I have followed your instruction for Re-Kyc submission via email , and i got surprised my KYC has been accepted. Thanks for nice video
@bankkagyan Жыл бұрын
Most welcome
@ImranKhan-ry1ot Жыл бұрын
Thanku show much sir Video help ful 😊😊
@bankkagyan Жыл бұрын
Thanks
@BabaliOmi8 ай бұрын
Sir, KYC home branch से ही होगा या किसी दूसरी branch से भी हो जायेगा ? Plz sir reply 🙏
@bankkagyan8 ай бұрын
Home Branch ya phir Online
@HindiChannel2 Жыл бұрын
KYC के लिए Home branch जाना जरूरी है क्या सर ? किसी दूसरी branch या मोबाइल से नहीं कर सकते ?
@bankkagyan Жыл бұрын
If you do not want to visit the branch than you may also send self attested copy to your branch email address...Your KYC will be accepted if your branch is not accepting the same than let me know ..? I will tell you another way. Make sure to send email from your registered email address.
@deepakkeshari7297 Жыл бұрын
sir 🙏 कोई कुंवारी लड़की अगर केवल घर का काम करती है तो क्या भरे means housewife ya other अगर other भरेंगे तो उसमे specify मे क्या भरना पड़ेगा
@bankkagyan Жыл бұрын
Agar nahi khuch samajh me aata hai to Student/Indl/Literate Ye sab me se kuch bhi bhar sakte ho...
@Nivedkarma4 ай бұрын
Sir jandhan account me kyc ke liye bhi same form bharna padega kya
@bankkagyan4 ай бұрын
Yes
@mohdhamza29394 ай бұрын
Re - KYC aur KYC ka form same hota hai kya Maine ak baar 2018 me kyc bhara tha to abhi mujhe re kyc bharna padega kya
@bankkagyan4 ай бұрын
No , but kabhi kabhi hota hai ki jab aap form fill kar ke dete ho to bank wale data feed karte nahi hai , isliye Re-Kyc ka message aa jata hai
@RameshKumar502779 ай бұрын
Sir, kya jiska account hai ushe jaana jruri hai ya sirf farm bharke dene se Re KYC ho jayegi❤
@bankkagyan9 ай бұрын
Form bhar kar ke dene se bhi ho jayega , lekin sirf Re-Kyc ke liye hi , lekin agar account DORMANT hoga to aapko jana hi hoga..Aap chaho to Online Re-Kyc bhi submit kar shakte ho.
@RameshKumar502779 ай бұрын
@@bankkagyan account freezed bata Raha hai
@bankkagyan9 ай бұрын
@@RameshKumar50277 Than i believe your account is in dormant status , You need to visit the base branch.
@shoibrabbani864 Жыл бұрын
Sir Wife ke sath joint account me re-kyc ke liye kaun sa form bharna hoga individual ya non-individual ?
@bankkagyan Жыл бұрын
Individual
@ravirkshorts Жыл бұрын
Sir joint account me ek hi form fillup krna prega ya fir alag alag
@bankkagyan Жыл бұрын
@@ravirkshorts 1
@mrvishwa28923 ай бұрын
Bhaiya kitne din mein successful hoga ?
@bankkagyan3 ай бұрын
Mein samjha nahi..?
@mrvishwa28923 ай бұрын
@@bankkagyan puch raha tha ki re kyc form zama karane ke baad kitne din mein successful hojayega !
@bankkagyan3 ай бұрын
@@mrvishwa2892 Dekho bhai agar staff sahi se kaam kare to ye maximum 1 hours ka kaam hai.
@ravisuraj17937 ай бұрын
Bank of Baroda ke kisi bhi jagah ke branch se form fill ho jayega re KYC ka ki nhi
@bankkagyan7 ай бұрын
Agar Account dormant hai to aapko KYC ke liye apne branch hi jana hoga .................or agar doemant nahi hai to Aap only KYC kar shakte ho bank ke website ke through....
@susmitasaha7 Жыл бұрын
Joint account hai,,to bhi a form karega kya for re kyc??
@bankkagyan Жыл бұрын
Dono ka KYC lagega
@sumonamondal86447 ай бұрын
@@bankkagyansir Dono ke Liya Alag Alag Lage Ka Re-kyc From mat lab Bank Se Dono From Alag Da Ga
@bankkagyan7 ай бұрын
@@sumonamondal8644 1 Form
@sumonamondal86447 ай бұрын
@@bankkagyan lakin sir dusraka name kaha likhe
@bankkagyan7 ай бұрын
@@sumonamondal8644 Sorry i have re checked , yes you need to fill same form for 2nd account holder.
