time tak nikal sakte iska koi automation se timing hota hai kya ok karke nozle na Uthaya To
@spiritualminded50135 ай бұрын
Mani aapni car main dalwa liya koi dekat toe nhi hoti petrol pump pr wo bol ni lge ki bhai dalwalo badiya petrol h is chakar main
@pacho2130 Жыл бұрын
Nikala hua petrol ka kya karte ho ?? Tank main phirse dalte ho kya ? Ya kisi customer ko deto hain khulla main ?
@Mr.Mahendrasingh22 Жыл бұрын
अरे ये लोग पेट्रोल डीजल बैच देते हैं
@pacho2130 Жыл бұрын
@@Mr.Mahendrasingh22 bhai mere pass bhi petrol pump ka accounts ka kam hain , aapse sampark kar sake to krupya meherbani hojaye 🙏👍🏻
@bharatbhaigurjar2394 Жыл бұрын
Ketne baje morning testing karto ho bhai
@Mr.Mahendrasingh22 Жыл бұрын
Subah 6:00 Baje
@skasadul562 Жыл бұрын
Ma petrol pump kholna chata hu eslya Avi mara aspass ki petrol pump par jakar Puch ta hu to yolog Kuch Nahi batata ki mara sabl Jo Jo ha ap batayoga or ma west Bengal SA hu to isleya mara Hindi kamjor ha
@banwarilalprajapat92402 жыл бұрын
Testing aotomisson me set ho gai ti fir machine me testing set kiyu ki
@anujjaiswal31112 жыл бұрын
Testing daily karni padti hai
@Mr.Mahendrasingh222 жыл бұрын
Han bhai testing daily karni padati hai yadi aapane testing daily Nahin Ki to aapke machine per interlock active ho jaega jisse machine band ho jayegi
@anujjaiswal31112 жыл бұрын
@@Mr.Mahendrasingh22 thanks , bhai mere front par ake new petrol pump open ho rha hai BPCL ka, abhi boundary hui hai bas to bhaiya, manager ki post ke liye kis se bat karni pdegi 🙏
@suneeeelkumar2 жыл бұрын
@@anujjaiswal3111 owner se baat karo. Wo hi sabko rakhta hai.
@vivekKumar-gr3bp2 жыл бұрын
Automation se cammand dene k baad bi, mpd p m feed karna pdta h kya..?? Testing k lie