Pahle jo hole mark karte ho uski border line pe pechkas ka kona ragad ragad ke thodi gaheri lakir khod do, fir center se todte todte border line tak aao, gaheri lakir ki vajah se vaha tak hi tutega, matki crack hone ka dar nahi... Aur hole ban jane ke bad emery paper se golai me ghis do taki tutne ki vajah se jo khurdara hole bana he vo smooth gol ban jaye aur bird ki entry exit ke time pe hole ki khurdari golay bird ko pareshan na kare....
@aransari83143 жыл бұрын
Matki me kya rakhe
@MoHaris-lp3dm5 жыл бұрын
Ek video finch par bhi lao 3 minute ki pls .....
@teenasanai19343 жыл бұрын
Bhai meine bina hole ke hi matki lagayi hu. Usme upar mein hole hi hai. Chalega kya. Plz reply
@ajaydaggar76835 жыл бұрын
Sar mera cocktail ando se bache to nikale hai par feed nahi karate hai do brid kharab kar di kya kare
@indiangladiator57034 жыл бұрын
Toh khud feed kara de bhai
@atchaya72933 жыл бұрын
ஹ
@ashwinsingh42005 жыл бұрын
Pls make a video on how to put Matki inside cage
@petlovers56495 жыл бұрын
okk brother
@aroundthebudghie47574 жыл бұрын
Are matki me hole karne ke liye pehle usko ak ghanta pani me gila kar de uske bad jitna bara hole karna hai mark kare aur patli wali kil se uske kinare hole karte jaye isse matki me jaldi hole ho jata hai aur matki bhi nhi tuti
@mashal4014 жыл бұрын
Wow
@rashidansari22784 жыл бұрын
Bhai aap galat suraakh kar rhe ho aap heldhy birds breeding chanal search karo shi pta lagega birds kese palte h....hum usi channel ke bande h
@aransari83143 жыл бұрын
Matki me kya rakhe
@DineshSharma-oq6sw3 жыл бұрын
Pahle bhai tum khud hi seekh lo fir kisi ko sikhana😜
@rashidansari22784 жыл бұрын
Bhai aap galat suraakh kar rhe ho aap heldhy birds breeding chanal search karo shi pta lagega birds kese palte h....hum usi channel ke bande h