@lalasabkamble36677 ай бұрын
Helpful video 🙏🙏🙏🙏
@bankkagyan7 ай бұрын
Thanks
@iamdadnan4 ай бұрын
Sir mai minor tha tab account open karwaya tha ab mai 18+ ho gya hai tab bhi miner hi hoga ya major ho gya hoga na
@bankkagyan4 ай бұрын
Major
@SunnyBoY78611 ай бұрын
Sir mere Bob bank mein pan card link nhi hai.. Mobile number change hoga kyaa❤ minor account hai
@bankkagyan11 ай бұрын
Yes still mobile number change ho shakta hai , Pan card ke badle form 60 aap fill kar dena.
@SunnyBoY78611 ай бұрын
@@bankkagyan thank you❤
@Sana_Khan014 ай бұрын
Phone number change krne ke liye knsa form bharna pdega?
@bankkagyan4 ай бұрын
Phone number change form is different in bank of baroda , form is available at branch
@Sana_Khan014 ай бұрын
@@bankkagyan I asked for the phone number change form and they give the same this kyc form and annexure 1 form
@bankkagyan4 ай бұрын
@@Sana_Khan01 Okay , I will look into it and try to upload new video the same as per latest document
@Sana_Khan014 ай бұрын
@@bankkagyan thank you!
@bankkagyan4 ай бұрын
@@Sana_Khan01 Welcome
@preetimiddha3174 Жыл бұрын
Sir , offline re kyc kitne din m complete ho jaati h?
@bankkagyan Жыл бұрын
Same day..
@preetimiddha3174 Жыл бұрын
@@bankkagyan sir, mai form fill krke aayi...then unhone kha ki ho jayega aap ja skte hai ...but mere Paytm pe abhi tak work nhi kr rha
@bankkagyan Жыл бұрын
@@preetimiddha3174 PayTm pe kya error aa raha hai..?
@preetimiddha3174 Жыл бұрын
@@bankkagyan payment failed may your account has been frozen or blocked something
@bankkagyan Жыл бұрын
@@preetimiddha3174 Ok let me know your branch Alpha ( Can be found on your passbook , it will look like this " BARB0XXXXX ") . After that i will give you respective Regional Office email in which you may complaint regarding your issue..
@bollycraze2722 Жыл бұрын
Sir kyc form Aur re kyc form dono Alag hai ya same hai please reply jarur karna.kyuki Aaj maine re kyc ke liye form liya to bank me se c kyc form diya hai to please reply jarur karna.
@bankkagyan Жыл бұрын
Re-Kyc and Kyc both are different.... KYC account opening ke waqt me sath me bhara jata hai...Re-Kyc jab account me KYC due Hota Hai to bhara jata hai. CKYC alag Hota Hai KYC OR RE-KYC se ...... CKYC one time ke liye bhara jata hai..
@bollycraze2722 Жыл бұрын
@@bankkagyanThank you so much sir🙏
@Patelhet93538 ай бұрын
Sir address change ho Gaya hai adhar main to change likh sakte hai Proof ke leya adhar card pan card hai
@bankkagyan8 ай бұрын
Yes aap as per aadhar address change ka request branch ko de shakte ho.
@rajeshmohadikar4020 сағат бұрын
Document ky ky dena he adhar pan aur ?
@bankkagyan16 сағат бұрын
Aadhar Pan and 1 photo (if required )
@kuldeepsonu6337 Жыл бұрын
Sir, digital currency use ke liye, digital wallet ke liye video banao
@bankkagyan Жыл бұрын
Ok
@Dipali-24j2 ай бұрын
Declaration me adress proof electricity bill hai to kaise bhare
@bankkagyan2 ай бұрын
Address Type me Ele. Bill likh kar
@MohdAjmal-yx7lt6 ай бұрын
Agar joined khata ho to kay kare❤❤❤
@bankkagyan6 ай бұрын
Form aaise hi bhara jayega , bas KYC dono ka lagega
@shabnambano80554 ай бұрын
Bank of Baroda kyc ka form bharne hai please help me
@bankkagyan4 ай бұрын
Aapko kya help chahiye..?
@jackvantopics15056 ай бұрын
ऑनलाइन KYC नहीं हो रहा है OTP का Error दिखा रहा है क्या करे सर ! और मेरा home branch गांव में है बहोत दूर है 700km और में CITY में रहता हूँ। कोई solution हो तो plz बताओ सर !! क्युकी मुझे चेक से पैसे उठाने है तो यहा बैंक वाले बिना KYC का नहीं accept कर रहे है चेक और मेरा DEBIT CARD भी काम नहीं कर रहा
@bankkagyan6 ай бұрын
Kya Bank ke account me jo mobile number hai wo abhi kaam kar raha hai or aapke pass hai...? Agar ho shake to OTP me jo error aa raha hai uska screen shot attach kariye ..
