मैं हमेशा इनके व्हिडिओ देखती हुं बहुत अच्छा गुलाब है मॅम आपने तो जरूर लिये होंगे प्लांट हमे भी लगता हैं की वहा जाके प्लांट खरिदे पर पॉसिबल नही आप बहुत अच्छा व्हिडिओ बनाते हो आप 👌👌👌👌👌👌
@Manjugardening1Ай бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹💐💐🌹🌹💐🌷🌷💐💐
@shafiqueahmed5605Ай бұрын
Wow maam this presentation is the best, infact overall very good roses are beautiful and you to looking beautiful.
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐
@samidhajadhav12007 сағат бұрын
Beautiful
@pratibhabagiya9611Ай бұрын
Is information ki mujhe jarurat thi thanks for sharing
Thank you for your kind words and welcome to the channel! 💖
@souljourney589729 күн бұрын
Excellent.nice video
@Manjugardening128 күн бұрын
Many many thanks 🙏🙏🙏
@kakadilshad6914Ай бұрын
Very good job ma'am g
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐💐💐
@Unknown-dt4jk26 күн бұрын
Bahut Mehenga Aata, Par Khoobsurat Bahut Hai ❤
@Manjugardening126 күн бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@hansijoshi4703Ай бұрын
Very beautiful flowers 🎉🎉🎉🎉
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@manjarali385123 күн бұрын
प्लांट का प्राइस भी बताया करें में चीज प्राइस होता है
@Manjugardening122 күн бұрын
Diye Gaye number per call karke ya video call karke aap plant bhi dekh sakte hain aur price bhi pata kar sakte hain
@deeppandeyvlog3922Ай бұрын
🎉❤❤Waooo
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks
@anitapandey113Ай бұрын
🎉🎉woow hum bhi jayege ab to
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@navsonavlogsshorts3121Ай бұрын
Well done
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
@romiramchandani435619 күн бұрын
Ma’am kya hum grafted rose plants ground mein laga sakte hai kya Nursery se lakar ground mein laga sakte hai??? Pls reply
@Manjugardening119 күн бұрын
Ji han bilkul Laga sakte hain jameen mein to bahut hi achcha result milega is nursery mein dekha aapane jameen mein kitne बड़े-बड़े plant Ho rakhe hain phoolon se bhare hue
@sangeetajsr26 күн бұрын
Dark purple rose jo dikha ya hai video me.. vo ebb tide nahi hai .. mid night blue hai vo.. ebb tide similar hai lekn usme jyada petals hote hai !
@Manjugardening126 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji ya roj factory hai aur vahi jante honge uska naam aur ya FIR ho sakta hai aap acche se jante Hain बहुत-बहुत dhanyvad video dekhne ke liye
@sangeetajsr26 күн бұрын
@ jo rose grower hai unko pata hai… id (name) ka importance..jo log rose competition me participate karte hai unko agar sahi id hi pata nahi hoga toh volog apne plant ke bare me kya bata payege or jolog rose collectors hai vo id ke liye hi paise dete kar reputed nursery se plants kharidte hai.. paudhe toh local nurseries me bhi milti hai lekn collectors vahan se kyu nahi kharidte…or factory nahi bolte hai ye nursery bolte hai !
@Geetanjalimahala12Ай бұрын
Standing rose order karne se milega kiya ?
@Manjugardening127 күн бұрын
Aap diye Gaye number per pata kar lijiye
@antonyjosephine49429 күн бұрын
Mam, I don't know Hindi, What is the name of the Fertilizer pls upload
@hemapandey1347Ай бұрын
,👌👌🙏🙏
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@sparveen8239Ай бұрын
Manju ji eska rate bhi bataye
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji yahan 18 mahine se upar plant milte Hain aur alag alag category ke Hain to unka rate bhi अलग-अलग hai main bhi plant Lene hi gai thi aur, aap number diya hai na usmein jankari le le bahut acche plant Hain bahut achcha result milta hai
@neerajdubey9299Ай бұрын
Ma'am Jai shree Krishna 🙏.. humne ek week pehle he order kar diya tha ab toh delivery bhi aane wale hai...but ma'am reality yahi rose plant ki isme organic kaam utna badhiya nahi karta hai jitna chemical daalne se hota hai.... Ma'am aap sach batao hota hai organic ka maine use Kiya hai nahi aate hai big size k ......
