How to frost glass,कैसे ग्लास को फ्रॉस्ट (Frost Glass) करें,ਕੱਚ ਦੀ ਠੰਡ ਕਿਵੇਂ ਹੁੰਦੀ ਹੈ

  Рет қаралды 32,117

7Star#tag

7Star#tag

2 жыл бұрын

hello friend suaagat hai apka hmare youtube chenal 7star#tag me to aaj ki video mai hm dekhenge or janenge ki kisi bhi sise ko frost kese kiya jata hai or frost krne ke liye kis kis cheej ka use kiya jata hai be design kese bnaya jata hai or desine bnane ke liye sise ko kon kon si parkiriya or procec se gujarna hota hai keya keya kiya jata hai aik sise pe design bnane ke liye or os pe kis trah se design bnaya jata hai kese cutting kiya jata ha or osje baad os ko kese tzaab mai ya acid mai daal ke glass ko wash kiya jata hai ye sab janne ke liye
hmais video ko suru se leke aakhri tak dekhe ye design window drawing room mai door frount door sab ke liye use ya paryogvkiya ja sakta hai is design ko aap apne kichan mai bhi lagba sakte ho ye glass desine acid se wash hone ke karan is desine pe kisi bhi trah ka koi daag ya nishan nhi parta hai or ye desin ka color bhi sda bhar hai jo kabhi bhi suraj ki rosni se khrab ya fika nhi pdega
ye desing sine krta hai or simple frost se jada achha sfayi se bna hone ke karan bhoot achha lagta hai
ise khaas tezab ya acid mai teyar kiya jada hai jo os ki sine ko or jada achha bna hai or chmakdaar bhi
to fer isi trah ki or video ko dekhne ke liye bane rahe hmare saath or hme facebook instagram dono id pe follow krle baha apko ise bhi achhe designs dekhne ko mil jayenge meri sbhi id ka link niche diya geya hai aap jake chek kr le
my youtube link-:--:-
[26/12/2020, 19:03] Faizal Khan: / @7startag
my facebook id link-:-:-
[27/12/2020, 22:56] Faizal Khan: / profile.php
id=100004128046770
my facebook page link-:-:-
[27/12/2020, 22:57] Faizal Khan: / faizalkhan0001
my instagram id link-:-:-:-
[29/12/2020, 09:12] Faizal Khan: / faizalkhan1000
my facebook shayri group inlk-:--:--
[03/01, 12:43] Faizal Khan: groups/15768...
music credit by www.bensound.com