@jackvantopics15056 ай бұрын
@@bankkagyan Haan mobile number chalu hai aur vahi number bank me register hai
@bankkagyan6 ай бұрын
@@jackvantopics1505 Ek baar aap screen shot send karna , waise idhar ek do dino mein aaisi koi complaint nahi aayi hai customer se..
@jackvantopics15056 ай бұрын
@@bankkagyan sir pr yha youtube pr comments me photo add nhi kr skte hai option nhi deta hai youtube
@bankkagyan6 ай бұрын
@@jackvantopics1505 Aap koi bhi freeware site ka use karke upload kar do phir uska link aap bhej do..Google pe search kar lo image uploader
@Janvimanikbeautyhack9 ай бұрын
Sir mera ye question tha ki mera bob me account h or phone nmber bhi link h lekin jb. M phon pay calu krti hu tooo calu ni hota h
@bankkagyan9 ай бұрын
Error kya aata hai to mein aapko clear kar shakta hu
@kmnidhi2008Ай бұрын
Sir Mera bhi account Bank of Baroda mein hai abhi tak bank se KYC ka karvane ka message nahin aaya hai to mujhe vahan Jana chahie
@bankkagyanАй бұрын
No. Saving account me KYC 10 years me ek baar hota hai.
@kmnidhi2008Ай бұрын
@@bankkagyan to sar mujhe Bank nahin jana padega
@bankkagyanАй бұрын
@@kmnidhi2008 Yes nahi jana padega
@sameerraj16673 ай бұрын
Nice ❤
@rahulbhuriya Жыл бұрын
Sir Mere Wife Ka Bank Of Baroda Main Account Hain Usme Post Main Rekyc Ka Notice Aaya Tha Mera Sasur Ji Ke Ghar Per Or Sir Uss Account Main Muje Name Change Karvana Hain Or Address Bhi To Kya Rekyc Form Main Vo Kar Sakte Hain Kya ? Sir Abhi Meri Wife Ke Sare Documents Jese Ki Aadhar Card Election Card Pan Card Marriage Certificate Sab Kuch Mere Name Se Update Ho Gaya Hain To Bank Of Baroda Main Name Or Adress Change Ho Jayega ?
@bankkagyan Жыл бұрын
1st aap kyc karwaiye, uske baad name change ke liye ek Affidavit branch me de dijiye. Aapka kaam ho jayega..
@rahulbhuriya Жыл бұрын
@@bankkagyan Ok Thank You Sir Or Affidavit Main Notri Karana Padega Ki Marriage Certificate Chal Jayega ?
@bankkagyan Жыл бұрын
@rahulbhuriya Notre
@rahulbhuriya Жыл бұрын
@@bankkagyan Ok Thanks 🙏 Or Name Change Ka Application Form Bhi Bharna Padega Na
@bankkagyan Жыл бұрын
@rahulbhuriya application aapko branch head ke naam se likhna hoga...
@yourkrish695Ай бұрын
Sir pan card ni he kya karein
@bankkagyanАй бұрын
FORM 60 fill kar dijiyega saath me
@jayalaxmirameshpoojary203511 ай бұрын
Thank u sir
@bankkagyan11 ай бұрын
Welcome
@vermakittu3435 Жыл бұрын
Thnku sir
@bankkagyan Жыл бұрын
Welcome
@kishorparmar-uw8jg Жыл бұрын
Aadhar seeding or KYC alag alag hota hai
@bankkagyan Жыл бұрын
Yes
@princeepatel35729 ай бұрын
How to apply online KYC FORM
@princeepatel35729 ай бұрын
Sir y form provide kr dijiye.. Or form fill karne k process bta dijiye
@bankkagyan9 ай бұрын
Ok i will make a separate video on this asap.
@harshita8370 Жыл бұрын
How to fill this form online.....i have downloaded this
@bankkagyan Жыл бұрын
Fill the downloaded form than signed on it and scanned with pan card and aadhar card than send it to your branch email with SUBJECT " KYC UPDATION FOR A/C NO. XXX"
@sujitgaming98 Жыл бұрын
Thanks
@bankkagyan Жыл бұрын
Welcome
@privatelifeofbetasquad9480 Жыл бұрын
Where to download this form
@bankkagyan Жыл бұрын
At bank of Baroda website under downloads section. If you still not able to get it than let me know i will provide you a separate link.
@privatelifeofbetasquad9480 Жыл бұрын
@@bankkagyan i need rekyc form
@bankkagyan Жыл бұрын
@@privatelifeofbetasquad9480 Please find the link of Re-Kyc www.bankofbaroda.in/-/media/project/bob/countrywebsites/india/content/download-forms/personal/open-account/kyc/re-kyc-form-individual-23-23.pdf
@Patelhet93538 ай бұрын
2 main se kon sa barna hai @@bankkagyan
@bankkagyan8 ай бұрын
@@Patelhet9353 Mein aapke pure baat ko samajh nahi paa raha hu..?