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji organic mein bhi sari chijen a gai Hain Jo chemical mein hota hai dap ya npk ya koi bhi chemical fertilizer hai sab organic mein bhi milta hai, han organic ka result thodi der mein milta hai Lekin mitti kharab nahin Hoti hai chemical mein result jaldi milta hai aur FIR mitti bhi hamari kharab Hoti hai FIR usko bhi Sahi karna hota hai, aur jo gharelu mein batati hun unhen bhi aap apna yah organic chijen isase mitti Sahi rahegi aur flowering bhi hogi baki agar aap chemical use karte bhi hain to organic bhi sath sath use karna mitti kharab nahin hogi,
@neerajdubey9299Ай бұрын
@Manjugardening1 thank you ma'am 🙏....ye aapne sahi kaha organic ko le k chalna hai par thoda use chemical ka kar skte hai for flowering k liye .. Jai shree Krishna ma'am
@Famoustalk2.029 күн бұрын
Ap screen mein flower ka naam kyon nahin de rahe hain ham log ko pata chalega ki naam kya hai
@Manjugardening128 күн бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Naam to Bata hi Rakha hai Lekin phone number diye hain aap Janna chahte Hain to unse Jaan lijiye baat kijiye
@jatindutta2244Ай бұрын
Always Verity/ID should mention
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@mohiddinshareef111226 күн бұрын
Germantech insecticide where can purchase
@Manjugardening124 күн бұрын
Online, dekhen
@phalgunipathy263023 күн бұрын
Plant's price ??
@Manjugardening122 күн бұрын
Video dekhne ke liye bahut dhanyvad vahan per plant 18 manth se upar ke sel hote Hain sab अलग-अलग time ke Hain to unka rate bhi अलग-अलग hai yah number diya hai long video mein aap unse baat karke sari jankari le sakte hain video call karke bhi plant dekh sakte hain
@poojakushwaha4110Ай бұрын
Didi 1 plant kitne ka h OR apne mangwaye h kya
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad han main lekar I hun vahan se sabka rate अलग-अलग hai kyunki sab jo hai na अलग-अलग time ke Hain to use hisab se unka rate hai koi 18 mahine ka hai koi 3 sal ka hai koi 5 sal ka hai aur bhi hain to aap yah number per pata karo bahut acche se ho Bata denge jo aapko Lena ho to aap mangvae
@ragineekikitchenАй бұрын
Aanti maine sifting की thi rose की प्लांट grow nhi horha 15 din hogy
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji shifting ki video Maine kuchh din pahle hi Dali hai aap usko dekhiae use Maine sare tips aur care batai hain aur abhi ab gulab ka bhi dormancy period a raha hai December January February se FIR growth acchi hone lagegi aap Pani ka Dhyan Dena fullsunlight rakhiega aur shuru hogi growth
@ragineekikitchenАй бұрын
Thanku aanti 💝@@Manjugardening1
@26EasyHomeGardeningАй бұрын
Price bhi to bata do kitna high hi😮
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji vahan per plant अलग-अलग salon ke Hain अलग-अलग varieties Hain aapko number diya hai aap pata kijiye 18 mahine ka plant ka rate alag hai 3 sal ka alag hai 5 sal ka alag hai to vah aap Jo Lena chahe vah aap pata Karen
@SubodhKumar-dp4rvАй бұрын
Sabse bada Inka problem yah hai ki 1500 Tak ka plant mangaane ke liye bolate Hain
@Manjugardening1Ай бұрын
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad sari online bhejne mein FIR ek hi plant bhejen to usmein bhi to problem hai time jata hai management dekhiae kaise karna padta hai bahut badi nursery hai vahan log Lage Hain to kam se kam yah hai ki itna Tak ka to aadami le to to koi bhejen