Пікірлер: 73
@ManishKumar-ji3kl
@ManishKumar-ji3kl 24 күн бұрын
❤❤❤❤❤
@sameersameer-wj5sq
@sameersameer-wj5sq 2 ай бұрын
Thanks Brother ❤
@villagelifezoneatd
@villagelifezoneatd 5 ай бұрын
Very nice Khurram Shahzad from Pakistan
@apnapakistan7273
@apnapakistan7273 Жыл бұрын
Nice job 👌
@younushasan4770
@younushasan4770 Жыл бұрын
Good job sir
@ShahidHussain-eb4eb
@ShahidHussain-eb4eb 2 жыл бұрын
Good work
@maldasubratagaming
@maldasubratagaming 2 жыл бұрын
Super bro may hu 😁
@rameshwarhagre4087
@rameshwarhagre4087 6 ай бұрын
Sir. Forsted glass banglo,ya ghar ke window me use kar sakate hai kya, sahi matra me roshani andar ati hai ya nahi.
@7Startag
@7Startag 6 ай бұрын
Ji jaroor aa kichan bathroom bedroom kahi bhi use kr sakte hai
@vmyasir8651
@vmyasir8651 8 ай бұрын
Assalam alaikum bhai 1hp motar se kaam chalega kya bhi plz bolo bhai
@7Startag
@7Startag 8 ай бұрын
Compressor kitna bara h os pe depend krta h bhi
@shakeelahmedshaikh7418
@shakeelahmedshaikh7418 Жыл бұрын
Nice Video🎥
@mohammadrazanayel2542
@mohammadrazanayel2542 Жыл бұрын
Faizal Khan Bro. AoA. Omid hain app khairat say hoo Inshallah! ,Ap bohot mehraban hain jo etne details ke saaath glass eitching process ko explose kiya hain! Allah Apko hamesha khush and kamyab rakyeee! Amin. ( Raza Khan )
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
thnx bhai
@nileshpise771
@nileshpise771 6 ай бұрын
Pressure maintion kijiye please
@melophile04
@melophile04 8 ай бұрын
Y dono side se hoti h kya blurr ya ek side se?
@7Startag
@7Startag 8 ай бұрын
Aik side se hota hai
@sarachitamang6840
@sarachitamang6840 Жыл бұрын
Sir sada shisa se iea na/ mirror kaise banta hai ?plz sir badaya
@LuckySingh-gn7vn
@LuckySingh-gn7vn 7 ай бұрын
Nice
@Broken_girlPihu
@Broken_girlPihu 6 ай бұрын
Aap kaha se hai bhaai ? Kya is kaam k liye karigar ki jarurt hai kisi ko ?
@7Startag
@7Startag 6 ай бұрын
Punjab se hogi to bta dunga aako bhai
@Broken_girlPihu
@Broken_girlPihu 6 ай бұрын
@@7Startag tq aap ka jarur bata dena aap .
@srinivasmahadevan1623
@srinivasmahadevan1623 Жыл бұрын
Kuch Gum ki Jaroorath Nahi hai kya, Rethi Sishe ko kaise pakad Letha, Plz clear the Doubt.....
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
bhai rait glass ke oper jab gun ki help se mara jata ha to air ka presser kafi jada hota hai ji bjah se rai glass pe tez presosser lagne ce os pr beth jati hai
@Avinash-nt6pv
@Avinash-nt6pv Жыл бұрын
Kitne hp ka air compressor lena thik rahega
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
normal 5 hp ka le sakte ho aap
@Dilchaspkahaniya331
@Dilchaspkahaniya331 Жыл бұрын
Bhai kon sa tape use krte hai
@mohdakibmohdakib3845
@mohdakibmohdakib3845 Жыл бұрын
Bahi sisa ke piche jo dijain hota h na LED light lgate h jo Us m comprshe ke bhina hi sise ke piche ka dijain nikal nikale
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
achha bo to pta ha keya aap bhi bnate ho
@mohdakibmohdakib3845
@mohdakibmohdakib3845 Жыл бұрын
Haa bahi
@mohdakibmohdakib3845
@mohdakibmohdakib3845 Жыл бұрын
Us ke liye bata do bhai Bina comprshe ke dijain kese kre
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
@@mohdakibmohdakib3845 bo hota to hai bhai pr jada time or jada costly pr jata hai pehle acid se oska paint otarna prta hai fir os pe etching bala film lgana prta hai
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
@@mohdakibmohdakib3845 or dusra trika hai ki aik pest ata hai mirorr glass ke paint ko remove krne ke liye or aik etching past ata hai bo lga do ho jata pr os mai kafi dhiyan dena hota hai
@saptamsarkar4621
@saptamsarkar4621 Жыл бұрын
Sir kitna kg pressure wala compressor use kerna he
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
aap 3hp ki moter ke saath 500 pound ka compresrer le lo agr apka kaam nor mal hai jada nhi hai ye bhi thik hota hai
@mosinmulla5478
@mosinmulla5478 Жыл бұрын
Bhai mirror touch sensor me aise hi glass ke pichle hisse me frost kiya jata hai kya bro......
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
ha bhai
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
os par mene video bna rakhi hai aap bo dekhlo
@mdfahimalisaikh5985
@mdfahimalisaikh5985 2 ай бұрын
ফাস্টেড যখন করেছেন তখন কি কোন কেমিক্যাল মিশিয়েছেন
@vivekverma2186
@vivekverma2186 Жыл бұрын
isko glass se remove karne ke liye kya use hota h ?
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
ye glass se remove nhi hota bhai
@arupshah6197
@arupshah6197 Жыл бұрын
How much presser needs for design foster
@younushasan4770
@younushasan4770 Жыл бұрын
Sir glass me wo konsa coulor hota he jise laster coulor bolte he or kese hota he
