Sir rdvv का b.ed 1st semester ka exam form kaise bhare ispe video uplode kijiye na plz...ya iss video के tarah ही apply hoga bataye
@SarkariVacancy24 күн бұрын
okay.. jald hi video aapko mil jayegi 🤗😀
@AshishKrGupta1235923 күн бұрын
@@SarkariVacancy Okye sir
@MritunjayKumar-g6o22 күн бұрын
Sir mera bsc ka rollnumber galat dikha raha hai aur date bhi khatm ho gaya hai kya karen
@SarkariVacancy21 күн бұрын
aap screenshot bhej sakte ho ? telegram pe... description me link hai
@Angrybird00924 күн бұрын
Sir full sumit kar diye aur download karne ka kahi option nahi dikha phit se link par gya to stating se phir se vaise hi aane laga kaise pata chalega huaa y nahi ??
@SarkariVacancy24 күн бұрын
Hamne uska solution daal diya hai channel pe aap latest video dekhiye hamare channel me jaake ... link ye rha - kzbin.info/www/bejne/mYKQhGN-f8aLbbc
@mansa718724 күн бұрын
Form bhrne k kitne dino baad BEd ka exam kab hoga..!?
@SarkariVacancy24 күн бұрын
1 month ke baad hi har tarah se semester exam hote hain.. baaki apni university ka alag alag system hota hai but 1 month ka time to rhta hi hai
@nishayadav---802626 күн бұрын
Bol rahe the University de hi nahi rahi h enrollment number
@Sumitkumar-ud1cw24 күн бұрын
Sir dusre ka abc id dal skte hai
@SarkariVacancy24 күн бұрын
Nhi.. Digilocker se 2 minute me banta hai bna lijiye
@nishayadav---802626 күн бұрын
Sir enrollment number nahi Pata h kya dale humare college me diye hi nahi h
@SarkariVacancy26 күн бұрын
Agar aapki university alag alag hai to aap uske liye college me pta kr sakte ho but college se bhi enrollment number nhi milega kyunki jab tak aap examination form nhi bharte tab tak enrollment number generate nhi hota hai to iske liye aap enrollment number ke jagah pe aap "NA" ya "Not Applicable" likh sakte ho aur second semester ya year ka form bharte samay aap use change kar dijiyega.. 🙂🙂 I hope aapko aapka javab mil gya hoga.. agar koi aur sawal ho to aap puchh sakte hain. Thanks for comment 🙏
@nishayadav---802626 күн бұрын
@SarkariVacancy sir koi dikkat to nahi hogi na
@nishayadav---802626 күн бұрын
@SarkariVacancy sir 1 sem ki marksheet me add ho jayega
@SarkariVacancy26 күн бұрын
semester ki marksheet yearly hi banti hai to aap befikar rhe.. but aapko ye dhyaan dena hai ki 2nd sem ke time jo aapke admit card pe enrollment number aaya ho vo jaroor daal dena hai.. 1st sem ka apply krne ke baad 2nd sem me edit krne ka option hota hai.. semester ki marksheet yearly hi jaari hoti hai.. 🤗😀 I hope you liked it..
@falakansari436226 күн бұрын
@@SarkariVacancyMujhe ppr English language me dena h to examination form fill krte time isme language medium choice ka option nhi hota h ky ?
@luckyguesses222 күн бұрын
sir exam form ka date badhega kya
@SarkariVacancy22 күн бұрын
badh chuki hai aap form bhar sakte ho🤗😀
@dikshayadav407525 күн бұрын
Sir last me print kha se hoga
@mishraji1724 күн бұрын
Same problem server problem ho rha hai
@SarkariVacancy24 күн бұрын
Ye video dekhiye - kzbin.info/www/bejne/mYKQhGN-f8aLbbc
@SarkariVacancy24 күн бұрын
server problem nhi hai ye video dekhiye - kzbin.info/www/bejne/mYKQhGN-f8aLbbc
@BALWANTSINGH-mz5yr26 күн бұрын
Sir sgpa me marks kaise likhe
@SarkariVacancy25 күн бұрын
Aapki marksheet me agar SGPA diya hai to vahi daale. SGPA 10 aur 5 do scale pe hota hai agar aapka SGPA 5 ke upr hai to aap 10 ke scale ke hisaab se likho.. Jaise agar apka SGPA 7.2 hai to aap obtained me 7.2 aur Maximum wale column me 10 likh sakte ho. Dhyaan rahe ki SGPA daalna hai CGPA nhi..