Nice, simple and to the point without much fuss, Thanks ! New subscriber
@RestaurantStyle6 күн бұрын
Konsa bond use kiya hai bhai?
@deepwoodwork5 күн бұрын
HDHMR action tesa ka 16.75mm
@PiyushJoshi-f6l9 ай бұрын
Waaawww.... 👍👍 Kitne price me ban jata hai ye shoe rack ?? Please bataye....
@deepwoodwork9 ай бұрын
10000
@phurbutsering2238 ай бұрын
new to your channel, inspiring, simple tools and effective...bhai please hinges ka degree kaun sa use kiya
@deepwoodwork8 ай бұрын
Dono Side ke door mein 0 degree or center ke door mein 8 degree ka use kiya hai
@crpmz394510 ай бұрын
Very nice Good looking with finishing. 👍 HDHMR (green) 18 mm sheet me one side lamination available hoga market me. ?
@deepwoodwork10 ай бұрын
Yes
@Fahim.77818 ай бұрын
Cost kitna ayega
@g-techelectricalcontrol9 ай бұрын
Good work bro👌👍
@villagestylevlogs-b3p11 ай бұрын
Ooo so nice yar
@shahinalammedia3 ай бұрын
❤❤❤❤
@ZahraZahid-s2o3 ай бұрын
Sir ic ki price Kiya hai
@notknown49935 ай бұрын
Gajab bhai gajab❤
@sarbeswarrana14753 ай бұрын
Scroob kete inch please kuha
@udaygarg96386 ай бұрын
Kha se ho
@sad89208 ай бұрын
Ek question hai Kie baar aap screw lgaane se pehle puri drill maarte h , kie baar bilkul thori drill maarte hai or kie baar sida screw lgaate hai. Difference kya hai or yeh kab kab krna hota hai
@deepwoodwork8 ай бұрын
Jab hum puri Dril karte hai tab hum screw ke liye hol karte hai or jab hum kam Dril karte hai vo screw ka head fit karne ke liye karte hai usme bade size ka bit hota hai
@sad89208 ай бұрын
ok, but hum puri drill kyu krte hai, direct lgaane se problem hoti hai kuch?@@deepwoodwork
@deepwoodwork8 ай бұрын
@@sad8920 direct screw nhi lga sakte jo humara hdhmr board hota hai vo khul jata hai ja fir screw tut jata hai . toh uske liye 3 se 4mm ka hole karna padta hai taki khrab na ho