Sir agar ek page 50 admi naam likha hua he. Usko Alphabet series me kaise karenge Plzz Ripley 🙏 🙏
@RajGraphicGyan Жыл бұрын
Usko excel ya word me dal ke ascending order me convert kar do aap
@anandgurav56572 жыл бұрын
Sir mere pas ek vehicle ka registration scan pdf file he Mujhe wo edit krna h but uske background me jo seal lgi he wo wesa hi rhna chahiye Font edit nhi ho raha he Kese hataye us font ko plz reply sir
@RajGraphicGyan2 жыл бұрын
Ham jab kisi chij ko scan karte hai to wah image format me scan hoti hai. Use edit karne ke liye photoshop ka use karna hoga. Indesign ke baad mai photoshop ka tutorial start karunga usme bata dunga
@khandokerabbasuddinahmed89982 жыл бұрын
Sir, expended text ko edit kaise kare ? Please reply
@RajGraphicGyan2 жыл бұрын
Expended text edit nahi hita hai. Uske liye aap jis text ko edit karna chahte hai us line ko dubara type kare, usi font me usi text ke upar aur piche wale original text ko ungroup karke delete kar de.
@RajGraphicGyan2 жыл бұрын
Uske baad jo edit karna hai kar le.
@RajGraphicGyan2 жыл бұрын
Agar same font ka pata nahi chal raha hai to do tin line ka screenshot leke whatfontis.com pe upload kar de wo bata dega kaun sa font use hua hai. Aur us font ko aap google se search karke download karke install kar le
@AbdulRauf-mt7dq2 жыл бұрын
same esy e follow ki h video mene lkn image edit ni ho ri
@RajGraphicGyan2 жыл бұрын
Iska matlab, pdf jo bani hogi use jpeg se convert karke pdf banaya gaya hoga. Isiliye edit nahi ho raha hai.