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
kese bhai m smjha nhi keya bol rahe ho aap
@mashaelectric1494
@mashaelectric1494 Жыл бұрын
can use mini compressor for sand blasting.... if use what hp compressor use
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
bhai mini compressor kaam nhi krega baar baar air bharna prega jaldi khali hone ke karan time jada lagega
@himanshichauhan3805
@himanshichauhan3805 Жыл бұрын
Bhai muje ss gold ma sand blasting karvana ho to kon si raat use hoti hai. Muje gold ki foil nikalni hai to ma itching kar shaku. Muje plz batav
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
keya cheej ki bhai mai smjha nhi aap 9888319756 pe call krlo
@himanshichauhan3805
@himanshichauhan3805 Жыл бұрын
@@7Startag ap jo mitti kon si use karte joi frosting ke liye?
@parshantchopra3028
@parshantchopra3028 Жыл бұрын
Thankyou bhai🫡
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
well come bro
@parshantchopra3028
@parshantchopra3028 Жыл бұрын
@@7Startag kya aap bta sakte hai chemical wala and ret wale frost mei se konsa better hai?
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
@@parshantchopra3028 ji sir jroor jo frosted glass hota hai os me rait jo lagi hoti hai kahi pe dark kahi pe light hota hai jis bjah se bo aik jesa nhi dikhta dusri baat ki is mai agr koi oli bale haath lag jaye to os me daag pr jate hai jo jaldi saaf nhi hote or dekhne mai bhi bekar lagte hai
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
@@parshantchopra3028 jab ki acid ya cemical bale glass mai glass ko acid se wash kiya jata hai jis se bo aik jesa ho jata hai or os me clearty aa jati hai frosted glass ke mukable jada is me oli ke daag ka kisi bhi orkaar ke daak ka bhi koi chakr nhi asaani se saaf hi jata hai
@parshantchopra3028
@parshantchopra3028 Жыл бұрын
@@7Startag okay got it ,acid wala better look deta hai and daag bhi nhi lagta!
@mohammadasif724
@mohammadasif724 Жыл бұрын
Sir glass kitne mm ka hota led mirror bana me
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
normal bhai 5 mm ka use hota hai bese aap 4 mm glass ka bhi use kr sakte ho aap is te mota jitna bhi krlo is te patla mt krna ok bhi
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
sorry bhi late reply krne ke liye and thnx video dekhne ke liye
@mohammadasif724
@mohammadasif724 Жыл бұрын
Thank you sir ye jo gun se kaam hota hai ye bana Hua ata hai sir
@mohammadasif724
@mohammadasif724 Жыл бұрын
Sir mujhe ye kaam nahi wo apne ghar ke liye try kar na hai mujhe se bane ga ki nahi
@mohammadasif724
@mohammadasif724 Жыл бұрын
Sir ye gun ka naam Kya hai ji
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
bhai alg alg gun hoti hai jese finesupry ki
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
pilate ki bhoot sare brand hai aap ko jo achhi lage le lena
@mohammadasif724
@mohammadasif724 Жыл бұрын
Thank you sir ye to bataao glass kitne mm ka hota hai kaha se buy karu
@awanglass4468
@awanglass4468 Жыл бұрын
Nomber
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
9888319756
@manishapawar8390
@manishapawar8390 5 ай бұрын
Sar mujhe bhi aap yah gilas ka karne ka hai aapka contact number mil sakta hai kya aap Mumbai mein hai kya kahan per hai
@_psychiii_31
@_psychiii_31 Жыл бұрын
Apka number do bhai..
@7Startag
@7Startag Жыл бұрын
9888319756
@srinivasmahadevan1623
@srinivasmahadevan1623 Жыл бұрын
Kuch Gum ki Jaroorath Nahi hai kya, Rethi Sishe ko kaise pakad Letha, Plz clear the Doubt.....
@srinivasmahadevan1623
@srinivasmahadevan1623 Жыл бұрын
Kuch Gum ki Jaroorath Nahi hai kya, Rethi Sishe ko kaise pakad Letha, Plz clear the Doubt.....
HOW DID HE WIN? 😱
00:33
Topper Guild
Рет қаралды 42 МЛН
Window glasses and its design with detail information
10:17
Life is Awesome Civil Engineering Plans
Рет қаралды 679 М.
Railing glass design || etching glass process step by step ||
8:41
GAG CREATIONS
Рет қаралды 17 М.
glass cutting work/ glass kasa cutting hota hai 🤔🤔
3:05
Как правильно выключать звук на телефоне?
0:17
Люди.Идеи, общественная организация
Рет қаралды 922 М.
Hisense Official Flagship Store Hisense is the champion What is going on?
0:11
Special Effects Funny 44
Рет қаралды 3 МЛН
Tag her 🤭💞 #miniphone #smartphone #iphone #samsung #fyp
0:11
Pockify™
Рет қаралды 44 МЛН
Зачем ЭТО электрику? #секрет #прибор #энерголикбез
0:56
Александр Мальков
Рет қаралды 219 М.
Klavye İle Trafik Işığını Yönetmek #shorts
0:18
Osman Kabadayı
Рет қаралды 2,2 МЛН
Samsung Galaxy Unpacked July 2024: Official Replay
1:8:53
Samsung
Рет қаралды 23 МЛН